Mango Shopping from Fruit Mandi Islamabad

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 7 вер 2024
  • Mango Shopping from Fruit Mandi Sector I -11/4 Islamabad
    Video Shot on : Dji Action-3
    B.G Music : UA-cam Audio Library
    Email : pakmotovlog@gmail.com

КОМЕНТАРІ • 9

  • @saeedanwarsohail
    @saeedanwarsohail 2 місяці тому

    English mango wah wah

  • @awaisaziz8308
    @awaisaziz8308 2 місяці тому

    Mangoes ki pati wah mami dady uncle banass😂😂

  • @kaukabtanveer2784
    @kaukabtanveer2784 2 місяці тому

    New Yamaha ybr g ke price update kar sakte he thanks

  • @kingsaab9617
    @kingsaab9617 Місяць тому

    @pakmotovlog assalamoalikum naeem bhai kese he ap umeed he ap kheriyat se ho ge naeem bhai me ap ka bht purana subscriber hu mujhe honda cb 250 k baare me information leni thi ap se

  • @user-it9bq8ln2o
    @user-it9bq8ln2o 2 місяці тому

    yeh apki videos ko kiya ho gaya naeem bhai hinda 125 ki viedeos muree ka travel abhi toh apka chaneel bilkul khatam ho gaya hai views hey nhi hai

  • @mark.1234
    @mark.1234 2 місяці тому

    Assalamualaikum sir kaise hein...
    SIR AAP sei aik buhut qeemati Rae leni hei.
    Wo ye k agar thunderbird bike 275000 tak used mein mile jo only 4500 km chali ho aur almost new ho to le leni chahiye?
    Doosra ye k jab thunderbird ki battery ka aap nei bms change karwaya to battery k aap nei andar sei cells Dekhe the?
    Q k aik buhut Bara concern hei jo mein aap k sath bhi share karna chahta hu.
    Jaisa k aap ko metro ki e8s pro kaafi pasand ai hogi lekin aap ko shayed ye nahi pata k in bikes mein batteries k Hawale sei buhut Bara fraud Kia jaa raha hei.
    In sab per graphine graphine print Kia jaa raha jo k sab jhoot hei.
    Graphine ki battery to Elon musk tesla mein bhi use nahi kar saka abhi tak q k graphine Dunya mein buhut kam daryaft Hua hei aur buhut costly hei. Aur graphine actually Lithium sei bhi advanced hei aur zyadah life hoti hei. But buhut costly hei.
    Ye jo inho nei sab scootyon mein batteries daali hui hein ye actually Ev grade dry batteries hein Jin ki life daily charge karne per 14 15 months hoti hei. Ev grade ka matlab hei k life to Utni hi hoti hei jitni aam dry batteries ki hoti hei lekin inka current discharge rate Thora acha hota hei to power theek de deti hein.
    Mere Walid sahib Ali khan autos k very early customers mein sei hein aur unho nei almost 2 years Pehle un sei metro t9 li thi jis ki batteries less than 25000km chalne k baad Khatam ho gai jab k inho nei kaha tha k 1000 cycles wali batteries hein aur 100000 kms chalein gi. Aur phir new rakhwani parhi.
    Batteries ki chemistries waghera k bare mein mujhe kuch info thi lekin Walid sahib nei mujhe nahi bataya tha k wo t9 le rahe hein aur unho nei le li.
    To ye sab fraud chal raha hei.
    To Mera ye concern thunderbird sei bhi hei k kahi ye log bhi aisi hi naqis batteries to nahi daal kar de rahe jo 1 ya 2 saal chalne k baad farigh ho jaein. Q k lithium mein used mein bhi buhut batteries aati hein jo sasti hoti hein aur apni 80 percent health per hoti hein jinko ye log setting waghera kar k laga lete hein aur maximum 2 years tak chal jaati hein aur aap ko pata hei k Pakistan mein aise fraud karna buhut Asaan hei.
    To is k bare mein aap ka kya khayal hei.
    Aur uska lazmi answer kijie ga k kya aap bei thunderbird ki batteries ko andar sei dekha?
    And for just sharing,, jab aap apni bike ki front disk seedhi karwane us khiradiye k paas gae the jo G8 Markaz mein hei to us k baad aap nei waise check karne k liye bike per markaz ki doosri side ka chakkar lagaya tha, aur jahan sei u turn le kar wapis ae the wahan aik white colour mein Bari masjid thi Jamia Masjid Al Rasheed. Us mein mere Walid sahib Khateeb o Imam hein.
    Video mein apni Masjid dekh kar khushi hui.

  • @madebyak
    @madebyak Місяць тому

    انگریزی بولنے والے بھائی احسان اللہ کینٹ پبلک اسکول کے تو نہیں؟😊

  • @sameertariq9201
    @sameertariq9201 Місяць тому

    Asalam oalaikum naaem bhai kindly united us150cc ka honest review banain apki recommendation pe yamaha yb125z li thi or alhamd ullillah bohat satisfied hn ab ye leni ha magar koi honest review nahi mil raha he kindly bari meharbani hogi iska review badain❤