Mashallah I'm a college student and have been watching Engineer Muhammad Ali Mirza long lecture for couple of weeks and Allhamdullhiah I have learn a lot from him💞
انجینئر محمد علی مرزا صاحب کو وھی آدمی صحیح طور سے سمجھ سکتا ھے جو ا۔ن کی تقاریر اور بیانات کو صبر اور سنجیدگی سے سنے اور حسد سے پاک ھوکر اس پر تجزیہ کرے تو انجینئر صاحب کو ضرور حق پر پائے گا ۔اللہ تعالیٰ نے واقعی ان کے اندر بہت ساری خصوصیات حسنہ مالا مال کیا ھے۔وہ ھر بات کو مستند ذرائع و دلائل سے ثابت کرتے ھیں اور الحمدللہ وہ تو حید کے بارے میں کٹر ممتاز شخصیت ھیں اللہ تعالیٰ انکو صحیح و سلامت رکھے اور طویل عمر عطاء فرمائے آمین ثم آمین ۔
Assalamo alykum Ali bhai .... I, Dr. Akram from INDIA Delhi. really I am very impressed to you because I, am learning true aspects of ISLAM and true understand of fikh by your videos, Really..both you and Dr Zakir naik are the special personality for whole of human being of the world ..I pray (dua) to ALLAH that you may live long and give to you jazai kher. Allah hafiz.
@@cardgame-s4p mulana ishaq r.a ko b kbi kbi sunti....asl may har masala or baat jb Qur'an or sunat ki roshni may mujy mirza ali ki video may mil jayeee tuu kahi oor jany ki zaroort nahi parti....🥰👍🌹❣
0:00:00 - Khutbah Aur Durood !! 0:01:30 - Intro !! 0:08:50 - 5 Tan Paak ka Tasawwur !! 3 Portion of Lecture !! 0:15:30 - Portion # 1: ILM-e-LADUNNI Intro !! Surah Al-Ma'ida (5) Ayat 67: Qayamat mei Deen ka Hisaab !! 0:22:27 - Surah Al-Ma'ida (5) Ayat 67 ki Roshni mei 5 Ahadith !! 0:33:51 - Khulfa-e-Rashideen pe Ummat ka Ijima !! Khulfa-e-Rashideen ki Jangei !! 0:39:40 - Munafiqeen k Naam Nabi صلى الله عليه وآله وسلم ne Kab Bataye !! 0:41:00 - Portion # 2: RAFDIYO mei ILM-e-LADUNNI !! 0:52:28 - SOFIA ki Daleel Number 1: Surah Kahaf (18) Ayat 65 say ILM-e-Ladunni Sabit !! 0:57:21 - SOFIA ki Daleel Number 2: Hazrat Suleman عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Aur Takht-e-Bilqees !! 1:02:28 - SOFIA ki Daleel Number 3: Abu Huraira رضي الله عنه ne Nabi صلى الله عليه وآله وسلم say 2 Ilm Liye Thay, Aik Zahir Aik Chupaya Hwa !! 1:11:23 - Phakki !! Sofia k Saray Silsalay Imam Abu Huraira رضي الله عنه k Beghair Kyun ?? 1:19:51 - Concluding Hadith !! Moala Ali ki Tareef Ammi Ayesah Say For All Timestamps Visit: emam.notion.site/Timestamps-EMAM-d4cdbd95e2134705b62c7e42d1d31498
JazakALLAHO Khaira ALi bhai Ma-Shaa-ALLAH keep on doing Dawat-e-HAQ ISLAM without Fhirqawariyat ! ! ! May ALLAH ﷻ guide all of us towards his path of TRUTH. Ameeen ! ! ! ! SALAM to All TRUTH Lovers ! !
Ali bhaai zinda baad.... Allah apky ilm m izafaa frmaye... Haq ki awaz buland hoty hi bghair kisi ilmi daleel k tnqeed ka nishana bnaya jana haq py hony ki phli daleel h... Keep it up bhai.... We r with u.
Baqi jannat dozakh ki zyarat karna aur deeda re elahi bhi nabi s.a.w. ki sunnat hy .. aur jis ny chaha us ny pana hy .. deny wali zat Allah pak ki hy koi peer murshid aalim koi nai hy jo hidayat dy hatta k NABI PAK aur rasool e khuda bhi hidayat nai dy sakty un logon ko jin ko ALLAH pak mna farma den 😊❤❤❤❤❤❤
Muhammad Ali bhai,I want you to start tafseer of quran in this ramadan insha Allah and include prophet Muhammad (SAW) hadees all the classic and modern scholar's conclusions along with your view
Ali bahi ap topic mai apny masla.ka hawala.bht dyty ho... Jo topic ho usko explain kiya kro...pory aqeeedy btao baat apki zyada yh hoti k lecture suno tu wo sunoo...ap quran hadees sy baat krty ho theek hy mgr smihya b kroo..
آپ نے علم لدنی کو سرسری بحث کیا حالانکہ پیش کرنے والے اسکو بڑی شد و مد سے پیش کرتے ہیں ۔ گوہر شاہی نے اسکو بنیاد بنا کے متوازی دین بنایا ہے ۔ طاہر القادری بڑے دلائل پیش کرتا ہے ۔ بڑا فتنہ بنا ہوا ہے ۔
Kitabain pr kr to harkoi sona sakta ha is tarhan to harkoi alim bn Jay pr Sai alim to wo ha jis ka taloq Rasool Allah s.a.w k sinahay mubarak sy ha Hadith my likha ha
Wa alaikumussalam ! Iskay jawab main hi to 55-b wala lecture hai. Usko mukammal sunain.Phir bhi samajh na ayay to mirza_95@yahoo per mujhay e-mail karain.Lekin phelay usay mukammal 2hr & 48min sun lain. Wassalam !
Ali bhai meri ek sofi se bat cheet hui to usny kaha k asal ashiq Allah pak ka nouzubillah shetan hai Q k usny khud ko sari umar zaleel karwa dia lkn kisi or ko sajda nh kia or agar wo mana na krta sajdy se to shirk hota or dunia phr kese wajood me ati kese huzoor pak dunia me tashreef latey ye sab to shetan ny saha sirf Allah k lia or mujhe aesa laga jese k huzoor pak se zada uski nazar me shetaan mardood ki izzat thi or bhi booht sari ajeeb o gareeb bateen or aesa feel krwata tha bar bar jese koi or use ye bateen kan me bata raha hai or bar bar lamby bal thy usky unko hilata or nouzbillah wo kehta Allah hamary ander hai Q k Allah ny kaha Quran me k adam me mene apni rooh phonk di hai or khud ko Allah kehta nouzbillah
Hazrat Abu Bakr in the Holy Quran References in the Holy Quran. Abu Bakr has the unique distinction of being referred to in the Holy Quran in several verses. Al-Bara'at. In Sura "A1-Bara'at', there is a reference to Abu Bakr in the following verse: "He being the second of the two, When they were in the cave and when Muhammad said to his companion 'Grieve not, surely God is with us,' then God came to their help, and protected them with an army which they saw not". {9:40} Al-Lail. The following verses in the Sura "Al-Lail" refer to Abu Bakr: "Those who spend their wealth for increase in self-purification and have in their minds no favor from any one, for which a reward is expected in return, but only the desire to seek the countenance of their Lord, Most High and soon will they attain complete satisfaction." {92:18-21} "He who gives in charity, and fears Allah and in all sincerity testifies to the best, We will indeed, make smooth for him, the path to bliss". {92:1-7} Al-Ahzab. When the verse "Surely Allah and His angels bless the Prophet" {33:56} was revealed, Abu Bakr inquired of the Holy Prophet whether he was included in the divine grace which was bestowed on the Holy Prophet. It was on this that the following verse was revealed which contains an implied reference to Abu Bakr: "He it is, Who sends His blessings on him, and so do His angels that He may bring him forth out of utter darkness into light, and He is merciful to the believers'. {33:43}. Al-lmran. The commentators are agreed that the following verse of Sura "Al-lmran" refers to Abu Bakr and Umar: "And take counsel with them in the affair". (3:158) Al-Waqiah. Shah Wali Ullah and other commentators hold that in the following verse of Sura "AI-Waqiah", the "believers that are good refers to Abu Bakr and Umar: "And if you back up each other against him, then surely Allah it is Who is his Guardian, and Gabriel, and the believers that do good, and the angels will be his helpers." {66:4}. Ar-Rahman. According to commentators the following verse in Sura "Ar-Rahman" refers to Abu Bakr: "And for him who fears to stand before his Lord are two gardens", (15:46) Al-Imran. The following verse in Sura "Al-Imran" with reference to the Jews has an implied reference to Abu Bakr: "And you will certainly hear from those who received the Book before you and from the polytheists much that is wrong, but if you preserve and fear God, that is the steadfastness of things." An-Nur. In Sura "An-Nur", the following verse refers to Abu Bakr: "And let not those of you who possess grace and abundance swear against giving to the near of kin and the poor and those who have migrated in the way of Allah, and they should pardon and turn away. Do you not like that God should forgive you?" {24:22
Assalamualskum v v. Alhamdlillah, your services are very necessiated to the bhatkehue Musalman. Since a long time people are in a clumsy situations to open their mouth, like me, but by the Grace of Allah ST, you torched us. May Allah ST provide you long life to all of your aale. Aameen.
sub bhiyo ko salam.... or sub bhi ka comment phary many bht afsos han un logo ka comment pr ary bhi Engineer sub quran say bhr baat nhi karty or hamra iman quran han jis na illm diya hum sub ko jo is say dor wo har jaga say dor...
علی بھائی ایک پھکی یہ بھی دیں علم لدنی اور صوفیاء کے عقیدہ پر کہ جب سیدنا ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے فرمایا کہ دوسرا پیالہ (علم) میں کسی کو بتایا ہی نہیں تو وہ آگے پھیلنا محال ہے کہ اس پیالے (علم) میں کیا تھا! یہ بہت بڑی پھکی ہو گی!
Bhai umtee b to hoo skta ha jesa ap ko quran k illam ha ...kitab k illam nabi or umati 2no ko ho skta ha ....quran ma ha Allha jis ko cahta ha illam ata krta ha ...ultimate power to Allha ki hi manta ha sub ...
Bahabby jis ilm e baatin ka inkaar karta hai vo Surah Al kahf me khidr Alaihissalam se saabit ho jaata hai Khidr Alaihissalam k waqye se Quran ki roshni me ilm e baatin saabit ho jaata hai Barelvio k hisaab se khidrat sufiyat hai Ab agar koi bahabby kehta hai sufiyat khidrat nhi hai to bataye kya hai vo ilm jo khidr Alaihissalam k paas thaa vo bahabbiyat me kahan hai yaa to bahabby is baat ko kahay k jo ilm Khidr Alaihissalam k paas thaa wo Rasool Allah sallallahoalaihiwasallam k paas nhi thaa.bahabby aisa ki kehtay hain haalake unhein kehna ye chahiye k Mohammad Mustafa sallallahoalaihiwasallam to perfect hain aapkay paas to har religious ilm apni kaamiliyat k saath hai lekin humein pata nhi hai apni ghalty qabool karnay k bajaaye bahabby us ilm ka hi radd kar deta hai Or jo shakhs ye kahay k jo ilm khidr Alaihissalam k paas thaa vo rasool Allah sallallahoalaihiwasallam k paas nhi thaa vo pakka gustakhe rasool or dushman e islam hai Indirectly aisy baat kehnay se Rasool Allah k perfect honay par sawaal lag jaayega or islam k perfect honay par bhi sawaal lag jaayega Islam ki sabsay badi dushman bahabbiyat or iskay substitutes Engineer,Ghamidi type k log hain
Hazrat khezar nabi ty ya ni yeh bt maloom h apko or jb nabuwat khtm hoi ti to hr tarha ka system khtam ho gya ta asmani siwy sachy khwab k jo b karamat gair nabi sy sabit h quran hadees sy wo khtam e nabuwt sy pehly ki h tu nabi ko jo ilam e gaib hota h wo utna hi hota h jitna Allah dy hr cheez ka ni hota or yeh ilam wahi hota h aysa ni hota k permanent ho hum is sy yeh ni khy gy k hazrat khizar ko us waqt k hr insan k bry mea ilam ta ya wo ilam life time ta k sari zindagi wo jb chaty kisi ko b mar dty aysa ni h or ha jb nabuwat khtam ho gai to yeh ilam ab koi b dunia mea claim kry to wo kya h khud soch lain

@@thirdmasteraamirkhan5410 isiliye babiyat ko chore.....Ama Aisha siddiqa R.A Kehte hain ki agar koi kahe ki Hazrat rasoolallah S.A.W ne kuch chupa matlab khul kar Quran aur sunnat se nahi diya toh woh kehnewala shaks jhoota hai....Hame sahaba aur sahabiya R.A par poora yaqeen hai....Islam ke dushman jo babbe hain unki zaroorat nahi
Mashallah I'm a college student and have been watching Engineer Muhammad Ali Mirza long lecture for couple of weeks and Allhamdullhiah I have learn a lot from him💞
Good dear❤
NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon.....💚🌟🌹❣
انجینئر محمد علی مرزا صاحب کو وھی آدمی صحیح طور سے سمجھ سکتا ھے جو ا۔ن کی تقاریر اور بیانات کو صبر اور سنجیدگی سے سنے اور حسد سے پاک ھوکر اس پر تجزیہ کرے تو انجینئر صاحب کو ضرور حق پر پائے گا ۔اللہ تعالیٰ نے واقعی ان کے اندر بہت ساری خصوصیات حسنہ مالا مال کیا ھے۔وہ ھر بات کو مستند ذرائع و دلائل سے ثابت کرتے ھیں اور الحمدللہ وہ تو حید کے بارے میں کٹر ممتاز شخصیت ھیں اللہ تعالیٰ انکو صحیح و سلامت رکھے اور طویل عمر عطاء فرمائے آمین ثم آمین ۔
Ali bhai ap na takreeban duniya or akharat kA har masail ahadees or Quran ki roshani MA bata dia hn or hama Molvio sa bacha Lia hA thank Ali bhai
Allah pak ali bhai ko salamt or ajary azeem day...amieen....🤲🌹❣
امت مسلمہ کا بہترین مبلغ
BARHAL DEEN K LIYE AAP BAHOT MEHNAT KR REHAY HAIN MERI DUAA AAP K SAATH HAI ALLAH TALLAH AAP KO KAMYAB KRAY AAMEEN SUMM AAMEEN
Assalamo alykum Ali bhai .... I, Dr. Akram from INDIA Delhi. really I am very impressed to you because I, am learning true aspects of ISLAM and true understand of fikh by your videos, Really..both you and Dr Zakir naik are the special personality for whole of human being of the world ..I pray (dua) to ALLAH that you may live long and give to you jazai kher. Allah hafiz.
Assalamualaikum akram bhai...
Aapse thodi guftgu karni he!!!
. walaikum assalam wrwb.. ji meri behen .
Aap bataye kya guftagu karni h.
@@nahidabano3406 ap India se han Kia
@@nahidabano3406 .
Assalamu alaikum wrwb.
@@nahidabano3406Assalamu alaikum wrwb.
Ji Behen apko kya guftagu karni h .
Aap apna no . Send kar dijiye .
2 sal say ziyada hoo gay... jb say apko suna or koi or ko nahi suna...jazak Allah...🌹❣
Dr israr sir ko v sune plz
@@cardgame-s4p mulana ishaq r.a ko b kbi kbi sunti....asl may har masala or baat jb Qur'an or sunat ki roshni may mujy mirza ali ki video may mil jayeee tuu kahi oor jany ki zaroort nahi parti....🥰👍🌹❣
@@noreenidrees6208 ❤❤❤
Engr ko sunogy to kesy aur ko sunna maza nahi dega❤❤❤
Kahani kidr phr bardash karsakta hy😂
Aslamo alaykum ali bhai you are brave man and the true mujahid of Allah.
Jazzak Allah May Allah keep u on the right path
0:00:00 - Khutbah Aur Durood !!
0:01:30 - Intro !!
0:08:50 - 5 Tan Paak ka Tasawwur !! 3 Portion of Lecture !!
0:15:30 - Portion # 1: ILM-e-LADUNNI Intro !! Surah Al-Ma'ida (5) Ayat 67: Qayamat mei Deen ka Hisaab !!
0:22:27 - Surah Al-Ma'ida (5) Ayat 67 ki Roshni mei 5 Ahadith !!
0:33:51 - Khulfa-e-Rashideen pe Ummat ka Ijima !! Khulfa-e-Rashideen ki Jangei !!
0:39:40 - Munafiqeen k Naam Nabi صلى الله عليه وآله وسلم ne Kab Bataye !!
0:41:00 - Portion # 2: RAFDIYO mei ILM-e-LADUNNI !!
0:52:28 - SOFIA ki Daleel Number 1: Surah Kahaf (18) Ayat 65 say ILM-e-Ladunni Sabit !!
0:57:21 - SOFIA ki Daleel Number 2: Hazrat Suleman عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Aur Takht-e-Bilqees !!
1:02:28 - SOFIA ki Daleel Number 3: Abu Huraira رضي الله عنه ne Nabi صلى الله عليه وآله وسلم say 2 Ilm Liye Thay, Aik Zahir Aik Chupaya Hwa !!
1:11:23 - Phakki !! Sofia k Saray Silsalay Imam Abu Huraira رضي الله عنه k Beghair Kyun ??
1:19:51 - Concluding Hadith !! Moala Ali ki Tareef Ammi Ayesah Say
For All Timestamps Visit: emam.notion.site/Timestamps-EMAM-d4cdbd95e2134705b62c7e42d1d31498
Jazakallah khair brother.
Thanks sir
@@muhammadfaisal_1995 Aamin. Ya Rabbal Aalamin..
❤
Allah bless you and your lovely family
یذید کے چاہنے والے یہاں بھی آپکو گالیاں دینگے لیکن حق کی اواز بلند فرماتے رہیں اللہ آپکو اجر اعظیم عطا فرمائیں ۔۔
JazakALLAHO Khaira ALi bhai Ma-Shaa-ALLAH keep on doing Dawat-e-HAQ ISLAM without Fhirqawariyat ! ! ! May ALLAH ﷻ guide all of us towards his path of TRUTH. Ameeen ! ! ! ! SALAM to All TRUTH Lovers ! !
Juza kullah Khair
Ali bhaai zinda baad.... Allah apky ilm m izafaa frmaye... Haq ki awaz buland hoty hi bghair kisi ilmi daleel k tnqeed ka nishana bnaya jana haq py hony ki phli daleel h... Keep it up bhai.... We r with u.
ما شاء الله ! الله سبحانه وتعالیٰ آپ کو اپنی حفظ و امان میں رکھے اور آپ کی کوششوں اور کاوشوں کو شرفِ قبولیت عطا فرمائے آمین محمود
Zabrdast Nice very beautiful ❤️ Ali Bhai
very good ali bhai .i love u love u love u mere ali bhai
Very nice....Ali bhai 👍👍👍
I must state here that your old videos are Oceans of knowledge.....
Jazakallah....
علی بھائی تم جیو ھزاروں سال ۔امین ۔ثم امین ۔
SAllAllAhu AlAyhi wA sAllAm ❤️
Indian Muslim brothers se request hai k WO Ali bhai ka paigam zyada se zyada share krain haq r such ka.
Sikander Shaheen why Indian muslims why not Egyptian, Algerian, Turkish any other Arab countries muslims.
JazakAllah hu khaeraa
اللہ سبحانہ و تعالی آپ کو ہمیشہ اپنے حفظ و امان میں رکھے اور حق بات سمجھنے اور ہمیشہ حق ہی بیان کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین یا رب
پر اسp
.Masha allha I like it
We r belong to saifi silsala ..but 😢 me bht hairan hun ye guftogo sun k ALLAH PAK hmein us rasty pe chalaye Jo Allah pak ka pasandida he..
sisila koe bhi ho aap apna iman theek kar lein. Aap se apny bary sawal ho ga aap k baad dada k bary me sawal nhi hoga.
جزاک اللہ علی بھائی
Nice and very good lecture
Allah aap ko salamat rakhayeee
Ali bhai one man army hai hero of Islam hai masha Allah. ...India kuwait se
Allah ap ki hifazat kare Ali bhai jazak Allah
Allah apko ajr e azeem ata kre, Ameen.
Allah bless you
Allah pak apko salamat rakhy amieen....🌹❣
Love you 💕💕💕💕💕💕💕💕 Ali Bhai
Shukriya Ali bhai.
MashaAllah bahut khubsurat bayan hai
noor ne
V good work
GOOD SPEECH ALI BHAI
Love from India ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Allah ap per reham kara aur dushmanoo sa mehfooz rakha
Ali bhai k 2 dialogues....catagorical & implied 😊
bghair kisi ilmi daleel k tnqeed ka nishana bnaya jana haq py hony ki phli daleel h... Keep it up bhai.... We r with u.
ماشاءاللہ زبردست ہے
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته ماشاء الله و جزاكم الله خيرا ❤🤗💗
Na maien wahbi.....🙏
Na maien babbi......🙏
Maien hoon Muslim ilme kitabi....📚🌹❣
Baqi jannat dozakh ki zyarat karna aur deeda re elahi bhi nabi s.a.w. ki sunnat hy .. aur jis ny chaha us ny pana hy .. deny wali zat Allah pak ki hy koi peer murshid aalim koi nai hy jo hidayat dy hatta k NABI PAK aur rasool e khuda bhi hidayat nai dy sakty un logon ko jin ko ALLAH pak mna farma den 😊❤❤❤❤❤❤
ماشاء اللہ
الله آپکو حق بات بولنے کی اور توفیق دے اور آپکو سلامت رکھے
Jazak Allah
Muhammad Ali bhai,I want you to start tafseer of quran in this ramadan insha Allah and include prophet Muhammad (SAW) hadees all the classic and modern scholar's conclusions along with your view
In future. In-sha-ALLAH ! Please New-72-Mas'alah PURA must sunyay ga. JazakALLAH !
Wassalam !
Ali bahi ap topic mai apny masla.ka hawala.bht dyty ho...
Jo topic ho usko explain kiya kro...pory aqeeedy btao baat apki zyada yh hoti k lecture suno tu wo sunoo...ap quran hadees sy baat krty ho theek hy mgr smihya b kroo..
Hazrat shaluni ka Jo dawa hazrat Ali se diya ja ta h wo jara bata do q ki is masle se me boht par hu aap bata de ge to meharbani hogi
MashaAllah g 💝 Allah Taala Aap ko Jazaekhair Atta farmaein, Aameen.💚 ☝ 💖
MashAllah
Bhot khub
Ali Bhai great lecture n v informative lecture pl keep on educating us. Allah will reward u here n hereafter too.
great nice discussion
آپ نے علم لدنی کو سرسری بحث کیا حالانکہ پیش کرنے والے اسکو بڑی شد و مد سے پیش کرتے ہیں ۔ گوہر شاہی نے اسکو بنیاد بنا کے متوازی دین بنایا ہے ۔ طاہر القادری بڑے دلائل پیش کرتا ہے ۔ بڑا فتنہ بنا ہوا ہے ۔
Kitabain pr kr to harkoi sona sakta ha is tarhan to harkoi alim bn Jay pr Sai alim to wo ha jis ka taloq Rasool Allah s.a.w k sinahay mubarak sy ha Hadith my likha ha
Wa alaikumussalam !
Iskay jawab main hi to 55-b wala lecture hai. Usko mukammal sunain.Phir bhi samajh na ayay to mirza_95@yahoo per mujhay e-mail karain.Lekin phelay usay mukammal 2hr & 48min sun lain.
Wassalam !
Ali bhai meri ek sofi se bat cheet hui to usny kaha k asal ashiq Allah pak ka nouzubillah shetan hai Q k usny khud ko sari umar zaleel karwa dia lkn kisi or ko sajda nh kia or agar wo mana na krta sajdy se to shirk hota or dunia phr kese wajood me ati kese huzoor pak dunia me tashreef latey ye sab to shetan ny saha sirf Allah k lia or mujhe aesa laga jese k huzoor pak se zada uski nazar me shetaan mardood ki izzat thi or bhi booht sari ajeeb o gareeb bateen or aesa feel krwata tha bar bar jese koi or use ye bateen kan me bata raha hai or bar bar lamby bal thy usky unko hilata or nouzbillah wo kehta Allah hamary ander hai Q k Allah ny kaha Quran me k adam me mene apni rooh phonk di hai or khud ko Allah kehta nouzbillah
Good.
Jazaakallah
اللہ آپ کو حق تک پہنچنے کی توفیق عطا کرے
Mashallah
JAZAKALLAH
MASHAH ALLAH ALI BHAI BOHAT ACHA BIYAN HAI.
Hazrat Abu Bakr in the Holy Quran
References in the Holy Quran. Abu Bakr has the unique distinction of being referred to in the Holy Quran in several verses.
Al-Bara'at. In Sura "A1-Bara'at', there is a reference to Abu Bakr in the following verse: "He being the second of the two, When they were in the cave and when Muhammad said to his companion 'Grieve not, surely God is with us,' then God came to their help, and protected them with an army which they saw not". {9:40}
Al-Lail. The following verses in the Sura "Al-Lail" refer to Abu Bakr: "Those who spend their wealth for increase in self-purification and have in their minds no favor from any one, for which a reward is expected in return, but only the desire to seek the countenance of their Lord, Most High and soon will they attain complete satisfaction." {92:18-21}
"He who gives in charity, and fears Allah and in all sincerity testifies to the best, We will indeed, make smooth for him, the path to bliss". {92:1-7}
Al-Ahzab. When the verse "Surely Allah and His angels bless the Prophet" {33:56} was revealed, Abu Bakr inquired of the Holy Prophet whether he was included in the divine grace which was bestowed on the Holy Prophet. It was on this that the following verse was revealed which contains an implied reference to Abu Bakr: "He it is, Who sends His blessings on him, and so do His angels that He may bring him forth out of utter darkness into light, and He is merciful to the believers'. {33:43}.
Al-lmran. The commentators are agreed that the following verse of Sura "Al-lmran" refers to Abu Bakr and Umar: "And take counsel with them in the affair". (3:158)
Al-Waqiah. Shah Wali Ullah and other commentators hold that in the following verse of Sura "AI-Waqiah", the "believers that are good refers to Abu Bakr and Umar: "And if you back up each other against him, then surely Allah it is Who is his Guardian, and Gabriel, and the believers that do good, and the angels will be his helpers." {66:4}.
Ar-Rahman. According to commentators the following verse in Sura "Ar-Rahman" refers to Abu Bakr: "And for him who fears to stand before his Lord are two gardens", (15:46)
Al-Imran. The following verse in Sura "Al-Imran" with reference to the Jews has an implied reference to Abu Bakr: "And you will certainly hear from those who received the Book before you and from the polytheists much that is wrong, but if you preserve and fear God, that is the steadfastness of things."
An-Nur. In Sura "An-Nur", the following verse refers to Abu Bakr: "And let not those of you who possess grace and abundance swear against giving to the near of kin and the poor and those who have migrated in the way of Allah, and they should pardon and turn away. Do you not like that God should forgive you?" {24:22
MASHAALLAH
SALAM INGE.SAHAB KO. ..
Ap ak asa school kholan jis ma deen or dunia sath sath pathai jay...jesy golden age ma hua krta tha...bary bary alim or scientists banan
Assalamualskum v v. Alhamdlillah, your services are very necessiated to the bhatkehue Musalman. Since a long time people are in a clumsy situations to open their mouth, like me, but by the Grace of Allah ST, you torched us. May Allah ST provide you long life to all of your aale. Aameen.
SHAITAN K PASS KAFI ZYADA ILAM THA GUMRAH TO WOH BHI HO GAIA THA ,,,ALI BHAI KHUD KO GUMRAH HONE SE BACHA LAIN YEH BHI KAFI HAI IS DOR ME
GOOD ☝☝☝☝☝
sub bhiyo ko salam....
or sub bhi ka comment phary many bht afsos han un logo ka comment pr ary bhi Engineer sub quran say bhr baat nhi karty or hamra iman quran han jis na illm diya hum sub ko jo is say dor wo har jaga say dor...
Hazrat umar na jab kaha tha phar ki traf sa ap pa hmla hoo raha haa us ko kia kahoo gay ap
Zabardast Ali bhai Allah ap ko uor bhi kamyabia de ameen
علی بھائی ایک پھکی یہ بھی دیں علم لدنی اور صوفیاء کے عقیدہ پر کہ جب سیدنا ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے فرمایا کہ دوسرا پیالہ (علم) میں کسی کو بتایا ہی نہیں تو وہ آگے پھیلنا محال ہے کہ اس پیالے (علم) میں کیا تھا! یہ بہت بڑی پھکی ہو گی!
alhumdulillah Ali Bhai I am ehle hadees but I like you
Mashallah
Ma b fan hoon Ali bahi ka aur rafahyuddain b karta hoon
Jab Allah k rasool sws Kuch likhana chahtey they ,phir Omr rz keysey inkar kr saktey hai, explain kijiyee
Ali bhai ka Style dekho 1:01:25
Bhai umtee b to hoo skta ha jesa ap ko quran k illam ha ...kitab k illam nabi or umati 2no ko ho skta ha ....quran ma ha Allha jis ko cahta ha illam ata krta ha ...ultimate power to Allha ki hi manta ha sub ...
Allah ap ki hifazat fermaye Ameen
Noorjahan thank u dear Noor fitno.ki hifazat ni.hoti fitno ki rasssi lmbi ki jati hy jeeeeee
Aap apnay ilm k mutabik sahi hai
My best teacher Ali Bhai
Bhai amir mavia ke fazail bhi bayan kre please
Assallam alikum warkmatulahi vbarkatum
(ALLAH) banglore city ke (18,500) (musalmaano) ko ali (mirza) (bhai) ke jaisa ilm (ata) farma (ALLAH) hafeez ko computer sikhne ki taufiq ata farma
Explain kareen kaisy mazboti sy pakreen ,
A great servant er Muhammad Ali mirza
assalam alikum ali bhai mai mumbai India se hon aur aap ki bohat si tagrir suni hai allha aap ko jaza e kher de is thra ilm hasil karte rahy
Altaf Shaikh ....ALLAH ki spelling theeek karo
Saif Al Abbasi
Bahabby jis ilm e baatin ka inkaar karta hai vo Surah Al kahf me khidr Alaihissalam se saabit ho jaata hai
Khidr Alaihissalam k waqye se Quran ki roshni me ilm e baatin saabit ho jaata hai
Barelvio k hisaab se khidrat sufiyat hai
Ab agar koi bahabby kehta hai sufiyat khidrat nhi hai to bataye kya hai vo ilm jo khidr Alaihissalam k paas thaa vo bahabbiyat me kahan hai
yaa to bahabby is baat ko kahay k jo ilm Khidr Alaihissalam k paas thaa wo Rasool Allah sallallahoalaihiwasallam k paas nhi thaa.bahabby aisa ki kehtay hain haalake unhein kehna ye chahiye k Mohammad Mustafa sallallahoalaihiwasallam to perfect hain aapkay paas to har religious ilm apni kaamiliyat k saath hai
lekin humein pata nhi hai
apni ghalty qabool karnay k bajaaye bahabby us ilm ka hi radd kar deta hai
Or jo shakhs ye kahay k jo ilm khidr Alaihissalam k paas thaa vo rasool Allah sallallahoalaihiwasallam k paas nhi thaa vo pakka gustakhe rasool or dushman e islam hai
Indirectly aisy baat kehnay se Rasool Allah k perfect honay par sawaal lag jaayega or islam k perfect honay par bhi sawaal lag jaayega
Islam ki sabsay badi dushman bahabbiyat or iskay substitutes Engineer,Ghamidi type k log hain
NABI pak s.a.w.w ky jasa hai koi nahi..💚💜💙
Babay molve or mufti ty shey koi nahi..🧙♂️🤡🦍
Good
Hazrat khezar nabi ty ya ni yeh bt maloom h apko or jb nabuwat khtm hoi ti to hr tarha ka system khtam ho gya ta asmani siwy sachy khwab k jo b karamat gair nabi sy sabit h quran hadees sy wo khtam e nabuwt sy pehly ki h tu nabi ko jo ilam e gaib hota h wo utna hi hota h jitna Allah dy hr cheez ka ni hota or yeh ilam wahi hota h aysa ni hota k permanent ho hum is sy yeh ni khy gy k hazrat khizar ko us waqt k hr insan k bry mea ilam ta ya wo ilam life time ta k sari zindagi wo jb chaty kisi ko b mar dty aysa ni h or ha jb nabuwat khtam ho gai to yeh ilam ab koi b dunia mea claim kry to wo kya h khud soch lain
Muthrum Ali bai How do you manage your time.. guide us please
assalamualaikum engr sahab ilm e rijal k upar lecture upload karo
jazakallah
Bahabby jis ilm e baatin ka inkaar karta hai vo Surah Al kahf me khidr Alaihissalam se saabit ho jaata hai
Khidr Alaihissalam k waqye se Quran ki roshni me ilm e baatin saabit ho jaata hai
Barelvio k hisaab se khidrat sufiyat hai
Ab agar koi bahabby kehta hai sufiyat khidrat nhi hai to bataye kya hai vo ilm jo khidr Alaihissalam k paas thaa vo bahabbiyat me kahan hai
yaa to bahabby is baat ko kahay k jo ilm Khidr Alaihissalam k paas thaa wo Rasool Allah sallallahoalaihiwasallam k paas nhi thaa.bahabby aisa ki kehtay hain haalake unhein kehna ye chahiye k Mohammad Mustafa sallallahoalaihiwasallam to perfect hain aapkay paas to har religious ilm apni kaamiliyat k saath hai
lekin humein pata nhi hai
apni ghalty qabool karnay k bajaaye bahabby us ilm ka hi radd kar deta hai
Or jo shakhs ye kahay k jo ilm khidr Alaihissalam k paas thaa vo rasool Allah sallallahoalaihiwasallam k paas nhi thaa vo pakka gustakhe rasool or dushman e islam hai
Indirectly aisy baat kehnay se Rasool Allah k perfect honay par sawaal lag jaayega or islam k perfect honay par bhi sawaal lag jaayega
Islam ki sabsay badi dushman bahabbiyat or iskay substitutes Engineer,Ghamidi type k log hain
@@thirdmasteraamirkhan5410 isiliye babiyat ko chore.....Ama Aisha siddiqa R.A Kehte hain ki agar koi kahe ki Hazrat rasoolallah S.A.W ne kuch chupa matlab khul kar Quran aur sunnat se nahi diya toh woh kehnewala shaks jhoota hai....Hame sahaba aur sahabiya R.A par poora yaqeen hai....Islam ke dushman jo babbe hain unki zaroorat nahi
Alhamdulillah in 2024
05 June 2023.....💚
192, 912 views.....💜
487K subscribers.....💙
Naseem arain mahamdi panjtani qadarri qalandry 7st chibban faisalabad pakistan ⛰️🏔️🕋🏞️masha allah 💛🌹🖤Jazak allah ❤️🌷💔shuker alhamdolallah 💜🎄💙in sha allah 💚🍍🍅💚🍎🍍🍉💌🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️⛰️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏔️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️🏞️💜💜💜🌷💔💔💔🌹💙💙💙🖤🖤🎁🎁🎁🎁🙏🙏🙏🙏🏛️🏛️🏛️🏛️🏛️🏛️
Bada saneha ehl e bet ka qatal hai khaleefa ka nahi
Seeing this clip in 2024