Hi bro.. Mera ola s1 me agar display auto me rakha hota hai to din me bhi map navigation ka dark mode me dikhata hai .kya aapki ola ne bhi same hai..ya sirf mere isme kuch problem hai ye jankari chahiye .pl check and reply.
Sir g kuch dino se mai 700metre chalne par hi 1 km kam ho raha hai or range kam mil rahi hai pahle aisa ni tha. 2 month hue hai scooty liye kya problem ho sakti hai.
bhai mai OLA S1 lena chahta hu... Please koi meko btae worth hai lene k liye and complaints vgera kya ab issue aarha hai kya like automatically restart hojaati Charging ni hoti Reverse mode mai chle jaati Body fitting and awaz aati handle mai se please btado lene k badh after sale service kaisi hai iski...
Bhai ek video regen off krke speed maintain 70kmh hone pr accelerator chod do 50kmh pe aane do uske baad phir se 70kmh kro phir chod do full video bnao please 100 To 0 %
Aisa kaise ho ra h? Humare mein to nai hota. Aapke video k hisab se to agar har aadha Kms pe ya 1 Km pe hi 1 % ka hike mil ra h to iss hisab se to Range 200 km ki hogi
Ola s1air me bhi hai ye option?
Yes brother I have own S1 air
@@Primee_FLEXXERbhai mere paas bhi air hai lakin Esme regn nhi hota maine default pr set kr rkha hai
S1X me bhi hota hai kya btao 😅
Screen pe jo likh k aata hai numbers wo badhiya hai. Clear cut. I like that
I check meri gadi me nhi ho rha...ye video i think edited
muje ola s1 pro leni he khaki color me par khaki color me 10000 jyada kyu lgata he video banai ye
Bhai kyuki wo limited edition hai kuch time baad band ho jayega to sirf kuch log paas hi hoga 😂
Ok
Wo color acha he is liye
orignal start at 0:49
Which mode is perfect for getting more renge in Highway riding???
Low default or high?
in highway u wouldnt brake a lot so all modes wont do any difference i think high will get u the most incase u slow down
Sir ola s1 air water proof hai kiya barish me chala shakte hai kiya
Curly doctor channel pe humara video dekhiye.
Humne test Kiya hai !
#curlydoctor
Hi bro..
Mera ola s1 me agar display auto me rakha hota hai to din me bhi map navigation ka dark mode me dikhata hai .kya aapki ola ne bhi same hai..ya sirf mere isme kuch problem hai ye jankari chahiye .pl check and reply.
yes
What do you mean by yes ..aapke S1 me bhi same hai ?
first
❤️️❤️️
Sir g kuch dino se mai 700metre chalne par hi 1 km kam ho raha hai or range kam mil rahi hai pahle aisa ni tha. 2 month hue hai scooty liye kya problem ho sakti hai.
Reboot krlo bro
@@godlikeftw Sir g kai bar kar li fir b same problem hai jo ki update karne ke bad se aa rahi haii
Emi पर मिलता है बिहार (समस्तीपुर) से👍
olaelectric ki website se
@@AbhishekMoto मतलब sir EMI पर मिलता है या नही
@@rupavlogs1346mita hai emi pr
Apne race ko ulta ghumaya ya fr normal rakha please reply
bhai mai OLA S1 lena chahta hu... Please koi meko btae worth hai lene k liye and complaints vgera kya ab issue aarha hai kya like
automatically restart hojaati
Charging ni hoti
Reverse mode mai chle jaati
Body fitting
and awaz aati handle mai se
please btado lene k badh after sale service kaisi hai iski...
Bhai ola S1 tho rocket he performance to superrr he liken ek he problem he range muje normal me sirf 50 55 ya 60 Tak he range mil ra he tho soch lena
Bhai muje move os 3 ka update nhi mil rha kya kru muje aaj delivery mili h
2-3 din m mil jayga
Bhai ye jo chalte chalte battery percentage bhadri hai isse battery pe to koi impact ni pdta
Or isko kitne KM tak chala skte hai is mod me
koi impact nhi padta
@@AbhishekMoto ok
Bhai meri scooty kal hi deliver Hui hai , jab insan baitha hota hai toh piche vibration si aati hai , 2 logo pr nhi aati. Kya kia jaye
Bhai Aapko update aah gya kya move os 3 ka muje aaj delivery mili h lekin update show nhi ho rha
ha halka aata h
@@onhunt971 ha bhai aa gaya update
Second
❤️️❤️️
Ola S1XPlus Me Bhi Hai Kya Bhai
Bhai ur observation is against law of conservation of energy.😅
Isme break ka kya use h aur kya muje ola start karna pde regn ke liye aur ha krna h to throttle agr glti se khecha to kya hoga
Bhai mene ola S1 lena ka plan ha to ola acchi ha ya ather pls reply
ola mast hai ❤
@@amaanpatel9327 pakka bhai
@@amaanpatel9327 mujhe 5sa 6 yera Tak chalana ha iss liya
@@rhythmbyjus1310 8 years ya 1 lac km aram se chal zaygi bina battery badle.
@@bipuldas1765 mujhe aisa lagta ha ke bhot problem de ge ya
Bro test on s1x+
aisa video vida v1 ka bhi banao bhai
Bhai regen mobile mein ayega kitni generate hui
Isko Kay break lagana zaruri hai kay
No jab throttle use nhi hota tab charge hota hai gadani me
Aapke vdo dekh kar oka book kiya hai
How regeneration works in benling falcon
Bhai ek video regen off krke speed maintain 70kmh hone pr accelerator chod do 50kmh pe aane do uske baad phir se 70kmh kro phir chod do full video bnao please 100 To 0 %
Ola की सब्सिडी का भी कोई वीडियो बनाओं
Low k badle High pe rakhna sahi rahega na bro??
Bhai mere phale tumne scooter normal mode pe tha than after tumne ye eco mode pe dal diya to fake video kyu bana rahe ho yrr true content dalo yrr
Extended warranty konsi li haiSari li hai ya fir sirf battery wali
How to use regeneration braking
Wow so nice 😍😍😍😍😍
Dailylife ke bhi regen ka video .
Sahi bola
Sahi h
soon...
@@AbhishekMoto Bro do range test with heavy throttle in sport mode with low legen again
Low pe rakhe ya high pr plz batao bhaiya
high
@@AbhishekMoto thanks for reply bhaiya 😍😘😘
Aisa kaise ho ra h? Humare mein to nai hota. Aapke video k hisab se to agar har aadha Kms pe ya 1 Km pe hi 1 % ka hike mil ra h to iss hisab se to Range 200 km ki hogi
ha ho sakti hai
@@AbhishekMoto to kaise ho sakti he iski range to fix he na
@@Comedydesivideo855 hilly area se neeche aane pe hi kaam karega yeh feature not for plain areas
Bhai daily usehigh regen ko problem nahi aya ga
Or kya ham daily night vacation mode on kar sakate he kya muje ola service boy ne bol aa
How it’s working bro
Ola company ke no. Batao muje Book karvana h
olaelectric ki site se kar sakte ho
Hello jee__ EMI पर कैसे मिलेगा 🥰
Mai bhi Lena chahta hu
Third
Ase kaise ho sakta😯
Ye high mai tha normarl mai dikhao
soon...
brake k saath mai hamesha regeneration b krta hu ...20 km ka fayada hota g