Humne Gaadi Second Hand Li Thi, To Pehle Ke Owner ne Sirf Cng Mein Hi chalai thi.gaadi Mein petrol hi nahi Tha.. Jab Humne Li, tab petrol fill karne ke Baad Gaadi vibrate ho Rahi Thi.... Kyuki injectors ko Sirf Cng mil Raha tha.... Uske Wajah Se injector railing Mein Bhi Kachra aaya, Aur injectors Mein Bhi.... Aur Ek Cheez.. Aap Agar Ek office going person ho, like Aapka schedule ho. 'subah 7 baje se Shaam 9 baje' Toh Aap Dono time, subah 7 baje Aur Shaam Ko nikalte time, Gaadi petrol Mein Hi Start karna.. Isse injectors ko Koi risk nahi hoga... Aur Ek Cheez. Raat Ko Aapke parking spot pe pohochne se Pehle, Last 1km petrol pe hi laake band karo. Isse injector line Mein petrol rahega.... Mai Khush Rahunga Agar Aapki Bhi Koi problems solve ho Jaaye. Apne Bhi CNG Ke experiences bataiye :)
Bhai mere pass santro xing cng hai, daily 110 km chlata hu, Gurgaon se Narela, meri average 170-180 Km hai Automoto cng kit lgi hai, 2014 model hai, 5 saal ho gye cng me chlate huye koi dikkat nhi
Ek aur chiz bhai.. Ek baar car me power petrol daal k dheakho.. Muje to aapni gadi me power dala to muje difference laga.. Gadi ki cng me pickup badh gai.. Kyu ki gadi petrol me chalu hoti hai isliye shayad pickup aachi mil rahi hai muje cng me.. Aap b ek baar check kar k dheakho.. Aur gadi to ek baar cng fill karne k baad mai 2 se 3 km petrol me chalata hu..
Sir meri sentro 2008 model us me normal sada wala cng kit hi chelega Sequential kit nhi install ho ga aesa cng lgane wale ka khena he kya ye sahi he normal wale lgwa lu kya please reply
Bhai meri gadhi white smoke de rhi h jyada accelerator lene pr to kya kya change krvana pdega or kya mai engine bnvane k kitne time baf cng lgva skta hu
Bilkul Sahi hy Bhai pahele me Bhi confuse tha ki gadi 30.ka maileg Nahi deti lekin ye Sahi hy meri santro 2005 model hy 8k.g.cng me 240 k.m.chalti hy haighwey pe or 60.70 ki speed pe me Bhi gujrat se hu
@Sk-is3pe nai bhai abhi lekar koi matlab nahi hai.. Gadi purani ho gayi hai and 15 saal k baad rusting chalu ho jata hai to kyu risk lena hai.. Aur kms b bohot jayada hai
@yeshvlogs4160 acha ok... But new learn karne ke liye le sakte hai na ?.. local drive ke liye ... Actually km run jyada nahi hai ... 27 hajar km hai ...
I travelled from New Delhi to Himachal pradesh with 4 people on board with luggage and managed to cross 277kms in 7.8 kgs of gas in my suzuki Celerio VXI(O).
Thanks 👍 for information... Buddy I have 2010 model santro want to install cng... Koansa best rahenga 12 kg or 14 kg and suspension me kuch change karna honga kya?
CNG 12 kg k liye hi jao or else 10 kg. Suspension utne still nai hai santro k. So CNG lagane k baad garage se aapko rubber bush lagana hoga jisse suspension ki height badh jaayegi. Aap akele drive karoge to feel nai hoga but jab 5 log hoge and gadi pot hole me jati hai to suspension pe bohot load aata hai. Isliye CNG laga kar suspension bush lagva hi lo
Maine lavato ki CNG kit lagaya hai.. Thoda costly aata hai but bohot aacha hai. And CNG kit sirf sequential hi lagana.. Koi sada vala kit nai lagana kyu ki usme risk bohot hai.. Always go for sequential CNG kit
Yash bhai boht achi video bnayi mere pass bhi santro h petrol h me soch rha hu cng fitt krwahi lu mst h cng or bhaiya ak chiz me aapse puchna chahta hu pick up me kuch problam to nhi hoti
CNG kar loge to aacha hai.. But sequential CNG kit hi lagvana usse engine life b aachi rehti hai and safe b hai.. Bahar se CNG lagvate hai to pick up to kam hoga hi. Nayi company fitted cars aati hai usme pick same milta hai petrol jaisa.. But sequential CNG lagvate hai to aapko around 2Rs per kilometre milta hai.
Santro era was from 1998 to 2013. So i believe there is plenty for spare parts available. Not sure about rural areas but city me to aaram se mil jate hai
mere pass santro 2006 xo model wo bhi highway pe 30-31 km ka mileage deti hai aur city me 25-28 deti hai normal conventional cng kit tommesetto company ki
Broo ma haryana se hu or meri santro 8 kg cng me 190 nikalti hai highway per ,, thik hai ya kuch gadi me dikkat aaii huii please help me please reply ne me🙏
Kam se kam 230-250 jani chahiye without AC. Aap ek baar CNG ki aur car ki, dono ki proper servicing kara lo, pakka average aur pick up badega and smooth bhi hoti thodi
15 saal ho gaye hai sir us gadi ko. To aapko vapas green tax bharna padega and gadi k parts b purane ho gaye hai so vo b change karna padega. I would suggest ki 2010 k baad ka gadi lelo sir
Hi sir meri 2005 kisi santo xing car hai. Muze 80 km ko 500 ka petrol lagta hai muze bhi cng kit bitane ka hai to mai konse company ka cng kit bithau,muze apka contact number mil sakta hai kya thodi inquiry karni thi cng k bare me
Hello Pankaj. Mera jo Cng kit hai vo Lavato ka hai. Jo ki around 35,000 se 40,000 tak aaya tha. Agar aap gadi ko aur 4 se 5 saal use karne vale hai to aapko CNG faide mand rahega. App muje instagram par message kar sakte ho mera instagram id hai yesh_vlogs
Hello sir my santro xing 2013 model giving 150km avg on Highway and 100km in city on cng then i show it to cng mechanic he advice me to install sequential cng kit should i change my normal kit to sequential kit
Yes you can definitely switch to sequential kit. Reason is it will increase your mileage as well as it is more safe then normal cng kit. It also increase your engine life
Bro mere pass santro xing 2008 model hai Petrol me. Mughe cng lagvane hai . Used cng kit 9000 me lag rhe hai bahut logo ko pucha ki new lga lu sab purani ko bolte hai Kya kru .
Ha cng kit lagane se mileage to badh jayegi. But aapko cng kit ka cost 30000 se 40000 tak hoga. Agar aap cng kit lagane k baad car aur 5 saal use karne vale ho to hi faide me rahoge
Basic Cng kit costs around 20,000. But i would suggest go for sequential cng kit. They are bit costly but increase mileage and engine life.. Sequential cng kit costs around 30,000 to 35,000
Bhai red nhi aata aur na hi aana chahiye,Car ka ECU bta rha hai aap battery k dono terminal hta dena 10 minutes k liye fir wapis lga k check krna agar koi warning light ayegi to dikkat hai koi,hatt jayegi dikkat na ho to
Sir aap kitne ki speed pe chalate ho uspe b depend karta hai. Aapka CNG tank b kitna capacity hai vo b dheakna padta hai. Mera 10 kg ka cylinder hai and 70 ki speed che car chala raha tha highway par. So muje 300 kms se jayada mileage mila😊
Aapko check karna hai to aa jo sir.. Abhi apko proof dila dete hai.. Aapke pass agar hai cng car to chalo usko 70 - 80 kmph pe. Mai b dhekhta hu kaise nai deti gadi mileage. Ab aapko ye galat lagta hai to mai b kuch nai kar sakta hu.. Patience chahiye bro.. Sab kuch ho sakta hai
Humne Gaadi Second Hand Li Thi,
To Pehle Ke Owner ne Sirf Cng Mein Hi chalai thi.gaadi Mein petrol hi nahi Tha..
Jab Humne Li, tab petrol fill karne ke Baad Gaadi vibrate ho Rahi Thi....
Kyuki injectors ko Sirf Cng mil Raha tha....
Uske Wajah Se injector railing Mein Bhi Kachra aaya, Aur injectors Mein Bhi....
Aur Ek Cheez..
Aap Agar Ek office going person ho, like Aapka schedule ho.
'subah 7 baje se Shaam 9 baje'
Toh Aap Dono time, subah 7 baje Aur Shaam Ko nikalte time, Gaadi petrol Mein Hi Start karna..
Isse injectors ko Koi risk nahi hoga...
Aur Ek Cheez.
Raat Ko Aapke parking spot pe pohochne se Pehle,
Last 1km petrol pe hi laake band karo.
Isse injector line Mein petrol rahega....
Mai Khush Rahunga Agar Aapki Bhi Koi problems solve ho Jaaye.
Apne Bhi CNG Ke experiences bataiye :)
Thanx
Bhai mere pass santro xing cng hai, daily 110 km chlata hu, Gurgaon se Narela, meri average 170-180 Km hai Automoto cng kit lgi hai, 2014 model hai, 5 saal ho gye cng me chlate huye koi dikkat nhi
@@SachinKumar-zc7iw pata ni iski gaadi itna aveegrage kaise de rhi hai
Ek aur chiz bhai.. Ek baar car me power petrol daal k dheakho.. Muje to aapni gadi me power dala to muje difference laga.. Gadi ki cng me pickup badh gai.. Kyu ki gadi petrol me chalu hoti hai isliye shayad pickup aachi mil rahi hai muje cng me.. Aap b ek baar check kar k dheakho.. Aur gadi to ek baar cng fill karne k baad mai 2 se 3 km petrol me chalata hu..
@@car_holic1995 bhai Saab meri to average normal hai maine ek santro wale se pucha uski 250 normal deti hai average
Sir sentro2010 ka LohaTo ka kit hai aur average 180 aata hai average kaise badhaen please recommend
Sir meri sentro 2008 model us me normal sada wala cng kit hi chelega Sequential kit nhi install ho ga aesa cng lgane wale ka khena he kya ye sahi he normal wale lgwa lu kya please reply
Bhai konsi company ki cng kit lagwai hey aapne ?
Muje bhi apne santro me lagvana hey.
Bhai meri gadhi white smoke de rhi h jyada accelerator lene pr to kya kya change krvana pdega or kya mai engine bnvane k kitne time baf cng lgva skta hu
white smoke aa raha hai means ki aapki gadi oil kha rahi hai. Pistion ring chnage karna padega us case me. And CNG to aap kabhi b laga sakte ho
Bilkul Sahi hy Bhai pahele me Bhi confuse tha ki gadi 30.ka maileg Nahi deti lekin ye Sahi hy meri santro 2005 model hy 8k.g.cng me 240 k.m.chalti hy haighwey pe or 60.70 ki speed pe me Bhi gujrat se hu
Thanks for sharing feedback bro🙂
Bhai mere pass bhi 2005 model hey
Aapne konsi company ki cng ki lagwai hey
Aapki CNG kit kaun si he ? Sequential or Venturi ? And santro model ?
Sequential hai sir and 2005 ki car hai. Pure car pe b maine video banaya hai sir aap dheak sakte ho
2005 Matlab ye 2025 ke baad GREEN PASSING nahi hogi ??
M getting 27000km used 2006 model ... so thought 2026 ke baad allowed hoga ki nahi
@Sk-is3pe nai bhai abhi lekar koi matlab nahi hai.. Gadi purani ho gayi hai and 15 saal k baad rusting chalu ho jata hai to kyu risk lena hai.. Aur kms b bohot jayada hai
@yeshvlogs4160 acha ok...
But new learn karne ke liye le sakte hai na ?.. local drive ke liye ...
Actually km run jyada nahi hai ... 27 hajar km hai ...
Thik hai shikne k liye le sakte ho aap. But lene k baad jayada time maat rakiye
I travelled from New Delhi to Himachal pradesh with 4 people on board with luggage and managed to cross 277kms in 7.8 kgs of gas in my suzuki Celerio VXI(O).
That's really great brother 😊
@@yeshvlogs4160 But now I am facing mileage crisis. 🙄
My Celerio is giving me just 100-110 kms with AC in city.
Check with the CNG module.. It had once happened with me too.. When I checked in garage my rubber hose was damage and external air was going inside
@@yeshvlogs4160 I am not able to understand, which external air hoing out?
From where and where is module?
Drop your contact number
Thanks 👍 for information... Buddy I have 2010 model santro want to install cng... Koansa best rahenga 12 kg or 14 kg and suspension me kuch change karna honga kya?
CNG 12 kg k liye hi jao or else 10 kg. Suspension utne still nai hai santro k. So CNG lagane k baad garage se aapko rubber bush lagana hoga jisse suspension ki height badh jaayegi. Aap akele drive karoge to feel nai hoga but jab 5 log hoge and gadi pot hole me jati hai to suspension pe bohot load aata hai. Isliye CNG laga kar suspension bush lagva hi lo
@@yeshvlogs4160 thanks for valuable information... 👍
You are welcome bro😊
Bro konsa cng kit use kiya hey aapne?
Please tell me jisse ki mai bhi apne santro me laga aani😊
Maine lavato ki CNG kit lagaya hai.. Thoda costly aata hai but bohot aacha hai. And CNG kit sirf sequential hi lagana.. Koi sada vala kit nai lagana kyu ki usme risk bohot hai.. Always go for sequential CNG kit
Bhai reducer k coolent connection krva rkhe hai kya
No.. Esa kuch b nai kiya hai maine
Yash bhai boht achi video bnayi mere pass bhi santro h petrol h me soch rha hu cng fitt krwahi lu mst h cng or bhaiya ak chiz me aapse puchna chahta hu pick up me kuch problam to nhi hoti
CNG kar loge to aacha hai.. But sequential CNG kit hi lagvana usse engine life b aachi rehti hai and safe b hai.. Bahar se CNG lagvate hai to pick up to kam hoga hi. Nayi company fitted cars aati hai usme pick same milta hai petrol jaisa.. But sequential CNG lagvate hai to aapko around 2Rs per kilometre milta hai.
Cng kitne kilogram dalayii thi or speed as a average kitni thi batao
CNG cylinder 10 kg ka hai. And meri average speed 80kmph ki thi sir. 😊
@@yeshvlogs4160 cng kitne kilo aayi thi
CNG is 10 kg in my car
I m looking to buy Santro Xing with CNG kit. How's its Spares parts availability?
Santro era was from 1998 to 2013. So i believe there is plenty for spare parts available. Not sure about rural areas but city me to aaram se mil jate hai
Bhai santro 2005 ka model hai us men chalty hoye full exelator men asi ho jati hai ke jam khatsm ho gai ho or ek tarhan se band hi ho jati hai
Idealing sensor hai problem hoga sir
@@yeshvlogs4160 New dala hai woh bhi orignal
Can you text me on my Instagram id : yesh_vlogs
@@yeshvlogs4160 mera instagram par id nahn hai
Aapka number do mai call karta hu sir aapko☺
mere pass santro 2006 xo model
wo bhi highway pe 30-31 km ka mileage deti hai aur city me 25-28 deti hai
normal conventional
cng kit tommesetto company ki
Yes bro. Thanks for sharing 🙂
Tommeseto
Sir agar hamari running office ke liye roz 160km ho to cng car le skte h kya??? Please reply sir plz
Ha sir bilkul le sakte ho 2010 tak ka model aur sequential cng kiti.. Aaram se aapka 200 k upar mileage dega
@@yeshvlogs4160 ok thank you sir
Broo ma haryana se hu or meri santro 8 kg cng me 190 nikalti hai highway per ,, thik hai ya kuch gadi me dikkat aaii huii please help me please reply ne me🙏
Kam se kam 230-250 jani chahiye without AC.
Aap ek baar CNG ki aur car ki, dono ki proper servicing kara lo, pakka average aur pick up badega and smooth bhi hoti thodi
Yes bro
Bhai me Roj Chek karta hu full hone k bad 210se 230 tak hi chalti he
Highway pe??
And speed should b 80 se up jayega to average kam ho jata hai
Kitni gass aati hai apki gadi ke cylinder mee ye to btaoo
2005 की सेंट्रो लेना है तो चलेगा क्या
15 saal ho gaye hai sir us gadi ko. To aapko vapas green tax bharna padega and gadi k parts b purane ho gaye hai so vo b change karna padega. I would suggest ki 2010 k baad ka gadi lelo sir
Bhai kitni speed p chalai tumne minimum
Aur jo ye mileage btya h apne ye with ac tha ya without ac
70 ki speed pe chala raha tha and without AC. Tabhi 300 k upar milega😊
90/100 ki speed pe bhi cheq kiya h kya bhai
Ha Rajbir sir.. 90 se 100 k speed pe chalaya to 220 kms tak chalti hai ek baar cng fit karne k baad
Can you pls give a approx of How Much Km's will my Santro Xing will give if i have fully Filled my CNG gas
200 in city and around 230 on highway. But if you drive around 70kmph then you can get around 270-280 km range
Khub bhai🤙 sahi he aapne jo dekhna tha vhi dikhae😊
Bhai ye heat ka sign show kar rha hai usko dhyan jarur rakhna... Coolant check kar lena apna.
Car on karne k baad CO blink nai hota hai. So everything is good 😊. Well thanks for feedback
Pehala car jo dikhaya tab tum cricket stadium , dehuroad ke pas the..right???
Yes right 😁
Nice video brother !
My sentro 2004 xg mileage 31.5 kilometers since 2011 great sentro
Thanks for feedback
Lpg ya Cng
CNG hai bro
Santro is best👍💯
2004 madel he kitane me kharidane chahiye
Hi sir meri 2005 kisi santo xing car hai. Muze 80 km ko 500 ka petrol lagta hai muze bhi cng kit bitane ka hai to mai konse company ka cng kit bithau,muze apka contact number mil sakta hai kya thodi inquiry karni thi cng k bare me
Hello Pankaj. Mera jo Cng kit hai vo Lavato ka hai. Jo ki around 35,000 se 40,000 tak aaya tha. Agar aap gadi ko aur 4 se 5 saal use karne vale hai to aapko CNG faide mand rahega.
App muje instagram par message kar sakte ho mera instagram id hai yesh_vlogs
CNG kit kon si lagi hui h
Lavato ki lagvo sir..
Hello sir my santro xing 2013 model giving 150km avg on Highway and 100km in city on cng then i show it to cng mechanic he advice me to install sequential cng kit should i change my normal kit to sequential kit
Yes you can definitely switch to sequential kit. Reason is it will increase your mileage as well as it is more safe then normal cng kit. It also increase your engine life
abhi to 180 de rahi he 10 kg ka botel 12 kg ka lagvaunga to kitna barjaega bhay???
Bro mere pass santro xing 2008 model hai
Petrol me.
Mughe cng lagvane hai .
Used cng kit 9000 me lag rhe hai bahut logo ko pucha ki new lga lu sab purani ko bolte hai
Kya kru .
@@amitkasanavlogs3826 easily afford kar sakte ho to new hi lagwao
Bhai cng lagane k bad gadi ki performance m kitna kitna power loss hota h
AC chalu karte hai tab feel hota hai ki power low hai.. But ek baar gadi 60speed k upar jayega to pata b nai chale ga ki gadi CNG pe hai ya petrol
सर मेरी कार कार्बोरेटर वाली है. जो की 5 से 6 की MILAGE देती है. क्या CNG किट लगाने से मेरी कार की MILAGE बढ़ सकती है.
Ha cng kit lagane se mileage to badh jayegi. But aapko cng kit ka cost 30000 se 40000 tak hoga. Agar aap cng kit lagane k baad car aur 5 saal use karne vale ho to hi faide me rahoge
Sir cng without cng on paper kitne m lgega bs cng lgwana h papwr m nhi
CNG price includeing RTO charges hi rehte hai.. Abhi to 55k tak price chala jata hai CNG install karne ko
ye wala milage with ac he ya without ac
without AC
Mare centro 2008 model cng pe 20-21 ki average dete h without ac and speed 60-80
Bhai after installing cng kit did you feel any difference in performance
Yes.. Anyone who install CNG kit will experience low power.. The performance decreases with increase in mileage
0:21 do kind of cng 😂😂😂
nice video bro 👍
😜
Love u bro 👍
Zen me lpg cylinder pe mileage kitna deta he
LPG ka mileage CNG se jayada hai. But LPG me risk jayada rehta hai. So agar CNG me 30 km/kg hai to LPG me aapko 35km/kg ki mileage mil jayegi.
lokel pe 180 fix he bhay higwe pe kabhi chek nahi 10 kg ka botal he bhya muje 12 kg ka dalvana he to kitna evrej ho jayega batao bhay
10kg pe at least 180 kms chal jayegi gaadi? ( Santro xing )
aapki gaadi ka model konsa hai aur aapne konsi kit dalavayio hai?
2005 model. BRC cng kit
Apko second hand kitni ki padi thi apko
1.3 lakh me liya tha maine
@@yeshvlogs4160 konsa model hai ye... Aur Gujarat me kaha rehte ho Bhai aap..?
CNG kit cost to install bro please ??
Basic Cng kit costs around 20,000. But i would suggest go for sequential cng kit. They are bit costly but increase mileage and engine life.. Sequential cng kit costs around 30,000 to 35,000
Santro xing 2006 is sequencial cng comptable with it
Yes.. Sequential cng kit is comptable with every car.. In fact we should always go for sequential cng kit only.. They are best and low risk as well😊
35000 ₹
With ac or without ac?
Without Ac 😊
@@yeshvlogs4160
Toh with ac kitna milega dega andaze se batayenge aap please
Ans pls
Agar 1 kg cng me 30 kms ka milege hai to with ac vo 27 se 28 tak ho jata hai
I think ye location Rohan hights, Pimpri ki h...am i right?
Yes brother you are right 😊
Is that worth to buy 2003 santro xing xs petrol 78km done and 1st owner at 55k.
Yes it can b worth but you have to b ready for some Maintenance and you can't expect much mileage
@@yeshvlogs4160 yes
@@yeshvlogs4160 will fit cng in this.
pune se gujrat 289k how?
you can search for Pune to Umbergaon(Gujarat)
👍👌
Innovative video bro 👌
Thank you sir😊
Cng kit kitne ki lge gi sir
Sequential cng kit 33,000 tak aata hai aache vala.. Sada vala 20,000 tak aa jata hai
Boht acha video h bhai...
Ek mera question h....ki santro m 50 ki speed p meter m red nishaan kyu de rkha h.???
Bhai red nhi aata aur na hi aana chahiye,Car ka ECU bta rha hai aap battery k dono terminal hta dena 10 minutes k liye fir wapis lga k check krna agar koi warning light ayegi to dikkat hai koi,hatt jayegi dikkat na ho to
Bhai seat belt light how it's work
Once any one put seat belt on then electric signal is send to seat belt light indicator and it decide to put on or off
@@yeshvlogs4160 santro GL 2011 model not work how it's on
👍👍
Bro CNG gas per litter price Vs lpg gas per litter .tell me bro
CNG 52rs/kg
Lpg 46rs..
But CNG is much safer than LPG
Thank u bro,mileage difference CNG Vs lpg tell me bro thank u
Ok i will make a separate video
289 km kaa cost Kitna hua aapka
480 Rs huva
@@yeshvlogs4160 petrol per Kitna Hoga 289km kaa Aapke car Mai ??
Almost 1500 Rs ho jata hai petrol ka.. Kyuki petrol me 14 ka hi mileage aata hai highway pe
very nice and informative 👌🏼👌🏼
With Ac average he kya 246 km ya non ac
खूप छान विडिओ आहे। जर मला santro 2006 ची घ्यायची असेल तर मी घेऊ का ।।।।
Agar 2010 ki hogi to jayada aachi hogi. Kharcha kam aayega 2010 ki car me. 2006 thodi purani ho gayi hai to service cost jayada aayega.
Bhai mujhe apni santro mein cng lagwani hai kitne ki lag jaaayegii
35000 ki new kit
Petrol bena start na hove ku ste maare
CNG ka button press kar k rakho fir car start karo.. To petrol pe hi rahega
Meri santro on ac local me 145 chal jaati hai
Or without ac 240
240 is Good mileage sir. Par AC me 180 - 200kms chalni chahiye. Ek baar ac check karva lijie sir kuch issue rahega
Bhai konsi company ki cng kit use ki hey aapne ?
Sequential CNG kit
मरे पास सँट्रो कार है लेकिन mailage बिलकुल नाही
CNG laga lo sir
Map me pune se gujarat to 750 km hai....to aap ka 290 kaise hua🤔
Sir Pune to vapis search karo. Vapi Gujarat me hi hai😊
Pune se gujrat 289 km h bas Google map pe to 414 kmh fir bhaii tera distance itna kam kise
Try searching pune to umbergaon 😊
@@yeshvlogs4160 thek h bhaii tera gaon gujrat me he h matlab umbergaon 😂 dekh liya mene distance sahi h
😂😂😂😜
Santro itna average nai deti
If highway pe 70 ki speed pe chalaya to dega sir. Maine full time highway pe drive kar k mileage bataya hai😊
@@yeshvlogs4160 sir even I have santro xing with CNG the car gives me 23 in highway.with out Ac
220 मैक्सिमम देती है। लॉकल में 180 रहता है।
Sir aap kitne ki speed pe chalate ho uspe b depend karta hai. Aapka CNG tank b kitna capacity hai vo b dheakna padta hai. Mera 10 kg ka cylinder hai and 70 ki speed che car chala raha tha highway par. So muje 300 kms se jayada mileage mila😊
meri santro lpg ac m 270 tk chal jati h ek cylndr or non ac m mene 350 b nikala h
आप की आवाज़ बहुत कम आ रही है
Aage se dhyan rakhege sir. Thank you
Bhai apna numbers dena
Q public ka chutiya bana raha hai 350 kabhi nahi chal sakti
Kisi ko sahi information nahi de sakta too galat bhe mat do
Aapko check karna hai to aa jo sir.. Abhi apko proof dila dete hai.. Aapke pass agar hai cng car to chalo usko 70 - 80 kmph pe. Mai b dhekhta hu kaise nai deti gadi mileage. Ab aapko ye galat lagta hai to mai b kuch nai kar sakta hu.. Patience chahiye bro.. Sab kuch ho sakta hai
Cng car bhe hai or chala bhe rakhi hai 220 se uper nahi deti wo bhe non ac long root par
Bhiya can I get ur contact or insta ?
Mujhe apni santro cng milege ke bare me baat krni hai apni car ke⚘⚘
You can DM me on Yesh_vlogs