Sir Mera Total Marks 1808 First Class with Distinction aaya hai but Commerce hai mera JLN College Chakradharpur 🙂. Sir aab mujhe pg karna chahiye ya Competitive exam ka preparation karna chahiye 🤔 confused hu
@@mdfardeen3770 PG karke yaani Mcom karke kya faida benifits hai bta sakte hai humko ? Baki hum Compititive exam ka preparation mein jyada interested hai
@@rishikeshrollno109 dekho Jb tmko teaching fields mein jaana hain So B ed krna pdhta h agar tm Direct graduate ke baad B ed krte ho toh tm Class 1 to 10 level tak handle kr skte ho aur ag tm master krke B ed krte ho to tm PGT ke eligible ho jaoge yaani ki Class 11th & 12th aur tm UGC Net bhii de skte ho usmein tm qualified kr lete ho toh tm Assistant professor ke liye eligible ho jaate ho bada bda cllg/ university mein aur Private jobs mein bhii Master ka value bhut hain etc
@@mdfardeen3770 JLN College se hi Pg karna sahi rahega kya ? Aur ha humare session 2021-24 3 years ka tha aur pg 2 years hai but new education policy mein aab Graduate 4 years ho gya hai aur pg 1 year shayad to mein isbaar addmission nhi leta hu to fir mujhe next year addmission lene mein problem bhi ho sakta na ? Btw thanks for explaining 😇 Grateful 🙂👍
@@rishikeshrollno109 Yes Dekho agr tmra yha pe PG ka depart h jo tm subject se krna cahte ho toh lelo aur agr nhii h toh Chaibasa se krlo Do saal mein completed ho jayegi hm bhii JLN ka student reh chuke hain I am a Ugc Net aspirants now
Thank you so much sir 🙏❤
2nd semester backlog ka exam routine kab aayega 75 din ho gaya form fill karke😢😢😢😢
Barbad kar dega student ko
Sir Mera Total Marks 1808 First Class with Distinction aaya hai but Commerce hai mera JLN College Chakradharpur 🙂. Sir aab mujhe pg karna chahiye ya Competitive exam ka preparation karna chahiye 🤔 confused hu
Mein bhii Jln ka student reh chuka hu aur yeah tmhri upr depend kregi dekho agar tmko PG krne mein interested h toh PG krlo ya phir Ssc banking ka taiyari kro
@@mdfardeen3770 PG karke yaani Mcom karke kya faida benifits hai bta sakte hai humko ? Baki hum Compititive exam ka preparation mein jyada interested hai
@@rishikeshrollno109 dekho Jb tmko teaching fields mein jaana hain So B ed krna pdhta h agar tm Direct graduate ke baad B ed krte ho toh tm Class 1 to 10 level tak handle kr skte ho aur ag tm master krke B ed krte ho to tm PGT ke eligible ho jaoge yaani ki Class 11th & 12th aur tm UGC Net bhii de skte ho usmein tm qualified kr lete ho toh tm Assistant professor ke liye eligible ho jaate ho bada bda cllg/ university mein aur Private jobs mein bhii Master ka value bhut hain etc
@@mdfardeen3770 JLN College se hi Pg karna sahi rahega kya ? Aur ha humare session 2021-24 3 years ka tha aur pg 2 years hai but new education policy mein aab Graduate 4 years ho gya hai aur pg 1 year shayad to mein isbaar addmission nhi leta hu to fir mujhe next year addmission lene mein problem bhi ho sakta na ? Btw thanks for explaining 😇 Grateful 🙂👍
@@rishikeshrollno109 Yes Dekho agr tmra yha pe PG ka depart h jo tm subject se krna cahte ho toh lelo aur agr nhii h toh Chaibasa se krlo Do saal mein completed ho jayegi hm bhii JLN ka student reh chuke hain I am a Ugc Net aspirants now
Mera 1651 marks aaya h
Thank you sir 😊 aapse bahut help Mila h
4 semester 😢
Sir mera sem 6 me 333 aaya hai apko bahut bahut danyawad
Mere 2 semester me parmot lag giya h
Mera total number 1690 and semester 6 me 293 number Aya hai sir ji aapko mere tarap se dil se Thank you
Mera 1592 aya total or 6th semester ka 293 thank you so much sir 😊
Tq sir ...bhut acha marks aya h 1621 ...for gts college
Sir mera 283 aaya h marks iska parentage kitna hoga 😢
Konsi Semester aur kitna no ka total paper 400?
@@mdfardeen3770 400 Marks ka tha ar smster 6th
@@afsanatabassum4225 ok so tmra 70 % aaya congratulations
@@mdfardeen3770 thank you 😊
@@afsanatabassum4225 Aage ka kya plan aage kya kroge?