Yamaha FZs V3 mai kon sa chain set use karna chahiye ???? Abhi tak bike 11000 km chal chuki hai , chain sprocket aur chain ka bhi condition sahi hai. Only issue chain loose hai aur ise last position tak tight kar chuke hai, iske aage aur tight nhi hoga. Aise mai kya karna chahiye ,sayad new set hi lagana padega.
Poora video dekhne ke baad mein to aapko pata chal jaana chahiye Baaki heavy load par hai toh 428H par aaise kit 3-4 baar dalne par crank/shaft ke bearing kharab ho sakte hai to OEM ke hisab se 428 wala koi bhi kit lagbhag 30000 kms chalega par aapko chain tight karni hai har 500-700 kms par
@@indiandollar sir jo abhi mere bike mein chain laga hoga aapke hisaab se woh kaun sa laga hoga 420 428 ya 428H kya aap kuch bata paaenge aur sir agar mere bike mein 420 no. Ka laga hai toh mere ko kaun sa lagana chahiye 428 ya 428H
Bhi jyada fark nahi hoga .sub bakvash khash kod to hum dete hei .3 savari leke jo chalte hei .ok baaki kuch nahi .mera chena poket4300 km chala .abb bhi chal raha hai .cluchplate bhi abb tak sahihei .only tayar dala hei MRF ka .3/18 .
४३००० kms chalne ke baad bhi agar clutch plate / chain sprocket nahi daali hai toh bahut hi aachi baat hai Par aage chal ke jab bhi clutch plate badalwaiyega pressure plate, clutch hub aur Center check karwa lena
@@indiandollar ok bhi thank me khud mekinik hu bhi har tatha apna mere kar leta hu .baaki aur jaankari ke liye aap jese you tup par best video bankar dal rahe bhut best kar kar rahe ho bhi .ok bhi thank .
धन्यवाद भाई साहब, ऐसी जानकारी किसीने नहीं दी।
Bhai Pulsar 150 Twins Disc ke liye kaunsa Chain Sprocket Lagana Chaheye , Bajaj , Rolon ya koi aur Brand ke....?
Sir platina comfotec 2016 me 420 ki jagah 428 lagane se nuksan hoga kya
Good video with full clarifications. 👌
Thank YOU 😊
Sir aap bohot achhi video banate hai. Aur aisi hi video banate rahe👍
Thank you
Bas saath banaye rakhiyega
Honda sp 125 ke liye best chain set kaun sa rahega.. budget ki problem nhi he
Honda Shine mein Original company ka 420 number chain use krna chiye ya Rolon ka 428 number ka... please reply
Yamaha FZs V3 mai kon sa chain set use karna chahiye ????
Abhi tak bike 11000 km chal chuki hai , chain sprocket aur chain ka bhi condition sahi hai. Only issue chain loose hai aur ise last position tak tight kar chuke hai, iske aage aur tight nhi hoga. Aise mai kya karna chahiye ,sayad new set hi lagana padega.
Bro mene modify kia he pulsar 135ls me rear me ambition ka sprocket laga diya he
Isse koi problem ho sakti hai kya?
Hero super splendor me kon sa laga NA CHAHIYE
Uni minda ka kon sa chain sprocket lagega Bajaj platina 100es me
Bhaiya Kya Pulsar 150 split seat wala chain sprocket.. Normal pulsar 150 mein lagega kyaa plss reply ?
Ug4 pulsar 150 me kon sa chain spoket laga oo
Sir pulsur TD UG5 ME 220 KA daalne me koi dikkat
Pulser 220 ka chain sprocket 150 twins disc me lag sakta hai
Bhai ji apane bahut pate ki baat batai
Cb shine me kon si spoket lgani chahiye
Shine 125 मे honda 160ka chain लगवा सकते है तुरंत रिप्लाई दे भाई plz
Bhai, pulsar 150 neon k liye kona chain sproket achcha hoga?
Video ki series dekhiye khud samajh jaenge
platina 100cc me hero ka kaun sa bike ka sprocket and chain lagega
, भाईसाहब, मैने मेरी पल्सर 125 में पल्सर180 का चैन स्प्रॉकेट लगा लिया है। उससे क्या नुकसान या क्या फायदा होगा ? कृपया मार्गदर्शन करें
Very good jankari
Thank you
@@indiandollar discover ke liye chain sprocket kon sa best hai
Sir जी पल्सर 125 CC BS6 में 428 H नंबर की Chain sprocket लगवा सकते हैं या नहीं
bajaj ns 125 ke liye konsa best he
Bajaj khud 428H aur 520 wali chain kit use karti hai
nice information
Thank you Sir
Please like share and subscribe
Splendor puls me konsi chein dalani chahiye
Sir javab bheje jarur
Poora video dekhne ke baad mein to aapko pata chal jaana chahiye
Baaki heavy load par hai toh 428H par aaise kit 3-4 baar dalne par crank/shaft ke bearing kharab ho sakte hai to OEM ke hisab se 428 wala koi bhi kit lagbhag 30000 kms chalega par aapko chain tight karni hai har 500-700 kms par
@@indiandollar splendor plus bs6 mein super splendor (part no. 20k710s ) ka chainset lgega kya? Iski chain sahi rhegi?
Ji bilkul
@@indiandollar ok
Sir Discover 125 cc 2017 BS4 model mein dalwaane se mileage kam ya kuch dusre issues toh nahi aaenge na
Nahi aaisa to nahi hua abhi tak mere samne
@@indiandollar sir jo abhi mere bike mein chain laga hoga aapke hisaab se woh kaun sa laga hoga 420 428 ya 428H kya aap kuch bata paaenge aur sir agar mere bike mein 420 no. Ka laga hai toh mere ko kaun sa lagana chahiye 428 ya 428H
👌🙏👍👈👈
Company jo recommend karti wahi follow kare
Bhi jyada fark nahi hoga .sub bakvash khash kod to hum dete hei .3 savari leke jo chalte hei .ok baaki kuch nahi .mera chena poket4300 km chala .abb bhi chal raha hai .cluchplate bhi abb tak sahihei .only tayar dala hei MRF ka .3/18 .
४३००० kms chalne ke baad bhi agar clutch plate / chain sprocket nahi daali hai toh bahut hi aachi baat hai
Par aage chal ke jab bhi clutch plate badalwaiyega pressure plate, clutch hub aur Center check karwa lena
@@indiandollar ok bhi thank me khud mekinik hu bhi har tatha apna mere kar leta hu .baaki aur jaankari ke liye aap jese you tup par best video bankar dal rahe bhut best kar kar rahe ho bhi .ok bhi thank .