Ye bahot sahi bat kahi hai mam.... Mai bhi pahle ye hi sochti thi ki bchhe ko time dena padega, kam bhi krne hai sab kam ho jane ke bad bacha sone ke bad padhungi rat me.. Lekin aisa kabhi hua nhi kam kabhi khatm nhi hue bchha kabhi jaldi soya nhi nd padhai kabhi hue nhi.. Lekin ab jab maine padhai start kar di hu to mere sath bchha bhi padhta hai usko bhi habbit si ho gyi hai roj padhai krne ki mai kabhi use home work krne ko nhi bolti o khud krta hai.. Abhi nursery me hai uske life ka 1st exam tha 1st semester nd usne 97% liye hai... Nd ye sirf isliye hua kyu ki wo muze roj padhte hue dekhta tha "o muze bolta hai ki mumma aap apna HW karo mai apna HW krta hu" Nd ek maa ke liye isse better chiz kya ho skti hai ki uska beta class me 1st aaye... Not even class pure sections me 1st aaye... So mai apne experience se bata rahi hu ki padhai start karo bchha chhota hai to tang krenga but kuch dino bad wo samaj jayega so patience rakho...keep studying... Thank you...
आपसे मुझे बोहत motivation मिला है मेरा भी 1 सपना था gov .job , आपको देखकर मैने पढाई चालू की है, बोहत अच्छा लगता है so most,most Tanks mam. मै Bombay se hu.
Bahut achchi bat boli aapne ham ladies yahi karti hain sabke liye apna future khatam kr deti hain kabhi family kabhi bachche ......pr hamara koi nahi sochta Mujhe aapki baato se bahut motivation mila mein first time aapko comment kr rahi but aapke sare vlog dekhti hu.Mei ek house wife hu or study bhi krti hu
Sai bat hai kab tak guilt trip me rahe hum bacha b bolega bade hoke tumne zindgi me kuch Kyu nai Kia kya tumhare pas resources nahi they kya tumne apne resources ko use kia ? hum apne bache ko kaise sikhaye time management goal setting agar khud hi bina kaam kaaj padhai k baithe rahe..chiti si zindgi hai..knowledge hogi tabi sir utha k jee sakte nai to sabke age sar jhukane k lie taiyar raho..women have to stand up for themselves I know it’s difficult I am also a mother but my child can only become independent when I am independent in my mindset..seeking happiness seeking support from husband and child always is not fair. Just look into the mirror women if god has given you a healthy body and mind is being in guilt still worth it ?
Ye ek strong mindset hai..apka yeh lines se bahut motivation milti hai. isliye request ki thi breakup relationship se ñikalke padhai kese karein ye solution batado
Didi mai ak housewife hu aur banking ki aspirant bhi , didi what is life .?kaise apne aap ko negative thoughts se door rkhe ? Kaise apne health ko maintain rkhe ?didi plzz 🙏 bataiye
M government job pr huu or ek choti beti h meri 9 month ki ghar or usy b sambhalna.. Pdai b kr rhi hu lekin is beech mere sasural wale ummed krte h ki m unki nhi sunti kbhi kbhar m frustate b ho jati hu isliye mujhe khud guilty feel hota h ki jo saas naand ki seva honi chahiye mujhse wo nhi kr pa rhi mujhe koi guide kro plz😢
Yes mairy sath ho rha h y mairy 2 bachy h dono chhoty h joined family s hu sas nanad bhut tourcher krty h mentally. Pdti hu to ulta sidha bolti h .bhut preshn krti h .bacho ko bhi ni dykhti jb m pdti hu to .isliye mainy apni mom ko yha rent pr rhny ko bulaya h bachy mairi mummy k pas thode dyr k liye chly jaty h tb pdti ni to pdny ni dyty .baki subha aapky sath live m pd lyti hu.bhut mukil hota h sabki sunker pdna.
Koi nhi but never this days jis din job la ga ya gi us din tum husband ku divorce da da na kiyoki jab tum independent hu ja hu gi tab revenge la na apne husband ki family sa sala chutiya hai ju ladki ku preshan kar ta hai
Mam meri 2 saal ki bachi hai mai padhna chahti par par overthinking bhut hoti sbha uthna chahti hu par uth nahi paati aur na hi ab phle jase padhai me focus kar paati hu mai kya karun
Kya UPPSC ke students kesath Jo ho raha h uspar aap kuch nahi bolengi didi Main pichle 6 month se apse judi hui h but 3 din se jo ho rah h uski wajh se bhut disturb hu padhai me bhi man n lag raha h .. Kya hm students ko har chiz k liye aise ladna padega didi Please didi aap kuch boliye . Main prayagraj se hu
Ye bahot sahi bat kahi hai mam.... Mai bhi pahle ye hi sochti thi ki bchhe ko time dena padega, kam bhi krne hai sab kam ho jane ke bad bacha sone ke bad padhungi rat me.. Lekin aisa kabhi hua nhi kam kabhi khatm nhi hue bchha kabhi jaldi soya nhi nd padhai kabhi hue nhi.. Lekin ab jab maine padhai start kar di hu to mere sath bchha bhi padhta hai usko bhi habbit si ho gyi hai roj padhai krne ki mai kabhi use home work krne ko nhi bolti o khud krta hai.. Abhi nursery me hai uske life ka 1st exam tha 1st semester nd usne 97% liye hai... Nd ye sirf isliye hua kyu ki wo muze roj padhte hue dekhta tha "o muze bolta hai ki mumma aap apna HW karo mai apna HW krta hu" Nd ek maa ke liye isse better chiz kya ho skti hai ki uska beta class me 1st aaye... Not even class pure sections me 1st aaye... So mai apne experience se bata rahi hu ki padhai start karo bchha chhota hai to tang krenga but kuch dino bad wo samaj jayega so patience rakho...keep studying...
Thank you...
Mera baccha to irritate hota muze ladai karte dekh...Unko lagta he ki me unse jyada padai se pyar karti hu..😅
आपसे मुझे बोहत motivation मिला है मेरा भी 1 सपना था gov .job , आपको देखकर मैने पढाई चालू की है, बोहत अच्छा लगता है so most,most Tanks mam. मै Bombay se hu.
Bahut achchi bat boli aapne ham ladies yahi karti hain sabke liye apna future khatam kr deti hain kabhi family kabhi bachche ......pr hamara koi nahi sochta
Mujhe aapki baato se bahut motivation mila mein first time aapko comment kr rahi but aapke sare vlog dekhti hu.Mei ek house wife hu or study bhi krti hu
Ma'am aap aaj mere man ho chal raha tha wo aap kah di Mai bahut pareshan thi lag raha tha khud padhe yya bachhe ko timeden Bahut Shukriya Didi
Real m ma'am aap n ekdam sahi message diya h
Sai bat hai kab tak guilt trip me rahe hum bacha b bolega bade hoke tumne zindgi me kuch Kyu nai Kia kya tumhare pas resources nahi they kya tumne apne resources ko use kia ? hum apne bache ko kaise sikhaye time management goal setting agar khud hi bina kaam kaaj padhai k baithe rahe..chiti si zindgi hai..knowledge hogi tabi sir utha k jee sakte nai to sabke age sar jhukane k lie taiyar raho..women have to stand up for themselves I know it’s difficult I am also a mother but my child can only become independent when I am independent in my mindset..seeking happiness seeking support from husband and child always is not fair. Just look into the mirror women if god has given you a healthy body and mind is being in guilt still worth it ?
True ❤❤❤❤
I agree with you 👍 it's my own thinking too..
Ye ek strong mindset hai..apka yeh lines se bahut motivation milti hai. isliye request ki thi breakup relationship se ñikalke padhai kese karein ye solution batado
I agree with you 💐
🙌
App morning me live aati aishe night me bhi time mile to live aaya kro please di
Didi mai ak housewife hu aur banking ki aspirant bhi , didi what is life .?kaise apne aap ko negative thoughts se door rkhe ? Kaise apne health ko maintain rkhe ?didi plzz 🙏 bataiye
M government job pr huu or ek choti beti h meri 9 month ki ghar or usy b sambhalna.. Pdai b kr rhi hu lekin is beech mere sasural wale ummed krte h ki m unki nhi sunti kbhi kbhar m frustate b ho jati hu isliye mujhe khud guilty feel hota h ki jo saas naand ki seva honi chahiye mujhse wo nhi kr pa rhi mujhe koi guide kro plz😢
Yes mairy sath ho rha h y mairy 2 bachy h dono chhoty h joined family s hu sas nanad bhut tourcher krty h mentally. Pdti hu to ulta sidha bolti h .bhut preshn krti h .bacho ko bhi ni dykhti jb m pdti hu to .isliye mainy apni mom ko yha rent pr rhny ko bulaya h bachy mairi mummy k pas thode dyr k liye chly jaty h tb pdti ni to pdny ni dyty .baki subha aapky sath live m pd lyti hu.bhut mukil hota h sabki sunker pdna.
Koi nhi but never this days jis din job la ga ya gi us din tum husband ku divorce da da na kiyoki jab tum independent hu ja hu gi tab revenge la na apne husband ki family sa sala chutiya hai ju ladki ku preshan kar ta hai
Mam jo uppcs ka protest ho rha please aap bhi support kijiye
Ye har ek aspirants ki ladai.. please please support us
Di hame short dekhne ki adat ho gayi hai video padhayi ka kholate dekhane short lagate hai😢😢😢
Mam meri 2 saal ki bachi hai mai padhna chahti par par overthinking bhut hoti sbha uthna chahti hu par uth nahi paati aur na hi ab phle jase padhai me focus kar paati hu mai kya karun
Mam maine 5 din phle aap se kuchh advice maagi thi plzz help me 😊
Ab khubsurat bhi ho
Kya UPPSC ke students kesath Jo ho raha h uspar aap kuch nahi bolengi didi
Main pichle 6 month se apse judi hui h but 3 din se jo ho rah h uski wajh se bhut disturb hu padhai me bhi man n lag raha h ..
Kya hm students ko har chiz k liye aise ladna padega didi
Please didi aap kuch boliye .
Main prayagraj se hu
Good idea didi all married women ka👍