Thanks you sir Hame power losses honese kimti jankari diya, par sir ji panelko pararar canection ka bare main vi ek video banado please sir, Very helpful video
@@SolarAcademy 20volt 160w+20volt 160watt ko series maine connect kar k 40v 375watt k panels k saath parrellel maine connect karne k baad kitne watt milega?
Sir mere pass 4 pannel mono 340 watts k h or 3.5 kva livguard mppt hybrid pcu h ab 340 watt m mono pannel nhi mil rha h ab maine 325 watt k poly k 2 pannel voc k hisab se 2 mono k sath 1 poly pannel jod diya h is se mujhe kya nuksaan ho sakta h
Mere pass 170w ke 2 panel hay ek panel ke volt 20 hay amp 9 hay in dono ko serial may krta hon Tu 40 volt 9 amp hote hay keya may un serial ke sath ek 440w Ka panel jiss ke 40v or 9.5amp hay ko paralar may use Kar sakhta hon
@@SolarAcademy sir current 40 rahege amp 18 jo gahe gay phale 2 plate ko combine krnay volt 40 ho jate hay or us combine wale ke sath 440w ko parallar lagahon ga tu power volt whohe 40 rahe gay.
Nice🙏🙏🙏Nice🙏 1) which is better option series or parallel that can increase battery life or mentain equal charging current 2) which is better 12,24,48 v battery?
Mare pas 2 batteries ha aur 20 bulbs sport nehin ker reh hain Mujhe series mai connect karna ha ya parallel ma. Solar panels ko Series k sath battery bhi series ma connect karna ha
Pump controller Ki 250 -350vdc ha I mene 50volt ke 8 panal laga rakhe running moter per 300 volt rah jate kaya isme 50volt ka 1 panel Jod skate ya nahi
Agar 325 watt 24volt 6panels and 300 watt 24 volt 6 panels jinke amps 8 and 9amper hai or unko do do panels ko serious karke 6 parellel connection bnate hai tab total kitne ampers produce honge sir please tell me.volt to chlo 48 volt produce hoga but ampers kitne milange is condition Mai please tell me sir in detail
Sir muje mppr charge controller lagwana he to mere paas 100 watt ke 2 pannal he or saath hi 24 volt 350 watt ka muje pannal lagwana he ....to me 24 system lagake 12 volt battery par lagaana chahata hu kya muje mppt par bhi amp ka nuksaan hoga
mppt jo apna kaam karta hai vo to karega hi but different panel ke connection se jo power losses hota hai vo hoga hi , agar ak power ke panel ko laga sakte ho to sahi rahega
Ji sir to jaise ki mppt jo(100×2....12 volt panal ) 200 watt panal 24 volt banane par jo current 11 amp he or 24 volt 350 watt me 8.84 amp he to kya mppt 8.84 hi maximum use karega ....or volt ko boost karega ...
GOODMORNING, I HAVE TWO SOLAR PANEL 1. 100 WATT, VOC- 22.866, ISC- 5.740 IM- 5.558 VM-19.163 2. 75 WATT, VOC- 22.960, ISC- 4.533 IM- 4.1789 VM- 18.88 And I HAVE ONE LUMINOUS 10 AMP PWM, SOLAR SUPPORT WATTAGE 200W VOLTAGE SUPPORT 45 V. CONTROLLER . ONE EXIDE 100 AMP NORMAL BATTERY. AS PER YOUR TEACHING I THINK IT IS BETTER EFFICIENT IN PARALLEL. BUT IT IS CROSS ABOVE 10 AMP(OUT OF MY CONTROLLER RANGE )? PLEASE GIVE ME PROPER GUIDANCE.
सर हमारे वहां लाइट नहीं है सोलर panel से चार्ज करनी पड़ती है battery utl solar thunder battery 200ah C20 गलती से ली है, ओर microtec pcu 1435/12v inverter लिया है, panel कैसे जोड़े सीरीज या parallel मे, 150watt 12v के तीन panel है plzz reply
sir upko thanx. ek qustion hai 1kva solar inverter me logvog 1000w ka panel lagta hai isme 375w karke 3 panel hum kis prokar lagaye series ya paralla. aur mppt solar inverer me jore to kaise lagaye. aur is me kitan watt load le sakte hai aur back up ka kitna time hote hai?
Sar hamare pas 105 wat ka do Solar panel. or 1k 200 watt ka Solar panel ha. sab 12 volt kaha. Orma mppt chirge kontholar use kar rahahu... Plase bataiya teeno panel Kaise connection karun plase reply dena sar?????
A.a Sir .......... Maen Ap Ka Channel Regular Dekhta Hoon. Mae Ne Do Teen Time Message Kya Tha. Magr Aap Ne Koe Response Nahen Dya. mere Paas Apolo Ka 750 Watt Ka Inverter Hae Aur Ags Ki 165 Amper Ki Battery Hae. Mere Rooms Maen (3 Fans+6 Led Philips 9 Watts) Lge Hoe Haen. Fans old model k haen. Maen Kitni Plates Adjust Kroon, Jis Se Mera Back Up The Best Ho. Aur Kitne Watt Ki Plate Ho. Mujhe Umeed Hae K App Mujhe Zaroor Reply Kren Ga. Thankssssssssssssssssssssss
thanku aap regular dekhe ho or sorry mai aapke question ka ans nhi de paya ab tak thora busy tha khud ke exam ke wajah se isi wajah se kuchh dino se video bhi upload nhi kar paya tha.
aap 1000watt ka solar panel lagao isse aapka battery bhi pura charge ho jayega raat ke liye or din me jab tak dhoop rahega tab tak aap apne sabhi load ko bhi directly solar se chala paoge.
सर मेरे घरमे 60 वॅट और 165 वॅट का अलग -अलग सोलर प्यानल है. 80 ah ब्याट्री है, 350 nxg luminous इनवेटर है, तो सर मई 60 वॅट और 160 वॅट का प्यानल एकी जगा जोड सकता हू क्या सर कुछ प्रॉब्लेम?
सर जी सीरीज कनेक्शन में जिस पैनल का करेंट सबसे कम होता है वही पूरे सिस्टम का करेंट आता है। तो क्या इसी तरह पेरलेल कनेक्शन में भी जिस पैनल का वोल्ट सब से कम होगा वही हमारे सिस्टम का वोल्टेज होगा। कृपया बताएं ठीक उसी तरह पैरलेल में भी वोल्टेज जिस पैनल का सबसे कम होगा वही पूरे सिस्टम का रहेगा।
Sar 2 panel 225 waat ki Hai24volt To vah to pahle Mein Lage Hain Ek panel 150 waat ka 12 volt Mein hai use Laga sakte hain Agar Laga sakte hain to use Kaise Lagaya parallel Mein yah series mein
sir thik se samajh nhi pa raha aapki baat , agar voltage ak jaisa hai dono panel ka or current alag hai to series mat karta nhi to current ka nuksan hoga ,
12W ka Solar panel hai aur 50W ka Solar panel hai donon ko kis me jode aur 3 battery hai 12 volt ka use teenon ko aapas mein kaise jode please help me sirij mein yah pare le mein please sar Bata dijiye
Sir please reply..mera new 2 solar panels liya hu so 1 .no.zunsolar 12 volt 50 watt 2.no.loomsolar 10watt 12 volt So mere sabalhe sir matlab 2 no.panel kese connection kare Series ya parrerals Or konse connect se watt narega but 12 volt same rehena chahiya Please reply Sir please
Bas ek chiz galat ho gaya bhai at 12:14 ki jis time pe dono panel ka current 5A hoga tab niche wala panel ka voltage 24 nahi balki jyada hoga ...to loss 10 W se kam aayega bhai
100+100ampr ki battery ko parallel connection Kare to ampere Padega....? Ya power ka loss hoga...... UPS ki sahayata se100.ampe ki be. .par 200watt load 5hor. Chalta hai.... . To do battery ka parallel connection karne per backup double mil payega........rip.
bahut Achcha video banate ho aap
Is video de mujhe achhi jankari hui
Appka pryas sarahniy hai
thanku so much ji
Sir thanku bahut achchi lagi video sir sir Pairlar me banao sir
good video
thanku sir
Very good
thanku ji
अलग अलग watt के panal को parallel मे conect करना सहि रहेगा आँप के हिसाब से। uttam khadgi from nepal.
Tq sir for given information last point effect of different panel adding
Successfuly clarify my doubt
Series connection to bahut accha laga. Aap ne bahut accha video banaya. Ek video agar Parallel me ho jate tab aur vi accha raheta.
Excellent informatiom
Good sir
thanku
Nice job
thanku
Thanks for information...n your video... good job
Very good info bhai...
Knowledgeable
Supar video sir..
thanku
Nice Job Good luck Bro
thanku
good education.pls share of parlel connecrion vedios.
Thanks you sir
Hame power losses honese
kimti jankari diya,
par sir ji panelko pararar canection ka bare main vi ek video banado please sir,
Very helpful video
sir ji mai pahle hi bana ke upload kar rakha hu aap inke ke jariya ys solar academy ke video me dekh sakte ho waha mil jayega aapko
ha sahi kaha aapne parallal ka bhi
@@SolarAcademy 20volt 160w+20volt 160watt ko series maine connect kar k 40v 375watt k panels k saath parrellel maine connect karne k baad kitne watt milega?
Best video
achhi jankari di aapne
good all the best
Thanks Sir
thanku
Nice 😊
Nice bro
thanku
Sir mere pass 4 pannel mono 340 watts k h or 3.5 kva livguard mppt hybrid pcu h ab 340 watt m mono pannel nhi mil rha h ab maine 325 watt k poly k 2 pannel voc k hisab se 2 mono k sath 1 poly pannel jod diya h is se mujhe kya nuksaan ho sakta h
Bahat correct information
Mere pass 170w ke 2 panel hay ek panel ke volt 20 hay amp 9 hay in dono ko serial may krta hon Tu 40 volt 9 amp hote hay keya may un serial ke sath ek 440w Ka panel jiss ke 40v or 9.5amp hay ko paralar may use Kar sakhta hon
ha aapko parallel me hi jorna chahiye power tb bhi utna hi rahega voltage 20 rahega or current 18A ho jayega
@@SolarAcademy sir current 40 rahege amp 18 jo gahe gay phale 2 plate ko combine krnay volt 40 ho jate hay or us combine wale ke sath 440w ko parallar lagahon ga tu power volt whohe 40 rahe gay.
superb
You have informed about problem. Please give solution for different volts & watts panels connection.
Thank for replying
Nice🙏🙏🙏Nice🙏 1) which is better option series or parallel that can increase battery life or mentain equal charging current 2) which is better 12,24,48 v battery?
Mare pas 2 batteries ha aur 20 bulbs sport nehin ker reh hain
Mujhe series mai connect karna ha ya parallel ma.
Solar panels ko Series k sath battery bhi series ma connect karna ha
Sir hamare pass 150ah ki C20 battery+1100va inverter hai us par 165 watt +165 watt +50 watt 12 volt ke 3 panal laga sakte hain
Gud
Sir ji 100 kv solar plant ko off grid lagane ke liye kitne cell or battery use honge kindly suggest
Sir mere pass 100w aur 165w ke 2panel h, 155ah battery ko charge karne ke liye parallel me jod sakta hu.
Pump controller Ki 250 -350vdc ha I mene 50volt ke 8 panal laga rakhe running moter per 300 volt rah jate kaya isme 50volt ka 1 panel Jod skate ya nahi
1 painal mere paas hai 100w ka aur doosra hai 150w ka iska connection painal mai kya hai to isse kya mpar lose ho ga kya
voltage alag alag hoga to voltage ka loss ho raha hoga. parallel me current jurta hai to contact ka loss to nhi hoga
Agar 325 watt 24volt 6panels and 300 watt 24 volt 6 panels jinke amps 8 and 9amper hai or unko do do panels ko serious karke 6 parellel connection bnate hai tab total kitne ampers produce honge sir please tell me.volt to chlo 48 volt produce hoga but ampers kitne milange is condition Mai please tell me sir in detail
aapke 48ampere milega 3 ampere ka nuksan hoga aapko
9*6=54 honge sir 6 Amperes ka nuksan hoga am i right or not?
👍
Sir mere pass 4 soler panal hai 70w 220w 330w 370w iski series kase banegi or kitni battery chiye or kitne kilowatt ka inwetar hona chiye
Sir muje mppr charge controller lagwana he to mere paas 100 watt ke 2 pannal he or saath hi 24 volt 350 watt ka muje pannal lagwana he ....to me 24 system lagake 12 volt battery par lagaana chahata hu kya muje mppt par bhi amp ka nuksaan hoga
mppt jo apna kaam karta hai vo to karega hi but different panel ke connection se jo power losses hota hai vo hoga hi , agar ak power ke panel ko laga sakte ho to sahi rahega
Ji sir to jaise ki mppt jo(100×2....12 volt panal ) 200 watt panal 24 volt banane par jo current 11 amp he or 24 volt 350 watt me 8.84 amp he to kya mppt 8.84 hi maximum use karega ....or volt ko boost karega ...
Sir. Mere pass 120wat ka penal + 110amp 12volt ki betarry he. Mujhe 250 watt load Lena h. 200 watt ka penal laga sakta hun. Koy nukshan to nahi hoga
Polo aur mono ko ak sat ma jod sata h ya nahi
GOODMORNING, I HAVE TWO SOLAR PANEL
1. 100 WATT, VOC- 22.866, ISC- 5.740
IM- 5.558 VM-19.163
2. 75 WATT, VOC- 22.960, ISC- 4.533
IM- 4.1789 VM- 18.88
And I HAVE
ONE LUMINOUS 10 AMP PWM, SOLAR SUPPORT WATTAGE 200W VOLTAGE SUPPORT 45 V. CONTROLLER .
ONE EXIDE 100 AMP NORMAL BATTERY.
AS PER YOUR TEACHING I THINK IT IS BETTER EFFICIENT IN PARALLEL.
BUT IT IS CROSS ABOVE 10 AMP(OUT OF MY CONTROLLER RANGE )? PLEASE GIVE ME PROPER GUIDANCE.
Sir can can I buy pass some ampere by lm2596 module to battery
सर हमारे वहां लाइट नहीं है सोलर panel से चार्ज करनी पड़ती है battery utl solar thunder battery 200ah C20 गलती से ली है, ओर microtec pcu 1435/12v inverter लिया है, panel कैसे जोड़े सीरीज या parallel मे, 150watt 12v के तीन panel है plzz reply
niceee
sir upko thanx. ek qustion hai 1kva solar inverter me logvog 1000w ka panel lagta hai isme 375w karke 3 panel hum kis prokar lagaye series ya paralla. aur mppt solar inverer me jore to kaise lagaye. aur is me kitan watt load le sakte hai aur back up ka kitna time hote hai?
ye jada ho jayega inverter jaldi kharab ho jayega 375 ka agar 3 panel lgate hai to 1225 watt ho jayega na to 1kva me nhi lg sakta hai
Kya do pannel 100 watt aur 165 watt ek sath Parrelel me jod sakte hain jab ampere badhana ho
ha bilkul, but voltage ka nuksan ho jaye ga agar dono panel ka voltage alag alag ho to
Agar difrent watt ke 2 pannle ha 12 volt ke hum 2 wire lagakar alag use kr skte ha
क्या 320व 300वॉट पैनल में भी वोल्टेज एम्पियर का नुकसान होगा???
Sir mere pass 165 +40 Watts panel hai kya ise jode sakate hai?? to kaise please bataye
Sir, me 3pannel 165w polycrystal ke sath 180w monocrystal lagasakta hu. Please reply sir
Sar hamare pas 105 wat ka do Solar panel. or 1k 200 watt ka Solar panel ha. sab 12 volt kaha. Orma mppt chirge kontholar use kar rahahu... Plase bataiya teeno panel Kaise connection karun plase reply dena sar?????
A.a Sir .......... Maen Ap Ka Channel Regular Dekhta Hoon.
Mae Ne Do Teen Time Message Kya Tha. Magr Aap Ne Koe Response Nahen Dya.
mere Paas Apolo Ka 750 Watt Ka Inverter Hae Aur Ags Ki 165 Amper Ki Battery Hae. Mere
Rooms Maen (3 Fans+6 Led Philips 9 Watts) Lge Hoe Haen. Fans old model k haen.
Maen Kitni Plates Adjust Kroon, Jis Se Mera Back Up The Best Ho. Aur Kitne Watt Ki Plate Ho.
Mujhe Umeed Hae K App Mujhe Zaroor Reply Kren Ga. Thankssssssssssssssssssssss
thanku aap regular dekhe ho or sorry mai aapke question ka ans nhi de paya ab tak thora busy tha khud ke exam ke wajah se isi wajah se kuchh dino se video bhi upload nhi kar paya tha.
aap 1000watt ka solar panel lagao isse aapka battery bhi pura charge ho jayega raat ke liye or din me jab tak dhoop rahega tab tak aap apne sabhi load ko bhi directly solar se chala paoge.
Mujhe volt 12 hi rakhkar ampere badhana hai to 100 aur 165 watt ke 12 volt panel jod sakte hain kya ampere badh jayega
Different Watts ke solar panel ke operating voltage 12 volt se ya maximum voltage se parallel karenge
Sir mono or poly ko peraral me jod kar water pump chala sakte hai please btaye
सर मेरे घरमे 60 वॅट और 165 वॅट का अलग -अलग सोलर प्यानल है. 80 ah ब्याट्री है, 350 nxg luminous इनवेटर है, तो सर मई 60 वॅट और 160 वॅट का प्यानल एकी जगा जोड सकता हू क्या सर कुछ प्रॉब्लेम?
Sir good my form bangla desh
Wire ke upar ek video banaen kitne kilowatt mein kitne mm ka wire lagana hai
सर🙏, 12v का 2 बैटरी को करंट देने के लिए 100w के 6 पैनल को कैसे जुड़े
sabhi ko parallel me jore
सर VFD के बारे में बताएं और हम परचेज कहॉ से कर सकते हैं
ok sir bilkul banauga ak video Variable frequency drive pe
24 v ke panel mein 12 v ke panel me jod sakte hain kya
nhi aap mt joro isse power ka nuksan hoga
120ah 24v ko agr 12v ka load chalaya to ye 240ah ka kam krega kya btay
Bhai agar difference panel perelal me jodenge to kya ampeyr par fark padega
Sir 40 ah battery pe kya kya chalega. Or 40 ah kaun si company lena chahiye price bataye
1 fan or 2 led 9watt light 5 hours tak chala sakte ho aap
parallel ya series connection se backup par koi efect parta hai kya
agar panel ya battery ak jaisa hai to koi nuksan nhi hota hai
Sir parallel connection me bhi keya amp loss hote hai
nhi tab nhi hoga but ha parallel karne ke liye dono panel ka voltage same hona chahiye
ha mujhe bhi janna hai
Dono pannel ka voltage agar alag ho tab bhi loss hoga
सर जी
सीरीज कनेक्शन में जिस पैनल का करेंट सबसे कम होता है वही पूरे सिस्टम का करेंट आता है।
तो क्या
इसी तरह पेरलेल कनेक्शन में भी जिस पैनल का वोल्ट सब से कम होगा
वही हमारे सिस्टम का वोल्टेज होगा।
कृपया बताएं
ठीक उसी तरह पैरलेल में भी वोल्टेज जिस पैनल का सबसे कम होगा
वही पूरे सिस्टम का रहेगा।
100+150watt solar panels ko parallel connection ka results kya hoga
150AH की बेट्री चार्ज करने के लिए 50-50watt के कितने सोलर पैनल लगा सकते है?
10 panel
Series ya parrel
multimeter ko kaun se range mein set last trick me
Bahut achcha tha jankari
samjha nhi aap kya bole
multimeter wala 2 video upload kiya hu jisme kaise use krna hai btaya hu
Sir do panel 24 volt ka alag alag amp ka aur use 24 volt inverter me parallel me jodne par amp loss hoga kya?
Aur sir ek panel 24 volt ka poly c.aur ek 24 volt ka mono crystalline dono ko parallel me jod sakte hain.
nhi parallel me jorne pe losses nhi hoga aap dono ko jor sakte ho
Sar 2 panel 225 waat ki Hai24volt To vah to pahle Mein Lage Hain Ek panel 150 waat ka 12 volt Mein hai use Laga sakte hain Agar Laga sakte hain to use Kaise Lagaya parallel Mein yah series mein
Ni ye seriz ka hai painal mai karne 12v hi mpyers badta hai do painal alag alag waat k hai mere paas is mai dono mpyars judega ki nhi
sir thik se samajh nhi pa raha aapki baat , agar voltage ak jaisa hai dono panel ka or current alag hai to series mat karta nhi to current ka nuksan hoga ,
different make and different capacity ka battery parallel me kaisa kam karea
Sir kya mai ek 150w ka solar panel or ek 180w ke solar panel dono ko parallel connect kar sakta hoon?????
Sir, namaskar, Agar peralal circuits me different pannel ko jode to kya result hota he
20w &40w panel ko parallel mein jodane par power mein kya effect padega
Sir kiya him charge controller may direct DC converter din may LA ga sacte hai
12W ka Solar panel hai aur 50W ka Solar panel hai donon ko kis me jode aur 3 battery hai 12 volt ka use teenon ko aapas mein kaise jode please help me sirij mein yah pare le mein please sar Bata dijiye
Sar agar ham different type ke panel parallel mein jo de to kya hoga
Bhaiya ek 325 v h aur ek 150 v ka ek sath kaise conect kaise kre
nhi isse power ka losses hoga
Mera solar penal aek 50 vot ka dusra penal 100 vot ka to me uska use kese karu mera hom inverter solar me karna chahta hu
aap kaise bhi jor lijiye nuksan to hoga hi but aap fir bhi use krna chahte hai to aap parallel me hi jore
@@SolarAcademy thank u
Sir please reply..mera new 2 solar panels liya hu so
1 .no.zunsolar 12 volt 50 watt
2.no.loomsolar 10watt 12 volt
So mere sabalhe sir matlab
2 no.panel kese connection kare
Series ya parrerals
Or konse connect se watt narega but 12 volt same rehena chahiya
Please reply Sir please
100 ah 12 volt x 2 no battery series me connect karnese total kitna watt power milega sir..
2400watt power milega
Ya to series connection Maloom Ho Gaya panel connection karne se kya hoga uska video banaaiye
ha ji ak video jada lambba ho gya to parallel isme add nhi kiya dusra video upload karuga parallel connection ka
Bas ek chiz galat ho gaya bhai at 12:14 ki jis time pe dono panel ka current 5A hoga tab niche wala panel ka voltage 24 nahi balki jyada hoga ...to loss 10 W se kam aayega bhai
6/4 L=6inch , w=4inch ka ak cell kitna current deta hai jara batana aap???
or ak baat 130watt ke panel me jab current 5.4A de rakha ho to voltage kaise hoga jara ye bhi bataye aap?
or aapne na thik se dekha or na suna hai ak bar fir se dekho or suno kya mai ye bola hu ki dono panel ka current 5ampere hai
or ha aapko to pata hi hoga Power= voltage × current hota hai to dono panle ke value ko rakh ke bhi dekhna aap
Series mein lagaane per current utna hi bahega kya jo lowest limit hoga sabhi panels mein?
Ya current kabhi badh sakta hai apne rated value se?
We have 3penals330watts each want to connecting in parelal
Hamko malum karna only for investors light glow.nobattery
Example 3v/1A and 7V/3A ko parallel me connect karege to voltage , current Kya hoga..?
Parralal me amp badjayega
2 penel 12v 24v ka sat atach hoga chhar
100+100ampr ki battery ko parallel connection Kare to ampere Padega....?
Ya power ka loss hoga......
UPS ki sahayata se100.ampe ki be. .par 200watt load 5hor. Chalta hai....
. To do battery ka parallel connection karne per backup double mil payega........rip.
ha ji parallel karne pe Ampere badhta hai to apke battery ka Ampere 200 ho jayega or isme koi loss nhi hoga.
ha ji bilkul mil jayega or aapna ak battery sahi power deta hai .
Tuballer bettery ki tra kam karegi....?
sir
supar
125w 4 panl uesig battry inverter top modal
75watt & 100watt 12volt panels in parelal
पैरेलल कनेक्शन
Bettery different ah Ka ho to
mere pass 100 wat ki tin plate hai Jo do plate Lagane se 12 volt ki battery charge Karta Hai Teesri plate Lagane se charging Nahin Hoti Hai
3 no solar pallel me ha
DoDifferent solar panel ko aapas Mein parallel Mein connection Karen to amp. Badega kya.....?
Ampere Power loss hoga.....rip
ha Ampere to jur jayega but agar voltage me fark hai to voltage ka nuksan hoga or voltage ka nuksan matlab power ka nuksan