Beta :) Faltu videos bana kar baccho ka precious time waste karne ka koi matlab nahin hai. aap channel pe check karo mai already NEET 2025 SYLLABUS related 2 baar video upload kar chuki hoon. or 1% SYLLABUS bhi change ni hua hai. Jo pehle bataya tha wahi aayega. Please aap bhi in sab chakkar me mat pado🥺 Bahut kam time bacha hai. Ache se padhai karo. Koi important ya new update hoga toh trust me mai share kardungi aap logo k sath ❤️❤️ Filhaal syllabus me koi changes nahin hai.
Thankyou so much diii 😂❤ aap bahut funny ho. Beech me funny cheezein bolte rehte ho. Keep going. Love your notes. complete ncert based hai😢 thankyou aap itni mehnat karte ho hamare liye. sach m bohat ache notes hai. Thanks. Ab Next chapter ka wait kr rhe hai😅🎉
Areeeee 😂❤️ Haanji complete NCERT hai. sab kuch cover hai notes me. Thankyou nahin bss ache se padhai karo😌 good luck my dear. or han ab next chapter aayega - Excretory Products and their elimination.
Dekho Arun : ) Board exams aur NEET dono ke liye preparation ek saath karna challenging ho sakta hai, lekin thodi planning aur discipline se aap dono exams ache se clear kar sakte ho.. Board Exams k liye Last 5 years ke board exam papers solve kariye, taaki pattern aur important topics ka idea mile... or same NEET k liye bhi..previous years ke papers aur mock tests solve kariye, taaki exam ke level aur time management ka practice ho sake... aisa toh hai nahin ki SYALLBUS alag hai ...wahi physics chemistry biology board me bhi aayega...wahi NEET me bhiii....toh ...bss padhai padhai padhai... practice practice practice...........ek single day bhi abhi waste mt krooo . Break le le k padhte rahoooooo.. Baaki positive raho or khud p Bharosa rakho ❤️❤️
Didi.. mere pass allen k notes h .jo app please unse ..aachi writing me notes bna kr yt pr video dal dijea ..taki mughe notes mil gye aur appko content mil jye ❤❤❤.....please reply fast
Allen ho ya koi bhi institute..woh matter nahin karta. Questions completely NCERT se aata hai or ye notes completely NCERT based hai .....aap padh k dekho saare questions honge fir aapse😌
@@neetflys...😝 Ye to click bat tha ...sare teacher reply nhi .krte....app ke notes aur effort ko salute....bas 2 request h.... App se series continue rakhna ... Aap eak schedule.post kr do.. Please ees chapter se phale walo k naye notes bna do. Jinka hum easily print niklva ske ...mere yaha ..1 page ke 2 rupey h print ...aur un pdf me ..pure 1 page pe eak choti se photo h please if u under stand......3rd.. is playlist jo app bna rhe ho ..ese koi batch ka naam de do .app ne ko circulation k notes bnaye h vo perfect h ...mujhe pta h app bohut time.effeort lga rhi ho❤❤❤
maine playlist bana diya hai check karo - ZOOLOGY SHORT NOTES. usme abhi tak. .3 chapters upload hogye hai. 1 - structural organisation in Animals 2 - Breathing and Exchange of Gases 3 - Body Fluids and Circulation Next aayega - Excretory Products and their elimination.
Haanji muze ache se yaad hai but thank - you soooooo much. unsubscribe nahin karne k liye.....❤️ actually us din mere phone ki display Tut gayi on hi nahin ho raha tha...uske baad Jab theek karwaya toh phone ekdam RESET ho chuka tha mera ....to videos photos sab delete hogyi thi 😭 ..baaki uske baad mai aap logo k liye..complete human physiology ki NCERT MARKINGS banane me busy thiii..🥺 toh isliye video reh gaya tha. I'm sorry for LATE 😞..but maine telegram pe BODY FLUIDS k tab tak dusre waale NOTES bhej diye the🥺
@neetflys didi koi baat nhi, hota hai , mai daily notification check krta tha aaya ki nhi body fluids ka short note , didi mere pass hai notes apne khud ke kota classroom, but mere ko only short notes chahiye, mai pagal nhi hu ki unsubscribe kr du channel ko
Aapne Jo Question pucha tha us comment pe hi toh reply kia hai maine 🥺 aapko kaise nahin show ho raha ? Bahut galat baat hai ye .....ruko fir se same comment yaha COPY PASTE kardeti hu ......
Ye reply kia tha maine aapko👇 Dekho 1.5 saal ka time ek golden opportunity hai agar aap ise wisely utilize karoge.. Ya toh online koi BATCH lo Ya toh offline koi institute join karlo. uske baad un teachers pe aakh band kar k bharosa karo or poora saal unhe poore imandari k sath FOLLOW karo ✅ Koi bhi dikkat aaye toh mere se pooch sakte ho mai yahi hoon😊 Ekdam BASIC Ekdam Zero se start Karo. Physics: Start with basic topics like Units & Measurements, Motion, Laws of Motion. Yeh foundation topics hain. Chemistry: Start with Mole Concept, Periodic Table, and Chemical Bonding. Yeh har cheez ka base banate hain. Biology: Start with Class 11 ke basic chapters like Cell, Biomolecules, and Diversity of Living Organisms. Aise kar k start Karo. Notes banao. NCERT ko bahut ache se padhna specially Biology , inorganic chemistry or organic chemistry me DIRECT QUESTIONS aate hai NCERT ki lines me se. Weekly MCQs Practice karna... matlab......Har week jo padha hai, uska 50-60 MCQs solve karo. Isse aapki concepts pe grip banegi. Baaki please doubt aaye to clear karte chalna... doubts pending mt rakhna... Pehle start Karo..baaki mai hu HELP karne k liye...😊❤️
Yrr didi aap itna dheere dheere padhoge to neet 2025 hi aa jayga to bio ka syllabus bhi khtm nahi ho payga 32 chp mein se apne sirf ab tak 5 6 hi chp karvae hai max to max chalo 10 chp laga lo humne apka channel isley subscribe kiya hai Taki aap humari help kro itna slow kese possible ho skta hai yrr
Bhai dekho jbtk concept nhi smjhoge naa tbtk nhi smjh mai aayega apko aur didi mehnat kr rhi h ham logo ke liye please support kro aise rost comments mt kro ..
Areeeeeeeeeee 🥺❤️ shant shant shant shant shant ho jao...aise darao mat muze.... abhi yaha pe BIOLOGY NOTES ki video aana ekdam se band isliye hogaya kyuki bahut saare bacche message or comment kar k bol rahe the ki - please physics chemistry k liye bhi kuch karo 🥺 isliye mai aap logo k liye PHYSICAL CHEMISTRY k complete 10 chapters k LATEST NEET 2025 k according NOTES banane me lagi thi yaaar. Jo ki finally aaj complete hogaye 😌 aaj FIRST CHAPTER post karungi - Some basic concepts of chemistry ⭐
Diii meri kya strategy honi chahiye ab se mere paas 5 month and 1 yr h kaise study kru jo next yr selection pakka ho jaye aap bata skti ho diii please😢😢😢
Dekho 1.5 saal ka time ek golden opportunity hai agar aap ise wisely utilize karoge.. Ya toh online koi BATCH lo Ya toh offline koi institute join karlo. uske baad un teachers pe aakh band kar k bharosa karo or poora saal unhe poore imandari k sath FOLLOW karo ✅ Koi bhi dikkat aaye toh mere se pooch sakte ho mai yahi hoon😊 Ekdam BASIC Ekdam Zero se start Karo. Physics: Start with basic topics like Units & Measurements, Motion, Laws of Motion. Yeh foundation topics hain. Chemistry: Start with Mole Concept, Periodic Table, and Chemical Bonding. Yeh har cheez ka base banate hain. Biology: Start with Class 11 ke basic chapters like Cell, Biomolecules, and Diversity of Living Organisms. Aise kar k start Karo. Notes banao. NCERT ko bahut ache se padhna specially Biology , inorganic chemistry or organic chemistry me DIRECT QUESTIONS aate hai NCERT ki lines me se. Weekly MCQs Practice karna... matlab......Har week jo padha hai, uska 50-60 MCQs solve karo. Isse aapki concepts pe grip banegi. Baaki please doubt aaye to clear karte chalna... doubts pending mt rakhna... Pehle start Karo..baaki mai hu HELP karne k liye...😊❤️
Mam plz upload all short notes fast.its really helpful for us
Salute for your hard work mam❤
Thank you ❤️. I’m working on it.
Thank you so much dii❤❤😊
Didi ap short notes kaha se bnate ho ??
Didi ab video nhi aa rahi kyu ?😢😢
Love from Assam didi ❤
Lots of love to you too ❤️
Plz continue this
RBC touching video😌
(Tq di❤)
RBC touching comment 😌
( Ty ni chahiye....bss ache se padho or dream medical College jane k baad mithai khilao ❤️ )
@@neetflys 😍
Didi iska pdf nhi mil raha hai sirf video mil raha hai pdf kaha mile gaa didi
Telegram pe mil jayega PDF.
Telegram ka link description me hai.
Bahut sara dhanyawad aapka❤@@neetflys
Hm telegram nhi chlate link hi dedo Didi ji
Telegram pe PDF send kardiya hai maine...
Pdf kaha sa la didi
Dii u think prachand batch is enough kyuki mai 0 level pe hu
YES.
Lekin discipline consistency se karna padega.
❤❤❤
❤️❤️❤️
Series ko continue kar do December tak 11th full complete
Haanji ye series ekdam continue rahegiii ✅ next aayega - Excretory Products and their elimination.
Mam app,nta neet 2025 ka syllabus per video banaaiye
Beta :)
Faltu videos bana kar baccho ka precious time waste karne ka koi matlab nahin hai.
aap channel pe check karo mai already NEET 2025 SYLLABUS related 2 baar video upload kar chuki hoon.
or 1% SYLLABUS bhi change ni hua hai. Jo pehle bataya tha wahi aayega.
Please aap bhi in sab chakkar me mat pado🥺
Bahut kam time bacha hai.
Ache se padhai karo.
Koi important ya new update hoga toh trust me mai share kardungi aap logo k sath ❤️❤️
Filhaal syllabus me koi changes nahin hai.
Thanks🙏🙏 mam for your support@@neetflys
Mam kya ham biomenters ke biology old video se neet 2025 le liye used kar sakte hai pls 🙏 reply , .@@neetflys
Plse reply maam i very confused, 🙏🙏
Please reply mam i am very confused 🙏🙏🤝
Anatomy short notes please upload
Didu mere pass pw k module or MTG h to mujhe pyq kitne years k solve kru or pw se hi buy kr skte h book hindi medium se 😢
Module me se QUESTIONS karlo.
DPP solve Kiya Karo daily.
or previous year karlo
2018 se 2024 tak
Thankyou so much diii 😂❤ aap bahut funny ho. Beech me funny cheezein bolte rehte ho. Keep going. Love your notes. complete ncert based hai😢 thankyou aap itni mehnat karte ho hamare liye. sach m bohat ache notes hai. Thanks. Ab Next chapter ka wait kr rhe hai😅🎉
Areeeee 😂❤️
Haanji complete NCERT hai.
sab kuch cover hai notes me.
Thankyou nahin bss ache se padhai karo😌 good luck my dear.
or han ab next chapter aayega - Excretory Products and their elimination.
Love you akansha dii ❤️@@neetflys
❤️
Plz 12 ka ecosystem or evolution ka bhi dedo
Haanji kardungi.
@@neetflys ok thanks didu🤗
Mam telegram band hai kya
Nahin ....kyun kya hua?
Open nahin ho raha ?
@@neetflysm aap se bohut bohut gussa hu😤😡
Mujhe question practice book bata do koi please jo best ho
Boi ki
Please reply
Already video dala hua hai maine channel pe .ki konse subject k liye konsa BOOK padhna hai NEET 2025 k liye.
Diii mere ko es sal board ki aur Neet dono ka exam dena hai kuch tip ho to batana plz❤
Dekho Arun : )
Board exams aur NEET dono ke liye preparation ek saath karna challenging ho sakta hai, lekin thodi planning aur discipline se aap dono exams ache se clear kar sakte ho..
Board Exams k liye Last 5 years ke board exam papers solve kariye, taaki pattern aur important topics ka idea mile...
or same NEET k liye bhi..previous years ke papers aur mock tests solve kariye, taaki exam ke level aur time management ka practice ho sake...
aisa toh hai nahin ki SYALLBUS alag hai ...wahi physics chemistry biology board me bhi aayega...wahi NEET me bhiii....toh ...bss padhai padhai padhai... practice practice practice...........ek single day bhi abhi waste mt krooo .
Break le le k padhte rahoooooo..
Baaki positive raho or khud p Bharosa rakho ❤️❤️
@neetflys ok diii thankyou
Waiting for Excretory product and their elimination ❤️
SOON ❤️
Didi.. mere pass allen k notes h
.jo app please unse ..aachi writing me notes bna kr yt pr video dal dijea ..taki mughe notes mil gye aur appko content mil jye ❤❤❤.....please reply fast
Allen ho ya koi bhi institute..woh matter nahin karta. Questions completely NCERT se aata hai or ye notes completely NCERT based hai .....aap padh k dekho saare questions honge fir aapse😌
@@neetflys...😝 Ye to click bat tha ...sare teacher reply nhi .krte....app ke notes aur effort ko salute....bas 2 request h....
App se series continue rakhna ...
Aap eak schedule.post kr do..
Please ees chapter se phale walo k naye notes bna do. Jinka hum easily print niklva ske ...mere yaha ..1 page ke 2 rupey h print ...aur un pdf me ..pure 1 page pe eak choti se photo h please if u under stand......3rd.. is playlist jo app bna rhe ho ..ese koi batch ka naam de do
.app ne ko circulation k notes bnaye h vo perfect h ...mujhe pta h app bohut time.effeort lga rhi ho❤❤❤
maine playlist bana diya hai check karo - ZOOLOGY SHORT NOTES.
usme abhi tak. .3 chapters upload hogye hai.
1 - structural organisation in Animals
2 - Breathing and Exchange of Gases
3 - Body Fluids and Circulation
Next aayega - Excretory Products and their elimination.
@@neetflysdidi it's an humble request..11th walla portion december end tak eese quality se kr va dena zoo plus botany ❤❤❤
Haanji I'll try paka paka paka.. zoology + Botany more than 50% karane ka .
Aap kich din pahele insta pe live aayi thi , boli thi ki agar aaj body fluid ka short note nhi bheja to unsubscribe kr dena 😆😅🌝
Haanji muze ache se yaad hai but thank - you soooooo much. unsubscribe nahin karne k liye.....❤️ actually us din mere phone ki display Tut gayi on hi nahin ho raha tha...uske baad Jab theek karwaya toh phone ekdam RESET ho chuka tha mera ....to videos photos sab delete hogyi thi 😭 ..baaki uske baad mai aap logo k liye..complete human physiology ki NCERT MARKINGS banane me busy thiii..🥺 toh isliye video reh gaya tha.
I'm sorry for LATE 😞..but maine telegram pe BODY FLUIDS k tab tak dusre waale NOTES bhej diye the🥺
@neetflys didi koi baat nhi, hota hai , mai daily notification check krta tha aaya ki nhi body fluids ka short note , didi mere pass hai notes apne khud ke kota classroom, but mere ko only short notes chahiye, mai pagal nhi hu ki unsubscribe kr du channel ko
Didi itne itne din gyb ho jati ho ki dhundhna pdta hai
Btw thanks for the notess🫶🏻
maafi chaahti hoon gayab hone k liye..🥺❤️
@neetflys App pr bhi notes upload krdo didi🥹🤌🏻
Ye sab notes ka PDF mai telegram pe send kar toh Rahi hoon🥺
@@neetflys Haan didi vaha to hai pr app pr q nhi? Telegram pr kuch doubt groups hai distraction hota😂
app wale app me kuch features update kar rahe hai - Jaise ki - previous Years Questions , flowchart etc etc. ..toh isliye tab tak telegram peeeee.🙂
Diiii reply chahiye tha ylll 🤧😥😥😥 batao kuch
Reply kar toh diya maine 🥺
@neetflys kaha kiya h mujhe dikh nhi raha 🤧🤧🤧
Aapne Jo Question pucha tha us comment pe hi toh reply kia hai maine 🥺 aapko kaise nahin show ho raha ? Bahut galat baat hai ye .....ruko fir se same comment yaha COPY PASTE kardeti hu ......
Ye reply kia tha maine aapko👇
Dekho 1.5 saal ka time ek golden opportunity hai agar aap ise wisely utilize karoge..
Ya toh online koi BATCH lo
Ya toh offline koi institute join karlo.
uske baad un teachers pe aakh band kar k bharosa karo or poora saal unhe poore imandari k sath FOLLOW karo ✅
Koi bhi dikkat aaye toh mere se pooch sakte ho mai yahi hoon😊
Ekdam BASIC Ekdam Zero se start Karo.
Physics: Start with basic topics like Units & Measurements, Motion, Laws of Motion. Yeh foundation topics hain.
Chemistry: Start with Mole Concept, Periodic Table, and Chemical Bonding. Yeh har cheez ka base banate hain.
Biology: Start with Class 11 ke basic chapters like Cell, Biomolecules, and Diversity of Living Organisms.
Aise kar k start Karo.
Notes banao.
NCERT ko bahut ache se padhna specially Biology , inorganic chemistry or organic chemistry me DIRECT QUESTIONS aate hai NCERT ki lines me se.
Weekly MCQs Practice karna... matlab......Har week jo padha hai, uska 50-60 MCQs solve karo. Isse aapki concepts pe grip banegi.
Baaki please doubt aaye to clear karte chalna... doubts pending mt rakhna...
Pehle start Karo..baaki mai hu HELP karne k liye...😊❤️
@@neetflys diii sachi m show nhi hua 😭😭😭 trust meee didu I am very innocent baccha 🥺🥺😁
Yrr didi aap itna dheere dheere padhoge to neet 2025 hi aa jayga to bio ka syllabus bhi khtm nahi ho payga 32 chp mein se apne sirf ab tak 5 6 hi chp karvae hai max to max chalo 10 chp laga lo humne apka channel isley subscribe kiya hai Taki aap humari help kro itna slow kese possible ho skta hai yrr
Bhai dekho jbtk concept nhi smjhoge naa tbtk nhi smjh mai aayega apko aur didi mehnat kr rhi h ham logo ke liye please support kro aise rost comments mt kro ..
@pRiNcItIwAri-s6l concept clear hi to hai bus notes chahiye to jaldi karo 32 chp kaha se hoga bhai 4 mahine mein subscribe to kar rakha hai channel
@@Radhatiwari-n4v or roast ki baat kaha se aa gai subscriber hu mein puchungi mein faltu ka to subscribe kiya nahi hai meine idhr pe
Areeeeeeeeeee 🥺❤️ shant shant shant shant shant ho jao...aise darao mat muze....
abhi yaha pe BIOLOGY NOTES ki video aana ekdam se band isliye hogaya kyuki bahut saare bacche message or comment kar k bol rahe the ki - please physics chemistry k liye bhi kuch karo 🥺 isliye mai aap logo k liye PHYSICAL CHEMISTRY k complete 10 chapters k LATEST NEET 2025 k according NOTES banane me lagi thi yaaar.
Jo ki finally aaj complete hogaye 😌
aaj FIRST CHAPTER post karungi - Some basic concepts of chemistry ⭐
@@neetflys Hann bus thoda Jada focus bio pe bhi krnaa
Short notes bhej do
Hlo
Hello
Diii meri kya strategy honi chahiye ab se mere paas 5 month and 1 yr h kaise study kru jo next yr selection pakka ho jaye aap bata skti ho diii please😢😢😢
Dekho 1.5 saal ka time ek golden opportunity hai agar aap ise wisely utilize karoge..
Ya toh online koi BATCH lo
Ya toh offline koi institute join karlo.
uske baad un teachers pe aakh band kar k bharosa karo or poora saal unhe poore imandari k sath FOLLOW karo ✅
Koi bhi dikkat aaye toh mere se pooch sakte ho mai yahi hoon😊
Ekdam BASIC Ekdam Zero se start Karo.
Physics: Start with basic topics like Units & Measurements, Motion, Laws of Motion. Yeh foundation topics hain.
Chemistry: Start with Mole Concept, Periodic Table, and Chemical Bonding. Yeh har cheez ka base banate hain.
Biology: Start with Class 11 ke basic chapters like Cell, Biomolecules, and Diversity of Living Organisms.
Aise kar k start Karo.
Notes banao.
NCERT ko bahut ache se padhna specially Biology , inorganic chemistry or organic chemistry me DIRECT QUESTIONS aate hai NCERT ki lines me se.
Weekly MCQs Practice karna... matlab......Har week jo padha hai, uska 50-60 MCQs solve karo. Isse aapki concepts pe grip banegi.
Baaki please doubt aaye to clear karte chalna... doubts pending mt rakhna...
Pehle start Karo..baaki mai hu HELP karne k liye...😊❤️
@@neetflysgood strategy diii😅❤ thanks 🙏
❤❤
🔥❤️