Thanks bhai same yahi problem yahi model tha customer ka problem solve first jumper se nahi huaa then second jumper and charging problem solve.thank u very much bhai....
Tyx working video but me yai puchna chta hu 2 jampar apne kiya uska our vbat ka kuch line he nhi h Borneo me mene dono jampar dikhte but kam to ho gya but apan ne kiya kya h samj nhi aya
Thanks sir.....maine v aapke tricks ke kam kiya ho charge to ho rha hai but ek problem aagya hai phone me sound nhi aarha haii plz....koi solution bataeye plz
Sir sem mobile hai or charging solve ho gayi hai but is problem solve hone ke sath sath shorting bhi ho rahi hai agr jumper hata te hai to shorting bhi chali jati hai lekin charging nhi hoti hai kiya karu sir kuch btaye hame plz
Hello sir mere phone pe bhi ye problem hoo raha hain. Ye kya water damage se hoo sakta hain? Main charger conncet kar raha hoon lekin charging nahi hoo raha hain.
Matlab mai Mi ka powerbank lene wala hu uski output 5w 2 amp ka hai lekin j6 ke saath toh 5w 1 amp ka charger mila hai is liye usko use krne se koi problem toh nhi aayegi
Sir cc section se pura 5 volt arha hai bt jo next section jaha se apne jumper liya waha pe sirf 1.3v araha hai meine jumper mar diya aur phone charge v shoe kar raha hai bt bohot slow charge ho raha hai
Mobile slow charging ka problem bohat si wajah se hota h charger change karke dekho bohat si baar to cable problem nhi hota h charging to hota h but slow charging karta h Dono check karke bhi yahi problem hoto bord ka problem hoga aap charging socket ya diode laga ke solution kar sakte h ur mobile tecnicion or only mobile user??
Bhai mere bhi same problem tha maine bhi same pross kiya change hone ka 17% charge huaa par usi mobiles ka charged kiya to mobile off ho gaya or on nahi ho raha please help me
Aise hi maine banaya tha j6 me charging cc pin pr 500+voltage pr chrge laga ke miter se chek kiya battry connectr pr 600+voltage tha fir v maine apka formula istemal charging ok 1,2din bad customer mobile not on 🤔?? Reply pls everyone pls help me
Thank you sir 100% kiya hai cc k + se npc pe jumfer kiye or work kr gya
👍🏻Bahut bahut Shukriya bhai Pahli step Mein he kam ban gaya❤️👍🏻👍🏻👌👌👌
Thank you so much Sir ji..my work successfully
I love you bro aapki wajah se maine apna phone thik kar liya
Welcome
Apna aur apne parivar ka bhi dhayan rakhe aese halat me bahar n jaker desh ki madad Kare corona ke khilaf sukriya
Thank you, i repaired my phone thanks to you !
Welcome
Yeap, fixed my mom's phone with your tutorial! thumbs up!
Thanks bhai same yahi problem yahi model tha customer ka problem solve first jumper se nahi huaa then second jumper and charging problem solve.thank u very much bhai....
Welcome
Ziner diod wala saltion kr skte ha asi problem ma ya ni
Ziner diode ka use. Hamesha last me hota h jub koi solution n mile tab hi karna chaiye
Bhai kya IC aur Charging problem m koi relation hai
aur kutna karcha ata hai
Agar IC aur Charging Jack Change kiya gya ho
Thanks bro its really work now my mobile can charges
Thank you sir aapne bahut ache se bataya sukriya ❤
Thanks bhai it's working good bless you
Sir mujhe ek baat btaaO ki aapne jumper kaha se liya h?? Means konse section se??? Ya kahi se bhi jumper lele jaha 3.2 se 4.2 tak voltage aaye???
Sar ji aap ki shop kaha par hai
Bhai display kitne ki pde gi
asalamualaikum thanks bhai mera bhe same complaint tha hogaya good solution
Walekum Asslam welcome
Bhai karcha kitna aaye gaa dukaan pe
Tyx working video but me yai puchna chta hu 2 jampar apne kiya uska our vbat ka kuch line he nhi h Borneo me mene dono jampar dikhte but kam to ho gya but apan ne kiya kya h samj nhi aya
Tnq so much sir it’s working 🖤🖤🖤
thinku brother thinku so much aapka experiment 100℅ ok 👌👌thaa
Thanks sir.....maine v aapke tricks ke kam kiya ho charge to ho rha hai but ek problem aagya hai phone me sound nhi aarha haii plz....koi solution bataeye plz
Sounds department alag h Konsa sound nhi aarha h ring ka??
Sir sem mobile hai or charging solve ho gayi hai but is problem solve hone ke sath sath shorting bhi ho rahi hai agr jumper hata te hai to shorting bhi chali jati hai lekin charging nhi hoti hai kiya karu sir kuch btaye hame plz
Thank you so much bro
Problem is solved now 😎👌👌
Thanks bhai 1miliion % success
Hello sir mere phone pe bhi ye problem hoo raha hain. Ye kya water damage se hoo sakta hain? Main charger conncet kar raha hoon lekin charging nahi hoo raha hain.
Possible h water damage
Thanxxxx bro it's working
thenk you bro i repaired my phone in first jumper
Welcome
Thankyou bhai jan mera ho gya 🙏🙏🙏🙏
Thanx bro veryhelful ur video
Thanks bro you are osaaam
Thanku so much 1000000,%work
Bhai mere j6 ki bhi bettry charg nhi ho rahi same problm h aap repair kar sakte ho....??
R u shop keeper or mobile user only??
Apna aur apne parivar ka bhi dhayan rakhe aese halat me bahar n jaker desh ki madad Kare corona ke khilaf
Hlo sir kya mai apne j6 phone ko 5w 2 amp ke charger se charge kar sakta hu koi nuksan toh nhi hoga mere phone ko koi battery problem toh nhi hogi
Matlab mai Mi ka powerbank lene wala hu uski output 5w 2 amp ka hai lekin j6 ke saath toh 5w 1 amp ka charger mila hai is liye usko use krne se koi problem toh nhi aayegi
Bhai mobile ko jitna volt charging ke liye chaiye utna hi thik h thoda bhi jyada hoga to nuksan to hoga hi
Thanks bro perfect solution
Welcome
Kitna paisa laga
Thank you so much bhai
Exalent Anna .....,.......... super
Aapke pass j4+ ka charging Sol h kya
Kya horha h
Nice video bhaiya jee
Thnks bro solve by first step
Battery per holter jaane ke bavjud packaging Sone kar raha hai iske liye koi solution
Thank u so much bro
BHAI CHARGING IC HEAT HO RAHI JO CHARGING SOCKET KE PASS ME HAI BLACK COLOUR KA ...AUR CHARG BHI NAHI HO HAI.
Water damage ho sakta h hit karke dekho ic ko
Sir aapne jo second jumper bataye waha tak mere me voltage ja hi nahi raha hai jaha se aap b connector me lagaye
Dekho koi parts leakage ya damage ho sakta h
Thanks bro job done thanks again
Not wark mobile charging lgane pr on ho jata ha
Thanks for the help brother
Bhai jo apne dusra jumpar lgaya h us jagah bolteg nhi aa rhe eaka sol kar ke btao
Thanks bro 100% working
Sir cc section se pura 5 volt arha hai bt jo next section jaha se apne jumper liya waha pe sirf 1.3v araha hai meine jumper mar diya aur phone charge v shoe kar raha hai bt bohot slow charge ho raha hai
Waha se 4148 ka diode lagado
Ok i will try
Bro phone het jyda hota h
Bhaai
I love you too 😚
Maja a gya
voldeg ara he charg nahi hora he q hora he batai dedo na sir
Vbat pe Kitna voltage aarha h ya nhi dekho??
Apna aur apne parivar ka bhi dhayan rakhe aese halat me bahar n jaker desh ki madad Kare corona ke khilaf sukriya
👍👍👍👍👍👍good short story
Welcome
Sem noção jamp é em ultimo caso der ser usado na linha que foi rompida não do pmic de audio isso só vai aquecer a bord
J6 kab PCB board tut gaya hai charging socket ko mic headphones ko kaise a Pyar Karen
Don't understand what you want to say
Nice sir thank for guidance
Thanx
Bhai sahab Mera Samsung Galaxy j6 mobile hai bahut slow charge karta hai charger cable sahi hai
Mobile slow charging ka problem bohat si wajah se hota h charger change karke dekho bohat si baar to cable problem nhi hota h charging to hota h but slow charging karta h Dono check karke bhi yahi problem hoto bord ka problem hoga aap charging socket ya diode laga ke solution kar sakte h ur mobile tecnicion or only mobile user??
Apna aur apne parivar ka bhi dhayan rakhe aese halat me bahar n jaker desh ki madad Kare corona ke khilaf sukriya
assalamu aleykum bratuha thank you
Walekum Asslam
Bhai mere bhi same problem tha maine bhi same pross kiya change hone ka 17% charge huaa par usi mobiles ka charged kiya to mobile off ho gaya or on nahi ho raha please help me
Bhai Pehle to Battary ko mobile se out karke charge Karo fir dekho bohat si baar charger ka bhi voltage problem ki wajah se aisa ho sakta h
Apna aur apne parivar ka bhi dhayan rakhe aese halat me bahar n jaker desh ki madad Kare corona ke khilaf
Iske liye kitna khrcha ata he
400. 500
Aise hi maine banaya tha j6 me charging cc pin pr 500+voltage pr chrge laga ke miter se chek kiya battry connectr pr 600+voltage tha fir v maine apka formula istemal charging ok 1,2din bad customer mobile not on 🤔?? Reply pls everyone pls help me
are god, ty for solution
Kya problem h
Ok sar thank you sir
Osm bro
Thanks for the help👍
Welcome
Agar hm kisi shop me thik karwate hai to kitna paisa lega
300 400
Tanxxx brooo
Welcome
Thank you so much
Welcome
Thenkyou 👌🏼💯ok
Thank u so much. 🙏
Thanks bro its working😍
Thanks for helping
Fake Charging Show ho raha hai sir Plz reply
Hlo bhai mera phone switch off charge me ho rha h jo charjing show kr rha h but percentage show nhikr rha .or charging bhi slow kr rha h
Diode lagado 4148 Ziner diode
Nice vidio
Welcome
Very good soltion porblem solved kra sir tody
Welcome
Thank you bro 😊😊
Thank you was realy helpfull
Good job
Thankyou brh❤
Good job boss and tnx
Welcome
Bhai thank you
Nice video bro but mera problem solution nhi ho rha please help
Kya problem h batao
thanks bro
Welcome
भाई Samsung j6 में एक बार चार्जर उसके बाद छोर देता हैं
9929411656
Bhai mera micromax a290 charging jack change karwane ke baad bi charge nhi ho rha kya kru
V bat pe supply check Karo aur v charge pe bhi supply check Karo
@@gkmobilesolution6267 bhai ye v charge kya hota h
tum kha se ho bhai
Mere board aisha karne par v vbat pr 1.8v hi supply aa raha hai
Sir mere mobile me bhi yahi problem he me Jaipur se hu muje banwana apka contact number bataiye
9929411656
Thanks bro it is work
Houda huliya 🥳
Bhai charge to horahahe but %ge badhnehi rahahe???
Vbat pe voltage Kitna aarha h dekho nhi aarha hoto diode lagake dekho 4148 ka Ziner diode
Apna aur apne parivar ka bhi dhayan rakhe aese halat me bahar n jaker desh ki madad Kare corona ke khilaf sukriya
Thank you bro
Welcome
Well done 100000% working
charging done but ic heting problem persist.
Which ic is hitting ???
Thnks u sr
Ok sir ji bast
Thanks sir
thankyu sr 100% ok
Sir charging port pe 2.5 volt aa rha hai
V charge aur vbat ke bich ka koi parts damage ya leakage ho sakta h ager fir bhi nhi hoto 4148 ka Ziner diode lagado ho jayega
Sir starting me hi voltage 2.5 v hai charging jack pe to usme vbat aur vacharge ka koi kaam hi nahi hai
Thanks for chatting solution
Welcome
Thankingyou sir....