Bro, So then can I charge my old phone which requires 20w adapter with a fast charger of 60w as it can balance its wattage as per phone's input requirement. Or it creates a problem for my old phone. Plz clarify my doubt.
Bhai maine boult z40 pro earbuds liya hai to kya mai usse 33 watts k charger se charge kr sakta hoo....kyuki Manual mai charging k liye kuch nhi diya hai
Hello bhai mera charger vivo me input 100-240 V- 50/60 hz, 0.5A aur output me 5 v-2A or 9 v - 2A likha hai mai one plus z2 anc neckband charge kar sakata hoo kya
Sir mene realme buds wireless 3 liya lekin sir usme charging cable nhi hai aur mere pass micro usb cable hai charger 5V 2A realme ka hai usme type C cable lagegi kya charger mein suggest me type c cable normal charging speed wali
Today, I'm having a conversation with oppo's service management,they told me and assured me that one can charge with thir oppo enco buds 2 with 33 watt charger! So everyone who have oppo enco buds 2,plz don't worry regarding this ! Thankyou
can u plz tell me how i can charge the Realme Wireless 3? I have a fast charger with 67 watt for my mobile phone ( Redmi note 11 pro+ 5g) Can i use it or buy new charger?
Bhai mere earbuds ke manual me 5v 2a input wala adaptor se charge karne ko bol raha he par mera adaptor me likha he output 5v 2a kya me isse charge kar sakta hoon ?
Bhai mere pass Boat Immortal 131 gaming earbuds hai , charge karne ke liye kaunsa charger use kare , uske user mannual mein 5V 2A likha huaa hai , please amazon / flipkart par se charger ka link share kar dijiye
Sir mera ptron tws earbuds hai usme manual list mein likha hua hai 5.1amp power se charge karne ke liye par mera mobile ka charger 5.2amp ka hai kya main usse charge kar sakta hu
Company jo cable deti hai wo us device ke according sahi hoti hai but yadi aap kisi local cable ka use karte hai to we doesn't know ki uski power transfer capacity kitni hai.👍🏻
Nice video👍 I have bought oppo enco air pro 3 Its saying input of 5v 1a I have a Samsung charger reading 9v 1.67 a or 5v 2 a Should I charge my buds with this charger??
Usse koi problem nahi hai. Uska matlab ye hai ki wo charger maximum 3.4A current delivered kar sakta hai. Apke smartphone ko jitna required hai wo utna hi lega.🙂👍🏻
output : DC 5 V3 A/9 V 2.22 A/12 V 1.67 A Input: AC 110 - 250 V, 50/60 Hz Charger : zebrionic 20watt Kya isase me syska earbuds charge kar sakta hu ? Kya yah adapter 5-10 watt hi current supply karega? Jo earbuds ki requirement hai Kya me power bank use Karu Please help me with this doubt 🙏🙏🙏
Bhai mera tws pitron bassbuds turbo hai usme 5v/1v Support karta hai .or mera charger ka output 5.0v- 2.0a hai kya mai charge kar sakta hu .plz reply bhai please ❤
Bhai ...5w charger ka link dedo pls online samaj nehi a raha....5w ka mil jata to achha hota apne hi bola.. Mera Vivo v15 ka charger hain uspe OUTPUT: 5.0V=== 2.0A 9.0V-== 2.0A Likha huya hain main BoAt Trinity neckband kharid ne ka soch raha hoon ...is charger re uska battery life harm hoga??? Pls reply de dena bhai.
Mera charger pe likha hai "Output : 5.0 V = 1.55 A" Neckband pe likha hai " Input : 5 V = 0.5 A" Kya main apna Neckband charger kar sakta hoon? Please reply
Input:100-240V~50/60Hz 0.4A
Output:5.0V→2.0A 10.0W
Isse hum earbuds charge kar sakte hain??
Earbuds ka koi problem to nahi hoga?
Ha charge kar sakte hai. Koi problem nahi hai. 🙂👍🏻
Realme t310 ko realme 67 watt supervoc se charge ksr sakte hu keya
धन्यवाद भाई साहब जानकारी के लिए ।
2 Ampere se kar skte hain kya? 1 ampere box par likha haie
Ha🙂👍🏻
Bro 100w ka mera pas OnePlus ka charger hai aur OnePlus buds 3 charge kr skte hai pls reply
Ha kar sakte hai.🙂👍🏻
Can i charged with 67 watt adapter in my airpods pro2????plz.reply bro
Yes🙂👍🏻
Bro, So then can I charge my old phone which requires 20w adapter with a fast charger of 60w as it can balance its wattage as per phone's input requirement. Or it creates a problem for my old phone. Plz clarify my doubt.
Your phone and charger can balance required power.🙂👍🏻
Bro kya mai wings phantom 430 ko apne redmi 22.5 Watts ke adapter se charge kar sakta hu ?
Yes🙂👍🏻
Bhai maine boult z40 pro earbuds liya hai to kya mai usse 33 watts k charger se charge kr sakta hoo....kyuki Manual mai charging k liye kuch nhi diya hai
Ha kar sakte ho.🙂👍🏻
Sir oppo enco buds 2 ko 33 watt ka charger sa charge kr skta hai
Ha🙂👍🏻
Bhai Output - 5V- 2A se charge kr sakta hoo kya mai earbuds ko...
Earbuds- Boult z40pro
Yes🙂👍🏻
Hello bhai mera charger vivo me input 100-240 V- 50/60 hz, 0.5A aur output me 5 v-2A or 9 v - 2A likha hai mai one plus z2 anc neckband charge kar sakata hoo kya
Ha kar sakte ho.🙂👍🏻
Bhai mera pass 33 watt ka charger hai or truke btg neo earbuds hai kya me uska sath charge kr sktaa hai plz reply
Yes charge kar sakte ho.🙂👍🏻
Tws ko mobile charger or laptop port se charge karne me kya difference hai..???plz reply.
Laptop port slow charge karta hai.
44 w ka fast charger se hum neckband charge kar sakte hain ??
Ha🙂👍🏻
Sir mene realme buds wireless 3 liya lekin sir usme charging cable nhi hai aur mere pass micro usb cable hai charger 5V 2A realme ka hai usme type C cable lagegi kya charger mein suggest me type c cable normal charging speed wali
Aap koi bhi branded type C cable le lijiye.🙂👍🏻
Thanks bhai g ❤❤❤❤
Bhai earbuds ko kon si cable se charge kr sakte he jo uske sath ati he wo ya jisse ham mobile charge krte he wo
Dono se kar sakte ho.😊👍🏻
Today, I'm having a conversation with oppo's service management,they told me and assured me that one can charge with thir oppo enco buds 2 with 33 watt charger! So everyone who have oppo enco buds 2,plz don't worry regarding this ! Thankyou
Bhai mere pass Anker soundcore P20i earbuds hai...esme leka Input 5V-0.48A Output 5V-0.28A
Mera pass charge hay,,,leka,, Input:100-240V-50/60 Hz,0.5A
Output: 5V-2A or 9V-2A..
may uska charger use kar sakki hoo..?
Ho jayega lekin 18 watt ka charger hai fast charger me hi ayega
Yes aap use kar sakte hai.🙂👍🏻
Output 5v & 3A Likha Hua Mera Adopter Me To Kya Me Apna Earbuds Charge kar Sakta hu Iss Charger Se.....?
Ha kar sakte ho.🙂👍🏻
Mre paas one plus nord 2r h uske liye kitne watt ka sahi rhega ?
Apke pass jo bhi smartphone ka charger ho usse hi charge kar sakte hai.🙂👍🏻
can u plz tell me how i can charge the Realme Wireless 3? I have a fast charger with 67 watt for my mobile phone ( Redmi note 11 pro+ 5g) Can i use it or buy new charger?
You can use it.😃👍🏻
Bhai mere earbuds ke manual me 5v 2a input wala adaptor se charge karne ko bol raha he par mera adaptor me likha he output 5v 2a kya me isse charge kar sakta hoon ?
Ha kar sakte ho.🙂👍🏻
Kya real me t300 ko redmi 22.5 watt se charge kar sakte hai?
Yes🙂👍🏻
Sir mera 33watt ka oppo charger he kya me es charger se me mera neck band(noise)
ko charge kar sakta hun please sir suggest me
Yes kar sakte ho.🙂👍🏻
Mere charger me 5v 2a or 9v 2a likha he isse charge kar sakte he ya jhi
Ji kar sakte hai
Ha kar hai.🙂👍🏻
Very Very thankyou sir❤❤❤❤
this is really helpful
Bhai mere pass Boat Immortal 131 gaming earbuds hai , charge karne ke liye kaunsa charger use kare , uske user mannual mein 5V 2A likha huaa hai , please amazon / flipkart par se charger ka link share kar dijiye
Aap apne smartphone ka charger use kar sakte hai. Wo bhi 5V out karta hai. Aapko extra charger lene ki jarurat nahi hai.🙂👍🏻
Thanks bro !
Lekin Mai extra charge use karna chahta hun tws ke liye , please aap link share Kar do
Bhai mera airpod boat airdrop 131 he.mera mob charger 35W ka he.kya me charge kar sakta hu
Ha🙂👍🏻
Bhai Mere Earbuds Mai 5v 2a Likha hai.... To Mai 5v 2.4a Se charger Se Charging Kr Sakta Hu Ky...?
Yes kar sakte ho.🙂👍🏻
Mera realme T110 33W se charge ker sakte hai kya?
Ha kar sakte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge bhai battery main koi asar nahi ayega na? Please reply 😓😓
Nahi koi problem nahi hoti.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge ok bhai
Bhai 5v 2a mobile charger h aur earbuds manual m 5v 1a likha h.. ya 2 ampere ya 1 ampere se kya hota h?
Ampere current ki unit hot hai. Ye batata hai ki apka charger maximum kitna current deliver kar sakta hai.🙂👍🏻
To konsa watt sahi rahate?
Aap dono ka use kar sakte hai.🙂👍🏻
Please reply to 12watt charger charge kar sakte hai Bluetooth speaker ❤❤
Yes🙂👍🏻
Bhai ye boAt Rockerz 255 Pro+ in-Ear Bluetooth Neckband
Ke liye Mai charger output 5-11V 3 A ka use kar sakta hu kya ?
Yes 5V output charger se charge kar sakte hai.🙂👍🏻
Sir mera ptron tws earbuds hai usme manual list mein likha hua hai 5.1amp power se charge karne ke liye par mera mobile ka charger 5.2amp ka hai kya main usse charge kar sakta hu
5.1 Amp or Volt?🤔
@@TheTechnicalKnowledge sir mera charger 10 watt ka hai Vivoy12s mobile ka hai
Generally Earbuds 5V DC support karte hai and sabhi smartphone charger 5V DC output dete hai. So aap charge kar sakte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge thankyou very much sir 👍
Your Welcome 🙂🙏🏻
Realme techlife t100 kitne volt ke charger se charge kare ??
Sabhi smartphone 5V DC ko support karte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge thx for reply,
Your Welcome 🙂🙏🏻
@@TheTechnicalKnowledge realme cobble ko kitne Watt se charge kare ? 20 watt se kr sakhta hu ??
Yes kar sakte ho. Kisi bhi smartphone charger se charge kar sakte ho. 🙂👍🏻
❤❤❤❤ 3:13
Sir
Charger watts kha likha hota hay ? Wha to output dc 5v - 2A likha hota hay.
Watt kahi nahi likha hota. Output voltage and current ko multiply karke Watt nikala jata hai.🙂👍🏻
Ok Thanks sir 🙏🙏🙏
Pls tell data cable koi bhi company ki ho kya farak padta h ?coz phone ho ya tws company apni cable deti h
Company jo cable deti hai wo us device ke according sahi hoti hai but yadi aap kisi local cable ka use karte hai to we doesn't know ki uski power transfer capacity kitni hai.👍🏻
Kya main 5w ki jaiga main 10w use kar saktu hun earpod main but product main to 5w likha hain pls tell me
Yes kar sakte ho.🙂👍🏻
Bro i want to buy oppo enco 2 buds, Can i charge it by 33W Redmi charger.
Yes 🙂👍🏻
10 watt ka charger chalega kya? Samsung ka charger hai.. 5v - 1.55 A aisa likha hai..? Chalega kya..?
Bilkul 🙂👍🏻
9v 2a se charge kar sakte h
Nahi. 5V output jaruri hai.
Thank you ❤
Thank you
Mera boat airdopes supreme hai. 18w ka charger use kar sakta hu
Yes kar sakte ho.🙂👍🏻
PowerBank se neckband ko charge kar sektain hain kya
Ha kar sakte hai.🙂👍🏻
Mere pass 120w ka charger hai kya ham Airbus charge kar sakta hu
Ha🙂👍🏻
Thanks Bhaiya ❤❤❤❤❤❤👍👍👍👍
Hi bro can i use 18w charger for noise vs106.
Yes🙂👍🏻
My earbuds Mivi duopods k7 kitna watt ke charge lagana hai bhai....?
Koi bhi smartphone ka charger use kar sakte ho.🙂👍🏻
Nice video👍
I have bought oppo enco air pro 3
Its saying input of 5v 1a
I have a Samsung charger reading
9v 1.67 a or 5v 2 a
Should I charge my buds with this charger??
Yes you can charge it.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge thank you 🙏🙏
Your Welcome 🙂🙏🏻
Acchi jankari
Sir mere pass boult audio thunder headphone hai usko kitne watt ke charger se charge karu mere pass 5v 3A charger hai please reply 🙏🙏
Aap kisi bhi charger se charge kar sakte hai jiska output voltage 5V hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge lekin sir ampere jyada hai 3.4 hai safe hai kya
Usse koi problem nahi hai. Uska matlab ye hai ki wo charger maximum 3.4A current delivered kar sakta hai. Apke smartphone ko jitna required hai wo utna hi lega.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge thank you sir😇
Your Welcome 😊🙏🏻
Tnx ❤
Bhai me 12 watt charger use kar sakte hai Bluetooth speaker me ❤
Yes 🙂👍🏻
Bhai Boat Airdopes 131 kitne volt ke charger se charge Karu??
5 Volt 😃👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge output 5v=1 or 5v=2 kaunsa jyada shi rahega??
Same question ?
5v=2A likha h charger me
Koi bhi use kar lijiye. Apka airdope utna hi current lega jitna usko jaruri hoga.🙂😀
Koi problem nahi hai.🙂👍🏻
Hlo bhai mere pass boat 161 pro hai or charger 10 w hai kiya charge kar sakta hu koi issue to nhi ha na
Yes charge kar sakte ho.🙂👍🏻
Sir Maine Realme Ka Earbuds Liya hai , , kiya Me Use 55w Ke Realme Supervooc Se Charge Ker Sakta hu ?
Please Batao Sir Thnx
Yes kar sakte ho.🙂👍🏻
Bro i have 33w charger can i charge my mivi f70
Yes🙂👍🏻
Sir Mera wings phantom 430 hai
Manual me 5w se charge karne ko bola hai
Kya me 10w ka mobile phone ka adaptor use kar sakta hu
Pls reply me 🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺
5W nahi 5V likha hoga manual me. Aap 10W se bhi charge kar sakte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge cable konsa wala use Karu.
@@TheTechnicalKnowledge thank you so much for my doubt clear 🙏🙏🙏🙏
Koi bhi use kar sakte ho.🙂👍🏻
Mera poco m2 pro ka charger hai 33 watt kia kr skta hu use????
Yes🙂👍🏻
Aur Kiya Case Charge Kerte Time Earbuds Uske Ander Rakhna Zaroori hai Ya Nahi ?
Jaruri nahi hai.🙂👍🏻
Sir mere airbuds me 5V likha he to kitne watt ke charger se charge kare pls batao 🙂
Aap kisi bhi smartphone ke charger se charge kar sakte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge thank you
output : DC 5 V3 A/9 V 2.22 A/12 V 1.67 A
Input: AC 110 - 250 V, 50/60 Hz
Charger : zebrionic 20watt
Kya isase me syska earbuds charge kar sakta hu ?
Kya yah adapter 5-10 watt hi current supply karega? Jo earbuds ki requirement hai
Kya me power bank use Karu
Please help me with this doubt 🙏🙏🙏
Don't worry, Aap apna earbuds charge kar sakte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledgemera 25w
Input AC100-240V 50-60Hz
OUTPUT: 5V=4A
Kya me is charger se boat immortal 131 earbuds ko charge Kar sakta hu sir??
Yes kar sakte ho.🙂👍🏻
5v & 2a likha rahta hai headphone box me
So aap apne smartphone charger se charge kar sakte hai.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge Maine 10w ka mi charger kharida accha hona na?
Ha aap usse charge kar sakte hai.🙂👍🏻
Bhaiya Mera 5v2.4a 12 watt charger charge kar sakte hai Bluetooth speaker ❤❤❤@@TheTechnicalKnowledge
Yes kar sakte hai.🙂👍🏻
my tws 5v1v support 18w charging yes ya no ❤️
Yes you can charge.🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge thank you Bhai 🤩
Your Welcome 🙂🙏🏻
Bhai mera tws pitron bassbuds turbo hai usme 5v/1v Support karta hai .or mera charger ka output 5.0v- 2.0a hai kya mai charge kar sakta hu .plz reply bhai please ❤
Yes aap charge kar sakte hai.🙂👍🏻
5 volt 1 Ampere
Mera 5v2.4a charge charge kar sakte hai Bluetooth speaker ❤❤
Ha🙂👍🏻
Bhai mera laptop sony vaio vpceh15en hai
i3 2nd generation
Ddr3 1333 mhz hai ka motherboard
Kya DDR3 1600 mhz ki ram laga sakta ho?
Laga sakte ho lekin wo 1333MHz par hi chalegi.👍🏻
Bhai ...5w charger ka link dedo pls online samaj nehi a raha....5w ka mil jata to achha hota apne hi bola..
Mera Vivo v15 ka charger hain uspe
OUTPUT:
5.0V=== 2.0A
9.0V-== 2.0A
Likha huya hain main BoAt Trinity neckband kharid ne ka soch raha hoon ...is charger re uska battery life harm hoga??? Pls reply de dena bhai.
Koi problem nahi hai. Aap is charger se charge kar sakte hai.🙂👍🏻
Mera charger pe likha hai "Output : 5.0 V = 1.55 A"
Neckband pe likha hai " Input : 5 V = 0.5 A"
Kya main apna Neckband charger kar sakta hoon? Please reply
Yes aap charge kar sakte ho.🙂👍🏻
bahi realme t300 se m 80 watt k charger se charge krta hu
It's Ok 🙂👍🏻
@@TheTechnicalKnowledge krab ho jayega kya
Nahi hoga 🙂👍🏻
Not satisfied... maximum Chinese hty is lia hand free fast charger sy harab ho jaty or battery weak hti
Always branded equipments hi use kijiye.🙂👍🏻
5v-300ma iska matlab kya hai
Iska matlab hai apka charger 5V voltage and 300mA current out karta hai. 1.5W ka charger hai apka.🙂👍🏻
DC 5v iska matlab
Ye charger ka output voltage hota hai.🙂👍🏻
Wrong information
Bro can i charge my mivi f70 with 33w charger
Yes🙂👍🏻