Nohay 2024 | Kuja Ahle Haram | Mudassir Jaunpuri | New Noha Muharram 1446-2024

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 вер 2024
  • Nohay 2024 | Kuja Ahle Haram | Mudassir Jaunpuri | New Noha Muharram 1446-2024
    Title | Kuja Ahle Haram | New Noha 1446/2024
    Related | Istaqbaal-E-Maahe Aza
    Reciter | Mudassir Jaunpuri
    Poetry | Meyar Jarwali
    Audio & Mastering | AMU Studio
    Camera | Shawez Abbas
    Edit by - Haider Kanpuri
    D.O.P - Mohd. Sadiq Amin Rizvi
    Video & Production | ‪@HUSSAINIAZADARPRODUCTION‬
    Label | ‪@MudassirJaunpuriofficial‬
    #newnohay2024 #nohay #karbalanoha #noha #muharram1446 #muharram2024 #mudassirjaunpurinoha #2024noha #2024nohay #newnohay1446 #karbala #karbalastatus #hussain #karbala110
    -----------------------------------------------------------------
    copyright strictly prohibited
    © Copyright Information
    All Rights of Nauhas At Work Audio Video
    Reservard MudassirJaunpuriOfficial
    You Can Follow 👍👍
    Instagram= / mudassirjaunpuriofficial
    Facebook= / mudassir.jaunpuri1
    Google+ =plus.google.co...
    -----------------------------------------------------------------
    NOHA LYRICS UPDATE SOON.......
    Hai kaun bhala ahle Haram kisko bulate
    Mazmoomi pe hai kaise na Ab Ashq nahaye
    Afsos k Ab baqi nhi Sar pa Ridaye
    Tadapati Ghazi ko ye Zainab ko Sadaye
    Kuja ahle haram kuja sham ka bazaar
    Dekho aye abbas e alamdar
    Soncha ye kab tha ridaa sar se utar jaayegi
    Lagta he zaenb abhi sharm se marjayegi
    Jana he ham ko sare drbar kuja,,,,,
    2
    .Ye bhi he sadat pr zulm bda daher me
    Koi bhi apna nahi itne bade sher me
    Qaed men hen din k madadgar
    3
    Sham ke hakim ki ho puri yun hi aarzo
    Karte hen aehle sitam rah me ye guftugo
    Jenaa hamara karo dushwar.... kuja aehle harm
    4
    Jitne hen mumkin sitam ham pa kiya jaayenge
    Bughze ali k yohin badle liye jayege
    Kaun he ab moniso gham khawr
    Kuja aeh,,,,
    5
    Ghode ki gardn men he latka huwa tera sar
    Fir bhi ye gherat teri uthti nahi hai nazr
    Rowo na ae mere wfaadar kuja,,,
    6
    Shaan wo shukat nahi or wo saman ni
    Meri amari ka ab koi negeh baa n nahin
    Kesi loti he meri sarkaar kuja
    7
    Samjho maratib Zara warese quraan hen
    Kyun ho rulate inhe ye yahaan mehmaan hen
    Kaash koi kehta ye ik baar
    8
    Dil ye Mudassir mera Kahta hai rote hue
    Qatal sare karbala Shah k Nasir hue
    Kaisa zamna hai ye myaar.. Kujaaa.

КОМЕНТАРІ • 45