Thanks bro u done a good job One more question bro my aadhar link to bank account sucessfully but my subsidy not credit they said your aadhar not linked to bank account but I check my bank seeding status in uidai portal it shows active.i have to give any npci aadhar seeding status form to submit gas agency or not please tell me customer care said please submit npci link form from u r bank and subsidy what it means bank give any npci seeding status form given or not
Bank account me npci link Hai To fir LPG gas Me E KYC ka status check kijiye Agar eKYC complete Nahi Hai To eKYC complete Kijiye pahle Aur Ek Bar agency se contact bhi Kare
Union bank ka batatiye kyuki jab npci link union Bank of India ke website pe jate hai to ek hi option hai link adhaar to bank account. Bank change ka option nahi hai. Aap iska solution bataye tabhi manungi your video is best. Waiting for your reply ???? 7:52
Bhaiya mera aadhar seeding ho chuka hai Matlab bank ki taraf link batara hai magar aadhar website mai link nahi karaye bolke aara hai mera scholarship ruk gaya isko vajase
Sir mera addhar seeding request 10/05/2024 ko kiya h but 72 ghante ho gye jisme se kal Sunday tha or aaj vote h or avi tk seeding success nhi hua h aapke jaankari ke anusar ye bata sekte h ki only business day ko hi kaam hota h ya daily or kitna time lagega
@@ShivaKanoujia npci pr abhi bhi paytm dikhai dera hat hi ni raha kuch smj ni ara bhai sbi se bhi apply kradiya 20 din hogye , scholarship ruki padi h🤦🏻🤦🏻
Mere account indian bank me hai ab meku sbi account me npci link karna hai ky meku old bank me jake account close karana hoga ya automatically sbi npci link ho jata
Sir mera ek account me npci link dikha rha h pr vo account mei use nhi kr rhi hu or mujhe dusre account me govt. Scholarship k liye npci link karana h kya hojaega dusra account npci link
*MUJHE INACTIVE SHOW HO RAHA HAI KYA KARU* ❓ _DBT KA PAISA KAISE AUR KYUU AATA HAI ❓BANK MAY JAAKAR KYA KAHU DBT KO MAYRE ACCOUNT SE LINK KARNE KO KAHU PLEASE REPLY BHAI_ 🫂🤝🏽.....😊
Bhai SBI wale bolte hai apka aadhar link hai but aadhar websight par idbi bank aadhar seeding status inactive show karta hai kyonki account band ho chuka hai . sbi me dbt karana hai kya karen
Sir Mera phle wala AC band kra Diya or dusre Bank m AC h jisme DBT branch se karwa Diya bt abi b phle wala Bank ka hi name aa rha h plz koi solution btao
@@A2ZPROCESS Acc band krte time sirf application se band ho gya . Aur uske baad Sbi bank jake ekyc krake submit kiye Manager bola ho jayega 24 hours but hota nhi
Bhaiya mera yaha bohut bara problem ho mera axis Bank account use nahi kar rahai wohi number mai ncpi link kiya magar humko SBI bank mai karna hai.. mera state se door hai toh kaise karega online mai
Mera India post payment Bank account mein Aadhar link hai mujhe State Bank mein link karna hai para branch jaane ke bad bhi request cancel Ho jaati hai India post payment Bank se d-link kaise karen npci se
@A2ZPROCESS 2-3 bar Kara Chuka hun par nahi ho raha linc npci se cancel ho jati he request bo bolte he pahale d.link karao india post payment bank me or waha d.link ka operation nahi he😟
Bhaiya agar hamari scholarship nahi aye mtlab hamne jab chek karava to usme ye likha aya ki thumara adhar link nahi ha aur agar hm bad ma link kara late ha to kya hamari scholarship aya jayagi aur sabki to aya gye hamne tab dhaka ki hamari nahi aye
Sir mera never enabled for dbt likh rha hai main kya kru bank me 5 bar ja chuke hai bolta hai ki ho chuka hai bank of India hai sir plz reply me kyunki main 10th ka scholarship online kiya hu aur rajected by pfms likh chuka hai
Iska Yahi solution hai Jo Bank me aap link karna chahte hai use Bank ka branch Mei Jana Hoga aur vahi se link karvana hoga ( online service available Nahi Hai )
sir mere me active ki jagah me enabled for DBT likha huaa hai enabled ka matalab dbt npci link nahi hai kiya baaki Saab same dikha Raha state Bank of India ka hai account
सर, इंडिया पोस्ट बैंक से अनलिंक कराके दूसरे बैंक में लिंक करवाना है, इंडिया पोस्ट पैमेंट बैंक से अनलिंक कैसे करें बताने का कष्ट करें आपकी बड़ी मेहरबानी होगी
@@A2ZPROCESS sir meri nsp scholarship me payment status chack karne par approve by agency no dikha raha h or painding at bank dikha raha h any solution
Thank you so much Thanks for the good information
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Perfect video, thankyou i just linked mine.
You're welcome!
Sir bahut achi videos good mera solution SBI me clear ho gya thank you so much ❤
Welcome🥰
KAISE KIYA?
SBI me link ke liye to option hi ni aa rha
Kaise kiya bhaii,
Kaise kiya sbi me plz give us some information 🙏
Ek aap hi go jis ne mera corner clear kiya thank you
🥰❤️🥰
Aise video se bahut fayda hota hai thanku sir❤️
Welcome
Sir. Mera aadhar toh link h bank mein
But NPCI nhi ho paa rha h
बैंक ऑफ़ इंडिया का एनपीसीआई कैसे
Branch se
Bhai 2 sal se nahi ho raha hai@@A2ZPROCESS
Thanks bro u done a good job
One more question bro my aadhar link to bank account sucessfully but my subsidy not credit they said your aadhar not linked to bank account but I check my bank seeding status in uidai portal it shows active.i have to give any npci aadhar seeding status form to submit gas agency or not please tell me customer care said please submit npci link form from u r bank and subsidy what it means bank give any npci seeding status form given or not
Bank account me npci link Hai To fir LPG gas Me E KYC ka status check kijiye Agar eKYC complete Nahi Hai To eKYC complete Kijiye pahle Aur Ek Bar agency se contact bhi Kare
Ekyc sucessfully done in Lpg bro
Appka konsa bank h
General post office sb account me dbt hota hai kya
Sir , mere fingerprint ni are , dbt ke liye aur koi option h kya
Apka jo video ke start me status tha usme npci and dbt both active hai?
Mapping status - enable dbt mean what bro active or inactive?
Active
Bhai npci or dbt dono alag term hai dono ka activate hona chahiye
Now there is no option Consumer and BASE please check bro if any details are there please tell me bro please
19 March 2024 ko video upload Kiye Hai Use video ko dekh Lijiye bataya Hua Hai
Union bank ka batatiye kyuki jab npci link union Bank of India ke website pe jate hai to ek hi option hai link adhaar to bank account. Bank change ka option nahi hai. Aap iska solution bataye tabhi manungi your video is best. Waiting for your reply ???? 7:52
UIDAI ke portal per jakar check kijiye Uske bad fir comment Kijiye kya dikha raha hai
union bank otp dhavat nahi fakt 4 /5 dhavat aahet kase karnar baki bank kadhi link honar????
@@manoharmahadik5754 correct same here
Sirf Indian Overseas Bank Account Wale Bhai Hi Aadhaar seeding Karwa Sakte Hain,
Mera yhi bank hai😂
Sir mera canara bank me pehle se hi link hai muze sbi me change karna hai kya karu
Sir plz replya 🙏🙏🙏
Direct SBI Branch me jaen vahin se link hoga
Bhaiya mera aadhar seeding ho chuka hai
Matlab bank ki taraf link batara hai magar aadhar website mai link nahi karaye bolke aara hai mera scholarship ruk gaya isko vajase
Kaun si Bank hai
@@A2ZPROCESS Same problem
My bank is SBI
Aadhar number nehi hora he sir
Sir ap ne Mera bohot madad Kiya thank you so much Jai shree ram
Jay Shri Ram
In Bank seeding status, Paytm payment Bank is showing active for dbt but i want DBT link with ICICI Bank. What is the process.
Costomer consent status N aa rha h koi dikkat to ni h isse baki sb thik h batao
complete solution 🤩🤩🥳🥳🥳
❤️
Thank you bhai❤❤
🥰
Mandate flag m n aa rha isme dbt s npci m isse koi dikkat to ni h
Sir mera addhar seeding request 10/05/2024 ko kiya h but 72 ghante ho gye jisme se kal Sunday tha or aaj vote h or avi tk seeding success nhi hua h aapke jaankari ke anusar ye bata sekte h ki only business day ko hi kaam hota h ya daily or kitna time lagega
1 week wait kijiye
Apka hua seeding ya ni ,mera ek hafta hua bank me to sbi bank me to btare hogya but npci website pr ni aya
Bhai Tera bank wedding hua ky ??
@@ShivaKanoujia npci pr abhi bhi paytm dikhai dera hat hi ni raha kuch smj ni ara bhai sbi se bhi apply kradiya 20 din hogye , scholarship ruki padi h🤦🏻🤦🏻
@@swkp4811 bhai ippb me khata kholwa lo post office jaa ke ho jayega clear
Sir mera cbi bank me minor account hai usko major karwana hai kya koi charges lagege ?
Please reply sir
No
Sir mera bank of Baroda me inactive hy to cheng kar sakta hu aur mahtari vandan ka paisa esi me ajayega kya jisko link krunga
Yes
BOB me hota hai, sir ?
Pahle se central me dbt hai kya SBI me NPCI link ho jayega
Yes
DBT NPCI alag alag hai kya sir
Addhar number not mapped at bank :FAILURE bata raha hai sir...
Npci ko link Kar Lijiye Bank ke sath
मेरा account IDFC bata raha lekin wo account band kar diya hai mujhe sbi me link karana hau kuch reply dena
Direct SBI Branch me jakar link Karva Lijiye ho jaega
Mere account indian bank me hai ab meku sbi account me npci link karna hai ky meku old bank me jake account close karana hoga ya automatically sbi npci link ho jata
Direct SBI Bank se hoga
Sir mera ek account me npci link dikha rha h pr vo account mei use nhi kr rhi hu or mujhe dusre account me govt. Scholarship k liye npci link karana h kya hojaega dusra account npci link
Bilkul ho jaega Jo Bank Me link karvana hai use Bank mein jana padega
@@A2ZPROCESS Bank of Maharashtra me hojaega....
*MUJHE INACTIVE SHOW HO RAHA HAI KYA KARU* ❓ _DBT KA PAISA KAISE AUR KYUU AATA HAI ❓BANK MAY JAAKAR KYA KAHU DBT KO MAYRE ACCOUNT SE LINK KARNE KO KAHU PLEASE REPLY BHAI_ 🫂🤝🏽.....😊
Bhai SBI wale bolte hai apka aadhar link hai but aadhar websight par idbi bank aadhar seeding status inactive show karta hai kyonki account band ho chuka hai . sbi me dbt karana hai kya karen
SBI Branch se hi hoga
Mera udia per icici bank dikha raha hai.. But maine BOM me do bar aadhar link ke form diya hai.. 2 mahinede nahi huwa..
Bank wale link nahi kiya hai aapka
Same bank but other branch me NPCI DBT aadhar link karwa sakte hai ya nahi? Please bataye
Yes
Sir Mera phle wala AC band kra Diya or dusre Bank m AC h jisme DBT branch se karwa Diya bt abi b phle wala Bank ka hi name aa rha h plz koi solution btao
Same problem bhai
Kaun sa form apply Karke submit kiye the
@@A2ZPROCESS Acc band krte time sirf application se band ho gya .
Aur uske baad Sbi bank jake ekyc krake submit kiye
Manager bola ho jayega 24 hours but hota nhi
Bank walo ne hi brwaya tha
Sir I'm facing this problem invalid account type(nre/ppf/cc/loan/fd) failure for bank seeding .... please reply 🙏🙏🙏
Next time try
Bhaiya mera yaha bohut bara problem ho mera axis Bank account use nahi kar rahai wohi number mai ncpi link kiya magar humko SBI bank mai karna hai.. mera state se door hai toh kaise karega online mai
Direct SBI branch se contact kijiye
First comment sir❤️
Well done
Sir pehle Paytm payment bank me DBT link tha ab PNB me Link karna chahte hai please 🙏 Solution btao sir
Ho jaega uske liye branch jana padega
Paytm pmt bank customer care se pahle dbt unlink krvalo
@@A2ZPROCESS branch me documents sb diye 2 mhina ho gya ab tk ni hua
Paytm payment Bank se DBT unlink kaise hoga... please give solution @@rameshkhudia
Sbi online account ki time ky hai yani 5pm baje ke bad bhi khol sakte
Yes
Sir pnb ka bhi aese hi kr sakte h kya ghr se hi khud hi
Aadhar link kar sakte hain per npci online Nahin
Bank of india sey de link karna hai aur canara bank mein link krna hai ,ho jayega?
Yes
@@A2ZPROCESS plz online process bataye .kyunki bank Wale nhi kr rahein hai
Api service is not available.bta rha sir
Haa uske liye kya kare
Same problem
Same
Hello Sar namaskar
Hello Sar maja Pan khate aur ek rupya Milana Hai Ladki bhi nahin chahie Nahin
Very good ❤🎉
Thanks 🥰
Mera India post payment Bank account mein Aadhar link hai mujhe State Bank mein link karna hai para branch jaane ke bad bhi request cancel Ho jaati hai India post payment Bank se d-link kaise karen npci se
Post office bank mein de seeding karane ki jarurat Nahin Hai direct SBI Bank mein jaen vahin se link karvaiye ho jaega
@A2ZPROCESS 2-3 bar Kara Chuka hun par nahi ho raha linc npci se cancel ho jati he request bo bolte he pahale d.link karao india post payment bank me or waha d.link ka operation nahi he😟
Bhaiya agar hamari scholarship nahi aye mtlab hamne jab chek karava to usme ye likha aya ki thumara adhar link nahi ha aur agar hm bad ma link kara late ha to kya hamari scholarship aya jayagi aur sabki to aya gye hamne tab dhaka ki hamari nahi aye
Link karvaiye aa jaega
Sir central bank of india me kaise aadhar aur npci link hoga bank se ya online hojyega
Offline se hoga
Sir mene bank jakar karwaya tha abhi tk hua hi nhi hai 16 din ho gaye hai
Fir home branch maker contact kijiye
bhai mera UCO bank hai, active show nahi kar raha hai, Enable for dbt show kar raha hai, mera dbt enable hai ya nai
Yes
Sir mera maping status me enable for DBT dikha raha hai kya ye sahi hai
Yes
Mene bank se aeps kara liya hai to kya fir se muje Bank account me Mobile number update krana hoga?
Link hoga to karane ki jarurat nahi hai agar link Nahi hoga to link karvana Padega
Aadhar website uidai is not working. It shows server not responding. Problem since many days
Next time try
2 alg lag jgh alg lag Bank me account h dono me adhar ling hai ya nhi kese pta chlega
Check karne ka tarika video ke andar bataya Hua Hai dekh Lijiye
Sir mera never enabled for dbt likh rha hai main kya kru bank me 5 bar ja chuke hai bolta hai ki ho chuka hai bank of India hai sir plz reply me kyunki main 10th ka scholarship online kiya hu aur rajected by pfms likh chuka hai
UIDAI ke portal per jakar Ek Bar check Kijiye vahan kya dikhata hai
Canara bank or SBI bank npci not happening
Sir sbi bank mein sms duara aadhaar link kr sakte h Please Sir reply
No
Ha mere me bhi API service not available show kar rha hai
Kaise solve hoga
Aapka Bank Me npci se link Nahi Hai
@@A2ZPROCESS Yeah site open nhi ho raha hai api service not available bol raha hai
Monthly paisa melta hai kya ji
Sar mai bank of india me kaise online Aadhar likh karu plzz bataye
Ghar Baithe link ho jaega npci Aadhar link eSI portal se
Mera toh active dikha raha hain but scholarship mei prblm hain dikha raha hain main kya karu
Plz help me sir mera npci account me link nhi ho pa rha h ak dusra Bank tha usme dikha rha h o account bnd ho gya kya kre fir ki naya wala me ho jaye
Iska Yahi solution hai Jo Bank me aap link karna chahte hai use Bank ka branch Mei Jana Hoga aur vahi se link karvana hoga ( online service available Nahi Hai )
Sir mai adhar card se paise nikalne gya tha but usme adhar card not link your Bank show ho raha hai kya kru 😢
Branch Me jakar Aadhar link Karva dijiye
Sir mari ICICI BANK passbook ma ,bank Name- CAPITAL LETTER ha ,Adhar card ma - small letter ha( NPCI )dono conet hogiga❤❤❤❤❤
No problem
Sirf Indian overseas Bank ke liye hi hai
Sir PNB ka kar skte h kya aise hi
Aadhar link kar sakte hai per npci ke liye Bank jana padega
Sir mera mapping status me inactive h
Kese hoga active sbi account h
SBI Bank me jakar
SBI ka hota hai kya..?
Branch se
Npci disiding karna he uniin bank of india and sidiing tjsb bank
Bhai npci or dbt dono alag term hai dono ka activate hona chahiye
Yes
sir mere me active ki jagah me enabled for DBT likha huaa hai enabled ka matalab dbt npci link nahi hai kiya baaki Saab same dikha Raha state Bank of India ka hai account
Aapke bank account me npci link hai no problem
Neche naam ajata bank ka jo link rehti
भाई साहब पंजाब नेशनल बैंक नपीसीआई की साईड पर बैंक पीएनबी बैंक नहीं आ रहा क्या करना चाहिए।
Branch jakar karvana hoga
SBI bank ko v link kr sakta hai kya???? Make one vedio for SBI bank link
Branch se hoga SBI ka
सर, इंडिया पोस्ट बैंक से अनलिंक कराके दूसरे बैंक में लिंक करवाना है, इंडिया पोस्ट पैमेंट बैंक से अनलिंक कैसे करें बताने का कष्ट करें आपकी बड़ी मेहरबानी होगी
Jis Bank Mein link Karana Hai Usi Bank me aapko Jana Hoga npci ka form ko fil up Karke submit karna hoga
@@A2ZPROCESS 4 बार कर दिया फिर भी नही हुआ
Sir mera ta sbi bank hai nahi ata nahi dusra bank ata hai show nahi ho hot hi npci
Sir ho sakta hai ky sbi may
Are bhai sbi ka nehi ho raha
App overseas bank kyun Diya
Post office saving account ka kaise kare abbhi sbi active hai ese deactivate karna hai.
Already video upload channel per search karke dekh Lijiye
यूनियन बैंक में npci लिंक होगा क्या
Yes
Branch se hoga
ऑनलाइन कोई तारिका नहीं है क्या?
क्योंकि बैंक वाले जल्दी सुनते नहीं हैं
Mera union bank bank of baroda may krna hey to plz video send krto
Ok
Sir account balance chke karne k liye kuch video banaiye
Ok
सर बैंक नाम भरा
फिर अकाउंट नंबर भी भरा
बाद कैप्चर कोड डाला
मगर OTP जाती है मगर उसमें मोबाइल नंबर मेरा नही बता रहा है
ऐसा क्यों सर
Kyoki tumhara mobile no link nahin hai Aadhaar se
@@GabbarSingh-b
बिल्कुल मेरा आधार और बैंक अकाउंट दोनों में नंबर लिंक है
How to enable dbt for SBI bank?
Kay bank account change kar shakte hai sir please reply
Yes
Sir mera mobile number link nhi hai... please reply..mera 10 th ka scholarship nhi mil payega
Mobile number link Rahe Ya Na Rahe Aadhar npci DBT link Hona jaruri hai
एक बैंक में डीबीटी इनेबल है और उसे हटाकर किसी दूसरे बैंक में इनेबल करना हो तो क्या करें कृपया करके बताएं
Jis Bank Me link karna chahte use Branch me jakar contact kijiye
Sir mera 20 din hogya h abhi tk active nahi hua h dbt
Sirf adhar link hua h plz btaiye sir mera dbt Q nhi hua h
Abhi status me kya dikh raha hai
क्या जॉइंट खाते में दोनों आदमी npci कर सकते हैं ।
Yes
Best service
Api service not available bata Raha hai.....aap log video banaty hai to aap log me sab service avilable kyun hoti hai
Next time try
Hlo bhaiya mere Mami ka mapping status Enabled for DBT dheka rha hai kya kara hm 🤔🤔 kayse thik hoga
No problem
Mtlb shi hai unaka
Enable for DBT Aur active dono akhi hai
@@PRIYANSHUGUPTA-oc9jxyes
Kitne dino mai hoga kya koi msg aega ki hua ya nhi jo npci link krne k liye btaya h
2-7 day ke bad status aap check kar sakte hain aur aapke mobile per SMS bhi aa jaega
Bank of India me hoga plz batao
Nahi ( branch se hoga
STATE BANK OF INDIA
KA NHI HO RAHA SIR
PLEASE HELP ME
SCHOLARSHIP NHI AA RAHI HAI 😢😢😢
Branch me contact kijiye
Sir yes bank option nhi aarha
Sir npci or dbt ek hi h kya 🙏🙏
Yes
@@A2ZPROCESS sir meri nsp scholarship me payment status chack karne par approve by agency no dikha raha h or painding at bank dikha raha h any solution
Sir sbi me hay ose kotak me karana hay possible hay kiya aysa online please tell me
Same problem
ये तो तीन चार बँक के नाम दिखता है सिर्फ.दुसरे बँक के ऑप्शन नाही दिखा रहा है.axis Bank ka nahi dikhta
Sir mera npci me mapping status enable for dbt bta rha plz help bhai mera 2 sal ka scholarship nhi aa rha plzz😢😢
Screenshot share kijiye Instagram per
@@A2ZPROCESS Kiya to hai bhaiya reply nhi dete aap