Ek problem solve kr dijiye sir. Mai transport me new join Kiya hu as accountant. Party advance me diesel deti hai uska entry kaise hoga and jo diesel party deti hai wo mere company ke liye expense hoga kya ? Bhai help kr do n naukri ka sawaal hai
Sir g ek ngo team ne job with education course ke naam par mere documents pe finance kra liya aur job bhi nahi diye aur nhi education course .ab finance wala call kr hme loan chukane ke liye bolta hai . Ngo team ne bola tha ki jab Tak apko job aur education dono start nhi hota hai tab Tak emi ngo team hi bhrega. But ngo ne Aisa nhi Kiya abto uska call bhi nahi lagta hai .hum kya kare sir please help me
Sir maine Contractors ka TDS na kaata tha or na jama kiya ..ab ek sath kaat k jama kr skta hun ? Last payment me se hi pura saal ka kaat k jama kr skte h ?
Bhai....manlo hame business me 1000000 rupiye ki jaroorat hai to owner business me 500000 leke aaya or baki ke 500000 ke shares diye manlo 50 logo ne milke 500000 ke shares liye to jisne hamare company ke shares liye hai wo hamare liye kya huye or unki entry tally me kaise karte hai
Good Direction for all students and Businessman..
Thanks guru jee acounting dikhane ke liye mene aap se poora tally seekha hai
Very nice video sir yese hi video uplod kiya kare knowledgeble
Thanks अफ़जल bhai❤
Sir your video is best and helpful me
Kya aap tally mein accounts FINALIZATION bhi sikhate hain for all types of firm and companies
Sir Balance Sheet and Profit & Loos A/C per Video Bananey
Good information sir ji
Thanks sir nice information❤️
Thank you soo much Sir ❤
Thanks sir 🙏
Sir plese resume regular video for new topic and triks in accounting and tally
Thnku sir acha smjhaya sir apne
Sir total balance 1600000 - 600000 = 1000000 aayega
Sir, hamara naya business start Karna he GST bareme samasya .har farmers ko sale horahe es me kya GST dalna padega.
Transport business totally menten karna hai ek video chaiye sir
Lovely video ❤
Sir statutory audit ka bhi thora knowledge dijiya please
Thanks 🙏🙏🙏
Sir,please income tax teaching start kijiye.
Ek problem solve kr dijiye sir.
Mai transport me new join Kiya hu as accountant.
Party advance me diesel deti hai uska entry kaise hoga and jo diesel party deti hai wo mere company ke liye expense hoga kya ?
Bhai help kr do n naukri ka sawaal hai
Usko Advance form customer m dall do......Q desial company jisko deti ai uska ladegr advance m rhega
Sir gas pipeline ki billing ka video banaiye please
sir tally main unregister party se gst product kharid ne ki entry kaise kare rcm
Thanks for the very good advice sir ❤❤
Thanks you for this video. 🙏🙏🙏🙏 Kya app tally me negative cash ki details per bhi video daal sakte hai. Wellk thanks again for this video.❤
Ek complete Gst filling ka video bna dijiye bhai
Gst aane ke baad, kya service tax applicable hain, pls provide any detail
Thanks
Sir aap tally erp 9 and tally prime ke all features and configurations par details videos banao please sir
Sir I have a one question if course are complete for tally and excel then uske baad phela kya sikh nee kaa???
bhai stock statment kse bnate h bank wale maang rhe h or businees owner bol rha h 2 lakh tk ka stock bus dikhana
How to create entry for daily settlement as individual payment settlement for UPI is valid till 16.04.2023
Tally prime me transport business totally menten karna hai sir
sir SAP par video banae
Ek practical video iske uppar bana do
Jab hum gstr1 me jo turnover dete hai wo hi gstr3b me show hota hai to change kese hoga 🙄
Sir g ek ngo team ne job with education course ke naam par mere documents pe finance kra liya aur job bhi nahi diye aur nhi education course .ab finance wala call kr hme loan chukane ke liye bolta hai . Ngo team ne bola tha ki jab Tak apko job aur education dono start nhi hota hai tab Tak emi ngo team hi bhrega. But ngo ne Aisa nhi Kiya abto uska call bhi nahi lagta hai .hum kya kare sir please help me
Bhai tum ngo par case kro
Ya kisi lawyer se discuss kro
gst return ki series start kijye Sir ji
Please .....
Sir maine Contractors ka TDS na kaata tha or na jama kiya ..ab ek sath kaat k jama kr skta hun ?
Last payment me se hi pura saal ka kaat k jama kr skte h ?
Bro ek sath dikhaye ga to notice bhi AA skta h but APR se dikhaye ga to interest plus late fees lge gi
Same contractor firm m kam krta hu hmare ca ne bhi return nhi bhri thi mene return de rkhi thi ab interest lga
Sir data final ka video bhejo
Love ❤️ 😍 💖
Please make a video on how to pay crypto tax
Sir Ek Excel sheet hum karke diye transport business totally menten karna apko payment kardenge sir
Sir tally prime ka sare vedio kyun upload Nehi kiye youtume me
Sar shuru se computer sikha do mujhe to bilkul nahin aata hamen sikhana chahti hu
When you are going to start taxation classes
Job kaise milega tally course krne ke baad
First Comment 😂
CA fresher ko salary nhi dete h toh kya kre
Bhai....manlo hame business me 1000000 rupiye ki jaroorat hai to owner business me 500000 leke aaya or baki ke 500000 ke shares diye manlo 50 logo ne milke 500000 ke shares liye to jisne hamare company ke shares liye hai wo hamare liye kya huye or unki entry tally me kaise karte hai
Bhai ownership kahlayega
kya hum free mein kaam kre kya pls rply me🙏🙏🙏
pls guide kijiye
Hlo sir
1000000 lakh bache ge
10,00,000 rs hoga
Sir pls increased volume, share contact number
Practical video upload kijiye sir ji