Sahi hai Kyunki Agar pehle Isolator hoga toh Pehle Isolator ko operate karna padega matlab on load mein Isolator ko operate karna padega isse sparking hone ka khatra rahega aur accident ka bhi isliye hum Isolator ko on load mein operate nahi karte par Circuit breaker ko onload operate kar sakte hai without creating any problem Pehle Circuit Breaker operate hoga phir Isolator off load mein aa jayega tab usko operate karenge then earth witch ko operate kar denge jisse charging current ground ho jaye
que 43 , phase advancer syn. motor
36 ka condensor hoga
Right✅
Bhai diploma mechanical ka bhi do na question paper
Sir maine IOCL Ke questions paper ke pdf ke lie money pay kiya sir bt mere ko PDF nh mili ab kya karu m
Ap ke pass ek mail aya hoga us me pdf he
Apna mail check kro
Bhai etna easy paper ... Or IOCL jE ka... Ho he nhi skta Bhai... Junior engineer ki post hi... Na ki iti ki..
Ap ye questions kha se laye ho
Sarey questions ke answers karadena chahiye tha..
Iocl marketing divison k liya video baniya...
17 ka answer wrong hi ..
Phele isolator fr CB. Fr eating hoga
Sahi hai
Kyunki Agar pehle Isolator hoga toh Pehle Isolator ko operate karna padega matlab on load mein Isolator ko operate karna padega isse sparking hone ka khatra rahega aur accident ka bhi isliye hum Isolator ko on load mein operate nahi karte par Circuit breaker ko onload operate kar sakte hai without creating any problem
Pehle Circuit Breaker operate hoga phir Isolator off load mein aa jayega tab usko operate karenge then earth witch ko operate kar denge jisse charging current ground ho jaye
Mene iocl pipeline western region. Electrical ka paper diya hai.. mujhe isme se koi bhi questions nahi aaye the
Ye examiner pr depend krta he ki vo paper me previous year ke questions ko repeat krta he ya nhi
Bhai plz instrumentation ke liye last year ka question paper jugar kr doge to bht meharbani hogi aapki
Sir plz in English version also....
Bahi Branch mein sa total kitna questions ata hai
Sabi refinery ka different different exam pattern hota he kisi me 70 - 30 ka ratio rhta he kisi me 75 - 25 ka kisi me 80 - 20 ka
Oil indian limited eletrician ka paper dijiye
Sir electrician ka question kaha se milega sir
👍, lekin bahut speed me bata rahe ho.