New avenger 150 gear shifting problem

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 26 сер 2024
  • dosto is video mai hum dekhane waale hai agar aap ki gaadi mai bhi gear shifting problem ho to kaise us ko solve karen .

КОМЕНТАРІ • 20

  • @sudiptabandyopadhyay9328
    @sudiptabandyopadhyay9328 3 роки тому +1

    Aur ek dikkat hai , bike 5th gear me 8000 rpm se zada nahi jata aur 120 ke baad speed aur nahi barta , 4th gear me 10000rpm le jata hoon uske baad 5th gear me jab shift karta hoon to rpm seedha drop ho kar 8000 me a jata hai lekin uske baad bahut dheere dheere increase hota hai jiske chalte bike 125km per hr ke baad aur bhagti nahi , pls iska remedy bataiye

  • @IrfanKhan-fe9vq
    @IrfanKhan-fe9vq 2 роки тому +1

    Meri 220 Avenger first gear second gear mein awaaz karti hai aise awaaz karti Jo sacche natak rahi ho kar kar kar kar uski awaaz band karne ke liye kya karna padega

  • @ASHISHKUMAR-ym6qr
    @ASHISHKUMAR-ym6qr 4 роки тому +1

    Gear dog ko check krna tha engine kholne se pahale
    Iss bike me gear shift 2 wajah se hota h gear spring tutana or gear dog ka play hona ya apne jagah se khisak jana

  • @nitinhadkar4847
    @nitinhadkar4847 Рік тому

    Aap garage ka address?

  • @sudiptabandyopadhyay9328
    @sudiptabandyopadhyay9328 4 роки тому +2

    Bhaiya meri 220f engine race zada dene se gear change nahi hota , high speed me 5th gear se 4th gear apne se lag jata hai upshift karne se shift nahi hota , downshift karne se atakta hai

    • @khansahebmumbai1132
      @khansahebmumbai1132  4 роки тому

      Gear changer jise gear selector bhi kahte hai

    • @sudiptabandyopadhyay9328
      @sudiptabandyopadhyay9328 4 роки тому

      @@khansahebmumbai1132 haan..to karna kya hai , kyonki gear khud se slip hokar lower gear me a jata hai , engine rpm 8000 me le jakar gear shift karta hoon to gear lagta hi nahi jiske chalte race harta hoon , proper launch nahi kar pata hoon, mai new gear shaft lagaya , star wheel , stopper drum sab kuch lagaya lekin gear slip wali problem jaisa ka waisa hi hai , accelater kam karke to hi gear lagta hai warna nahi, kindly meri madat kariye, atleast merko ye bataiye ki kya kya kaam karana hoga

    • @khansahebmumbai1132
      @khansahebmumbai1132  3 роки тому

      cluth plate check karen or presure plate bhi

    • @sudiptabandyopadhyay9328
      @sudiptabandyopadhyay9328 3 роки тому

      @@khansahebmumbai1132 new clutch assembly dala hoon , gear shaft aur star wheel drum bhi dala lekin koi fark nahi para, ab kya gear drum aur shifter change karna hai kya

  • @satishpatkar2234
    @satishpatkar2234 7 місяців тому

    Chidiya timing milane ke bad bhi dusre side Ho Jaati Hai Chidiya daily

  • @Ankursinghnsui
    @Ankursinghnsui 2 роки тому

    gear nikal nhi rha h bhai

  • @t.r.d.machanik7473
    @t.r.d.machanik7473 4 роки тому

    Ok

  • @prathameshchindarkar2990
    @prathameshchindarkar2990 3 роки тому

    Ye sab ka cost kitna hai ? Bcoz mere bike mai 1 st to 2nd gear bohot hard gir raha hai

  • @anupsingh2956
    @anupsingh2956 4 роки тому +1

    FZ ki full engine videos banao sar ji bahut jaruri hai

  • @jitendraswain8409
    @jitendraswain8409 3 роки тому +1

    Avenger bike pickup problem

    • @khansahebmumbai1132
      @khansahebmumbai1132  3 роки тому

      Pahle engin oil check karen agar cluth plate kharab hogi to oil bahut ganda ho gaya hoga agar wo theak hai to plug or carborator ka butterfly check karen ye sab karne se pahle choti choti cheeze dekha len wheel.jaam na ho cluth cable free ho accelator cable free ho