Sir Maine hand se rotate karne Wala incubator banaya hai humein kitne kitne hours Baad rotate karna hoga Aapne to din mein 2,3 baar bataaya tha agar jitni baar box kholenge to nami nahin khatam hogi
Bhai power faliure me kya ye ussi time se start hoga jaha par band huwa tha ... Jaise maan lo power faliure 30 min par huwa tha to kya ye power aane ke baad bhi 30 min se he dubara start hoga??
Thank you my dear well explained very useful one ...well explained video u just simplified everything continue your good work ❤❤ it was really helpful for me to setup this module...keep it up
Nice, chuje nikalne ke bad bhi incubator mein hi rahne dena hai jab tak wo dry nahi ho jate aur jab tez daudne ghumne lgen to nikal kar brooder mein rakhen
Aur ek baat raat to bahut lambi hoti hai agar din mein 3 baar ghuma diya jaise subaah 6 baje, dopeher 12 baje shaam 6 baje aur phir raat ko 12 baje to Kya ye 4 time rotate karna sahi hoga, baaki incubator jaisa Aapne bataaya waisa hi banaya hai
Minimum 3 time rotate karen max to apke mehnat ke uper hai Jab rotate keliye dhakkan open karete hain to us samay jyada time nahi lagta so result kharab nahi hoga Yaad rakhen humidity kabhi kam nahi honi chahiye
Bhai mujhe ek sounder ko just 20sec delay karana hey... Matlam power pane ka bad 20sec bad oska power jayega 12v ki sounder hey power pane ka sath sath hi bajtah he but mujhe 20 sec delay karane ka bad bajana he 20sec bad continue bajana he jub tag power milega es ke konsa program dena hoga plz batayega
Very nice bhai jazakallah
Aapka samjhane ka tarika bahetarin hai
Thanks
Thank you sir 🎉 understood ❤
बेहतरीन वीडियो 👍👍👍👍👍👍🙏🙏
Nice brother bahut badiya ❤🔥😊
Bahut badhiya bhaiya.very helpfull
Zaberdast
Thanks bro ❤
Sir Maine hand se rotate karne Wala incubator banaya hai humein kitne kitne hours Baad rotate karna hoga Aapne to din mein 2,3 baar bataaya tha agar jitni baar box kholenge to nami nahin khatam hogi
Agar is se dc motor ko loop mai chalana hai lagatar 5 mint ke antral par sham 7 bajey se lekar subha 6 bajey tak wo kar saktey hai kya
Apko time ke sath wala timer ⌛ Leni chahiye
Sir ji time vagara sab set karne ke bad bhi moter chalta rahta hai continew
I am first
Sir muje har 30min bad 1min ke liye chalu karna he ho sakta he plz batao
Bhai power faliure me kya ye ussi time se start hoga jaha par band huwa tha
... Jaise maan lo power faliure 30 min par huwa tha to kya ye power aane ke baad bhi 30 min se he dubara start hoga??
Thanks 🙏
Thank you my dear well explained very useful one ...well explained video u just simplified everything continue your good work ❤❤ it was really helpful for me to setup this module...keep it up
Isme 12 volt ke jagah direct AC supply kr sakte hai
12 volt SMPS kitna me aa jayega
Bhai kya hum supply(12v) aur load(12v) dono ek hi sorce se de sakte hai ya separate dena chahiye, supply 12v kitne ampear chalega
Yes
Aap relay mein ac ya dc dono use kar sakte hain
Minimum 1 amp to hona chahiye
इनक्यूबेटर में लाइट कम देर तक चलती है इसका कारण ज्यादा देर तक बंद रहती है थोड़ी देर के लिए चालू होती है
XYJ02 module kaa naam hai, bhaiya bhul gaya iska naam kahipe bhi mention karna
Is it can to set second time by difference reading?
Bhai hame 2 ghante ke liye bataye
Aur haan sir ye Aapne kitne mein kharidi
Kitne hour tk lag jata time
Maximum is timer mein 999 minutes tak ka setting ho sakta hai
Sir small birds(lovebirds) ko ye use karsaktheye?
Ri set kayse kren
Sir mere inqbetor mei 100% results aya hei
Lekin jo chuje hei thodi der ghumne ke baad jamin chipk kar beth jate
Nice, chuje nikalne ke bad bhi incubator mein hi rahne dena hai jab tak wo dry nahi ho jate aur jab tez daudne ghumne lgen to nikal kar brooder mein rakhen
3 se 4 ho hoye hei
Is machine k sath Kitna tray jod sakenge?
aap kitna tray jodna chahte ho? kafi tray ka load de sakte ho kyunki readymade tray olny 4 watt ka aata hai
Dc motor chalengi kya isame
Yes Amp adhik nahi hona chahiye
Bhai yeh eggs tray kitney ki mileygi motor ke saath???
3000 hazar ke
12 voalt 1 amper di saplai ka namber kitna hai
Ye adaptor MZON brand ka hai jo market mein nahi hai
Ise MZON INCUBATOR KIT MEIN USE kiya jata hai jald hi yah bhi list ho jayega baat huyi hai
Is surket ka nam kya he biya ji
Time relay module kit
1209w timer
Bhaiya ande ek din me kitni baar gumne chahiye
3 times minimum
Hamari timer chahie
www.mzon.in
Yah official website hai mangayen yaha se
Sir kahan milega
Link aaj isi video ke description mein update ho jayega
Iska loop on nahin ho raha hai p32 mein kaise hoga
12 hours isme kaise set kare sir thoda confusion lagg rha hai!? Please sir.
720 minutes
Bhai ye tray kesa kaam karti ha
👍
Aur ek baat raat to bahut lambi hoti hai agar din mein 3 baar ghuma diya jaise subaah 6 baje, dopeher 12 baje shaam 6 baje aur phir raat ko 12 baje to Kya ye 4 time rotate karna sahi hoga, baaki incubator jaisa Aapne bataaya waisa hi banaya hai
Minimum 3 time rotate karen max to apke mehnat ke uper hai
Jab rotate keliye dhakkan open karete hain to us samay jyada time nahi lagta so result kharab nahi hoga
Yaad rakhen humidity kabhi kam nahi honi chahiye
@@TechMechG 24 hours mein 3 baar
@@TechMechG matlab 1 min ke andar andar humein dhakkan band kar dena hai
@@TechMechG sir hamari Murgi ne saare ande nikhol diye hain aur Sab mein bacche hain Ab un chujo ko Kya khilaaye
@@KapilKumar-io6qh 7 dino tak pre starter den
Sir en dono ka bhi link dijiye plz
Ok
Is kit or controler ka naam kya
Timming delay switch
Bhai mujhe ek sounder ko just 20sec delay karana hey... Matlam power pane ka bad 20sec bad oska power jayega 12v ki sounder hey power pane ka sath sath hi bajtah he but mujhe 20 sec delay karane ka bad bajana he 20sec bad continue bajana he jub tag power milega es ke konsa program dena hoga plz batayega
Yes posiible hai
🔕🔕🔕😎😎😁
इस बोर्ड का नाम क्या है
Sir aap phon no,dije aap se bat karni he zarori,thank,
Number diya hua hai
45 degree me reverce kese hoga automatic sir 🙏🙏🙏
Yes automatic
Bhai, aapka number sahre kariyea, mujhe kuch zaroori baatin poochnin hain aapsay, bhout Shukriya
Whatsapp number sand karo