Sr ji nmskar Sr ek eicher 380 tractor hai jo hydrolik liver ko up krte hai to 4 ya 5 minutes ke bad lift up hota or jaise doun krte hia to lift down ho jata hai lekin jai se liver up krte hai to fir 4 ya 5 minuts ke bad up hota hai Sr ji maine es tractor me pump or filter new dal diye hai pupm fres oil de raha hai Sr ji pls reply dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
aap pahale distributor ke drop rod adjuser knobe ko full open karo and nahi hota hai hyd lifting fast to hyd distributor ko dismental kar ke sare valve ko washing kar ke senstivity seting karye achhe mechanic se ok thanks u 👍🚜
Me 🙏kisaan hu mera 548 eicher ki lift jhtke marti he pehle silender ki ring bdli thi do sal hogye abhi silender khol ke dekha load per likege nhi he matlab silender piston ki ringe shi he kya distributer ki khrabi he lift jhtke or trector band karne per dhire dhire lift niche chli jati he kya chek kre pleez btaiye ya pump se bhi smsya hoti he per apne aap down hoti he
Sir hyd jhatke marne ke or down hone ka main vajah hai leakage hona pressure to ab distributor or ram cylinder se bhi ho sakata hai but conform karana hoga ki kis parts se hai to aap hyd kholane ke pahale kaise conform kar sakate ho ki cylinder se hai leakage or distributor se es pe Video maine dala hai all ready dekh lena ok thanks u 👍
sir hyd oil change kiya hyd pump change kiya to bhi hyd vajan nahi utha raha hai to ab kya karen ok aap ke tractor me problem kahan hai aur ilaege kahan ho raha hai to aese me problems thik nahi hoga but ye to conform ho gya ki aapka distributor me problem hai sefati valve se usaka pressure limit se kam ho gya hai to limite se pahale hin open ho raha hai isaliye hyd vajan nahin utha pa raha hai ye pump sefty valve se bhi ho sakata hai or cylender sefaty valve se bhi or distributor ke kisi valve se bariki likage hone ke karan bhi aesa ho sakata hai to achha rahega ki aap distributor ko change hi kar den thik ho jayega koei tention nahi rahega problem distributor se hi tha but bina check kiye pump cjange kar diye ok aap distributor change kar den ok thanks u 👍
Very good information sir g 🙏
So nice of you 👍👍👍
Nice jankari
Thanks B R Singh jee
Very good information
thanks u sir ji 👌👌
सर इस डिक्टेटर में मुझे एक प्रॉब्लम आती है कि डिस्ट्रीब्यूटर रिपेयर करने के बाद नीचे क्यों उतरती है हाइड्रोलिक
hyd distributor me oil ka likeging ho raha hai achhe se ek bar chaque kar lo sare o ring seal and spool valve ko bhi ok thanks u 👍👍
Sr ji nmskar
Sr ek eicher 380 tractor hai jo hydrolik liver ko up krte hai to 4 ya 5 minutes ke bad lift up hota or jaise doun krte hia to lift down ho jata hai lekin jai se liver up krte hai to fir 4 ya 5 minuts ke bad up hota hai
Sr ji maine es tractor me pump or filter new dal diye hai pupm fres oil de raha hai
Sr ji pls reply dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
aap pahale distributor ke drop rod adjuser knobe ko full open karo and nahi hota hai hyd lifting fast to hyd distributor ko dismental kar ke sare valve ko washing kar ke senstivity seting karye achhe mechanic se
ok thanks u 👍🚜
Good 👍🌹 aap kahan se ho
me Bihar se hun
Pump safety valve ko hi pressure relief valve bolte hai na
yes sir ji ok dono name ek hi hai thank u sir ji
Me 🙏kisaan hu mera 548 eicher ki lift jhtke marti he pehle silender ki ring bdli thi do sal hogye abhi silender khol ke dekha load per likege nhi he matlab silender piston ki ringe shi he kya distributer ki khrabi he lift jhtke or trector band karne per dhire dhire lift niche chli jati he kya chek kre pleez btaiye ya pump se bhi smsya hoti he per apne aap down hoti he
Sir hyd jhatke marne ke or down hone ka main vajah hai leakage hona pressure to ab distributor or ram cylinder se bhi ho sakata hai but conform karana hoga ki kis parts se hai to aap hyd kholane ke pahale kaise conform kar sakate ho ki cylinder se hai leakage or distributor se es pe Video maine dala hai all ready dekh lena ok thanks u 👍
@@SalahuddinTractorMaster thankyou🙏❤❤ distributer spullwall ki o ring kti thi daal diya shi hogya👍🏼
सर इस डिस्ट्रीब्यूटर में वजन नई उठा पा रहा है। पंप नया डाल दिया ऑयल नया डाल दिया।डिस्ट्रीब्यूटर खोल के साफ कर दिया।
Pls reply
sir hyd oil change kiya hyd pump change kiya to bhi hyd vajan nahi utha raha hai to ab kya karen ok
aap ke tractor me problem kahan hai aur ilaege kahan ho raha hai to aese me problems thik nahi hoga but ye to conform ho gya ki aapka distributor me problem hai sefati valve se
usaka pressure limit se kam ho gya hai to limite se pahale hin open ho raha hai isaliye hyd vajan nahin utha pa raha hai
ye pump sefty valve se bhi ho sakata hai
or cylender sefaty valve se bhi
or distributor ke kisi valve se bariki likage hone ke karan bhi aesa ho sakata hai to achha rahega ki aap distributor ko change hi kar den thik ho jayega koei tention nahi rahega problem distributor se hi tha but bina check kiye pump cjange kar diye ok aap distributor change kar den ok thanks u 👍
Eichear haidrolik paresar tarali slo uthta he slow girta he ress dene se Khali uthata he
bahut rizan ho sakata hai pls mechanic se checking karwayen
ok thanks u 👍👍
Bhaiya aap ka number mil sakta hai kya
Pls wait some time sir 👍👍
Phone number de y
ok thanks 👍👍