This dish has been cooked in my house since ages. And it turns out really amazing. Just the difference is in the mixture fine chopped onion green chillies and hara dhaniya is added. And it turns out amazing.
Bohot zabardat 👍 in'shaa'allah ye zaror try karainge. Ye kandvian kehlati hain meri walda ictehai laziz banaya kerti thin jab basan ka paste bana k jamati aur cutting ker k rakhti tou hum rokha hi bohot kha jaya kerte thy halki phulki dant parti thi ab wo dunya main nhi hain 25 saal hogaye unki aur in k banye hoye khane yad ate hain. Bohot shukriya apne ye recipe banai.
My favourite dish ❤meri nani bhi banati hai aise , but wo hing bhi add karti hai, nani mummy ke hatho ka taste bht awesome hota hai, my mouth is watering, m try karti hu ye kandwi.. thanks for sharing ❤
Masha Allah 🌹 sister Maine yeh aap ka vedio pahle bhi dekha hu aur aise hi banaya hu .. bahot mazedaar bani thi khandvi ..hamare yahan is recipe ko badiyan ka salan kahte hai...
Assalamu alaikum hmare yha isko khandiye bolte h aur ham besan ke ghol me pyaz pudina zira hari mirch aur lehsun ki chatni dalte h aur phir jamane ke baad hm inko kat karke fry karte h phir salan ya phir hari mirch pyaz bhun kr usme dalte ese bhut tasty lagti aap bhi try krna bhut yummy lagti h allah hafiz 😊😊
Ye Ami Meri bht mazedar banati Hain mjje bht psnd Hai kafi time huwa khaye huwey me Kal hi Ami se keh kr banati hun nhi tw khud banaya tw Apko recipe se banaungi
I made it today and it turned out amazing. Must try this recipe ♥.
Thanks ❤
Khandvi bolte hain
Nathan Shabana Ahmedabad Gujarat se assalamu alaikum Lo Ji
❤
@@CookwithLubnaI s
This dish has been cooked in my house since ages. And it turns out really amazing. Just the difference is in the mixture fine chopped onion green chillies and hara dhaniya is added. And it turns out amazing.
Hamary han b hara dhania or mrch pyaz sb add hota h
Gravy me ya khandwi me
Masha ALLAH dish dikh kr dil keh raha hy ...yummy test
Bohot zabardat 👍 in'shaa'allah ye zaror try karainge. Ye kandvian kehlati hain meri walda ictehai laziz banaya kerti thin jab basan ka paste bana k jamati aur cutting ker k rakhti tou hum rokha hi bohot kha jaya kerte thy halki phulki dant parti thi ab wo dunya main nhi hain 25 saal hogaye unki aur in k banye hoye khane yad ate hain. Bohot shukriya apne ye recipe banai.
Best khandvi recipe 👍😋👌
Bht hi lazeez bna ...thank you soo much...itni achi itni asan recipi dene k liy..
Bhut mazedar bana recepi batane ka shukriya
Alhamdulillah mene try Kara tha bht acha bana Allah apko or success de Ameen
I am 68 but my nani allways made this recipe after her I never tested test of this recipe still remains in my 👅 it's yummy
aapka cuking sabse alag aur saral aur prfeykat hai jabarjast hai bhot pasnd aata hai
Thank you
Yeah meri Nani ki recipie hy main bachpan main bohat kahaty thi… yeah recipie dekh kar porani yadeen taza ho gain … Thankyou so much😊
Same recipe Meri ammi ki Tarah 😢 ammi miss u
Super delicious lubna ji
Mai aapki banai recipe
Bina soche try karti Hoon
Kyonki hamesha achhi hi banti hai
Bahut shukriya
Nhe ap kaafi achy se guide kr rahi hen .. masha ALLAH se .. kal hum bh try krn gae.
This is the most authentic recipe of besan ki khandaeya ki sabzi . All your recipes are perfect .
I made this dish...gravy kafi tasty bani..Puri dish tasty lagi
Mujhy bht Pasand hy ap ki sari resipes bht ache Hoti hn
BHT zabardast bni ❤
Ap both achi cooking krti hai ,Mai both shoq Sy dakhti ho apki respies
Meri ammi bhi bht achi banati hai , allhumdulillah ❤ Allah unhe sehat de 😊 Ameen
Most awaited recipe ❤❤❤❤jazakallahkhair
M ne aaj bnae ye recipe bht he zabardast bani aur bht tareef hoe thanks lubna
Lubna appi MashaAllaha ap bahut achi dishes banati h lbt khandwiyan meri ammi bahut achi banati h
Me aaj try krne wali hu inshaAllah ♥️ thankyou lubna
Mene pehli br dekhi recipe bhut achi lgi
Yeh mai pehli baar dekhrahi hoon. In sha Allah zaroor try karungi.
Bilkul aaj hi bnaogi mjhy to wesy hi tension think aaj kia bnao thnxxx❤
Ye to dkhne me hi delicious lg rhi hai yummy
Masha Allah Lubna ji Shandaar & Jaandaar 👍
Chiken frya with dip banaya Mary bachion ko passand Aya !
I tried it, very very nice. Excellent explanation 👍
Thanks a lot 😊
Masha Allah, boht hi aala, Boht hi zbrdst
Hmm😁ye hamare yaha bahot banti hai، bahot tasty hoti hai alhamdulillah ❤️ from india
My favourite dish ❤meri nani bhi banati hai aise , but wo hing bhi add karti hai, nani mummy ke hatho ka taste bht awesome hota hai, my mouth is watering, m try karti hu ye kandwi.. thanks for sharing ❤
Amazing reciepi😊
I made it today MASHAALLAH really it turned out amazing n delicious❤
Today I made its delicious 😋.. but mene onion or chilly b daali to or yummy tha❤❤ thank you 🎉🎉
Mashallah bohot yammy lagrahi hai
khandoiyan hamare ghr mein bhi bnti hai .
very tasty and amazing.
6:19 I usually cooked it but my method is different inshallah today I will try ur recipe
Khadaiye bolte hai Hmare yaha😘👌🏻😋😋
I'll try InshaAllah... thank U for the recipe ❤
ماشاءاللہ بہترین طریقہ
I tried today and it turned out very very tasty🥲❤️❤️😍😍 thank u for amazing recipe 😍😍❤️❤️
You are a great cook bravooo
Besan ke andar green chillies aur coriander leaves se bahot accha test aata hai
Masha Allah 🌹 sister
Maine yeh aap ka vedio pahle bhi dekha hu aur aise hi banaya hu .. bahot mazedaar bani thi khandvi ..hamare yahan is recipe ko badiyan ka salan kahte hai...
Mujhe bhut pasand h yr yammy ab aise he banao gi👌🏻😋
U r amazing I m a old old subscriber of your channel & I tried most of your dishes
Alhamdulillah all are good with delicious tasty
Ammi ki yaad a jati hai 😢😢😢😢
💔
Allah mghfirat kerien aapki walida ki🤲
Hmm zarur 😢 ...
Aaah Allah pak jannat ma jaga ata farmaye
Nice ma ki yad agi
Hm besn ko grm pani me bhap deke bnate h wo b bot ache bnte h sb 1bar ese tray krungi
Mam hmare ghr m besan k ghol m pyar hari mirch chop krke dali jati h taste bht achha h usse b
🌟💛💫,,Wahhhhhhhhh Kiya baat hai,,,Sooooooooo Delicious Yummy 😋😋😋,,
Mere tu Mou me pani aa gaya Main zaror try karo gin,,👍🏻👍🏻👍🏻👌🏻😍🥰🤗
💫💛🌟
Plz sport me 🙏
@@HaramFatima-urdu
💛Ok💛
Wow 😲 very Nice and looks yummy 😋👌👍👍I Like is very much ❤
😢 plz sport me 🙏
Ye buhut mazedar dish hai 😋
Mashallah tumhari baton se sab kuchh achcha lagta hai
Very nice 👌😎 khandvi 🙃🙃
Super.....zror try kron gi.....mjhy lag raha hay k mery bachy ye shoq Sy Khain gay....warna to siyappa hi parra rehta hay
Bohat laziz recipe share kee God bless you from Pakistan ❤
MashaAllah yummy
Hmare yhan ise Bella boltey h yummy 😋 recipes
😋😋 mere papa Haryana ke hain humre ghar par ye bahot banti hai isko hum besan ki kandli bolte hain, mujhe to ye bahot pasand hain ❤❤❤
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉 mashallah mashallah
It's my favourite recipe
Looks so delicious
😮
Walaikumassalam jii apka bahut shukriya ye recipe batane ke liye inshaAllah hum zaroor banayege Allah apko hamesha kamyab kare Aameen ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
👍
Hum log khandwi Ka besan imli k Pani sy gholty hn bohat Achi bunti hn
I was looking for this recipe since years. Had it in Rajasthan (India). Thanks for sharing.
Assalamu alaikum hmare yha isko khandiye bolte h aur ham besan ke ghol me pyaz pudina zira hari mirch aur lehsun ki chatni dalte h aur phir jamane ke baad hm inko kat karke fry karte h phir salan ya phir hari mirch pyaz bhun kr usme dalte ese bhut tasty lagti aap bhi try krna bhut yummy lagti h allah hafiz 😊😊
bahut testy lagti h ye dish
Boht fit Recipe 🥰🤝👌
Lubna I love your recipe
Ye Ami Meri bht mazedar banati Hain mjje bht psnd Hai kafi time huwa khaye huwey me Kal hi Ami se keh kr banati hun nhi tw khud banaya tw Apko recipe se banaungi
mashaallah bohot acha banaha maeri mama banahage or bohot tast hoga insahallah
Main sirf aapki recipes banti hu or wo sabhi bohot tasty banti hai Thank you so much ❤❤❤
Thank you so much 😊
😋
Inko khdaiyye hi bolte h .....bahut hi test dikh rahi h
Bhut mazedar lg rha h
Meri mummy bohat tasty bnate he
Meri khndiyan bhi esi hi bnti hn mzedar
Bahtreen recipe same mry mother bnate thein
I made it today and turns out perfect thank you 😊
I think KHANDLI bolte hain but jo b bolte hon aapne banai bohot lazeez hai
Yaar isko to m bhul hi gye the mere mother in law bnate the ab bnaw gi thanks for sharing 👍
Delicious recipe👌👌👌I will try
Bahut achcha hai❤❤
Thank you low badjet recipe yummy 😊
Bohat acha banaye acha lagra 👌
Zabardast Masha’Allah 🙏👏🥰 from Karachi Pakistan 🇵🇰
Mashallah yummy looking thanks for sharing jazakhallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
My first time 😊❤❤❤
MashaAllah appi bhut acchi banai aapne me bhi ayse hi banaugi
😋
Thanks for sharing this tasty dish
Assalamualaikum very good recipe thanks for sharing please stay connected stay blessed i have 👍🏻
Very nice and easy recipe yeah meri MoM ki recipe ap ki video deakh ka I miss my mom.USA
Mashallah subhanallah ❤❤❤❤❤❤❤
Ma'am isse hmare yha katli ka salan bola jata h ....aur ye bht delicious bnti h
meri bahut hi favourite racipe 😋👍
Me aj hi banau gi Insha Allah
Aapki sari recipe mujhe bahut pasand aati hai mam
Thank you
😮maashallah zabardust recipe mam lajawaab
My favorite ❤
😋😋