🙏😊❤️, tarbuj par humari A to Z shorts series dekhe 👉ua-cam.com/play/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3.html&si=-UmQJtxwSgZ19han aur long video series 👉ua-cam.com/play/PLuiSrcCrRirX_DwYpBFuqWOjtFvqMh4tm.html&si=FQSY6aqi4xv7LnOo
Is vedo me jo khet ka filter lga h wo galat lga hua h...filter ka outlet pipe inhone niche ki taraf lga diya ...jabki niche flush wall lga hona chiye mitti baharnikalne k liye
nahi aisa nahi hai, is kisan ne aisa isliye kiya hai kyonki is 1 filter se 2 line nikali hai jo agar side se lete to accessories jyada lag rahi thi aur flush valve dusri side lga hua hai, jo ki sahi hai aap side me ya niche kahi bhi lga sakte hai koi problem nahi aati mitti nikalne me.
Dost agar aap kuye wali 3 hp(500 liter per minute) ki pandubbi use karte hai. aur drip 2 liter per hour wali hai, 1) to 200ft ke lagbhag 40 nal lga sakte ho. aur agar kuye me motor 5 hp (1100 liter per minute) hai 2) to 200ft ke lagbhag 90 nal lga sakte ho. comment karne ke liye dhanyawad, dekhte rahe Farming taknik.
Mitra! ye drip ke discharge par depend karta hai, alag alag discharge ki aati hai, jo video me aap drip dekh rahe hai, uska discharge 2-4 Liter per hour ki hai jo charo taraf 1-1 feet tak bhiga sakti hai, agar jyada discharge ki lenge to area bhi badte jayega, Dhanyawad! Dekhte rahe Farming taknik.
A-Z information about drip, including venturi. Very practical. Thanks!
Thank you 🙏😊
bahut achhi❤❤
Very nice and informative videos, thanks you very much
🙏😊
सर बहुत अच्छा लगा कर देखना
All I can say is best explanation brother ❤️
Thank you 🙏😊
Bhai ji bohot hi achi jankari rehti hai aapki
🙏😊
Very informative video sir ji
🙏😊
Bahut bahut acha lagi bro
🙏😊❤️, tarbuj par humari A to Z shorts series dekhe 👉ua-cam.com/play/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3.html&si=-UmQJtxwSgZ19han aur long video series 👉ua-cam.com/play/PLuiSrcCrRirX_DwYpBFuqWOjtFvqMh4tm.html&si=FQSY6aqi4xv7LnOo
Ati sundar
🙏😊
bahut achchi jankari di bhai dhanyawad
Dhanyawaad! anya interesting videos ke liye dekhte rahe Farming taknik.
Jordar ji ❤❤❤
Super jankari bhai
🙏😊
बहुत बढिया जाणकारी मिली
बहुत धन्यवाद मित्र 🙏😊
Bhut badiya sir
Thank you Mitra! isi prakar ke aneko videos ke liye dekhte rahe Farming तकनीक.
Very good sir
🙏😊
Very nice
🙏😊
Very useful information
Glad you liked it! 🙏😊
👍👍👍
बहोत अच्छी जानकारी दी साहब, छाबडा साहब का फोन नंबर भी बताते तो और भी अच्छा होता।
बहुत धन्यवाद जी! आप जो भी जानकारी चाहते हैं, कृपया कमेंट करे।
Bahut badiya me bhi Khandwa se hu kabhi mere farm PE bhi vidio banao
Konsi fasal lagai hai mitra aapne
@@farming3525 tarbuj ki he or mirchi he
Jarur aayenge Mitra
50feet*50 columns me 16 mm drip pipe ke sath koun si submersible pump laga sakte hai direct ke liye
Drip ke liye jo pipe joint karte hai phir unko remove kese karte h
Sir please bataye jaise hamaare sichaai 2 ghante me puri hogi to kis hisaab se dawa dale ki sab jagah barabar dawai pahunch jaye
ड्रिप कौन सी लगाई है और कितनी लंबी लगाई है इसके बारे में
ड्रिप ट्यूब टाइप लगाई है और 16mm, लंबाई 300 फीट
Bhai drip ke liye pressure kitna rehna chahiye or pressure meter kha lgta hai filter pr ya or khi lgta hai
2atm pressure hona chahiye
Aur pressure guage filter par lgane ke port aate hai, waha lagaye
last presser 1 kg Hy 1.5 kg
@@farming3525 tq bro ❤️
Bhaiya ek saath kitni drip pipe chalte ho ya Puri 53 line ek sath chalate ho
Krupya kar ke batao🙏🙏🙏
Sir ji वेंचुरी se khad chalane par motor on rahti hai ya khud se khich leti hai khad
Main motor on rehti hai, baki venchuri khud hi kheench leti hai
1 hp टेक्समो की मोटर है बोर में 300 फीट गहराई तक डली है क्या उससे आधा एकड़ भूमि में ड्रिप इरिगेशन सफल हो सकता है क्या
Nice information sir 🙏
Glad you like it 🙏! stay tuned for more informative videos.
Nice
🙏😊
Sar Dava ko Venturi Se dalte Hain To Pani Mein vah Patla Nahin ho jaega sar
Nahi, aisa nahi hai 1 akad me davai ki jitni matra jana chahiye wo chali jati hai
Aapne kaunsi company ki drip lagayi
Humne 'KISSAN' company ki drip lagai hai
@@farming35251acer ki kitni cost aa jati hai without subsidy
10 katthe me system lagane me kitna khach yayega
Bhai me apke hi area se hu ....sonkhedi khamlai ...aap konse gaav se h
Chhipipura
Me Chhipipura se hu,
Ye jaankar khushi huyi ki aap mere videos dekhte hai! dhanyawaad 🙏
Is vedo me jo khet ka filter lga h wo galat lga hua h...filter ka outlet pipe inhone niche ki taraf lga diya ...jabki niche flush wall lga hona chiye mitti baharnikalne k liye
nahi aisa nahi hai, is kisan ne aisa isliye kiya hai kyonki is 1 filter se 2 line nikali hai jo agar side se lete to accessories jyada lag rahi thi aur flush valve dusri side lga hua hai, jo ki sahi hai aap side me ya niche kahi bhi lga sakte hai koi problem nahi aati mitti nikalne me.
Sir ek balb me 200 fit ke kitne nal laga sakte h
Dost agar aap kuye wali 3 hp(500 liter per minute) ki pandubbi use karte hai.
aur drip 2 liter per hour wali hai,
1) to 200ft ke lagbhag 40 nal lga sakte ho.
aur agar kuye me motor 5 hp (1100 liter per minute) hai
2) to 200ft ke lagbhag 90 nal lga sakte ho.
comment karne ke liye dhanyawad, dekhte rahe Farming taknik.
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🙏😊❤️
Ek drip hole kitna area bhigata he
Mitra! ye drip ke discharge par depend karta hai, alag alag discharge ki aati hai,
jo video me aap drip dekh rahe hai, uska discharge 2-4 Liter per hour ki hai jo charo taraf 1-1 feet tak bhiga sakti hai,
agar jyada discharge ki lenge to area bhi badte jayega,
Dhanyawad! Dekhte rahe Farming taknik.
@@farming3525 muje Lena he drip irrigation system jankari chiye aapka number
2 inch mtlb 75 mm hota hai kya
50mm approx
@@farming3525 63 mm hota hai syd 2 inch me. Bhai pvc pipe
1 acre me kitne ka padta hai
1 acre me minimum 8000 se leker 30000 rs tak aata hai
भाई आपका सैंड फिल्टर उल्टा लगा हुआ है
sand filter nahi hai bhai wo
Devnji capre ki mo n bejo
Mitra! Aap jo bhi puchhna chahte hai, kripya comment kare hum devendra ji se baat karke uska reply karenge.
God.janksri
खेत मे जोताई करते वक्त पाईप फट जाएगा
Sir drip ladgwani he mobail number chahiye
Jordar ji ❤❤❤
🙏😊