Usse koi fayda nahi. Cut karne se shocker chote ho jayenge bas. Cut karne ke baad usme utni hi badi halki spring lagayi jaye to kaam ban sakta h. Aise shocker Bajaj Wale bana chuke h. Platina k nitrox suspension. Unhe bhi try karunga. Kyuki wo sabse alag h.
Main 3 saal me 94000km SP125 chla chuka hu..aur uski vajah se sote vakt bahot waist pain ho raha hai... HONDA ko rear shocker ko upgrade krne ki bahut zarurat hain...
Jab tk solution ni mile aap krte rahiye hmko pta hai aap kr lenge
Bhai spring position Cheng kariye ,and sath sath sit me 40 micron fom lagkar sit soft kariye long ride ke liye jo ki bahtar salusan hay
Jald Video aayga
Bhai series spring try krke batao ek baar tvs victor ya phoenix wali
Bhai agla episode sp ka jaldi ❤❤
Swingarm thoda lamba daalke ek try kr sakte hai
Janyuaari 2025 me green color our bluetooth usb port ke shat sp baik update kare green color best dikhata hai bhai
Bhai agla video kab me inrzaar kar raha hu
Agar aapko shocker dalwane hai to super splendor ke dalwao mast maza aayega
Bhai use victor 2016 model suspension it is soft
Waiting for next vidio. I have try this methed! . Babaji long ride me bahut dard h. Sulution please.
Ok
Honda k original shocker ki spring ko upar se kaat k try kro...
Usse koi fayda nahi. Cut karne se shocker chote ho jayenge bas.
Cut karne ke baad usme utni hi badi halki spring lagayi jaye to kaam ban sakta h. Aise shocker Bajaj Wale bana chuke h. Platina k nitrox suspension.
Unhe bhi try karunga. Kyuki wo sabse alag h.
Main 3 saal me 94000km SP125 chla chuka hu..aur uski vajah se sote vakt bahot waist pain ho raha hai...
HONDA ko rear shocker ko upgrade krne ki bahut zarurat hain...
Waah babaji 😊
❤great bhai 😊ap bahut jugadu hai varanasi me kha se hai ap bhai
Lucknow UP
Hello bhaiya jii mere pass bhi sp hai
Iska seat me prob hai
Solution nehi hoga
Bhai chla ke toh dikhna tha
Ok Next video me.
Bhai ji kuch vi ho jaiye haar maat maniye 😃 aur suspension dekhiye isse bhi atcha wala