Hello Sir, kabhi kabhi aisa kyu hota hai ki express train ko loop se nikalna padta hai (kyuki main line me goods khadi hoti hai) jiske wajeh se uski speed kam ho jaati hai, par agar aapko pata hota hai ki mail express train aane wali hai to goods ko pehle hi kyu nahi loop line pe liya jaata hai goods train ko?
Mail /Exp via loop nikalne ki alag alag Reasons hain kabhi kabhi jis station per high level ka platform ho and main line me platform nahin ho to wahan jab bhi goods train rakhte hain to wahan main line me hi rakhte hain (ex DBR/SRJ/BRG/BDL up) kyonki agar us station per goods loop le liye to wahan goods long hours (crew gd ki duty jyada ) ho gayi ya kisi Karan goods chal nahin payi to wahan rukne bali train bina platform ke kaise jayegi next station ka loop bhi band rahta hai to mn line hi rakh lete hain taki goods se Mail/ Exp jyada TOS na ho kabhi kisi station ki loop line ka CSR chhota ho and load long (59 BOXN +multi power )ho and aage ka loop bhi band ho us conditions me bhi goods train main line me rakhte hain Jaise JEP up mn line me long goods tabhi khadi karte hain jab uske next station NPBR ka Loop bhi pahle se band ho to JEP main line me me rakh kar nikal dete hain goods se jyada TOS se achha hai looping kar dete hain 3-5 minute ka detention hi hota hai
RRB NTPC graduate Level 2012 pahle Traffic Apprentice post Post aati thi Ab ye post 2015 Ke bad band ho gayi ab section controller ki bharti departmental exam hoti hai jisme station master ,trains clerk ,Train manager se liya jata hai
Nahin colour se related koi vishesh work nahin hota hai lekin agar section controller me posting hoti hai to aapko control chart se hi train ki planning karni hogi jisme graph me alag alag train ke liye alag colour code hota hai mail exp ke liye Red-rajdhani ,satabdi ,duranto;garib rath ke liye Pink ,goods tarin ke liye green passengers train ke liye blue etc
@@JEET_KEE_JEED_KARO Traffic me control me pahli posting section controller me hoti hai jo board per duty karte hain uske bad chief controller me promotional hota hai lekin yahan Traffic me bahut sare work hote hain jiske liye alag alag Seat hota hai jaise Dy punctuality ,Dy operation goods ,Dy punctuality detention (mail exp),Dy 10 Hrs crew gd ka path lagana ,Caution control ,Etc bahut sare work hote hain
Han puri planning hum hi log karte hai or sm ko btate hain section controller apne section ke 20 se 25 station me chal rahi train ki controlling karta hai Koi abnormality sm agar report karta hai to action lena sambandhit departmental ke control ko suchit karna section controller hi karta hai section me ko Traffic block power block ka permission bhi apne chief se planning bana ka allow krta hai
automatic block section me generaly jitna bada section hota hai utni tain ja sakti do station ke bich jitna auto signal hote hai kam se kam utni tain us section me ja sakti hai hamare yahan BEP- MJA auto station ke bich 5 train tak chali jati hai jaise jaise section clear hote jata train aage jati rahti hai
Ram Ram sir ji me ncr prayagraj division me pro office me contract basis per vedio aur photograpy karta hu basically we are from railway media sir aap se yek request h me aap se milna chahta hu aur yek baar prayagraj control ki puri working देखना चाहता हूं ❤
❤❤❤❤
Sir control ka number provide kar dijiye overcharging ke related complaint ke liye

Good night
Good evening
RRB prayagraj mai ❤
NCR NR hai
NR mai kaha posting hogi ALP valo ko
My home NER RRB
Alp ki vecancy bhut kam hai
One video ❤
Pranam 🙏 sir congratulations sir you are the part of Indian railways family main prayagraj daraganj se hun aap se mulakat kab hogi
RRB allahabad NCR ke PRYJ ,JHS,AGC and NR ke Lucknow division ki vacancy ko bharti hai
@@dyadavvlog1341 thanks sir 🙏
Vipin Loco pilot
Ye kon se exam se gaye
RRB NTPC graduate Level 2012 pahle Traffic Apprentice post Post aati thi Ab ye post 2015 Ke bad band ho gayi ab section controller ki bharti departmental exam hoti hai jisme station master ,trains clerk ,Train manager se liya jata hai
Section controller ka Exam h sir Bhusawal me 24 ko Mera bhi h taiyari ke liye kuchh bata dijiye
Sir controler me Colour se related koi work hota hai kya.
Colour vision jisko hai o ye kar sakta hai ya dikkat hoti hai
Nahin colour se related koi vishesh work nahin hota hai lekin agar section controller me posting hoti hai to aapko control chart se hi train ki planning karni hogi jisme graph me alag alag train ke liye alag colour code hota hai mail exp ke liye Red-rajdhani ,satabdi ,duranto;garib rath ke liye Pink ,goods tarin ke liye green passengers train ke liye blue etc
section controller ka medical standard C1 hota hai
@@dyadavvlog1341 sir controler kitne parkar ke hote hai
Sir section controler agar koi colour vision wala hai to usko koi working me problem hoga kya
@@JEET_KEE_JEED_KARO Traffic me control me pahli posting section controller me hoti hai jo board per duty karte hain uske bad chief controller me promotional hota hai lekin yahan Traffic me bahut sare work hote hain jiske liye alag alag Seat hota hai jaise Dy punctuality ,Dy operation goods ,Dy punctuality detention (mail exp),Dy 10 Hrs crew gd ka path lagana ,Caution control ,Etc bahut sare work hote hain
Sir namste yaha par hamare Bhai ji bhi rahte hai kya. Dharmendra Kumar ji
Han
Bhai log ap hi SM ko batate ho kon train loop par dalna hai kon Jane Dena hai ?
Han puri planning hum hi log karte hai or sm ko btate hain section controller apne section ke 20 se 25 station me chal rahi train ki controlling karta hai Koi abnormality sm agar report karta hai to action lena sambandhit departmental ke control ko suchit karna section controller hi karta hai section me ko Traffic block power block ka permission bhi apne chief se planning bana ka allow krta hai
@@dyadavvlog1341 श्री मान एक सेक्शन में अधिकतम कितनी ट्रेने चल सकती है ?
automatic block section me generaly jitna bada section hota hai utni tain ja sakti do station ke bich jitna auto signal hote hai kam se kam utni tain us section me ja sakti hai hamare yahan BEP- MJA auto station ke bich 5 train tak chali jati hai jaise jaise section clear hote jata train aage jati rahti hai
@@dyadavvlog1341 Bina Katni section Automatic hai kya ???
@@dyadavvlog1341 sir Automatic section me kitne kitne dure par signal hote hai ya fir Normal section ke jitne hi hote hai ??
SIR, I WORK AS TNC PUNCTUALITY AND GOODS TNC IN NED DIV / SCR , GREAT INFORMATION BY YOU SIR,
Nice 👍
Ram Ram sir ji me ncr prayagraj division me pro office me contract basis per vedio aur photograpy karta hu basically we are from railway media sir aap se yek request h me aap se milna chahta hu aur yek baar prayagraj control ki puri working देखना चाहता हूं ❤
Kb aana h
Bahut jyada gari hai section me
Bahut hi busy route hai DFCC chalu hone se ab goods train GZB bound ki jyada tar DFCC se hi jati hai