English is just a language, focus on his knowledge and main thing is that tum log English sikhte rho bs , uske UA-cam pr 7 lakh followers hai, aur woh apne kaam aur UA-cam se ache paise kma rha hai, aur tum English thk krte rho
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने, मेरे पास 30 बीएलडीसी फैन लगे हैं शुरू में 1 हफ्ते में ही दो फैन जल गए करण था रेगुलेटर पर तीन की स्पीड रिमोट पर 5 की स्पीड जिससे वह कभी चलता कभी रुकता और दो फैन जल गए मगर 450 में रिपेयर भी हुवे कंपनी को भेजने से मैंने लोकल में ही रिपेयर करके लेलिया और सारे रेगुलेटर के कनेक्शन काट दिए अब लगभग डेढ़ साल हो रहा है कोई भी प्रोब्लम नही आया है, मगर एक प्रॉब्लम फेस कर रहा हूं के एक बड़े रूम में दो फैन लगे है और एक फैन को कंट्रोल करने जाओ तो दूसरा भी चल पड़ता है एक चल रहा है और एक बंद है और रिमोट से अगर बंद फन शुरू करने जाओ तो चालू फन बंद हो जाता है, क्योंकि एक ही कंपनी के लगे हैं तो इधर से उधर रिमोट कैच कर लेता है😅 बाकी लाइट बिल में बहुत फर्क आ गया है जिससे मैं बहुत संतुष्ट हूं
Bhai mere ghar me 3 fan lage hai bldc.. kabhi barish k time pe raat bhar light nai aati to single battery k inverter pe teeno fan raat bhar chla jate hai. Bas sabse bada benefit yahi lagta hai.
Pcb is the main issue, ensure ur house don’t have power fluctuations, ur bldg fan will work well and more efficient than induction fan. Save electricity save earth.
Ek hi fayda dikha ki thoda bill kam hojata hai..but nuksan jyada hai...itne remote kon sambhalega...mehnga b hai...or sabse badi baat...normal garmi 2 mhine hi rahti hai...us k baad to fan kaam krna bnd kr dete hai..cooler chahiye..or fir AC ...ye bldc AC me hota to jyada Khushi hoti...
Atomberg ka fan mere pass bhi hai rs 3200(28 watt) wala 2 year se koi bhi problem nahi huwa aur jab summer me 150 v main supply aata hai to phir bhi speed me koi decrease nahi hota hai......
Mai bhi 5 bldc fans atomberg ke use kar raha hu 3 renesa plus 1200mm Golden oakwood model and 1 renesa pedestal and 1 efficio exhaust fan 200mm ka lagbhag 2 saal hone wala hai koi bhi problem nehi aaya hai bindas chal raha hai and electricity bill pehele se kam ata hai❤💯😌😍
मेरे पास atomberge का फैन है सब ओके है पर इसमे pcb जलने की बहुत बड़ी प्रोब्लम है इसमे कोई protection नही है under over या short cercit का अगर मोहल्ले के ट्रांसफॉर मे थोडा sparking होता है तो pcb जल जाता है।
Apke video ko Nana patekar, Amitabh ji jaise superstar ne bhi promote kar diya😊👌. Waise agar Electronics ka kaam ata ho aur components mil jaye toh board repair kar sakte ghar mein hi
Sir ji Hame 2100 Rpm k aas Paas me bldc wall fan chahiye Search kar raha hu Nhi mil raha hai Krupaya bathayiye Bldc me high-speed wall fan yane 2000 rpm k aas pass nhi milte kya Plz reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you Bhai for your video. Hope every Bharatvasi liked his videos. Aur videos banayiye aur hamari gyan badhayiye. Jo hum ko gyan deta hai woh guru samaan hai. Never see language mistakes. Many a times an engineer can't solve the technical problems which are solved by technicians. Respect for all is important. Try to appreciate his presentation such a nice way he did. All the best bhai.
Mere ghar pe Polar company ka Fan laga h. 1980 me lagwaya tha. Pehle 1992 me service kia fir 2021 me service kia utaar k bs. Koi problem nahi h usme. OLD IS GOLD ❤ I will never replace that fan.
What update if you calculate the cost of operation you will make loss in BLDC..🤣.. it is only good for high use in high public sitting area. Otherwise normal fan is good.
Bro buy atomberg ameza it is cheap fan but it run in low voltage of assam electricity.. cheap and best. One more thing lightning can damage the fan. So it's your choice..I have 9fans cheap to expensive models
Bhai electricity voltage jaha par fluctuating hoga vaha par problem aayega hi but electric ka bill bahot kam karta hai bldc fan so its good for city areas
Mere ghar me bhi bldc fan he 3 sal ke andar usme problem hui to service centre vale free me thik kar ke gaye aur bijli ka bill bhi kam aata he ... Remote sistem he, i think bldc is best👍1-2 sal me pesa vasul .... Meri mummy ke room ka fan to 24 ghante chalta he, Jab vo washroom ( attachwashroom) jate he tab hi band karte he usme bhi vo bhul jate he band karna...
Bhaiya bldc fan jo app bol rahe ho yah wala fan kam voltage per bhi full speed de sakta hai kya kyunki shaadhaa wala fan kam voltage per kam speed Ho jaati hai please reply
भाई यह पहले सा पंख जो चल रहा है फूल स्पीड में भाई यह कौन सी कंपनी का है यह जरूर बताओ मुझको भाई बहुत स्पीड से चल रहा है बहुत अच्छा लग रहा है भाई मुझे जरूर बताना कौन सी कंपनी का है भाई भूल न जाना अपनी सपना को
Mai baja bldc 3000 ka liya hai 2 bar ek mahine ke under kharab ho chuka hai. Or mughe complain kiye huye 15 din se jayada ho gya abhi tak fan banae nahi aaya hai. 😢😢😢 kya kare bajaj se bhotsa utth gya😢😢😢😢
May naam nahi loonga lekin market ki no 1 company ka bldc fan liya aur doosarey hi din return kiya. Wobbling tha. Shayad electrically improve hui hogi technology lekin poor manufacturing mechanically
BLDC fan Advance tecnology fan hai or awaj inverter par chek Karo BLDC or induction fan ko or dono fan ka inverter par back-up time chek Karo yah ek solar product hain jinke Ghar paar solar penal lagi hai use sab se jada fayda mile ga BLDC se BLDC purani technology hai Jo pahle tv chalane ke liye vcr or vcp ke head morat me ues hai th i or aaj kal fan or electric bike or car me bi ati hai
Mai 20 sal se chala Raha hu n 5 bar naye genuine bearing dal Chuka hu usase bill limit me hai. Main baat baat hai har 4 sal ke bad bearing change kar Dena chahiye jisase Fan naye jaisa Perform karega.Logo ko servicing ka Value nahi malum hai isase bill double aata hai.👀🌞👀
Right in the beginning you complain about air noise. So then show us the fan which runs at slow speed so there is less air noise yet it gives a high air flow like very old fans. They work slowly, so there is no air noise, yet we get lots of air. These are the best fans.
Mere pass bhi autombrag ka basic model ke 2 fans hai , 2.5 year hogya , kuch bhi problem nahi. Bijali ka Voltage kam rahega to bhi achaa chalta hai Aur electricity power bhi khub kam leta , lene time paisa jyada gaya .par satisfy hu.
Mere pas Orient Hector 500 BLDC fan hai. Iski PCB 1 bar warranty me kharab huyi thi, tb free me hua tha, ab out of warranty hai aur PCB kharab ho gyi hai, aur ab 700 + 200 =900 ka kharcha bataya hai Technician ne
Garmiya aa rahi h! Pichle garmi me notice kiya k padosi apna fridge kitchen se shift kar k dining me rakh diya! Kaha k pankha h hum bhi hawa khayenge fridge bhi kam khayega! Kya fridge pankhe ke chalne se(sirf us wakt jab dining room me weh baithe ho) kam bijli/cooling time lega!?
Atomberg ka lo sabse best 2 year on-site warranty h thoda budget badha ke 3000+ jao aur acha fan lo to 3 years on site warranty milega, online oder Karo to price nahi warranty kitna ha aur onsite h ya nahi check Karo kabhi pcb kharab ho bhi Jaye or warranty khatam to replace kar de gi agar service centre h to zada se zada 1200 se Lage ga use upar nahi jana ha
I bought 2 Crompton fans after 3 years both fans pcb is changed , it has warranty of 5 years although pcb is not working for all 5 years warranty period, i hope new pcb should stop working within next 2 years so that i can get new pcb which can last for few more years. Quality of pcb is certainly not good. Better to have maximum warranty.
Did anyone notice Monitor on background? Don't west time!!! Killed the English😂
😂😂😂
East, WEST, north, south
RIP English 😂😂😂
Likhawat ko chodo jazbat pe dhiyan do 😂😂
English is just a language, focus on his knowledge
and main thing is that tum log English sikhte rho bs , uske UA-cam pr 7 lakh followers hai, aur woh apne kaam aur UA-cam se ache paise kma rha hai, aur tum English thk krte rho
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने,
मेरे पास 30 बीएलडीसी फैन लगे हैं
शुरू में 1 हफ्ते में ही दो फैन जल गए
करण था रेगुलेटर पर तीन की स्पीड रिमोट पर 5 की स्पीड जिससे वह कभी चलता कभी रुकता और दो फैन जल गए
मगर 450 में रिपेयर भी हुवे
कंपनी को भेजने से मैंने लोकल में ही रिपेयर करके लेलिया
और सारे रेगुलेटर के कनेक्शन काट दिए
अब लगभग डेढ़ साल हो रहा है कोई भी प्रोब्लम नही आया है,
मगर एक प्रॉब्लम फेस कर रहा हूं
के एक बड़े रूम में दो फैन लगे है
और एक फैन को कंट्रोल करने जाओ तो दूसरा भी चल पड़ता है
एक चल रहा है और एक बंद है और रिमोट से अगर बंद फन शुरू करने जाओ तो चालू फन बंद हो जाता है,
क्योंकि एक ही कंपनी के लगे हैं तो इधर से उधर रिमोट कैच कर लेता है😅
बाकी लाइट बिल में बहुत फर्क आ गया है जिससे मैं बहुत संतुष्ट हूं
Bhai us remote mai option hai use off kro jis fan ke tarf remote kroge vahi chelga
@@bholajisons1116 देखता हु भाई,🙏
बहुत काम की जानकारी है
Kon sa model hi
@@rudraprince Atomberg Renesa 1200 mm BLDC
@@bholajisons1116 Atomberg Renesa 1200 mm BLDC
यह मोडेल है, भाई इस्के रिमोट में ऑफ बटन नही है 🙏
Bhai mere ghar me 3 fan lage hai bldc.. kabhi barish k time pe raat bhar light nai aati to single battery k inverter pe teeno fan raat bhar chla jate hai. Bas sabse bada benefit yahi lagta hai.
Bhai Hawa deta h ?
Kyuki 50w wala normal fan to itni Hawa nahi deta
@@Hi_Shashank hawa to bhai induction fan se bhi jyada deta hai. Or na koi sound karta motor.
@@Amit00716 kounsa company ka he aapka
@@santoshmudoi1719 atomberg
Pcb is the main issue, ensure ur house don’t have power fluctuations, ur bldg fan will work well and more efficient than induction fan. Save electricity save earth.
"dua karna mera fan kharab na ho"....
NO, HUM DUA NAHI KARENGE, PRARTHANA KARENGE... CHALEGA?
Mai khud 4 fan use kar rha hu atomberg ke no problem 2+1 years guarantee hai.
बहुत अच्छा विश्लेषण रहा, निष्पक्ष और निर्णायक।
Ek hi fayda dikha ki thoda bill kam hojata hai..but nuksan jyada hai...itne remote kon sambhalega...mehnga b hai...or sabse badi baat...normal garmi 2 mhine hi rahti hai...us k baad to fan kaam krna bnd kr dete hai..cooler chahiye..or fir AC ...ye bldc AC me hota to jyada Khushi hoti...
AC me already bldc rotter hota he.
To IR blaster wala phone khareed lo। ek phone se sare kaam ho gye
binaa remote vala bhi aata he..
मेरे पास दस पंखा है एटोमबर्ग का 35 वाट का ।पांच साल से चल रहा है ।
Kaon sa model hai
I have also 6 fan.
No issues
Mere pass hai 5 se chal zero servicing
Atomberg ka fan mere pass bhi hai rs 3200(28 watt) wala 2 year se koi bhi problem nahi huwa aur jab summer me 150 v main supply aata hai to phir bhi speed me koi decrease nahi hota hai......
@pawanverma2717 kya kya problem aata hai fan pe
Bahut hi kaam ki jankari
Mai bhi 5 bldc fans atomberg ke use kar raha hu 3 renesa plus 1200mm Golden oakwood model and 1 renesa pedestal and 1 efficio exhaust fan 200mm ka lagbhag 2 saal hone wala hai koi bhi problem nehi aaya hai bindas chal raha hai and electricity bill pehele se kam ata hai❤💯😌😍
मैं पिछले 5 साल से 6 pc atomberg का fan use kar raha hun..पूरे घर में
Ekdum mast काम कर रहा है l
@@FCADurgeshKumar bhaii spped kaisi hai
@@harshmishra4522 achhi hai... air throw bhi achha hai...
Kya digismart company ka smart ceiling fan acha hai plz reply
Non sense analysis of BLDC fan with😍😍😍 calculations and verification. Thanks❤❤🌹🌹🙏🙏🙏
Ek hi video me best English with UA-cam button achivement....❤ Wow mera desh badal raha h aage bad raha hai
Very nice . Please make a video on ceiling lights and focus lights their types etc
Regulator ke saath BLDC fan use kar sakte hai sir?
Bhaiya fan konsa Lena Hain fir?
Please give comparison of normal old fan, normal fan and bldc fan for electricity consumption, maintenance etc
मेरे पास atomberge का फैन है सब ओके है पर इसमे pcb जलने की बहुत बड़ी प्रोब्लम है इसमे कोई protection नही है under over या short cercit का अगर मोहल्ले के ट्रांसफॉर मे थोडा sparking होता है तो pcb जल जाता है।
Sach me 😵😵😵
Sir maine havels ka bldc fan liya hu online please batayiye ki achha hai ki nhi so return kr du taki ❤❤ sir PLZ reply fast😊😊😊❤❤
Ye fan acha hai return nahi karna
Bro
Kya hum bldc celling fan ko 20 se 22 ghante. par day chala sakte hai fan ka PCB to kharab nahi hoga.
I have regulator on board. Will it be okay if I replace my normal fan with BLDC Fan keeping the Regulatkor as it is??
Can we install - after market - BLDC kits , which are available online?
Could you please share insights , if it would work with older - existing fans.
Apke video ko Nana patekar, Amitabh ji jaise superstar ne bhi promote kar diya😊👌. Waise agar Electronics ka kaam ata ho aur components mil jaye toh board repair kar sakte ghar mein hi
Bina awaz ke means humming sound on square wave inverter.
Konsa faan achcha vaya
Good explanation considering price , life , maintenance and electricity.
Sir ji
Hame 2100 Rpm k aas Paas me bldc wall fan chahiye
Search kar raha hu
Nhi mil raha hai
Krupaya bathayiye
Bldc me high-speed wall fan yane 2000 rpm k aas pass nhi milte kya
Plz reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Polar ceiling fan 48" 1979 se excellent performance hai ji 😊
BLDC ka air flow normal fan jitna hai ya us se Kam hota hai?
Double ball bearing and with rf point anywhere remote no extra sound and price 2100 -2200 bldc best POLYCAB ....
Planning to buy polycab fan... Lena sahi rhega??
Thank you Bhai for your video. Hope every Bharatvasi liked his videos. Aur videos banayiye aur hamari gyan badhayiye. Jo hum ko gyan deta hai woh guru samaan hai.
Never see language mistakes. Many a times an engineer can't solve the technical problems which are solved by technicians. Respect for all is important. Try to appreciate his presentation such a nice way he did. All the best bhai.
Sir.. Activa bldc fan lu kya
Sir orient aeroslim bldc ka fan installation ka ek video banayia please
Bhai Ab kya hi bolu use fans without blades and no noise there if u move fan in high speed than noise will come
Mere ghar pe Polar company ka Fan laga h. 1980 me lagwaya tha. Pehle 1992 me service kia fir 2021 me service kia utaar k bs. Koi problem nahi h usme. OLD IS GOLD ❤
I will never replace that fan.
Baap dada bailgadi se chalte the .But ham aap nahi chal sakte .Technology ke saath update rahna chahiye .
What update if you calculate the cost of operation you will make loss in BLDC..🤣.. it is only good for high use in high public sitting area. Otherwise normal fan is good.
Mera Orient aerolite remote wala hai aur capacitor bhi laga hai, bypass kar remote sensing chala sakta hu na
Uncle 50w Crompton vs 35 bldc Crompton in Assam 7.30 RS which is best for me daliy use Max 10 hours and 6 month which is best
Go for bldc fan
Bro buy atomberg ameza it is cheap fan but it run in low voltage of assam electricity.. cheap and best. One more thing lightning can damage the fan. So it's your choice..I have 9fans cheap to expensive models
6 month ke baad fan use nahi karega kya 😂
Atombarg is very best aankh band karke lelo
aap khushmizaz ho video dekhkar mai v bahut khush hua apka explanation ka tarika lazabab hai. bhagwan apko hamesha khush rakhe.
Bhai electricity voltage jaha par fluctuating hoga vaha par problem aayega hi but electric ka bill bahot kam karta hai bldc fan so its good for city areas
Mere ghar me bhi bldc fan he 3 sal ke andar usme problem hui to service centre vale free me thik kar ke gaye aur bijli ka bill bhi kam aata he ... Remote sistem he, i think bldc is best👍1-2 sal me pesa vasul ....
Meri mummy ke room ka fan to 24 ghante chalta he, Jab vo washroom ( attachwashroom) jate he tab hi band karte he usme bhi vo bhul jate he band karna...
Sir kam kimat me sabse achha bldc fan konsa lena chahiye eske bare me bhi ek video banana
Crompton bldc, 2800rs, 5year warranty
Best company kaunsi hai BLDC fan ke liye?
@@amankushal havelis
@@Dost6001 Thanks
Fan ke sath mile hue rod par fan lagaoge toh awaj hi aayegi kyuki hawa fekne ke liye use hawa hi nahi milegi toh fekega kya
0:51 kvi fan ko inverter pr chalaye,
Fan aawag krta h 🌜
Bhaiya bldc fan jo app bol rahe ho yah wala fan kam voltage per bhi full speed de sakta hai kya kyunki shaadhaa wala fan kam voltage per kam speed Ho jaati hai please reply
Moja aagya bhai, nice presentation bhai ❤❤❤❤
Apne kon c company ka bldc fan laga rakha hai
भाई यह पहले सा पंख जो चल रहा है फूल स्पीड में भाई यह कौन सी कंपनी का है यह जरूर बताओ मुझको भाई बहुत स्पीड से चल रहा है बहुत अच्छा लग रहा है भाई मुझे जरूर बताना कौन सी कंपनी का है भाई भूल न जाना अपनी सपना को
Nice Information hukam
Best bldc fan brand tell sir
Atomberg
I'm using Atomberg Renasa smart plus 6fan,Great Fan less Consumption,No issue,Work Great on Inverter, कीड़े निकालने की आदत छोड़िए
Mai baja bldc 3000 ka liya hai 2 bar ek mahine ke under kharab ho chuka hai. Or mughe complain kiye huye 15 din se jayada ho gya abhi tak fan banae nahi aaya hai. 😢😢😢 kya kare bajaj se bhotsa utth gya😢😢😢😢
ऊषा का सिलिंग फेन 1991 से चल रहा है कभी भी मरम्मत की की जरूरत नहीं हुई तब 450/- मे लिया था
Mene bhi abhi tk chal rha
Usha se kyu lia
Usko garmi lag rhi h ab😡
Crompton fan liya tha 2000 mai, bas capacitor change karne pare hai sabme rest no problem aaj tak
Yaha mere ghr me 1980 se laga h Polar ka. 44 years ho gye. Sirf service hua h 2 baar.
ghar me hai khaitan ka jo kabhi kahi aur nahi dekha jab se hosh sambhala tabse working like champ, bilkul bhi speed awaj air flow top notch hai.
Candes campny Kasi h is 6blad bldc phankha kesa h sir
Polycab ka bldc fan liya tha 2200 ka online, do saal ho gye achha chal rha h
Aaj kal pankha 4 bar repair hui, to naya leneki barabar. To conventional or nonconventional (BLDC) mein jyada pharak nahi aayega.
BLDC fan ki warranty 5 year hoti hai, electricity saving se 2 sal me paisa wasool...
Mai 4 sal se 4 BLDC fan use kar raha hu, ab tak koi problem nahi.
Merr ghar me 40 sal hogye bldc fen ko chalte hue remote ke cell bhu kharab nahi hue ..dua krne aage ke 40 sal or chale 😮
Sar bldc fan ko AC supply se chala sakte hain kya
Sabki samajh se bahar hai, awaz se jyada energy ⚡par dhyaan dijiye. BLDC motor is the future of all motors.
It's not Dont West time, it should be "Don't waste your Time"
Bhai normal fan me best fan konsa hai uspe video bunao phir kufh help to hogi me to usha ka dekh rha hu lene me
May naam nahi loonga lekin market ki no 1 company ka bldc fan liya aur doosarey hi din return kiya. Wobbling tha. Shayad electrically improve hui hogi technology lekin poor manufacturing mechanically
Kis company ka fan sabse good hota hai company ka naam bataye
atomburg
BLDC fan Advance tecnology fan hai or awaj inverter par chek Karo BLDC or induction fan ko or dono fan ka inverter par back-up time chek Karo yah ek solar product hain jinke Ghar paar solar penal lagi hai use sab se jada fayda mile ga BLDC se
BLDC purani technology hai Jo pahle tv chalane ke liye vcr or vcp ke head morat me ues hai th i or aaj kal fan or electric bike or car me bi ati hai
Mai 20 sal se chala Raha hu n 5 bar naye genuine bearing dal Chuka hu usase bill limit me hai. Main baat baat hai har 4 sal ke bad bearing change kar Dena chahiye jisase Fan naye jaisa Perform karega.Logo ko servicing ka Value nahi malum hai isase bill double aata hai.👀🌞👀
apki jankari sajha karne ke liye dhayawad.
Kya bldc fans regular se control nahi ho sakte ?
नही, ये सिरफ remote कंट्रोल से कंट्रोल होता है!
If I have same fan in 2 room. Will the remote interfere each other fan ?
To atomberg fan Lena chahiye ya nahi ? Aap kya advice karte ho
Hamane jis store se fan kharida. Wo bola bldc fan jaldi kharab hote hai.
Kharab hoke Warranty me hi return aa rahe hai.
Bhai aap bhut ache mazakia trike s video bnate ho
Right in the beginning you complain about air noise. So then show us the fan which runs at slow speed so there is less air noise yet it gives a high air flow like very old fans. They work slowly, so there is no air noise, yet we get lots of air. These are the best fans.
Best futures for me low voltage पर भी पंखा का speed वही रहता है और low cunseption current एक साल में पैसा वसुल
Bhai 225 square feet room me kitne mm blade ka fan thik rahega bhai batao
Dear for evaluation of Noise use dB meter and then Compare both Without Cut,Why misguide people with your little knowledge
Sir bldc fan on karne par voltage fluctuate ho raha hey. Kya kare?
Mere pass pure ghar me 3 saal se bldc chal raha hai koi problem nahi hai, Crompton
Very nice vdo, Sir ji
Boss My home is using Fan since 15 yr, if compared with BLDC life is extended life is 5 Yr, magnet 🧲 or PCB is going to high probably to fault sir
Mere pass bhi autombrag ka basic model ke 2 fans hai , 2.5 year hogya , kuch bhi problem nahi. Bijali ka Voltage kam rahega to bhi achaa chalta hai Aur electricity power bhi khub kam leta , lene time paisa jyada gaya .par satisfy hu.
Mane 2 manhina atambrg bldc fan liya hai pcb do bar change hueye hey per do manhineme 56 unit bill cum hua hey to ye fan achh hey ke bura hey
PCB 2 baar change q kawaya?
Isme direct connection karo without regulator
Sir ye vala fan ki problem ho rahi hai baar baar speed karo aur speed kam ho jati hai apne aap kya kare please reply
भाई टेक मेवाड़ी क्या आप को west और waste मैं फर्क मालूम है?
Mere pas Orient Hector 500 BLDC fan hai. Iski PCB 1 bar warranty me kharab huyi thi, tb free me hua tha, ab out of warranty hai aur PCB kharab ho gyi hai, aur ab 700 + 200 =900 ka kharcha bataya hai Technician ne
Bhai mere ghar mein inverter nahin hai Kaun sa pankha Lena chahie DC ya AC
bhai yr brand b btao doo konsa bldc fan loo mere buget 4000 hai
Crompton
Crompton
Garmiya aa rahi h! Pichle garmi me notice kiya k padosi apna fridge kitchen se shift kar k dining me rakh diya! Kaha k pankha h hum bhi hawa khayenge fridge bhi kam khayega!
Kya fridge pankhe ke chalne se(sirf us wakt jab dining room me weh baithe ho) kam bijli/cooling time lega!?
BLDC fan lo par atomberg ki mat lo barne replace karte reh jaoge mahine main ek baar
Suggest me best bldc fan with low power consumption within 2500
Polycab
Atomberg Renesa 1400mm BLDC fan kaise hai bhai.?
Please batana.
@@joyjeetnath1857 atomberg effico best model
SIR AAP KONSA COMPANY KA BLDC FAN CHALA RAHE HAI PLEASE REPLY PLEASE PLEASE PLEASE
Stabilizer automatic wala daalo koyi B bldc sahi chalenge
5 saal kya 10 saal B chalenge
Atomberg ka lo sabse best 2 year on-site warranty h thoda budget badha ke 3000+ jao aur acha fan lo to 3 years on site warranty milega, online oder Karo to price nahi warranty kitna ha aur onsite h ya nahi check Karo kabhi pcb kharab ho bhi Jaye or warranty khatam to replace kar de gi agar service centre h to zada se zada 1200 se Lage ga use upar nahi jana ha
इस सीजन में मैंने दो bldc पंखे खरीदे हैं मगर एक रिमोट से एक ही पंखा चलता है दुसरा नहीं जबकि दोनों एक ही कंपनी के हैं और एक ही माडल के हैं
Array a batao ki BLDC fan lena chahiey ki nahin?
Aapke pass jo bldc fan laga hua hai kon si company ka hai
Buy Compton
I bought 2 Crompton fans after 3 years both fans pcb is changed , it has warranty of 5 years although pcb is not working for all 5 years warranty period, i hope new pcb should stop working within next 2 years so that i can get new pcb which can last for few more years. Quality of pcb is certainly not good. Better to have maximum warranty.
Dear friends number one. Orient. Fan