Bhai mere Apache 160 4v bike m neutral light on nahi hoti hai kabhi kabhi phir bike start bhi nahi hoti fir m on off krta hu 3-4 min baad start hoti hai kya problem hai isme
Ye sab se tough problem hai Sabse pahle relay ki wiring check karo agar sahi hai to relay change karo fir bhi problem ho to gear position sensor check karo
❤❤❤❤
Nice one
Super 👌👌
❤❤
Shukriya bhai
Imraan
Bahut achha vidio sir ji
Very useful
❤🎉
Bahut hi important video
Load realey ke fuse ke barame batayiye
Wait, time milte hi bata doonga
❤❤❤❤❤
Sahi knowledge aap se hi mil Rahi hai
Apache 4v ba6 special edition stating problem self hocche na
Very well
bhai mere bick ka mitar problem kara h us key liye aap say bath karni thi
@@MohdSufiyan-d3k theek hai
@@jantabikegarage apna contact number send kariye sir
Apna number do
Fuel pump relay mein kis wale wire mein kahan se current aata hai
@IndrajeetYadav-j1m
Ecu aur battery se
Aur bhi achhi-2 video aap banaye
Apachi 160 2v bs6 model light fuss la ganesh fuss bar bar fuss jaraha
@@SantashJani-t4h
RR unit change karo
Sir pulsar 150 bs6 traminition kis kam ley hi
Mai samjha nahi
Sahi se batao
Apache 160 4v bs6 model wiring Kitna ka kharcha hota h
@@MarjinaKhatun-b7o
11 hajaar ki wiring hai
Bhai mere Apache 160 4v bike m neutral light on nahi hoti hai kabhi kabhi phir bike start bhi nahi hoti fir m on off krta hu 3-4 min baad start hoti hai kya problem hai isme
Ye sab se tough problem hai
Sabse pahle relay ki wiring check karo agar sahi hai to relay change karo fir bhi problem ho to gear position sensor check karo
Mere bike m senser hoga kya 2019 Apache 160 4v model hai isme sirf neutral light show hoti hai pr gaer position nahi
Gaer position sensor
Same problem hai bhai meri bhi , meri bike bs6 model h 😪 bahut preshan hu
Agr problem solve ho gyi ho to bhai solution bta do
Next time complete video banaye
Sir iski wire ka price kya he???
8.5k
@@jantabikegarage thanks sir
Welcome 🙏
Sir Apache RTR 200 4v ka wiring kitne ka kharcha hota h
@@riddleBoss722
Complete model batao
@@jantabikegarage Apache RTR 200 4v bs6
@@riddleBoss722 approx 10000
@@jantabikegarage 😲 wo sir etne mahnga
@@riddleBoss722 haan
Battery charge nhi hota kya krna padega dhakka maar ke bhi start nahin hota hai
Uski wiring/Magnet coil aur DC charger Check karo
Bhai pdf milega
Is meter me jo 20 point hai sabhi ki jankaari do
@@ShobhaKesgire next video me