Karrar Maulai New Noha | Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha | Maulana Karrar Maulai Noha

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 23 гру 2019
  • Maulana Karrar Maulai Noha | Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha
    New Noha Maulana Karrar Maulai 2020
    Title : Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha 2020
    Reciter : Maulana Karrar Maulai
    Venue : Susundi Ghazipur
    Date : 3 Rabiul Awwal 1441/2019
    Organizer : Syed Ansar Hussain Kazmi(+918010689654)
    Supervision : Syed Asar Kazmi
    Video By : #azadari_chitora
    ✍️Lyrics.
    Karbobala se pehle Kab kisko Ye Yaqee'n tha
    Kuch laash aisi dekhi jin par qafan nhi tha
    Hamrah h safar Mai abbas aisa bhai
    Chadar nhi chinegi zainab ko ye Yaqeen tha
    Zainab tadap K boli ki haye mera Akbar
    Wo khaak Ho gya jo Yusuf se bhi haseen tha
    Ek gham Naseeb khawar sar Apna peet ti thi
    Jab shimr leke khanjar shabbir K qaree tha
    Haaye usi ka Lasha pamal ho gya h
    Jo faqr aasman tha jo raunake zamee tha
    Zainab nashiab Mai ye bachhi se puchti h
    Pehchana tmne Kaise jab tan pe sar nhi tha
    ⚫Social Media:-
    .
    #karrar_maulai, #noha_karrar_maulai

КОМЕНТАРІ • 136