Assalamo alaikum sir ap Motivation hain humray leay Real Work share kartay hain Dead Laptop Battery &Plugged in not Charging problam Reparing ki videos banaye Thanks for informative Video Stay Blessed
Aoa sir ap ne tafseel k sath samjaya thanks Chota sawal he k solar system pe ampaire aur volt me zyada zaroori Kia he jese k hum ne 3 solar panels lgae 150 watt k hum agar series me Karen to Thek he ya perallal me
Battery ki power ka 10% ho changing current means 165 AH ki 2 battry hay to parallel connection mn 16+16= 36 Ampire ho minimum baqi jab battery full hoti jati hay current kam lany lagti hay
Masha Allah bro bht achi video he ...Azeem Bhai meri ak problem to solve Kar de mere pas 4 solar panel he 170w k aur old ups he Kya me ups ki charging aur solar k wire ak Sat connection Kar sakta ho 3oA ka charge control he ups me wapda see bhi charging hoti he par me 24h salor par chalana chata ho 210 A ki battery he
Aoa... Sir nice video... Ye bata dain.. k 200 watt ki 4 plates hain.. in k Sath 1 Mppt charge controller...n 1 pmw charge controller .... Dono 1 satu laga skty hain...???plz reply
agr hum battery saath na lageen tu phir bi load wali wire par koi cheez i mean koi motor chala saktay haan or iis ko use karnay ke leay battery saath laga zaroori haa
You said that the 150 or 300 watt produce about 7 amp of current then what is the advantage of buying an expensive 300 watt panel instead of 150 watt panel?
Bhai 12v chargar se battry bhi charg hoti rhy or agy ups bhi laga ho sara din 220v lod istamal kia ja sakta he or bill kam aay ga.jawab zarur den thanks 🌷🌷
Bhai kya is cahrg controller ke sath hum 330wat ke 6Panels luga skte he wo penals 48volt bnarhe he to hum is ke oper 4betrya hi lugaege ya 2betrya 24volt pe kr skte he jub ke ap ke solar panels 48volt de rhe he is pe rhnmaei krw
Bhai maine 505watt k 2panel paralel lagae hain 60amp pwm charge controler k sath 12v single batry pe.aur sada ups se use kar rha hn k wo mje backup dae.kia mri batry ya ups us se khrab to nai ho ga.plz ans me
A A bhi me ne yeh sc4850 online mangwaia hai bhi kindly is ki setting bata dain kia is ki full charging or discharging volt ko kis tarha menually set kr saktay hain
Sallam sir Mere pas 335 wali 3 solar pilets hen un me kon sa controlar lena chahye Or jis port me betri ke cable lagte he us me 1 se ziyada betries ke cable laga ke aik sath 1 se ziyada betries charge kar sakte hen
Mere pas 1 plate hai 165 aur betry 100w ki hai mai din ko betry plate se direct charge krta hun aur rat ko solar fan on krta hun kia aisa krna sahi hai is mein agr mazeed koi chez add krni hai tu wo bta den,?
Bhai jaan Mary pass 100+130 A ki battery lagi hoi hain total plates 4 hain 2 plates attach hain Kaya main in 2 battery per 4 plates attach ker sakta hown orr Mary Pwm 60 A per falt lekha aa raha hay woo OK ka option kasy aay gha iss per video bana dain Lot of thanks
Asllamu aliqum enginiyr aZieem Bhai umeid he AP kheriyat see hinge markit me cm3o24z charger nhi he AP ke yanha ho to dilwa de ge onlain ke zerye mehrbani
Ustad ek question hain mera. Jaise apne bataya k kuch charge controller 24 se 48 voltage tak bi support karte hein. Agur hum series-wise connection karke 24 voltage bana b lenge charge controller support b karlega lakn jab ye voltage aage jaenge load ki taraf to kiya humhara dc 12 voltage se chalne wala fan ya lights jo b load h dc ka wo kharab nahain hojaiga ? Phor dc charge controller ka kiya faida jo 24 voltage support kare ya 48?
Ye black wali controler per video bnao sir iski charging control nhi hota chahy battry 100% kyu na ho ye phir b charging daita hain.hum kaisy control kry
Please keya ap bata saktay ho k kis inverter ko kitna ao kasay solar pannal laga saktay ho or agar koi formula hai tu b ap bata day k kasay hum apna solar pannal laga saktay hai shukriya.....
Bhai bht simple he kisi bhi inverter ki deta sheet read kare aur us k hisab se connection kare solar panel k example apka inverter agar 40 v se start hota he to ap 2 ki series bane
Azeem Bhai , INVEREX INV-MONO 180 Watts Single Plate K Liye Konsa Controller Best ha aur Price ? Main ne Sirf DC Cooler Lagana ha aur Wifi Router is k liye Konsi aur kitny Ampair Ki Battery Best ha ? Plz Lazmi Reply Karennn...
Azeem bahi 360 wat ka system hi ups k through 220 volt use kar raha ho subha 8 se sham 5 bajy tak free use batry 155ah ke hi 2 maha howy le hi...ab main bckup barhana chata ho take raat b free ho...is k leye main kia kar..pls baty
Great work bohat time bad reparing pay video banai keep makeing reparing videos azeem bhai you are amazing
Thanks bro Allah or kamyab atta frmy ameen
Ameen
Assalamo alaikum sir ap Motivation hain humray leay Real Work share kartay hain Dead Laptop Battery &Plugged in not Charging problam Reparing ki videos banaye Thanks for informative Video Stay Blessed
Love you Azeem Bhai 💕
ما شاء اللہ
bhot Zabardast
Great work azeem bhai
Bohat kuch sikhne ko mila hai 👍
Bhai bhot achy sy samjha h ap ny❤❤❤❤
580 ya 585 watt k solar panel k sat kn sa contoller lagy ga ya bta dyn plzz vedio bna dyn 1 @Mr.engeenior
MPPT lgay
New video upload ki hay aaj wo daikh ly. Wo best hay
Bhai me ny 50.le.liya to ab wo Laga sakte Hain ya nahi@@Mrengineer1
Aoa sir ap ne tafseel k sath samjaya thanks Chota sawal he k solar system pe ampaire aur volt me zyada zaroori Kia he jese k hum ne 3 solar panels lgae 150 watt k hum agar series me Karen to Thek he ya perallal me
Excellent, very informative in full detail
Very very very informative vedioe
Azeem mehmood bhai 10 ya zyada solar plats kai dc ko UPS kai circuit or modeol kai zaria Ac main convert kernai ka tarikai per koi video banain
Ok
اگر پیررل میں دو بیٹریاں لگانی ہوں تو چارجنگ کتنے امپئیر پر سیٹینگ کرنی چاہیئے
Same question
14.5
Battery ki power ka 10% ho changing current means 165 AH ki 2 battry hay to parallel connection mn 16+16= 36 Ampire ho minimum baqi jab battery full hoti jati hay current kam lany lagti hay
Dost apna double batery ispa lgai hai???
575 watt ka panel b LG skta ha pwm k sth
Goooodaaa
Mgr ye nhen btaya k out put ktty volts hon gy
Bro ye output ma mix's power deta h. Battery or solar ki agher load zadha ho jaye some time?
50 ampere 12 volt
MPPT Next video is per Banaya sir.
Sir kantarol py serf 12 volt hy us be 24 deye ja skty hn 03477861488 rbta kro plz
Assalamu alaikum Azeem bhai 50 amper controller k sath 450ya550wate palette chal sakte hin
Azeem Bhai 50 amp homaxe ki settings or reading janne per video zaroor banaen jis tarha 30 amp waley ki banai hy shukria
Bhai 12 volt Room Heater Pe Aik video Banye Agr Apke Pass Hai To Maine Buy Bhi Krna Hai
2 plate or 2batteries ka system btaye Kesy ab kxh krna hai kn c tar lgaye or something
ماشااللہ کیا بات ہے
Bhai Please Make Video On Battery Charging Volts Or amperes
جزاک اللہ
غلام محمد بلوچ بصرہ، عراق۔
Masha Allah bro bht achi video he ...Azeem Bhai meri ak problem to solve Kar de mere pas 4 solar panel he 170w k aur old ups he Kya me ups ki charging aur solar k wire ak Sat connection Kar sakta ho 3oA ka charge control he ups me wapda see bhi charging hoti he par me 24h salor par chalana chata ho 210 A ki battery he
muhammad junaid Deswali
din men sollar aor raat ko wapda se charge karo agar zaroorat ho charging ki . .
Very nice video.meray pass 180watts k 6 panels hain.essa koee inverter avaliable hay jo fridge chaladay 24hours innn plates say?????
Aoa... Sir nice video... Ye bata dain.. k 200 watt ki 4 plates hain.. in k Sath 1 Mppt charge controller...n 1 pmw charge controller .... Dono 1 satu laga skty hain...???plz reply
Very good information
agr hum battery saath na lageen tu phir bi load wali wire par koi cheez i mean koi motor chala saktay haan or iis ko use karnay ke leay battery saath laga zaroori haa
You said that the 150 or 300 watt produce about 7 amp of current then what is the advantage of buying an expensive 300 watt panel instead of 150 watt panel?
Same question ⁉️
150 زیادہ سے زیادہ 4 ایمپئر دیتا ہے
Ye ghlt ki hy is ny.150 watt 7 8 amp deta hy.350 15 amp tk deta hy
Absun ka 50 amp MPPT controller last hy is par b ek video banao
masha Allah bahi
ماشااللہ
Bhi g 550 watt plat par pwm charge controller Laga saktey ya ac DC fain derrct Chala saktey hy
Zabardast
Excellent information
Good..job.bhai..thanks????
Thanks for information 😊😊
Bht ache information
Thanks bohut acha
Bhai 12v chargar se battry bhi charg hoti rhy or agy ups bhi laga ho sara din 220v lod istamal kia ja sakta he or bill kam aay ga.jawab zarur den thanks 🌷🌷
A j sahab app na bohat acha charg controller samjha ya 50 am ka lakin sating nh batae?
Sir is pr 555 wat ki panel paralil ma lgana ha ya serires ma 3 panel ko
nice video janab
Sim Tek mppt charge controller PR video banain detail and fresh price.
Ok 😊
Pc suply se achha battery charger banane per video banae
Es black walay pe 335 watts walay kitnay panels lagay gay and cable kitnay MM wali use karain ? And Kitni battery lagani ho gi
Good brother
Sir jo solar se apm ate hain in ko b setting se kam yah zyda ker sakte hain yah charge controler khud hi kerta ha
Bhai hum apnay devices ko directly controller kay load k sath connect karain ya battery k sath?
Pwm pr 360 watt ka panel lga skty hein jisky voltage high hoty hein 44volt wala
Azeem bhiii Yarr aghr ham 48v walapanal lgay to 12volt ki battery charge ho gi plzzzz ansr
Bhai kya is cahrg controller ke sath hum 330wat ke 6Panels luga skte he wo penals 48volt bnarhe he to hum is ke oper 4betrya hi lugaege ya 2betrya 24volt pe kr skte he jub ke ap ke solar panels 48volt de rhe he is pe rhnmaei krw
Kya hum CM30 controller pa 450 watt k 2 panels parrell ma lga sakty han 12 volt battery k sath.
Bhai maine 505watt k 2panel paralel lagae hain 60amp pwm charge controler k sath 12v single batry pe.aur sada ups se use kar rha hn k wo mje backup dae.kia mri batry ya ups us se khrab to nai ho ga.plz ans me
Azeem bhai mere pas 445 watt ki solar plate ha or 170 amp ki bettry ha is k liye kn sa charge controllar lagna ha
Azeem bhai,,, please ye bata dain k mein 12v DC TO 230vAC inverter iske load terminals per use ker sakta hn?
Keep it up 👍
Ampear kya hota hai or volt kya hota hai is py ik tafsily video bnay aur kitny volt sy ampear bnta hai ya ktny ampear sy volt bnta hai
Different watt k pannel 1 hi controller mai laga saktay hy?
bhai kisi bi charge controler ko hum keya bagair battery ke direct solar plate pe use ker sakte han?plz btana
60 ampere pwm charge controller ki settings ki video bna do bhai
hybrid charge controller jo old ups per lagte hain un per video bana den
A A bhi me ne yeh sc4850 online mangwaia hai bhi kindly is ki setting bata dain kia is ki full charging or discharging volt ko kis tarha menually set kr saktay hain
Sallam sir
Mere pas 335 wali 3 solar pilets hen un me kon sa controlar lena chahye
Or jis port me betri ke cable lagte he us me 1 se ziyada betries ke cable laga ke aik sath 1 se ziyada betries charge kar sakte hen
Battery charge kerte hove 10 amp ate hain kya plate zyada lagne se yeh 20 apm tak ja sakte hain yah nhi
Mere pas 1 plate hai 165 aur betry 100w ki hai mai din ko betry plate se direct charge krta hun aur rat ko solar fan on krta hun kia aisa krna sahi hai is mein agr mazeed koi chez add krni hai tu wo bta den,?
Sr. mere pas 30 watt ka solar he aor 20apr ki betri he Kya me is ke Sath 30apr Wala charge cntroller Laga sakta hon
60 ampier controlar ki settinge pr video bana a
Bro mere pas yeh 60 amp wala hai
Men is men 4 plates laga sakta hun
Ya 8 hi lagana lazmi hai plz reply krna.
585 watt k 2 solar pannels PMW k sath laga sakty han kia?
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
السلام علیکم
Mare pass 2 460w k 2 panel hai may es ko konse Pwm controller laga skta hn..dono penal series may hai...
Jo app ke Pass Hai inverter hai us pe ghar ka full load chal ke dekhe . Is topic pe video banae
Bhai jaan Mary pass 100+130 A ki battery lagi hoi hain total plates 4 hain 2 plates attach hain Kaya main in 2 battery per 4 plates attach ker sakta hown orr Mary Pwm 60 A per falt lekha aa raha hay woo OK ka option kasy aay gha iss per video bana dain Lot of thanks
Sr agar pwm ko 6 solar plats jo k 300w k hain 24 volt setup k leye kese connection karain.jab k 1 plat k volt b 24 se zeyada hon.plz reply soon
Kamal ki video
Bhai 1000W ka UPS kesy sath lagana hy loud k sath
INVEREX NEW MODEL KYA MPPT HAI YA PWM
Sir 50volt wale contolar pr fulat a raha ha us ka batay kia karna chaiye ...or agar 2 palet sriz me laga k dc lod chala sakte hen ya nh
Sir is mn aik 585 Ka penal laga skty hn
Bhai mere pass do panel hain 120 voltage wala konsa controller kharedon? Please tell me
Asllamu aliqum enginiyr aZieem Bhai umeid he AP kheriyat see hinge markit me cm3o24z charger nhi he AP ke yanha ho to dilwa de ge onlain ke zerye mehrbani
Ustad ek question hain mera. Jaise apne bataya k kuch charge controller 24 se 48 voltage tak bi support karte hein. Agur hum series-wise connection karke 24 voltage bana b lenge charge controller support b karlega lakn jab ye voltage aage jaenge load ki taraf to kiya humhara dc 12 voltage se chalne wala fan ya lights jo b load h dc ka wo kharab nahain hojaiga ? Phor dc charge controller ka kiya faida jo 24 voltage support kare ya 48?
Bhai 60A wala PWM k sath 550w k 2 panel lugga sakte hain?
Good
Good👍👍👍
Behtireen yrr
4 solar plate p kitna empare ki batery lgani chayya jis na sirf 12v k fan hi bs chala k electric s koi conection nhi
salam sir mere pas 12 panel hai 150w ke kiya me 50a ke 2 controler ke sath laga kar direct dc fans chala sakta ho 20 fans hai dc ke
Ye black wali controler per video bnao sir iski charging control nhi hota chahy battry 100% kyu na ho ye phir b charging daita hain.hum kaisy control kry
Bhai es contolor Ke setting bhe bata do (4860) Jo k 300 watt Ke 6 plats 24 volts k liye ha
Sir is load KO guid kar dy 12v & 220v kon DA chaly ga
Nice video
اگر دو سولر پینل 160 160 واٹ کے ہوں اور اس کے ساتھ ایک مزید 200 واٹ کا سولر پینل لگایا جائے اور سولر کنٹرولر 30 ایمپئیر کا ہو تو ٹھیک ہے
Please keya ap bata saktay ho k kis inverter ko kitna ao kasay solar pannal laga saktay ho or agar koi formula hai tu b ap bata day k kasay hum apna solar pannal laga saktay hai shukriya.....
Bhai bht simple he kisi bhi inverter ki deta sheet read kare aur us k hisab se connection kare solar panel k example apka inverter agar 40 v se start hota he to ap 2 ki series bane
@@muhammadjunaiddeswali6719 thanks bro
Very good video
Kia 30 amp k controlar pr 550 watt ki 2 plate laga sakty hy.battery 12 volt ki hy
Azeem Bhai , INVEREX INV-MONO 180 Watts Single Plate K Liye Konsa Controller Best ha aur Price ? Main ne Sirf DC Cooler Lagana ha aur Wifi Router is k liye Konsi aur kitny Ampair Ki Battery Best ha ?
Plz Lazmi Reply Karennn...
Good information
Good sir