Bhai mere Google pay ke UPI me 400 rs the ab wo upi lite unavailable or inactive rihht now dikha rhaa hai phir maine google pay ko sign out kardiya phir sign in kara toh yahi sms wala problem aaya chalo ab 24 hours baad toh sign in hojayega lekin mere jo 400 rs upi lite me fas gaye hai usko kya karu 😢
सऊदी अरब में लेकर के बनाओ यही प्रॉब्लम आ रहा है एक मोबाइल में दो सिम कैसे चलेगा एक अगर इंडिया का सिम है तो बाकी सऊदी अरब का एक सिम है एक मोबाइल में चल पाएगा कि नहीं चल पाएगा बहुत बड़ी समस्या है बहुत लोगों के पास है समस्या है सऊदीअरब में
Agar aapko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad hi try karna aur us se pehle aap apne google pay ka clear cache kar dena aur apne message app ka bhi clear cache kar dena aur apne mobile ko ek baar restart ya reboot kar lena uske baad try karna clear cache karna clear data mat karna
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad try karna aur try karne se pehle apne mobile ko ek baar restart ya reboot kar lena aur apne google pay ka clear data kar ke fir try karna
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad try karna aur us se pehle apne mobile ko restart ya reboot kar lena aur apne mobile ko kisi wifi se connect kar lena lekin jis bhi wifi se connect karna uski speed fast honi chahiye kyonki maine dekha hai BSNL ki speed thodi cut jati hai
Agar apko google pay me upi pin set karte hue problem aa rahi hai to aap phonepe me upi pin set kar sakte hai uske baad aap google pay me apna bank add karna fir apko upi pin set karne ki koi bhi jarurt nahi hai apka vo hi upi pin kaam karega
Jo message maine video me dikhaya hai kya apko vaisa message aa raha hai aur vo message apka retry ya failed dikha raha hai ya fir vo send ho gaya hai check kar ke batao
Google pay problem detail video link ua-cam.com/video/Wuf7CsESLb8/v-deo.html
sms center change krna hai ja nhi ?
I phone mein kaise hoga change sms center no
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
sbh kujh krke dekh lia hai 24 ghnte bhi wait kea kujh nhi hua sms inbox mein failed likha aa rha hai
Jb dubara active bank account kia to 24 ghnte ki dubara message ane lgg hai kya kre bro
Fact : device ki hai sim ki nahi, dusri phone se login hota hai, payment bhi hota hai, Google device blocked kar diya hai 😢
@pratyush1431 bhai apko solution Mila kya
Bhai mera BHi nahi add ho rha hai
bhai agar. App ne mera problem solve kardiya to meri tarafse app KO richarg free
Bhai tu rahne de 😂 tera bhi time waste ja raha hai or hamara time bhi 😅
Aap ye video bhi dekh lo ua-cam.com/video/cL6A4x8fH_I/v-deo.html
1:51
Bhai mere Google pay ke UPI me 400 rs the ab wo upi lite unavailable or inactive rihht now dikha rhaa hai phir maine google pay ko sign out kardiya phir sign in kara toh yahi sms wala problem aaya chalo ab 24 hours baad toh sign in hojayega lekin mere jo 400 rs upi lite me fas gaye hai usko kya karu 😢
Upi lite bhi active kar lena ho jayega
Bhai mere 7 hajar rupiye fase he 24 hours khatm hi nahi hota kya bank me jana padenga muje
Fake nhi ho raha main 7 din se try kiya
सऊदी अरब में लेकर के बनाओ यही प्रॉब्लम आ रहा है एक मोबाइल में दो सिम कैसे चलेगा एक अगर इंडिया का सिम है तो बाकी सऊदी अरब का एक सिम है एक मोबाइल में चल पाएगा कि नहीं चल पाएगा बहुत बड़ी समस्या है बहुत लोगों के पास है समस्या है सऊदीअरब में
Waste of time
Bas Gmail change kar do orr sab permission allows kar do hoo jayega
Ho jayega lekin Bhai transaction history chali jayegi
@@Mstechparveen ha
Land hoga
UPI ma ATM active kaise kare
Mera ATM card active hai per rs niklane per invalid baat reha hai
Ya to aap apne bank se karwa sakte hai ya fir us bank ki net banking se kar sakte hai
Time pass kar rhe ho
Google pagal account login Nahin ho rahi hai bhai
😢😢😢😢😢
Bhai bhi nahi ho rha sm vodaphone ka h
Aap ye video bhi dekh lo ua-cam.com/video/cL6A4x8fH_I/v-deo.html
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
@@Mstechparveen bhai me Dubai me job karta hu IND me to chal rha tha
Yhi ake ye problem ho gai
Agar aapko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad hi try karna aur us se pehle aap apne google pay ka clear cache kar dena aur apne message app ka bhi clear cache kar dena aur apne mobile ko ek baar restart ya reboot kar lena uske baad try karna clear cache karna clear data mat karna
Sir 24 ghante baad bhi wahi samasya dikha raha hai ab kya kare sab try kiya😢
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
@@Mstechparveen send ho raha hai maine recharge bhi kiya hua hai fir bhi same problem
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad try karna aur try karne se pehle apne mobile ko ek baar restart ya reboot kar lena aur apne google pay ka clear data kar ke fir try karna
Agar pehli baar apko problem aaye to apne mobile ko kisi wifi se connect kar ke fir try karna
@@Mstechparveen ye 3rd attempt tha, wifi se hi connect hai or data bhi clear kiye hai
Yono app k liye iphone me messages problem plz solve??
Kya error aata hai
Done thx.
Scam
Kya scam ho gaya aapke sath
Sir mera bhi activate nahi ho raha hai sab karke dekh liya please sir help me 😢😢😢
Aap ye video bhi dekh lo ua-cam.com/video/cL6A4x8fH_I/v-deo.html
Bank register sim konsa hai aapka Airtel, jio, BSNL,ya Vodafone aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveensame problem mera bsnl hai solution batao
Recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen 199 ka kia sir
Mera to kuch bhi nhi ho raha sabhi try kar liya but wohi same problem 😢 kese problem sahi hoga
Bank register sim konsa hai aapka aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen mera to BSNL hai sim or mene 28 days ka recharge karwa rakha hai Rs 199
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad try karna aur us se pehle apne mobile ko restart ya reboot kar lena aur apne mobile ko kisi wifi se connect kar lena lekin jis bhi wifi se connect karna uski speed fast honi chahiye kyonki maine dekha hai BSNL ki speed thodi cut jati hai
@@Mstechparveen ok
Bhai Google pay pe add Bank account ke bad upi pin set nhi ho rha hai oops something went wrong arha h
Agar apko google pay me upi pin set karte hue problem aa rahi hai to aap phonepe me upi pin set kar sakte hai uske baad aap google pay me apna bank add karna fir apko upi pin set karne ki koi bhi jarurt nahi hai apka vo hi upi pin kaam karega
@@Mstechparveen kisi app me nhi ho rha hai Phonepay paytm kisi me nahi
Aap apne atm se thoda sa cash nikal lo uske baad try karo
Bina recharge kay bhi hoga kya upl main bank account
Bina recharge ke nahi hoga
Meta bhi yahi problem hai please help me
Bank register sim konsa hai aapka aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen recharge 84day ka hai or yahi no bank me link hai