@@jameelautowork New battery lagiya but kiya problem ha New RR Unit and Coilplate dono Jal Geya damage ho geya bike start kartahe dhua nikla and Jal deya ... eya kyu hua malum nahi
Mere KTM Rc bike ki coil plate jali huyi thi to maine coil plate chang kardi....fir 2 long blink or 4 Short blink aa rha hai....kya karu.... Or light nahi jal rahi horn sab band hai.... Kya problem hoga please reply 🙏🙏
@@jameelautowork ktm rc 390 ki magnet coil dal di hay hit jyada ho rahi hai......jaha coil plate lagayi hai waha...... Coil dusri dalni padegi kya.... Please replay karo 🙏...
Bike ki seat open karke battery ka vol chack Karo kitna hai Volt chack karne ke baad bike ko start Karo fir chack volt Karo bike ko start karen ke baad battery volt 14to 14.5 hona chahiye Agar isse Kam hai to rectifier kharab ho sakta hai ya fir coil plate kharab ho sakti hai Thank you
Sir mera bhi new Coilplate and new RR Unit KTM RC main Lagwayaa Fir Bhi Battery charge nahi Dekha Raha Ha Kiya battery he Kharab Ha kiya ??? apka Kasa Thik Hua please reply
Multimeter se battery ka carent CHACK kariye And R.R unit battery ko kitna charge kitna kar raha hai ye CHACK kariye Bike start karne ke baad 14vol se 14.5 vol Carent hona chahiye
Bhai mere duke 200 me battery mene charge ki thi 4/5 din pehle or ab firse bike start nahi ho rahi he meter,horn,ignition sb dikha rha he pn starter nahi beth rha kya problem ho skta he…bar bar aisa hota he battery vale se pucha to battery ok he bol rha he ❗️❗️❗️❗️❗️
Battery charge ho rahi hai ya nahi ye chack karo multimiter se kitna vol. Aaraha hai bike start karne ke baad aidel speed par vol. 14/14.5 vol. hona chahiye
Thank u mera bhaii❤❤
baut hatke hai ye video aur bada video hai👌👌👌👌👌👌.... bahut din bad aake aag hi laga diya jese new information ⚘⚘⚘⚘ Jamil sir new video Good video👏👏👏
I don't understand anything. but thanks for the video. i know where to look at the problem now
Thanku bhai .ab samja meri duke bike ke ye problem hai😞
Same yar
Very good Ustad ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you very much bhai ❤
Good information..bhaii....thanks for the video.....
You welcome mere bhai
KTM ke full Waring videos banao sir ji
Thank you Bhaiya
RR Unit orr Coilplate new lagwane ki badd Battery 12 volt sayy upar Charge naa Dekhai Too Battery kharab Hai Kiya Please reply Guruji ❣️
Han battery bhi kharab ho sakti hai dusri battery laga ke chack karlo ap
Thank you
@@jameelautowork New battery lagiya but kiya problem ha New RR Unit and Coilplate dono Jal Geya damage ho geya bike start kartahe dhua nikla and Jal deya ... eya kyu hua malum nahi
Bike ka battery discharge hogya h or battery low dikha rha h dhakka maar k start kr rha hu pr thodi dur jaane k baad bnd ho jaa rhi h bike
Bike ka battery discharge hogya h or battery low dikha rha h dhakka maar k start kr rha hu pr thodi dur jaane k baad bnd ho jaa rhi h bike
धन्यवाद 🙏
Bhai mere coil m current aa rha hai but battery fir bi charge nhi ho rhe kya pbl ho sakte hai iske bad
Regulator/Rectifier mein problem ho sakta hai
@@ritheshdsouza1253 bhai Main Coilplate and RR Unit dono change kiya But Battery 12 volt sayy jeyada Upar Nahi Ja raha ??? battery he Kharab hai kya
Mere KTM Rc bike ki coil plate jali huyi thi to maine coil plate chang kardi....fir 2 long blink or 4 Short blink aa rha hai....kya karu.... Or light nahi jal rahi horn sab band hai.... Kya problem hoga please reply 🙏🙏
Obd se scan Karo and arror code clear karo
@@jameelautowork ktm rc 390 ki magnet coil dal di hay hit jyada ho rahi hai......jaha coil plate lagayi hai waha...... Coil dusri dalni padegi kya.... Please replay karo 🙏...
Baiya meri duke 390 mebhi battry over vould hotahe headlight bhi bahand hote kis karanse hotahe agar shoorum ne tho rectifier changes karo boltahe
Bike ki seat open karke battery ka vol chack Karo kitna hai
Volt chack karne ke baad bike ko start Karo fir chack volt Karo bike ko start karen ke baad battery volt 14to 14.5 hona chahiye
Agar isse Kam hai to rectifier kharab ho sakta hai ya fir coil plate kharab ho sakti hai
Thank you
bhai total kitna coastt laga ?
Duke 125 ka Koyal kit Na hai
Ek no
Mara bike main bhi same yahi problem the current pi rhai the bike
Aapka shop kha h sir
Bhai mera v ktm rc 200 hai. Same problem
Ok
Tnq sir ji
Bhai khn se ho... Shop khn pe hai apki??
Sir Meri Duke me mene coil change ki to bhi vo betry charge nahi ho rahi hai please help sir
Bike star karke battery ka vol chack Karo dekho ki kitna vol aaraha hai
Sir mera bhi new Coilplate and new RR Unit KTM RC main Lagwayaa Fir Bhi Battery charge nahi Dekha Raha Ha Kiya battery he Kharab Ha kiya ??? apka Kasa Thik Hua please reply
Bhi mera bike ka battery full charg karne ke bad 5 din bad discharge hoti kyu
Ktm Duke 250 me bhi chalega kya
Yas
Bhai low battery aara hai new battery hai fr Ku?Asse problem hai ji
Maltimitar se chack karo battery charge ho rahi hai ya nahi
Nice video
Wel cheke technik
Nice information sir
Bhai mare bick ki battre down ho jati hai kase pate chale battre karab hai ya charjar karab hai bhai bata na
Multi miter se chack Karo kitna volt aaraha hai bike start karne ke bad
Hello bhaiya wo coil plate ko, kya mai apni Duke 200 laga sakta hu
Han laga sakte ho
@@jameelautoworkpart number batao bhai please
Bhai mera coil palet jal gaya hai kis wajah se jala hoga bhai bata sakte ho bhai please🙏🙏
Good video👍
Same problem help me plz
Sir meri byck ktm 125 self to le rhi h par start nhi Ho rhi h
Spark plug chack karo
Hii bro mire pass ktm rc 200 hai uske head light high bime par chalate hai to batre low ho jate hai
Multimeter se battery ka carent CHACK kariye
And R.R unit battery ko kitna charge kitna kar raha hai ye CHACK kariye
Bike start karne ke baad 14vol se 14.5 vol Carent hona chahiye
Ktm rc 200 ko jy_ 1.4.2 error code aa raha hai iska matlab kya hai
Vai kitni kaccha ata ha?
Kaise ho bhai
अच्छा हू भाई🤝🤝🤝
Coil pley ko Kiya hua hoga
Dekha current bahut thoda camera pe
Kya prize he coil plate ka?
Bhai mere duke 200 me battery mene charge ki thi 4/5 din pehle or ab firse bike start nahi ho rahi he meter,horn,ignition sb dikha rha he pn starter nahi beth rha kya problem ho skta he…bar bar aisa hota he battery vale se pucha to battery ok he bol rha he ❗️❗️❗️❗️❗️
Battery kitni purani hai
@@jameelautowork 3 year but battery ok hai bol rha he battery wala ..but battery bar bar q discharge ho rhi he bro any problems
Bhai apki shop ka h
Mere sat bhi ye hora h
No do na bhai apka
Bhai.. Mere gaadi ke metre screen kharab ho gayee bhaarish ki wajah se
Mitar repair Kara lo
@@jameelautowork kaise karu bhai? Showroom wale bolthe he replace karna he 8500/-
Location kya he garage ka
Lucknow sarojini Nagar
Bhai kaha ke hai aap
Bhai headlight chalu hori h aur auto mattic band hori Kya problem hogi
Loos canection hoga
Ya fir switch me problem ho sakta hai
@@jameelautowork okay h bhai aur kya fundaa hoskta h
Bat start hi nahi ho rahi
same problem aarhi bhi, apne fix kaise ki?
Mera bhi sem problem hai bhai😢😢
Good
👍👍👍👌👌
nice
Dhaka lagane se start hoti he magar vaps band ho jati he
Sparg plug me carent chack karo and fuel pump chack karo ki petrol aa raha hai ya nahi petrol ka level kitna hai 2/3 LTR hona chahiye tank me
Koyal dalneke bad bhi
Or agar laga sakta hu toh tum coil plate mujhe sell karoge.
Yas
Kitna rupiya lagega bhai, apse kharidne kheliye
Rs.1400
Bhai apne toh Bajaj brand lagaya hai na.
Veroc company ka lagke Aata hai bajaj and ktm me veroc ka milega
Statig prolam he to kya kare
Battery charge ho rahi hai ya nahi ye chack karo multimiter se kitna vol. Aaraha hai bike start karne ke baad aidel speed par vol. 14/14.5 vol. hona chahiye
KTM rc 200 me petrol leval dekhai nahi deta
Bhai reply dena
Bhai kya problem hai aap ki bike me plz detail me batao
Bhai mere bodi me Karan aaraha he
Konsi bike hai apki
Hi
Apka number send me
coi plet ka praise kya hu
1400
Hello
Hi
dikhat , dikhat
bjp made word .
📞📞namber de do bhai jaan
Kitane ha coli
Bhai apna number do kam hai bahut
Bhai contact number dedo