कमर से संबंधित नसों में से अगर किसी एक में भी सूजन आ जाए तो पूरे पैर में असहनीय दर्द होने लगता है, जिसे गृध्रसी या सायटिका (Sciatica) कहा जाता है। इसके लिए आप एक न्यूरोलॉजिस्ट को दिखा सकते है। यानी की न्यूरोलॉजी विभाग ।🙏
@@YoYoPHARMACY humko gala mai cough Banta hai bhut Jayda sir sas lene Mai dekit v hota hai hum aryuvad mai dekhta shkte hai sir wah hota hai illaj is ka
@@YoYoPHARMACY to waha per kon sa department mai dekhna ho ho kha per bhaiya aryuvedic mai ya kuch aur mai kon sa sa best rahe ga gala mai cough hai to aap kuch bbatiye
Bhaiya mere sister ke nabhi ke niche pet main thoda sa mass goliya gya hai aur dard hota hai to ham kish bibhag main aur kish doctor ko dikhaye please bta dijiye bhaiya ji🙏🙏🙏🙏
Physchiatry vibhag me dikhane ke liye kaun se doctor best ga bhu me aur kis din baithhe ha Online kaise appointment kaise nikale Please reply me bhaiya 🙏🙏🙏
@@YoYoPHARMACYअगर कमर में दर्द हो और एड़ी में दर्द हो तो किस OPD me दिखाएंगे.... हड्डी में दर्द , पीठ के रीढ़ में दर्द है तो किस विभाग में दिखाएंगे. Plz bhaiya tell me
Bahiya.. Bhu me apni sister ka mujhe tb ka jach krana hai... Thoda guide kr dijiye.... Kaise kya process hai...koun se vibag me jach hogi..? Or subha kitne bje se parchi lgni suru ho jati hai
TB and Chest room no.106 me dikha sakti hai test aap room no.101 me payment kara kar sample room no.100 me de sakte Hai subah 9am to 2 pm tak jaanch ghar khula rehta hai.
@@YoYoPHARMACY mera thyoride ka oppression ho gaya hai ab doctor ne bola hai B.H.U me jakar radio aiodin threpy karane ke liye o kis depart me hota hai
@@YoYoPHARMACY suna hai bhut bhid hoti h no jaldi nhi ata mai. Jaldi kaise dekha sakti hun and Thursday ko hi dekhte h ya unka koi private clinic bhi hai plz explains this
Thanks for information brother 👍
Very helpful video thank you.
Dermelogist department k bare me batao
Thanks sir 👍👍🙂
Thanks you ❤❤❤❤
Thanks sahni sir
आपका बहुत बहुत धनबाद 🙏🙏
आप लोगो की मदद के लिए हि YOYO PHARMACY है।🙏
Otorhino ENT department kaha par hai??
Please reply 🙏🏻🙏🏻
आप ये बताये की पैर की समस्या है जैसे 👉साटिका👈 तो ऐसी समस्या के लिए कौन सा विभाग में दिखाना होगा 🙏🙏
कमर से संबंधित नसों में से अगर किसी एक में भी सूजन आ जाए तो पूरे पैर में असहनीय दर्द होने लगता है, जिसे गृध्रसी या सायटिका (Sciatica) कहा जाता है।
इसके लिए आप एक न्यूरोलॉजिस्ट को दिखा सकते है। यानी की न्यूरोलॉजी विभाग ।🙏
@@YoYoPHARMACY humko gala mai cough Banta hai bhut Jayda sir sas lene Mai dekit v hota hai hum aryuvad mai dekhta shkte hai sir wah hota hai illaj is ka
Dikha sakte h
@@YoYoPHARMACY to waha per kon sa department mai dekhna ho ho kha per bhaiya aryuvedic mai ya kuch aur mai kon sa sa best rahe ga gala mai cough hai to aap kuch bbatiye
@@YoYoPHARMACY❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤hyfh
BHU मे इलाज करने से पहले हॉस्पिटल मे दौड़ने के लिए एक लोग को घोड़े की तरह चल रहनी चाहिए 😮
Bhut sahi bat bola bhai same condition 😂
Bhaiya.... CMO...CHIEF MEDICAL OFFICER KHA PE RHTA H YHA
Durgakund
Orthopedic me kaise dikhaye
Patient ko kaise pata chalega ki mera rog is vibhag se sambandhit hai
Sir please hum ENT specialist doctor ko dekhna konsa doctor hai best
Bhaiya gallbladder me stone hai operation karana hai kis department me dikhaye .
Plese help me
Gastro Department me dikhwa lijiye.
Bavashir operation ke liye konsa department hai????
114 General Surgery
Sir bhu me ayushman card se ilaj hota chehra ka plastic surgery karane he
Agar blood infection ho to vo kis department aur counter number pe jaye????
Sir urology department me kitne no dr sir log बैठते हैं किस किस डे सर
Darmatologist kab kab baithate h pls btai
Room no.207
@@YoYoPHARMACY report lene ke bad ka process bta do. Sir pls
🎉110 report
Bhaiya mere sister ke nabhi ke niche pet main thoda sa mass goliya gya hai aur dard hota hai to ham kish bibhag main aur kish doctor ko dikhaye please bta dijiye bhaiya ji🙏🙏🙏🙏
Agar BHU me dikhana chahte Hai toh aap room no.216 general medicine me dikha sakte Hai.
Agar online appointment ke baad bhi wahan registrar nhi dikhane de to guard se puch kr admin block ya CMO ko turant complain karen
Bhaiya hum chs kamachha pe padhte hai ,to hum sir Sundar lal hospital me koi relaxation milta hai jaise line nhi lagana ...etc
Bhu student ya staff ka health diary hota hai isse jaldi se doctor sahab ko dikha sakte hai.
Bhaiya ji mujhe BHU k gynecolog vibhag me dikhana opd kidhar ki trf hai kon sa rum me
MCH block puch ke chale jayiye
Sir Agar Khun ki Kami ho to kaun se department aata hai
kya bhu me cbt theoropy and parsnality chekup hota hai kya plz reply sir releted in Psychiatrist
Hmmm
Paralysis. Lakwa ward kon sa hai sir
General medicine me dikha sakte hai
Bhaiya ulcer ka kon sa doctor best rahenge please reply 🙏😔
Ulcer kis part me hai?
Pura sarir ko jach krna hai to kon sa department me dikhaye
General Medicine me dikha sakte h doctor se likhwane ke baad
Cancer ka ayurvedic treatment hota h kya sir pls reply me🙏
Xray mri aur blood test ka kitna charge lagta hai is pr bhi full video banae
Jaroor
Hello Sir
Hello Satish ji.
@@YoYoPHARMACY Hello Sir Mujhe gardan me aur hath me bahut dard ho raha hai
Room no 216 me dikha lijiye..
bhai char sutra ka treatment ka cost kitna hota hai
Sar humko thyroid hai kis vibhag mein dikhayen please aap humko bataiye
Endocrinology विभाग में.
Please guide jarur kare
Sir urology me kaun se doctor best hai
IMS ke sabhi consultant best h
हड्डी ka ilaj kon sa department me hota hai online line lagana hai please sir department bataiye
Bhu trauma centre
Ayurvedic treatment ke liye kya same prosess hai
Haa ji ayurved vibhag alag hai aap usme parchi kata ke jaha dikhana hai waha pr jama karwa dijiye.
Waha Cancer ka ayurvedic treatment hota h kya sir pls reply me
Physchiatry vibhag me dikhane ke liye kaun se doctor best ga bhu me aur kis din baithhe ha
Online kaise appointment kaise nikale
Please reply me bhaiya 🙏🙏🙏
Ser ji m r I ke bare bhi kuchh bataiye kaha par hoga kisi dr ke refar par ho jayega kitna kharch hoga turant ho jayega ya date milega
BHU me hi mri ho jayega doctor sahab se likhwana padega ji ha date milti hai affordable cost hota hai.
SIR 6 MONTH BABY KO DIKHANA HO TB KAHA DIKHAYE????
Bhai yaha pr kya ivf ki bhi suvidha h plz btayye
Bro mujhe kshar sutra karwana hai kha jna hoga uske liye?
Bhu me hota hai par kis department me hota hai nhi PTA ayurveda department me piles ,fissure,fistula me kshar Sutra hota hai itna PTA hai
Hlo sir....mujhe ear problem hai kai mahino se arram nhi ho rha hai ...kisko aur kha dikhaye ..pls reply 🙏
ENT department hai usme dikha lijiye.
CT ENTEROGRAPHY TEST K BARE ME BTAYEN SIR PLS
Best information sir kripaya ct enterography test k liye btayen
Dental department kaun se room no. Me hai
Sir new patient gastro me bine refer ke dikha sakte hai
Yes
Hair related treatment kis department me hota h please btayee😢
Skin wale me
Thanks a lot doctor 🙏
@ashutoshraj7476 🙏
Mera pet me bhut dino se dard rhta hai,to kon sa wibhag me dikhai? Or kon sa doctor sahi rhenge.
Gastro विभाग में दिखा लीजिए Dr Devesh Prakash Yadav बहुत अच्छा doctor है
Bhaiya mere pitaji ko cervical ka issue hai? Konsa department aur kis specific doctor ko dikhaye ?
Bhu me dikhana h?
Ji Han
@boost6618 pehle aap general medicine me dikha lijiye.
Urology vibhag doctor ki jankari kaise milegi
Urology vibhaag CSSB building(New Emergency) dept. me h.
Bhaiya cardilogy department bta dijiye cardio ,plz
Video me dekh lijiye कमरा नंबर bataye है
Bhayi seman analysis bhu me caste kya hai aur kaise janch hogi
Sir skin dr kis .din ..ko baithate hai aur kitane bje se kb tak
हर दिन
@@YoYoPHARMACY sir time
@Antima_singh668 10 am
@@YoYoPHARMACY ty sir
Dr divesh Yadav ka room no kitna h mujhe ibd ke liye dekhana h
general medicine kisme jana hoga sir
Room no.216
@@YoYoPHARMACY bukhar khasi badan dard general medicine ne hi na sir?
@@YoYoPHARMACY 11 ki appointment ho to 10 bje hi dikha sakte sir?
Kya ultrasound ka fees aaj (Sunday) ko payment hoga kya ultrasound Sunday ko hota hai
Sunday ko opd band hota
Pediatrician ka kon sa room hai
Vibhag h ENT ke paas
@@YoYoPHARMACY sir aapse baat ho skti hai plz sir 🙏🙏🙏🙏
@@YoYoPHARMACY 6 month ka baby hai uske grdan pr gaath bn gya hai chhota sa to kis doctor se dikhau
And date bhi bta dijiye please 🙏🙏🙏🙏
Kahiye
Verriccocel dikhana h to kis department me dikhana hoga
Bhai hair problem ke liye kis vibhag me jaye🙏🙏😢😢 please reply
General medicine me dikha lijiye 216
@@YoYoPHARMACY thanks bhai
@DavidSanatani subscribe pls
Arthritis me kis vibhag ko dikhaye aur kon se dr ko dikhaye unki timing kya hai ???
General medicine me pehle dikha lijiye
@@YoYoPHARMACY kis day me baithte hai ?? Gathiya k liye?
Where is Oral Medicine and
Radiology department
Sir agar online appointment book krne ke baad receipt ko lekar direct department me jana h ya fir jaha parchi katati h
Aapne jis department me book karaya hai sidhe wahi chale jaana hai.
Bhai kedany ka पेशेंट कमरा नंबर कितना में इलाज होगा
New Emergency building me h
🎉🎉🎉209 tiger
Doctor likhenge tabhi x-ray kra skte ya aese bhi kra skte?
Doctor likhe ge tabhi bhu me kara sakte baki bahar aap kahege toh kr dege
0:09 0:09
Eye ke doctor kaha milege
Bhaiya agar skin mein problem ho to kis OPD mein dikhayenge.
plZ tell me bhaiya
207
@@YoYoPHARMACYअगर कमर में दर्द हो और एड़ी में दर्द हो तो किस OPD me दिखाएंगे.... हड्डी में दर्द , पीठ के रीढ़ में दर्द है तो किस विभाग में दिखाएंगे. Plz bhaiya tell me
216
@@YoYoPHARMACY bhaiya kya app se contact ho sakta hai.... please bhaiya
क्या एक दिन में ही डॉक्टर को दिखावा कर दवा भी ले सकते है
Yes
Bahiya.. Bhu me apni sister ka mujhe tb ka jach krana hai... Thoda guide kr dijiye.... Kaise kya process hai...koun se vibag me jach hogi..? Or subha kitne bje se parchi lgni suru ho jati hai
TB and Chest room no.106 me dikha sakti hai test aap room no.101 me payment kara kar sample room no.100 me de sakte Hai subah 9am to 2 pm tak jaanch ghar khula rehta hai.
मेरी बीमारी किस विभाग से संबंधित है कैसे पता करें?
Kya bimari h?
@@YoYoPHARMACY mera thyoride ka oppression ho gaya hai ab doctor ne bola hai B.H.U me jakar radio aiodin threpy karane ke liye o kis depart me hota hai
भैया अगर कमर में दर्द और एड़ी में दर्द हो तो किस OPD में दिखाएंगे ....plZ bhaiya tell me
Neurologi opd me
Neurology me best doctor kon h?
Deepika Joshi Madam mere hisaab se
Mujhe gyno doctor se dikhana hai kya aap bta skte hai ki sab se achi kon dekhti hai
MCH Block me dikha sakti h aap
Sugar ke liye online mein kya chune
Endocrinology department
Sir 4 sal se fiver aa raha hai 2 3 mahine ke andar aa jata hai bahut ilaj karaya B H U me ilaj ho jayga please reply sir
Ha
Mujhe kan dikhana hai kiya kare
Dikha lijiye ENT dept.me
Bal vibhag ka dr. Kaun sa kamra me baithte hai
बाल विभाग छोटे गेट के थोड़े आगे है।वाही पर Doctor मिलेगे।
Endocrinology department kaha hai sir
New Emergency building (CSSB) ground floor.
Kya ye schedule is month me bhi same hai??
Gastro ka Jo list hai doctors wala wo aaj k date me bhi same schedule hai doctors ka??
Yes
Bhai hmesha parcha katana hota hai kya?
1 कटाने के बाद 6 महीने तक valid रेहता है.
@@YoYoPHARMACY mtlb wahi parcha next time use ho jayega?
Ha
Hello sir mujhe aapse help chahiye thi please reply 🙏🏻
Bataye?
Umsng pharmacy ka mobile no. Chahiye online dava mangana hai sir.
Cost of full MRI?? Bhaiya mujhe neurologist doctor se nilna ha bhu me elag free hots h ya paisa lgra hai ??
8000 whole body mri
❤❤
Sir mujhe deaf and dumb ka certificate bnane ke liye test krwana hai please kaha hoga mujhe bhu me refer kiya gaya hai
ENT department
Thanks sir
MRI hota hai yahan
sir meri maa ko glaucoma hai dekhne me bahut dikkat hota hota hai aur sir me aur aankh me dard hota hai to kis department me dikhaye
aankh ki samasya hai toh aankh wale vibhag me dekhayeye.
@@YoYoPHARMACY vahan aankh bhi ilaj hota hai kya sir
Yes
Sir jach ka paisa lgta hai kya
Ha
Bukhar hona kamojori aana kis vibhag me dikhayenge sir
Bhu me dikhana hai kya?
@@YoYoPHARMACY mujhe ibd ki bhut jyada problem h plz suggested me kaise number lagaye jo jaldi dekha sake
Online kisi specific doctor ke liye book kar skte hain kya? Ya fir us department ka koi bhi doctor dekh skta hai randomly?
Yes
@@YoYoPHARMACY mujhe ibd ki problem h bhut jyada online booking kaise krenge bhu me jaldi dekhane ke liye plz reply
Gastroenterology Dept. Room no.305 me Dr D.P. Yadav Sir Thursday ko IBD patient dekhte hai.online ya offline appointment aap le sakte Hai.
@@YoYoPHARMACY suna hai bhut bhid hoti h no jaldi nhi ata mai. Jaldi kaise dekha sakti hun and Thursday ko hi dekhte h ya unka koi private clinic bhi hai plz explains this
भाई 10 साल के बच्चे को कौन सी विभाग में दिखाए सर दर्द में
बाल विभाग
@@YoYoPHARMACY पर हमने न्यूरोलॉजी opd में न लगा दिया है तो फिर डॉक्टर साहब देखगे भाई plz
पर्ची अगर lag गयी है तो देखेंगे ही
Online registration kr kra hai ky OPD mai
Online registration ho raha hai.
Cost of ultrasound??
200 in bhu
Sir Liver abscess ho gaya hai mujhe... sir iska ilaj hoga... aur kitna kharch hoga
Gastroenterology Dept.me dikha lijiye.
@@YoYoPHARMACY Thank YOU sir...Room number 302 me sir
@@YoYoPHARMACY Sir Kharch kitna ho jayega Pura garib admi hu sir main...
Ha
Test bhu me hi कराए kafi कम रेट लगता hai बाहर ke comparison me.
Online appointment book ho rha hai kya.??
होता है।
Bhaiya doctor ko dikhane ke baad hi endoscopy karwa sakte hai ya bina doctor ko dikhaye endoscopy ho jayega?
डॉक्टर लिखेंगे तभी
Gynecologist ko kaise dikhaye?
Mahila ke liye MCH(Mother and Child Health) Block hai