Thenk you bro❤❤, aapka video bahot useful he mere sab kuch samaj aa gaya👌👌, bas ye bata dijiye ki rto jaane ke baad kitna fees lagega hmv original license lene ke liye or kya ham ko test bhi dena padega hmv ka 🤔🤔
Aapko driving school me jana hi padta hai....Jab tak driving School Wale Apana From 5 OR From 5a certificate nahi Dete Tab tak Aapko Final License nahi milta hai. ye certificate dene ke liye school wale Aapse 1500 se 2000 ₹ lete hai
Heavy leaning banane ke bad heavy DL kaese banega wo kaon batayega video banana h to all information diya karo bhai Heading dale ho heavy DL ka or bata rahe ho heavy Learner ka process...
Bhai HMV ke liye driving training school me admission lena compulsory hai abhi Mene tera video dekh ke sab process kiya pr LL nahi bana RTO gaya to bole Driving training school me dakhila lena anivarya hai
सर मै ऍड्रेस चेंज कर रहा था.. तब मेरा मोबाईल बंद हुआ.. बाद में मैने पेंडिंग अप्लिकेशन में जाके पेमेंट कर रहा था तो.. 503 service unavailable एह error आ रहा है..
Bhai mene up se apna license banbaya tha or aj approval kre hua 3 months ho gye hai lekin mera license mere ghar pr nahi aaya hai mai kya kru please reply
bhai 1 week me application status dekh lena sb approve hone ke baad sbka print out le kr Apne RTO office pahuch jana hai.. aadhar card , learning license and medical certificate and application form..
@@MyFreeSeva bhai LMV nt and LMV tr likha hota hai license pe... Mere pass LMV nt hai aur us ko LMV tr may change karna hai. Hmv to automatically tr(transportation) mat hi ayega na.
Subscribe Now for more videos🙏
After complete Heavy Learning Process- ua-cam.com/video/g7quLsvxPIk/v-deo.html
Learning mil Jane ke bad drive test bhi Dena hoga bhi .
Sir hanko bhi havi laysense banwana hai
Good information brother apne bilkul clerly tarike se sb kch bta dia ................................................. thnx bro ☺
Heavy Learning licence ke bad Permanent Heavy DL kaise krana h plz video bhej digie
सुपर विडियोज भाई मैं एमपी मध्य प्रदेश से हू
Very very nice sir, Mein abhi bohot happy hu..???thanks sir,❤️❤️❤️
thank you.
Thenk you bro❤❤, aapka video bahot useful he mere sab kuch samaj aa gaya👌👌, bas ye bata dijiye ki rto jaane ke baad kitna fees lagega hmv original license lene ke liye or kya ham ko test bhi dena padega hmv ka 🤔🤔
Bahut achhe se samjhaya aap ne
thanks
Aapko driving school me jana hi padta hai....Jab tak driving School Wale Apana From 5 OR From 5a certificate nahi Dete Tab tak Aapko Final License nahi milta hai. ye certificate dene ke liye school wale Aapse 1500 se 2000 ₹ lete hai
GOOD information Sir ji.....very nice details......
Thanks and welcome 🤗
@@MyFreeSevaFee kitna lgega commercial or HMV Driving License ka
Thank you Bhai Maine apka video ki help se apply successfully kar dala thank you bro😊
Ha bhai sahi bat he
Bro this is the learning license,can u explain how to make final licence and please also explain whole fees structure..?
Heavy leaning banane ke bad heavy DL kaese banega wo kaon batayega video banana h to all information diya karo bhai
Heading dale ho heavy DL ka or bata rahe ho heavy Learner ka process...
Ati sundar Bhai ❣️😍❤️
Amazing information brother ...
Special thanks bro❤
Always welcome
ड्राइविंग लाइसेंस हैवी होने में कितना समय लगेगा?
Very nice information 😉
Glad you think so!
GOOD INFORMATION
Welcome
Very good dada
Bhai HMV ke liye driving training school me admission lena compulsory hai abhi
Mene tera video dekh ke sab process kiya pr LL nahi bana RTO gaya to bole Driving training school me dakhila lena anivarya hai
Kay se ho aap
@@OM_VEER Maharashtra
@@sagarovhal8984 driving school ka certificate chaiye heavy licence banwane kai liye
Bhai bhot mast video h Bhai bhot mast
Very usefull ❤
Glad you think so!
Hmv licence apply aur payment karne ke bad RTO Jana padega ya nahi apne aap ban jaega. Plz reply from full aur payment karne ke bad kya kare
Bhai lmv me blood group nhi hai to isme jode sakte hai kya
Bhai transport learnar licence ke liye only test dena hoga yeay nahi.Mera pass pahale se hi Lmv ka licence hai .
Kya hum transport license pr all india taxi chala skte hai
Commercial licence sa ham apno private car bhi chla skta challan to nhi kataga ji
I got heavy learning how do I apply for test and DL
heavy ke larnar proses ke bad koi exam bhi dena hoga kya plze reply me???????
Form 1A me doctor ki signature karvana mandatory hai....?
mera lmv licence rajasthan ka hai or abhi me tamilnadu me hu to heavy licence tamilnadu se banva sakte hai kya?
THANKYOU
Aage ka bhi video bna k btaooo permanent HMV kaise bnega
Haulpack chalane k liye konsa licence lagta h
हैवी ड्राइविंग लाइसेंस बनवाने के लिए क्या हमें आरटीओ में जाना जरूरी है या नहीं ?
Agar Learner license self apply kr rhe ho to apko Rto jana hota hai for snap and for Rto approval√
HMV permanent ka online apply karne ka process batao sir.....
सर मै ऍड्रेस चेंज कर रहा था.. तब मेरा मोबाईल बंद हुआ.. बाद में मैने पेंडिंग अप्लिकेशन में जाके पेमेंट कर रहा था तो.. 503 service unavailable एह error आ रहा है..
Server problem try again..and verify your payment.
@@MyFreeSevaथोडे दिन में हो गया ❤❤❤❤thanks
Koi bhi error aaya tab Mozilla firefox me processing karna
Bhai mere lmv licence men date of birth men date galat daala hua hai use sahi karenge
BHAi mujhe ek cheez btao yeh dusra option yes kyu hai
Medical update banne ke bad ho jai ga
Bhai Mera LMV UP se h ...but ab Delhi ka address h aadhar m.....to Delhi se bn jayega na ...koi dikkat to nhi hogi
Securtiny hua tha aapka ? Ya paisa laga tha ...
Bro Vahicle RTO mai Chalana padega ki nahi
Sir Ye Bataye Heavy Liscence Apply Krne Ke Baad Hamare Adrees pr Liscence Card Delivery Ho Jayega Ya RTO Office lene k liye jana padega ....
Form 5 learning se pehle banana hai ya learning ke baad
bhai agar online karte karte kat Jay to usko kaise pura bhare form
Mere pass LMV licence hai aur usko 4 years ho chuka hai too kya uska ab heavy licence mein convert ho skta hai kya
Bhai Trans license ki kuch lim
itetion hai jabki hmv ki nahi
Kya hum hmv licence dusre state se apply kar sakte hai
Jo apni learner HMV ke file hai vo RTO me submit to krvani hogi
BHAI PART B YES KYU kiya aapme uska matlab
Test bhi dena padega kya havi licence
Hmv Lerner bina rto jaye ho jayega
Bro mera licenses 6month purana he nhi bnega mera
Kya heavy licence k liye drawing test hota h
original havi license banwane me total kitna paisa lag jayga
bhai signature change krna hai hmv par lmv par galat aya hai correction hoga kya
LMV nt ko LMV tr may kyse change karna hai... Plzzz bata do
Yehi process dikhaya hai. others question contact on whatsapp_ 7376560120.
@@MyFreeSeva 🙏 apne HMV ka bataya hai mujhe LMV nt ko LMV tr may change karna hai..
Training ki nai load hai kya
Heavy learning ke kitne din bad Hoga licence
Document upload pdf me kr sakte hai
Thank you bro
Welcome
@@MyFreeSevasir hmv learning ka test hota hai kya
Bhai learning license ka to Bata diya lekin pakke license ka koun batayega
Sir mera 1 saal hone wala hai abhi tak licence nahi aaya main kya karun 😔 ??
Gujrat state ka heavy licence banane ka kitna kharcha aata hai
Hmv ke d.l ka kya free charge hai
❤❤
Medical certificate upload ni ho rha h
Jharkhand se bana hai par HMV kar rahe hai to bihar dikha raha hai
Bhai agar hmv ka learner complete ho gya ha to uske baad kya kare please bata dejiye
same brother
Medical certificate kese milega
Medical certificate proof me option ni dikha rha hai
Heavy licence hai use band karna hai kaise kare tr licence hai
Bhai 150 rs hi hota h to yaha 1500 se btaye jate hai
Bhai mene up se apna license banbaya tha or aj approval kre hua 3 months ho gye hai lekin mera license mere ghar pr nahi aaya hai mai kya kru please reply
To ek baar aap RTO office visit kr lo ...
Bro driving licence ki pic upload krni hai ja pdf
Hmv ka permanent licence me kitna fees hai?
Iska pta chala hai
Sir maine online fees kat di havy dl date nahi mili hai
Thanks you bhai
always welcome brother.
Bhai proper licence ka video banao na
form no 5 a ke bare me batao
Learner k baad permanent kaise banega wo kaun btayga?
Online hi hoga
Pura video koi nhi banata 😢
Abbu
bhai 1 week me application status dekh lena sb approve hone ke baad sbka print out le kr Apne RTO office pahuch jana hai.. aadhar card , learning license and medical certificate and application form..
R.T.o Jana hogaya
Bhai... "LMV" hai mere pass us ko "LMV tr" may kysay convert karna hai...
Plzzzz bata do🙏🙏🙏
Bhai LMV yani ki Lite moter vehicle(4whleer) jisko hm NT licence bolte hai..aapko TR(trans ya HMV) karvana hai to yhi process hai..
Try bgera ni hogi phir heavy ki
Bhai Mera lmb h online bn jayega hmv licence
License apply nahi yer ... Larnar apply hai ye
Test kb hoga
Trial kab hoga iska
Exam dena hai kya
Finally dk kya nehi bataya
Bhai TR ke liyen kaise apply kare online?
Heavy kob ayega
Fees?
Bhai licence apply karne ke bad bhi hua hi nahi
slot kaise milega
LMV to LMV tr.... Bata do bhai
bhai LMV(4wheeler) licence hota hai..aur TR heavy licence hota hai jisko HMV bolte hai..
@@MyFreeSeva bhai LMV nt and LMV tr likha hota hai license pe... Mere pass LMV nt hai aur us ko LMV tr may change karna hai.
Hmv to automatically tr(transportation) mat hi ayega na.
Mera capcha error bata Raha hai
DL kaisy milyga
1500 rs mai bana sir 😢
Kya
@@civilpractical1049 learning licence
फीस हैवी की
Sir aapka number dejiye