Vicky Bhai muze aisa lagta hai , koi bhi jagah (State) jada din rukne se boaring nahi lagti , boaring hota hai to contain , jo roj roj ek hi ho to .... Is se pahle , matlab shuru me aap aasam aaye to har roj naye log milte the , bina pahchan ke 😮 to bhi vo aapko host karte , koi nayi jagah ghumate , to yah sab dekhne me bahut hi achha lagta tha , aaj bhi vahi ho raha hai , sirf fark hai ke vo log aapke subscriber hai , Lekin dekhne me achha vo lagta hai, jo bina pahchan ke bhi aapko koi pyar de , host kare , ek mehman ki tarah 😊
Actually month ending hai and festive occasions hai, so new year, 31st, party, marriage events and year ka last days trips & tours plan karte hai jyadatar log, upar se Christmas bhi tha. So isliye jyadatar darshak log busy ho rahe hai lagta hai. Aapko daily follow karta hu, but thoda busy hu, so apne abhigyata se bata raha hu. 😅
Jaise Jharkhand aur Chhattisgarh me chila dish jo ki rice se banti hain dikhne me dosa ki tarah lagti hain waise hi humare Assam aur takriban northeast me bante hain jo aapne breakfast me khayi thi..❤
Maine 4 baar darshan kiya hai Kamakhya maa ka since childhood..Last year December mein bhi gaya tha..Mom ke side se sare rishtedaar Guwahati aur Shillong se hi hai,that may be the reason I was lucky to visit Kamakhya 4 times..Anyways advance new year wishes Vicky bro..Mauj kardi mauj..❤ from Darjeeling Siliguri..
Dekho bhai agar aap Maa Kamakhya ke darshan karne Gaye but koi baat nehi agar aap mandir ke andar enter nehi kar paaye .but aap mandir ke areas me bhi enter kar gaye to bhi aapko Maa Kamakhya ki ashirwad mil chuki hain kyuki Maa apne bhakto ko pehchaan jaati hain..
I am watching your videos.. sab acha he...BUT THORA SA ADVICE THA MERE TARAF SE... kyunki me Assam se hi hu... Aap na pehle research Karo, uske baad visit Karo, logo se suno, firse research ka Ro uske baad bolo... Bohot kuch galat bol dete ho video me. Like galat information dete ho kabhi kabhi...Apki koi galti nehi he, kuch galtiya local se vi hoti he kyunki un logo ko hindi achi tarah nehi aata he... Aap ise ek advice samjhiye... Good luck for your future journey
Haji bhai lekin daily vlogs m research jyada nhi ho pati kyuki khud nhi pta hota kal kha jayenge baki koshish Puri rhti h ki correct information jay thanks for adv8
Bhaut accha laga mata ke bare me batay ❤❤
Joi Maa Kamakhya @ghumakkad india bhai. May Mother Goddess bless you. Love from Guwahati. Welcome to the "Gateway of Northeast India"💕💕🩷🩷❄️❄️
Jai maa kamakhya.
Bahut badhiya videos banate ho Guruji..Itne acche se explore karte ho Northeast ko ...❤
Jay maa KAMAKHYA 🙏🏼
Jay Ho Kamakhya Maiya ki Jay
Assam best
Yes
Vicky Bhai muze aisa lagta hai , koi bhi jagah (State) jada din rukne se boaring nahi lagti , boaring hota hai to contain , jo roj roj ek hi ho to ....
Is se pahle , matlab shuru me aap aasam aaye to har roj naye log milte the , bina pahchan ke 😮 to bhi vo aapko host karte , koi nayi jagah ghumate , to yah sab dekhne me bahut hi achha lagta tha , aaj bhi vahi ho raha hai , sirf fark hai ke vo log aapke subscriber hai ,
Lekin dekhne me achha vo lagta hai, jo bina pahchan ke bhi aapko koi pyar de , host kare , ek mehman ki tarah 😊
Ok noted 😊
Actually month ending hai and festive occasions hai, so new year, 31st, party, marriage events and year ka last days trips & tours plan karte hai jyadatar log, upar se Christmas bhi tha. So isliye jyadatar darshak log busy ho rahe hai lagta hai.
Aapko daily follow karta hu, but thoda busy hu, so apne abhigyata se bata raha hu. 😅
Wow super 👍🙂💯🙂👍👍😊❤🎉
🎉❤🎉
where can i find your background harmonium and tabla music ?, when i listen it my mind become fresh and feel energytic.
JAI MAA KAMAKHYA❤, ASSAM
জয় মা কামাখ্যা ❤❤🙏🙏🕉🕉🚩🚩
विक्की तुम बहुत ही अच्छा ब्लॉग बना रहे हो, कामाख्या मां का आशीर्वाद लेने वाले है।❤❤❤ॐ कामख्या नमः
Aap' Sri Surjyo mandir ' nehi gaye😢..... Waha 1 lakh Sivling hai....... Nest time plz visit kijiye.
Very very nice 🎉❤🎉
Jaise Jharkhand aur Chhattisgarh me chila dish jo ki rice se banti hain dikhne me dosa ki tarah lagti hain waise hi humare Assam aur takriban northeast me bante hain jo aapne breakfast me khayi thi..❤
Bhai thank you for go to kamakhya mandir 🙏 Kamakhya Mata ki Jay Aagli baar pura clear kar lena ok
Ha bhai dubara aunga
जय मां कामाख्या देवी।।
आपकी मेरी यात्रा बहुत अच्छी लग रही है।। शुक्रिया ❤❤
Jai Mata Di 🙏
जय माताकामाख्या
❤️
Maine 4 baar darshan kiya hai Kamakhya maa ka since childhood..Last year December mein bhi gaya tha..Mom ke side se sare rishtedaar Guwahati aur Shillong se hi hai,that may be the reason I was lucky to visit Kamakhya 4 times..Anyways advance new year wishes Vicky bro..Mauj kardi mauj..❤ from Darjeeling Siliguri..
❤️
@GhumakkadIndians Guwahati se Siliguri aa rahe ho?
🪔জয় মা কামাখ্যা
Guwahati se Mayang tak 35kms hai.
Aacha
Nice 👍
Jay Mata kamakhya ❤❤❤❤❤🙏🙏🙏🇳🇵
Jai mata di❤
Nice blog
Thanks 5
Jai mata di 🙏🏻
Jai mata Kamakhya
❤️
Love you bhaiya apki har video ka wait rahta mst lagta apna India ko dekhne mai aur kuch naya cheez shikhne mai❤❤❤❤😊😊
Thanks bhai
Long hair style achchhi lagti hai 😅
Jai Maa Kamakhya❤️
❤️
Mayong akhbaye nhi hain vii😂❤....dekh kr smj ayega
Aunga bhai
Beautiful
Dekho bhai agar aap Maa Kamakhya ke darshan karne Gaye but koi baat nehi agar aap mandir ke andar enter nehi kar paaye .but aap mandir ke areas me bhi enter kar gaye to bhi aapko Maa Kamakhya ki ashirwad mil chuki hain kyuki Maa apne bhakto ko pehchaan jaati hain..
@@Babul.Babmusic09Northeast apki ye baat bhut achi lagi ☺️
@GhumakkadIndians Keep it up bhai 👍
Vicky Bhai aap ka next trip konsa state ma hoga..
To learn magic Tey charge money
vip entry nhi mili
"Who told you that everyone is afraid to go there?"
Not everyone but many to whom I met
Bhaiya vorak bally lower Assam ka b video banaw na plz
Ok
Jai Maa kamayka 🙏
Hum 2 baar Gaya hu 3 sra baar bhi ja sakte hai kamakhya temple soch Raha hu apna vyapaar ke vistaar ke lu humra gahr se jyade dur nahi hai 860 km
क्या आप Sikkim tour पहले कभी कर चुके हैं? यदि नहीं, तो please बताइये कि Sikkim का vlog कब से बनाएंगे?
Start Sikkim se kiya tha bhai
Vai kiya ap lower Assam nahi ghumogi
Sunday nohi aana..bhir jada lagta hai... from Kamakhya
Hanji
❤❤❤❤
Bodo tribe explore karna baki reh gaya vai jate jate explore karke jana vai
❤️
Muje bhi le chalate 😊
Bhai time se daalo kro ..kitna wait karwate ho 😂😂😂😂
Khe khe thak gye hum toh aap hi samjhao ise😂😂😂
Kal se time pr
Bhai please contact me my restaurant ner temple please come🙏🙏🙏🙏(best indian food)
Bhai Dubara aunga tb milenge
@ ok bhai
I am watching your videos.. sab acha he...BUT THORA SA ADVICE THA MERE TARAF SE... kyunki me Assam se hi hu... Aap na pehle research Karo, uske baad visit Karo, logo se suno, firse research ka
Ro uske baad bolo... Bohot kuch galat bol dete ho video me. Like galat information dete ho kabhi kabhi...Apki koi galti nehi he, kuch galtiya local se vi hoti he kyunki un logo ko hindi achi tarah nehi aata he... Aap ise ek advice samjhiye... Good luck for your future journey
Haji bhai lekin daily vlogs m research jyada nhi ho pati kyuki khud nhi pta hota kal kha jayenge baki koshish Puri rhti h ki correct information jay thanks for adv8
❤❤❤❤❤😂
❤❤❤
❤❤❤❤❤❤
❤