The fact that he says that he thought many times about reading this poetry aloud but didn't find the courage says everything about the caliber of Jaun Elia. He held himself to such a high standard that even such an exquisite piece of poetry was scrutinized by him if it's worthy of presentation to his audience. Legend!
Jitne b duniya me shayar hai unko tajruba hai Wo soye nai hai Khul k roye nai hai Sacche pyar krte hoge kisi se or wo pyar nai mila Rat me sote nai hai tbi ye sab shayri Ati hai 90 %shayar ashiq hote hai
Yeh Gham Kya Dil Ki Aadat Hai! Nahin To Kisi Sey Kuch Shikaayat Hai! Nahin To Hai Woh Ek Khwaab-E-Be-Taabeer Bhula Dene Ki Neeyat Hai! Nahin To Kisi Ke Bin, Kisi Ki Yaad Ke Bin Jiye Jaane Ki Himmat Hai! Nahin To Kisi Soorat Bhi Dil Lagta Nahin! Haan To Kuch Din Se Yeh Haalat Hai! Nahin To Tujhe Jisne Kahin Ka Bhi Na Rakhkha Woh Ek Zaati Si Wehshat Hai! Nahin To Tere Is Haal Par Hai Sab Ko Hairat Tujhe Bhi Is Pe Hairat Hai! Nahin To Hum-Aahangi Nahin Dunia Se Teri Tujhe Is Par Nadaamat Hai! Nahin To Hua Jo Kuch Yehi Maqsoom Tha Kya! Yehi Saari Hikaayat Hai! Nahin To Azeeyat-Naak Ummeedon Sey Tujh Ko Amaan Paaney Ki Hasrat Hai! Nahin To Tu Rehta Hai Khayaal-O-Khwaab Mein Gum To Is Ki Wajha Fursat Hai! Nahin To Wahaan Waalon Sey Hai Itni Muhabbat Yahaan Waalon Se Nafrat Hai! Nahin To Sabab Jo Is Judaai Ka Bana Hai Wo Mujh Se Khoobsoorat Hai! Nahin To
वो हमसे गए किसी और पर किसी और से किसी और पर रह जायेंगे खाली मोहब्बत की तलाश मैं ये दिल कोई आ कर इनमें बसेगा नहीं आते रहे ऐसे ही अगर, किसी और से किसी और पर " - शुभम भारद्वाज
Tamaam umar Tera muntazar raha , chahta tu rasta badal bhi sakta tha .. the biggest tradegy of life is that one falls in love and that love murders every cell of his soul and leaves a colour so deep that it can never leave never . It’s a mark that the liver belongs to beloved
Kuchh lekhak, kuchh shayar, kuchh fankaar apni zindagi mein utni ehmiyat nhi pa paate logo se. Unke maut ke baad, kisi zamane mein kisi kitaab mein koi nagma koi pdh leta hai, aur zamana usey mashahoor kr deta hai. Jaun Elia sahab ne depression ko jaana tha, likha tha, bayaan kiya tha. Uss waqt ke log shyd utne achhe se jaan na sake, aaj ke harr shaksh ko ye malum hai.
1. Khwaab-e-be-tabeer: dream without any interpretation
2. Darweshi: Gareebi
3. Taj kar: Guzaar kar
4. Hum aahangi: vaasta ya sehmati/agreement/harmony
5. Nadaamat: afsos
6. Maqsoom: qismat mein likha hua
7. Hiqayat: kahani
8. Azeeyat Naak: dardnaak/painful
9. Amaan: Trust/protection without fear
Thank you for these translations I literally came in comments for theee
Hiqayat or حکایت = Guidance
Aman = Peaceful and Blissful
Thank you bhai❤
@@AleeBebop182 that is Aman...we are talking about Amaan
The fact that he says that he thought many times about reading this poetry aloud but didn't find the courage says everything about the caliber of Jaun Elia. He held himself to such a high standard that even such an exquisite piece of poetry was scrutinized by him if it's worthy of presentation to his audience. Legend!
Jaun ko padhte ho nushrat ko sunte ho!
Lagta hai tumhara bhi ishq aadhura reh gaya 💔
Nhi to?
Ghalib fans be like : 😂 Kids
Nahi to
Nahi to ?
Nusrat kon h
Kya joun elia ki tarha koi ho sakta hai ? Nahi to
Nice 😂😂😂
Nice 👊
Nahi to
Kamal 😍
Aur is baat se kisi ko shikayat hai.. ? nahi toh..
Iaun elia ❤
" Kya kqha ishq javedani hain!
akhri bar mil rahi ho kya?
Javedani = forever, eternal
Mil rahi ho bare tapak k Sath
Mujh ko yaksar bhula chuki ho kya??
Nahin to@@arsalanhasnain7072
Koi insaan duniya ko itni bariki se aur itne pahle kaise dekh sakta hai , great poet and awesome person he was
Jitne b duniya me shayar hai unko tajruba hai
Wo soye nai hai
Khul k roye nai hai
Sacche pyar krte hoge kisi se or wo pyar nai mila
Rat me sote nai hai tbi ye sab shayri Ati hai
90 %shayar ashiq hote hai
Wahan walon se itni mohabbat,
Yahn walon se nafrat hai --nahin to
-Hazrat Jaun Elia
Bhai ye jyada accha lag skta h -wahan walo se hai itni mohabbat
Yha valo se nafrat h nhi to
@@niteshrastogi9578 Bhai baat ye hai ki ye jaun ne nhi likhe
Jaun is great......
POV - You are listening world's finest ghazal!
One of the finest ghazals but not the finest one.
Ghazal ye umda ghazlon mein se hai? haan
To kya ye sab se achhi hai? nahin to
@@Laailahkonsi hai sabse achi fer?
hurt me so bad i started listening to Jaun Elia's poetry.
Jaun Elia jesa is sansar me koi nhi
पिछले दो सदी के सबसे बड़े सायर
कितनी मुश्किल के बाद टूटा है ,
एक रिश्ता जो था ही नहीं !
Jaun Elia shab
Wah jon sahb wah …. Koi jo bhi kahay…. Koi apki trha alfaz ka istemal nai kar sakay ga wah jon sahb wah
Legend never Die 💝
Any one in 2024❤
❤
Yes still here in 2024
Yess
Ys
Nahi to😊
Yeh Gham Kya Dil Ki Aadat Hai! Nahin To
Kisi Sey Kuch Shikaayat Hai! Nahin To
Hai Woh Ek Khwaab-E-Be-Taabeer
Bhula Dene Ki Neeyat Hai! Nahin To
Kisi Ke Bin, Kisi Ki Yaad Ke Bin
Jiye Jaane Ki Himmat Hai! Nahin To
Kisi Soorat Bhi Dil Lagta Nahin! Haan
To Kuch Din Se Yeh Haalat Hai! Nahin To
Tujhe Jisne Kahin Ka Bhi Na Rakhkha
Woh Ek Zaati Si Wehshat Hai! Nahin To
Tere Is Haal Par Hai Sab Ko Hairat
Tujhe Bhi Is Pe Hairat Hai! Nahin To
Hum-Aahangi Nahin Dunia Se Teri
Tujhe Is Par Nadaamat Hai! Nahin To
Hua Jo Kuch Yehi Maqsoom Tha Kya!
Yehi Saari Hikaayat Hai! Nahin To
Azeeyat-Naak Ummeedon Sey Tujh Ko
Amaan Paaney Ki Hasrat Hai! Nahin To
Tu Rehta Hai Khayaal-O-Khwaab Mein Gum
To Is Ki Wajha Fursat Hai! Nahin To
Wahaan Waalon Sey Hai Itni Muhabbat
Yahaan Waalon Se Nafrat Hai! Nahin To
Sabab Jo Is Judaai Ka Bana Hai
Wo Mujh Se Khoobsoorat Hai! Nahin To
Shukriya
How did u write this my brother......
❤❤
According to the rules of the language, Ghazals dont have name, they are recognized by their "Qafia"@antisadyt
تباہی!!!!
Sach keh raha hoon yaar,, aansu rok nahi paya😭😭😭
Jaun alia= truth of life, reality of life, peace....❤
क्या ज़ज्बात हैं...क्या अंदाज़ हैं...लाजवाब..🙏🙏
He knows what he’s saying what people will say he knew everything
शब्दों का जादूगर, ख्यालों का सुल्तान ✍️👑
दिल के जख्मों को, दे गया पहचान 💔✨
जॉन एलिया, तेरा नाम अमर रहेगा 🌟🔥
हर शायर के दिल में, तेरा घर रहेगा ❤️📖
The sound (music) behind
It reminds me of peer e kamil ❤❤❤❤❤
know that bgm name?
Kya hoga is jahan me jaun sa koi or? Nahi too
Legendary poet❤
Joun sahab ki shayri almost sabhi samjh skte h , per dil per usi ke lagegi jo dil jala hoga ,,
Ye ek jabr hn ittifaq nahi, jaun, jaun hn koi mazzak nahi
Dropping this comment just to come and listen this masterpiece everytime someone likes this comment❤
AA jaaiyee aur ye masterpiece dobara enjoy kejiye 😊
Dobara sun lijiye
Fir se sun bkl
Aaja bhai
Infinite, karishma, lafz, bol, intehan gehrai Janab e Jaun Elia sahab ❤
Shayar of the century Jaun Elia
Its a masterpiece 😢❤
जर जॉन एलिया आज असते तर खूप भारी झालं असत आणि ते भारतामध्ये असते तर अजूनच चांगलं झालं असतं
वो हमसे गए किसी और पर
किसी और से किसी और पर
रह जायेंगे खाली मोहब्बत की तलाश मैं ये दिल
कोई आ कर इनमें बसेगा नहीं
आते रहे ऐसे ही अगर,
किसी और से किसी और पर "
- शुभम भारद्वाज
Can't get over it.😔
शब्दो से भी आगे की शायरी।
Koi jaun ko bata de Kay ye generation typical poetry bhi smjty hay 💔🥺
Rooh kheech leta hai ye insaan 😢
aaj itne shayrana kaise ho jaun bhai ko sunke aaye ho..haan
kya hua kis soch me doobe ho jaun jaise shayri likhna chahte ho....nahi to❤❤❤❤❤
Jaun elia hakikat hai ? Nahi to !
Bhaiiiii❤❤❤❤❤❤❤
Matlab?
@@abhay.rajak18 MATLAB - He is too good to be real.
Jaun Elia khawab hai ? Nahi to !
@@abhay.rajak18ap chota ho dost abhi ya samjhna ka liya ❤️
Yeh mohobat phir kisi aur se ho sakti h kya ----- ? Nahi toh!
He who know the life.....
जिये जाने की हिम्मत है
VERY VERY GOOD👌
That nahin to............ufffff 💘 jaun saab👌🏻❣️🙏🏻
The master piece
One of the best content ever ❤
Jaun elia= Truth of life
Man if he had been alive today, his life would have been different. He would have felt the pain we feel for him. 💔
Literally tear in my eyes 😢
Haai jaun sahab mashallah
Jaun Elia nayaab hain un jaisa koi Kohinoor hai "Nahin Toh"❤❤
Fvrt yrr😩
Tuga kbi bhul jna ki himmat ha♥. Nahi too❤
Khwaab tum ho ya huqiqat to hamari ye zaroori to nhi
Tum humare zehan mai ho yhi kaafi hai
My most fav gazal of jaun sir as I m typical type person 😢
Mere favourite shayar I love John eliya ❤❤
I love this language man🖤
Elia tum duniya me insaan bnke aaye..ye koi khwaab h - nahin to❤❤
kiaaaa baat haiiiiiiiii,waaaaaaaah💎💎💎💎
no word..... 😟..!
True Legend ❤️❤️
Mere Dil ki dhadkan khud hi bad gyi ise sunte sunte
تم لاکھ جاذب و جمیل سہی
مگر زندگی جاذب و جمیل نہیں
نہ کرو بحث ہار جاؤگی
حسن اتنی بڑی دلیل نہیں
John elia
fakr is baat ka hai ki maine is kavita ko nahi dundha par is kavita ne mujhe dhoondh nikala
50 baar sun chuka hu.......
Jaun Elia ❤
Yun toh silsila e sukhan mein na jaane kaun kaun thaa .....
Meer O Galib bhi guzrey.. magar jaun jaun thaaaa. Sir Jaun Elia.
🥰
Wa wa kya bat hai❤❤❤❤😂
Both have nice voice
aisa lagta hai apny dil ki baat bayan ho rahi hai 😢
Mind blowing...
Kisi ke bin kisi ki yaad ke bin jeeye jaane ki Himmat hai nahi toh ❤❤❤❤❤❤❤
sir se nahi dil se guzari hai💞
Yes i m listening right now
Wonderful technician,s poetry.
Hum sab Mai ek "JAUN" hamesha Zinda reh geya
Waah jaun saheb 🕊️
Tamaam umar Tera muntazar raha , chahta tu rasta badal bhi sakta tha .. the biggest tradegy of life is that one falls in love and that love murders every cell of his soul and leaves a colour so deep that it can never leave never . It’s a mark that the liver belongs to beloved
Lover belongs to beloved
2:00,1 jan 2025 any one
hii
🎉
Love you jaun shahaab 🖤🖤
"Kisi soorat bhi Dil Lagta nhin.han
To kuch din sey yay halat ha .nhi to "
Jaun kyu tum roz rula dete ho
❤❤You are Great ashar❤❤
Awestruck ❤
Jaun sahab ❤❤
Jhon Ella ya sakoon ❤
Amazing ❤️❤️
وہ ہے خواب بے تعبیر ، اس کو
بھلا دینے کی نیت ہے؟ نہیں تو
JAUN ELIYA KE BINA SHAYRI SUNNE KI HIMAT H =NHI TO
क्या तेरी तरह सबसे दिल लगाने की आदत है💔? ?
Bawaal ❤🥰👌
kamal ki sayari 👏
The legend 💔😔
Jon se kisi ko nfrat ha ....Nhi to
Jon jesi kisi ki qismt ha .....Nhi to
Meri jan JON ELIA 👑🥀♥️
Kya tum bhi Naun ho gye ho?Nahin to❤❤
कितने ऐश से रहते होंगे कितने इतराते होंगे
जाने कैसे लोग वो होंगे जो उस को भाते होंगे
By alam 💔
Kisi k bin kisi ki yaad k bin jeeye jane ki himmat ha..... nahi tou 🥺😪
Ki woh tujhe khayalo se kho chuka hai.... Kya tu bhi kho chuka hai?? Nahi toh...
2:46 the "yeh dobara sunenge" sounds like Irshad Kamil's voice
Ahmed faraz hai
My favorite one! ❤
Dard ,kaed b khud aur azadi aur dawa b khud
Kuchh lekhak, kuchh shayar, kuchh fankaar apni zindagi mein utni ehmiyat nhi pa paate logo se. Unke maut ke baad, kisi zamane mein kisi kitaab mein koi nagma koi pdh leta hai, aur zamana usey mashahoor kr deta hai.
Jaun Elia sahab ne depression ko jaana tha, likha tha, bayaan kiya tha. Uss waqt ke log shyd utne achhe se jaan na sake, aaj ke harr shaksh ko ye malum hai.
Aur unhe ( Joun Elia ) koi copy Krna chahega - ?? Haan
Magar unke jaisa dard bayaan kar pygaa !! Nhi to ❤