रेन लिली और शतावरी प्लांट की रिपोर्टिंग कैसे करें || शतावरी प्लांट की मिट्टी कैसे बदले

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 12 вер 2024
  • hello friends welcome to my channel
    so friends is video mein aapko bataya ja raha hai ki aap kaise apne ghar mein rain Lily plant ko uga sakte hain kaise uski care kar sakte hain kaise uski reporting kar sakte hain doston Kyunki yah bahut badi Baat hoti hai ki aap kaise Jab Gamla Chhota Pad Jaaye ya Jade jyada ho jaaye to usko change karna aata Mitti ko change karna aata hai agar is technic Mein aapane galti kar di aapane Sahi tarike se nahin kara to pura paudha kharab ho sakta hai to kya kya baten Dhyan Mein rakhni Hoti Hai किन-किन Baton Ka Dhyan Rakhna Hota Hai Mitti ko change karte hue Aur Main kahun ki kin Baton ka aapka bahut jyada Dhyan Rakhna chahie ki reporting Kaise honi chahie Sahi tarike se shatavri plant bhi bahut Sundar plant mein se ek hai bahut Achcha plant hai bahut Hi Pyara aur bahut hi Khubsurat plant hai aur kitne Uske rup hai kaise aap isko use kar sakte ho Iske bare mein bataya hua hai kaise aap Isko Laga sakte ho kaise Achcha kar sakte ho plant ki Kaise care kar sakte ho to doston is video ko Jyada Se Jyada like Karen share Karen and comment Karen aur Jarur aap comment ke sath abhi ke liye take care

КОМЕНТАРІ •