Joint Family Me Rehna Kaisa Hai & Parents Ki Resonsibility Kiski Hoti Hai Bete Ya Beti Ki ? By AFS

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 40

  • @realtips2u
    @realtips2u Рік тому +5

    Ma Sha Allah bohat achay tareeqay se samjhaya baat clear samjha d bus samajh may ajaye logo ko

  • @ayeshakhatoon2522
    @ayeshakhatoon2522 Рік тому +8

    Apne bilkul shi kha bhai humre sasural me esa hi hota h mere sohar sbse chote h 7no pr h or humre yha 5 kitchen h sb apna bnte khte h kbhi kbr milkr bnte khte h or bri bri se ammi abbu ko khana dete h or masha allah se parda bhi h or sbme pyar or izzat h , joint family me rhna koi difficult nhi h bs rhne k tarika pta hona chiye isliye hume islam ke hisb se chlna chiye jisse humri zindgi me aasani aati h❤️❤️❤️

    • @shahnazlive
      @shahnazlive Рік тому

      Ma sha Allah kitni achi baat hai..Allah kare hamare yaha bhi aisa ho jaye

  • @amhjvd693bqrtt2
    @amhjvd693bqrtt2 Рік тому +1

    Watch from 9 to till end.... Agar koi bahu kartee hai Saas aur susur ke khidmat... Tou yea taay hai ke uske joo anee walee naslee hai sawar jayngee. Aur yea bouhat badee kamyab hai iss duniya kee.... Allah swt. Hidayat dee... Aameen

  • @ArfaKhatoon-uz4uz
    @ArfaKhatoon-uz4uz Рік тому +1

    Waah keya behtareen sawaal aur keya behtareen jawaab mashallah

  • @shaheenashaikh4516
    @shaheenashaikh4516 Рік тому +2

    Bahot accha bolte ho aap.. masha allah

  • @Thefoodcorner19
    @Thefoodcorner19 Рік тому +4

    Maasha. Allah. Bhai. Aapke. Saare. Videos. Bahut. Achche. Allah. Aap ko. Salamat rakhe❤❤❤❤❤

  • @fauziakhan692
    @fauziakhan692 Рік тому +4

    Buhat zabardast lecture hai
    Very informative

  • @big_gamerz149
    @big_gamerz149 Рік тому +1

    Mashallah bhot hi ache se samjhate hai aap allah aap hamesha salamat or sehtiyab rakhe, ameen

  • @Khaja2606
    @Khaja2606 Рік тому +5

    Assalamualaikum.
    I never feel bore watching his videos ❤

  • @mohammedhaneef8956
    @mohammedhaneef8956 Рік тому +2

    Assalamualaikum remove ads

  • @quadeershiekh2990
    @quadeershiekh2990 Рік тому +4

    Assalamwalykum faizbhai aapkey sarey bayaan achey hotey hi excellent

  • @shafias5343
    @shafias5343 Рік тому +11

    Thanx ...ajkal gunah manthey hey aisey rehna.. alag kardi shadi k baad cheeenli 😂😂

  • @JebaSulthana
    @JebaSulthana 11 місяців тому +1

    Asalamu alaikum wa rehmatullahi wa barakatuhu. Dua kare, ghar mei mushkil pesh arhi hai

  • @imtiazblouch7135
    @imtiazblouch7135 Рік тому +1

    Jazakallah

  • @nowsheentarannum9028
    @nowsheentarannum9028 Рік тому +1

    Maa baap ko .. bacho ka haq hy .. beta aur beti ka .. agar maa baap ko aulad me sirf beti he hy .. shohar maa baap ki khidmat karne se inkaar kare us waqth kya kare ?? ( Maa baap majboor hy aulad ki zarurat hy madath k liye)

  • @MDQamarEqbal-wr7nj
    @MDQamarEqbal-wr7nj Рік тому +2

    Md Qamar Eqbal Sulfi Aslam Alaikum

  • @mdshakeel1052
    @mdshakeel1052 Рік тому +6

    Nice👏

  • @shabana8791
    @shabana8791 Рік тому +3

    Assalamualaikum Maine apne saas sasur ki bahut khidmat ki h unhe mujse jra bhi humdardi nhi meri shaadi ko 9 saal se jyada ho gye mere bacche nhi h mere shoher b grib h koi dua btaye saas aur sasur k dil m mere liye mohabbat paida ho jaye plz ans jrur dena m kisi aur se nhi bole sakti kuch bhi

  • @rizwangohil6463
    @rizwangohil6463 Рік тому +5

    UA-cam se kitni earning hai??

  • @Tryto.826
    @Tryto.826 2 місяці тому

    Ma baap ki zimadari ...ma baap pe khud hai hai....khana banana he tu hota hai...agar ma baap k pas paisa na ho tu bacche de....magar vo apna khana khud banaye....only if medical condition is there then a helper or children will have to support in food, laundry and in hospital...

  • @ItabMengal
    @ItabMengal Рік тому +1

    Mashallah ❤❤❤❤

  • @shaikhfarhanabanu2812
    @shaikhfarhanabanu2812 Рік тому +2

    Maire bhi yahi problem hai kai maire ammi hospital mai hoti hai to maire sohar mujko wha rhainai se mana kar tai hai

  • @SyedaShafiya-pc4jk
    @SyedaShafiya-pc4jk Рік тому +1

    Mashallah

  • @Warrior3127
    @Warrior3127 Рік тому +4

    Konsi behen hoti hai jo paisa bhai ko bheje .janab arab patiyo ki bibiya hai nande meri lekin garib bhai ko lutne ka mauka nahi chodti...hamara haq mara jata hai sas sasur ke jriye behno ke wjhse

  • @amershaik3504
    @amershaik3504 Рік тому

    Aesa sawl hi kiu puchre. Ki pernts ki zimmedari kiski hai. Bete ki ya beti ki. Man Bap ne to ye soch kar nhi pala apko ke beti. Ko pale ya bete ko unhon ne to dono ko. Barabar pala posa. Kal agar yehi sawal apki aoulad puche gi na tab pta chalega

  • @NG_DEVIL_100k
    @NG_DEVIL_100k 3 місяці тому

    Kiye separate rehn glta hai

    • @ibtehaljabeen01
      @ibtehaljabeen01 2 місяці тому

      No, its absolutely correct ... Seperate house with your wife and kids is the best solution

  • @mdzeeshankhanzeeshan2679
    @mdzeeshankhanzeeshan2679 6 місяців тому

    Ek ekeli maa h tb bhi biwi sath nhi rehna chati to kya kren

  • @fatmakhatoon926
    @fatmakhatoon926 7 місяців тому

    Aj kal to beti ki shadi ho gi to woh apny maa baap pe kahan kharch skti hi.. Sasuraal pehly khege k apni maa baap pr kharch krrhi

  • @mehjabeenbegum956
    @mehjabeenbegum956 Рік тому +1

    ❤🎉

  • @Tryto.826
    @Tryto.826 2 місяці тому

    Joint family Islam ma nhi hai.....

  • @ZeeshanKureshy
    @ZeeshanKureshy Рік тому

    Agar ek musalman sahib hesiat hai
    Or wo hijrat Karne ki qudrat rakhta hai or Uske bawajood wo kafiro k mulk me Zindagi guzar Raha h
    Jaha uske Deen uski azan or namaz Ka mazakh banaya jata h to Kya wo musalman munafiqat k zumre me ayega k Nahi?

  • @MDmumtazAnsari-c8n
    @MDmumtazAnsari-c8n Рік тому +1

    Assalamu alaykum ham shadi shuda hai aur bahar me rahte hai jiske wajah se ham ma bap ki khidmat nahi kar pate mere aur bhi Bhai hai jo shadi shuda nahi hai aur o ma ke pas rahta hai hamare yahan ka sistem hai ki Ghar ke kam sirf aurat hi karengi mard nahi karenge to meri biwi kahti hai ki main tumhari ma ki khidmat ka jimmedari lungi baki ka nahi meri maa kahti hai ki tum bhdhi Bahu ho tum hi ko pura Ghar ka kam karna padhe ga meri biwi kahti hai me sirf aapki khidmat karungi aise me dono me bahut jaghra hota hai to ham kya kare maa ko samjhte hai to kahti hai biwi ko saport karta hai biwi ko samjhnte hai to kahti hai sirf tumhari maa ka jimmedar hai ham samjh me nahi aata kya kare ham

    • @quadeershiekh2990
      @quadeershiekh2990 Рік тому +2

      Purey gharwalonku ye video sunao phir deykho gey kon kyakaheyga

    • @Muhammad_Uvais
      @Muhammad_Uvais Рік тому +4

      Ji maa ko smjha den ki islam ke hisaab se meri biwi par sirf meri khidmat ka haq hai or uspar kisi ki khidmat wajib nhi...lekin vo meri muhabbat me aapki khidmat krne ko taiyyar hai...
      Iska matlb ye nhi ki ghar ka har kaam usi se karvaya jaye ye shariyatan zulm hai uspr...
      Yahan insaaf apko krna hoga...maa galat hain is mamle me...
      Islam ke aage khandaan ka system nhi chalta...

    • @MDmumtazAnsari-c8n
      @MDmumtazAnsari-c8n Рік тому

      @@quadeershiekh2990 sab koshish kar chuke hai Bhai maa kahti hai ye sab ajh kal ka nya nya molana behka deta hai bachcho ko

  • @mdzeeshankhanzeeshan2679
    @mdzeeshankhanzeeshan2679 6 місяців тому

    Kehti h aap bde bete ho sb kuch kr diya sb k liye aap bewakuf ho ab aap kharcha nhi doge kisi se nhi miloge

  • @imtiazblouch7135
    @imtiazblouch7135 Рік тому +1

    Jazakallah