mppt solar charge controller - कोनसा खरीदे | solar charge controller or solar mppt pcu inverter

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 17 жов 2024
  • Is contoller ko kharidne ke liye - is link me jaaye amzn.to/3Gz2L4S
    Agar aapko is video ka hindi me likha post chahiye to yaha click karen
    technicalumesh...
    mppt solar charge controller - suoer 12v/24v/48v 60a mppt solar charge controller installation. Tag: utl mppt solar charge controller price in india
    Buy low price, high quality mppt solar charge controller price with worldwide shipping on AliExpress controller 2018, best solar charge controller for rv, sukam mppt solar charge controller price, best cheap mppt charge controller, pwm solar charge controller
    Buyer is looking for Microtek MPPT Solar Charge Controller in Rewa,Madhya Pradesh For Home Use mppt vs pwm charge controller efficiency test ,Smarten mppt solar charge controller prime plus Loom solar 120w 3 monocristaline panel voltage & ampeare
    Hello guys welcome to another fresh video about Smarten mppt solar charge controller PCU retrofit 30 amps, 12-24V,Unboxing
    Sukam MPPT Solar Charge Controller 12V-24V-20Amp: Amazon

КОМЕНТАРІ • 12

  • @parassaxena2546
    @parassaxena2546 4 роки тому

    Bhai local battery par dod ko kitne par rakhe 30% 12v rakhne par ye mains and Solar panel dono se charge karta hai battery ko

    • @TECHNICALUMESH
      @TECHNICALUMESH  4 роки тому

      agar aapko main ka saving karna hai to 30% se jaada rakh sakte ho usme koi pareshani nahi hai lekin agar electricity jyada samay tak nahi rahega to problem ho sakta hai battrey me charge nahi rahega night ke liye. aur 30% me rahega to wo apna on off karte rahega aur saving bhi utna hi hoga. Lekin 20 ya 30% se jyada me rakhne mein inverter ko jyada chalu rehna padta hai isliye inverter ko safe rakhne ke liye mai 20% me rakhta hu

  • @ranjitbhatta1
    @ranjitbhatta1 4 роки тому

    controller se battery tak jo wire apne lagaya hai wo kitne sq. mm ka ?

    • @TECHNICALUMESH
      @TECHNICALUMESH  4 роки тому +1

      mera 8 mm ka hai aap 10mm ka lagana kyuki bahut load me heat hota hai.

    • @ranjitbhatta1
      @ranjitbhatta1 4 роки тому

      @@TECHNICALUMESH Electricity bill ka save karne ke liye DoD level kaunsa % pe set karna thik hoga?
      Aur ek baat sir
      Cotroller ka AC MCB off rakhna hai or on rakhna hai ?
      Agar on rakhenge to battery charge Grid se hoga ya solar se hoga?
      kaise samjhenge ke battery solar se charge ho rahe hai grid se nahi
      Agar AC MCM (controller ka) off rakh dete to wo grid se automatic le payega kya ?

  • @muhammadsoyab451
    @muhammadsoyab451 4 роки тому

    Sir charge controller only battery charger karta hai
    Ghar ka load bhi Chala sakta hai Kya, Kyu ki mere pass normal invetar hai or me chahata hu ki solar se Ghar ka load chale sath me battery charger ho or Ghar ka load bhi chale

  • @JitendraSharma-tw7bl
    @JitendraSharma-tw7bl 4 роки тому

    Sir ji... MICROTEK TECHNOLOGY WE LIVE 2035 /24 VT pr me smarten ka MPPT charge cantroral laga sakta hu kya

    • @TECHNICALUMESH
      @TECHNICALUMESH  4 роки тому

      bilkul chalega bro ye 12/24 dono support karta hai. or ye to har normal inverter ke liye bana hai

  • @rajasthaneducarestudycente658
    @rajasthaneducarestudycente658 4 роки тому

    Price kiya h controller ki

  • @harikrishnasharma4742
    @harikrishnasharma4742 4 роки тому

    सिरीज में लगाओ अच्छा रिजल्ट देगा

    • @ranjitbhatta1
      @ranjitbhatta1 4 роки тому

      Ek pannel series aur paralal kuch nahi hota. series karne ke kam se kam do panel lagega