@@royalbrahmancreationsmishr71 bro my problem solved actually 5g connect hua nhi tha sirf show kr rha tha meine net monster app se check kiya fir meine ghar ke 3rd floor pe jake dekha connect hua ab mera unlimited net chal raha hai 300mb ps speed hai.. Bus hame unchi jagah par jake try karna h to hi chalega
Bhai koi bol payega Nothing Phone 1 kabhi kabhi display off ho raha hai.Incoming call ho rha hai...phir kuch minute mein phirse normal display ho jarha hai...kal phone software kuch minutes ke liye struck ho gya...phir normal hogya..sab chalta hai toh toh zabardast chalta hai...anyone facing same issues
bhai mere case me bilkul aisa nhi hua unlimited 5g ke liye phle hmko hmara 4g puraa khatam krna hoga fir jaake jo 5g ki speed milti h vo bhi 3g speed me convert ho jaati hai yhi h airtel unlimited 5g mere liye to
Bro, Can we use 5G phone's hotspot to download game in Laptop?
Yes bro
Airtel mai No jio mai Yes
Which cover do you using in this video on OnePlus 11 ??
Original OnePlus silicon cover given in the box.
@@TechiBoy96 okk bro thanx
Bhai mera daily 1.5 gb khatam hogya iske bad net nahi chal raha... Aaj hi mein 5g claim kiya tha kuch bhi nhi mila.. Koi solution hai kya bhai 😢
Haaa mera bhi💯💯
ek Solution H recharge khatam Hote He Sim tod kr fake Do airtel Sabse jada fraud or Logo ko Bewkuf Banane Vali company H
@@royalbrahmancreationsmishr71 bro my problem solved actually 5g connect hua nhi tha sirf show kr rha tha meine net monster app se check kiya fir meine ghar ke 3rd floor pe jake dekha connect hua ab mera unlimited net chal raha hai 300mb ps speed hai.. Bus hame unchi jagah par jake try karna h to hi chalega
@@sanket7943uchi jaga aur Bhai hum tower pe Chad aje 😂😂 btw mere Ghar me har jagah 5g chlta hai 😂
Bhai airtel 5g me sachme unlimited hota hai kya matlabi 10 - 12 gb ki game download kar sakte hai na
It's unlimited bro am Using Daily around 100GB
Watching TV and Mobile In 4K
Bhai koi bol payega Nothing Phone 1 kabhi kabhi display off ho raha hai.Incoming call ho rha hai...phir kuch minute mein phirse normal display ho jarha hai...kal phone software kuch minutes ke liye struck ho gya...phir normal hogya..sab chalta hai toh toh zabardast chalta hai...anyone facing same issues
Ya I am facing this too it's a bug
Ye bug hai dhire dhire updates ke madat se hi fix honge
Bhai Maine suna hai Airtel mein 5G 300 GB unlimited hota hai bus
Yah sach hai kya
Is chiz ko try karna hoga Jo Maine abhi Tak nahi kiya. Core Broadband user hai but jaldi karenge test
bhai mere case me bilkul aisa nhi hua unlimited 5g ke liye phle hmko hmara 4g puraa khatam krna hoga fir jaake jo 5g ki speed milti h vo bhi 3g speed me convert ho jaati hai yhi h airtel unlimited 5g mere liye to
Yese nahi huva mera sath
Jio ka ???
❤
Sahi haa❤