Very nice information sir ji... Ek baat janna tha... dhaniya bij bowne ke bad 3-4 din k under pendamethin ka use kiye to germination hoga,ya kharpatwar ke ye nast ho gaye ga? Is ka sehi use kiya hai? And tamatar ka plantation se 3 din pehle ye dawa chirka ke jamin me sechai kar dena hai fir 3 din bad plantation karna hai,25 -30 din bad agar phir se kharpatwar nikle to...khad(fertilizer) k sath mix karke dene k bad schai karna hai?
dekhiye bhaiya ji Bhindi ki buwai se pehele Pendimethalin ka use kr sakte hai..magar jab bhindi ki buwai ho jati hai, or ghas bda ho jata hai..to herbicide na hi dale, koi perfect herbicide hai nahi,, vese nirai gudai kri jaye to best rahega ,....
Iska istemal tab kiya jata hai....jab koi v fasal zamin ke anad hoti hai... Or buwai ke turant bad ya buwai ke 24 ghante ke andar kr sakte hai...Matlab koi v fasal zamin ke upar nahi honi chaiye....
Bhai iski spray tab hoti hai jbb beej mitti ke andar hota hai... Or jovi beej mitti ke bahar hoga to usko yeh honi nahi degi... So iska spray tab kre beej buwai ke turant bad ya fir 24-48 ghanto ke andar....
Nahi iska use hamesha koi bhi fasal jo zamin ke anadr boi jati hai uske liye kr sakte hai jaise ki gehu,ganna, matar, chnna etc...vo bhi buwai ke 24ghante ke anadar...or agar jo bhi fasal zamin ke upar a jaye vo kharab ho jati hai....
@@krishiochaasi7350 nahi bilkul v dikkat nahi ayegi... Magar condition yeh hai ki koi v beej zamin ke uppar nahi rahena chaiye.... Beej hamesha zamin ke andar hona chaiye... Agar koi v beej pe yeh dwa daal jye to veh beej nahi zamega.....
ji pani dene ke bad kre...jab jake apko pura result milega...pani dene se pehele dalenge to iski layer tut jyegi...result ni milega...kyoki yeh zamin pe layer banati hai....
Yes brother sugar cane lagane ke 24 ghante ke anadar.... Dose 2liter /acer = 250Liter pani ke sath...... Matlab ganne ke ankur niklne se pahele dalna hai......
vese to kharpatwar fasal pakte tak ni ate hai or ate v hai to kahi na khai spray acche se nahi hoti ya fir thode bahut ate hi jate hai...baki dubara spray krne ki jarut nahi hoti...
@@AgricultureFarmingRanjeet हमारे यहां दान वाली कठोर जमीन है मैं 4 सालों से कपास की खेती कर रहा हूं,, मैं राशि 776 के बिजाई करता आ रहा हूं,,,क्या मैं अब की बार यूएस 81 लगा सकता हूं,, हमारी यह मध्य मिट्टी है क्या यू एस 81 हमारी जमीन के लायक है
dekhiye iska priyog fasal ugne se pehele krte hai..agar 45 days ke bad fasal pe use kregneg to fasal mar jyegi....or agar fasal bachha ke use kr sakte hai koi side effect nahi hoga....
Ji jarur kar sakte hai magar fodder jamin ke andar hona chaiye...or jo upper reh jyega vo nahi jmega..... Turant bad vi daal sakte hai or 24 ghante ke andar vi daal sakte hai....
@@amolvaidya883 jabb beej zamin ke anadar ho or buwai ke 24 ghante ke anadar.... Or jovi xamin ke bahar hoga vo jamega nahi iss dwa So isliye koi v beej zamin me ho tohi spray kre iski
Nice information sir ❤
Very nice information sir ji...
Ek baat janna tha... dhaniya bij bowne ke bad 3-4 din k under pendamethin ka use kiye to germination hoga,ya kharpatwar ke ye nast ho gaye ga? Is ka sehi use kiya hai?
And tamatar ka plantation se 3 din pehle ye dawa chirka ke jamin me sechai kar dena hai fir 3 din bad plantation karna hai,25 -30 din bad agar phir se kharpatwar nikle to...khad(fertilizer) k sath mix karke dene k bad schai karna hai?
Super video short time best
👍
कृपया, तिल (sesame) की फसल के लिए भी कोई खरपतवार नाशक रसायन बताइए.
भया हमने इस दवाई का बुआई के कुछ देर बाद ही इस्तेमाल कर दिया पर अगले 15/16 घंटे तक पानी नही दे पाए तो क्या ये काम करेगी jj
Hanji kaam kregi
Pani nahi dena hota hai…
Kisi bhi Fasal ki buwai badiya nami hone pr hi kre…
Weedmar 38 pyaj me use kr skte hain plz batyr
Hanji kr sakte hai…
Pls make video on wheat......for max. Production.....🙏🙏
Sure brother meeting cha rahi companies walo se....👍
@@AgricultureFarmingRanjeet thank u v.much
which pre emergence herbicide is used when mustard is used as intercrop with sugarcane
You can Pendimethlain 30%
Sir bhindi ki buai ka bad konsa harbicide use kare
dekhiye bhaiya ji Bhindi ki buwai se pehele Pendimethalin ka use kr sakte hai..magar jab bhindi ki buwai ho jati hai, or ghas bda ho jata hai..to herbicide na hi dale, koi perfect herbicide hai nahi,, vese nirai gudai kri jaye to best rahega ,....
Bhai chappan tinda me b use hota h kya iska ?
Hanji kar sakte hai
Sir ak video gahu ki fashal ka upar banoo
A to z jankari ka sath jis sa acha uthpadhan mil shake
Hanji brother mai abhi apni gehu lagange wala hoon to live demo krke dikhaunga ki beej upchar kese kre, kese beeje puri AtoZ
Sir ji dhan k fal me bhi iska use kr skte hai
@@shivonkar3750 kar sakte hai...karte vi hai bahut log..
Bhi Moong dal me are ganne me dal sakte he kai
Ji bhai isse kisi bhi fasal jo zamin ke anadar boi jatai hai usme daal sakte hai vo bhi buwai ke 24 ghante ke anadar...
Dhan me use kar sakte hai kya aur kab kare
Ji daal sakte hai magar yeh itni kaam nahi krti hai...
Gehu ki buvai hoke 3 din ho gaye abhi pendomithilin ki dava spray kar sakte hai kya
agar gehu bahar nahi nikli to kar sakte hai or agar gehu bahar nikal jyegi to gehu kharab ho jyegi...
dhanutop pyaj narsary me 20 din ki hai kar sakte hai kya
Abb koi kaam nahi karega…
Iske liye aap yeh dalo
ua-cam.com/video/ka22-o_wWhI/v-deo.htmlsi=34haSjOKUwV2wnHG
फूल गोभी की रोपाई करते समय इस दवा का प्रयोग कैसे और कितने ml करना है।
Ropai se pahele zamin me spray karwa do
Dose video me bataya hai
Kya hum isse urda ke beej me use kar sakte hai
ji bhaiya..
भाई प्याज के बीज मे नर्सरी me इसका उपयोग kar सकते है क्या
Hanji kr sakte hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet लेकिन मुझे दुकान वाले ने बोला है कि कोई गैरंटी नही है तो आप बताओ करू या नही
@@pappupatidar4404 100% hum guaranty le rahe hai
Buwai ke 72 ghante ke anadar kisi bhi fasal ki buwai ke samay daal do
पेंडामेथलीन धनिया की फसल में डाल सकते है क्या
@@AgricultureFarmingRanjeet ok सर धन्यवाद
Sarson me dal skte hai kya ??? Or dose kitna Dena chahiye
Sarso ki buwai se pahele dalni hai….bad me yeh koi ma nahi karega
@@AgricultureFarmingRanjeet sarson me buwai ke turant baad Pani me de to chalega???
Sir ji मैं अभी अक्टूबर में गन्ना और सरसो की एक साथ बुवाई करने जा रहा हूं तो मैं इसका इस्तेमाल कर सकता हूं
गन्ना सरसो बोने से पहले या बाद में
Iska istemal tab kiya jata hai....jab koi v fasal zamin ke anad hoti hai...
Or buwai ke turant bad ya buwai ke 24 ghante ke andar kr sakte hai...Matlab koi v fasal zamin ke upar nahi honi chaiye....
अरहर+सोयाबिन intercrop मे चलेगा क्या भाई
kyo nahi chlega bhai ...jarur chlega,....
4din ho gya kapas lgaye huaaa.....Abhi spring kr skta kyy
Bhai iski spray tab hoti hai jbb beej mitti ke andar hota hai...
Or jovi beej mitti ke bahar hoga to usko yeh honi nahi degi...
So iska spray tab kre beej buwai ke turant bad ya fir 24-48 ghanto ke andar....
kya ise makka ke fasal me istemaal kar sakte Hain aur kaise
Nahi bhai yeh keval ghas ko ugne nahi deta hai ugge hue ghas ko nahi marta
धान की फसल में डाल सकते है धान की सीधी बिजाई में
Urd me dal sakte hai kya
Har el fasal me chalega buwai krne ke turant bad
Mujhe pyaj lagaye 5 din ho gye h ab iska use kr skta hu ya nhi
pyaj ke liye app yeh video dekhe ....
ua-cam.com/video/ka22-o_wWhI/v-deo.html
Jyowar me chalega kya
Hanji chlega..
Gehu me mndusi ko bi ugne se rokegi kya bai shab ye dwai...
daal sakte hai magar yeh itna kaam nahi krti hai....
Matar ankurit ni hua he abhi pendametilin de sakte he kya
ji de sakte hai matar ankurit hone se phele.....ya fir 48 ghante ke anadr...
प्याज में चौपाई के पहले या चौपाई के बाद युस करे
Chupai se pahele use kijiye...
Bhai Sahab matr peas me use kr sakte hi kya
Ji bhai kr sakte hai...
Dhanutop ka spray bubai ke 8 din baad kiya jay to mtlb garmi ke samay me
Koi dikkat nahi magar ghas bahar nahi hona chaiye
क्या ईसे सरसों उगने के बाद भी प्रयोग कर सकते हैं।
kar sakte hai magar iska kaam ghas ko ugne ni deta hai,,,ugge hue ghas ko nahi marta hai...
Gulli dandhe ko roke gi ugne se ?
Hanji 50-60% tak rokegi
Maine yah dawai ganne ki fasal mein lagai hai lagane ke 24 ghante bad jyada barish ho gai hai kya mere ganne per iska nuksan hoga
Nahi Bhai koi nuksan nahi hai....
Pendimethalin ka use fasal buwai ke kitane ghante ke bad Tak kar sakte hai
Hanji buwai ke 48-72 ghate bad tak kar sakte hai.....
इस दवा का इस्टेमल चना पर कर शकते क्या?
चना अभी 1 महिने का है .
युरिया के साथ में इस का प्रयोग कर सकते है क्या अभि जो तण उगाने वाला हैं इसके लिए .
Nahi iska use hamesha koi bhi fasal jo zamin ke anadr boi jati hai uske liye kr sakte hai jaise ki gehu,ganna, matar, chnna etc...vo bhi buwai ke 24ghante ke anadar...or agar jo bhi fasal zamin ke upar a jaye vo kharab ho jati hai....
@@AgricultureFarmingRanjeet Thanks sir
@@AgricultureFarmingRanjeettinda ki bail lagai h Ji us me kar sakte hun
@@rohtashgrewal5405 Hanji kr sakte ho
20ltr paani me kitna ml daale ji
Coriander mein spray kar sakte hai
Yes but iski spray coriander lagane ke turant bad hi kre....
@@AgricultureFarmingRanjeet coriander germinate hone mein dikkat to nahi hoga na .
Price aur name kiya hai dawa ki
@@krishiochaasi7350 nahi bilkul v dikkat nahi ayegi...
Magar condition yeh hai ki koi v beej zamin ke uppar nahi rahena chaiye....
Beej hamesha zamin ke andar hona chaiye...
Agar koi v beej pe yeh dwa daal jye to veh beej nahi zamega.....
@@krishiochaasi7350 Pendimethalin 30%EC technical hai.....
Kissi v company ka le sakte ho....
Maine rotavater chalane ke baad 2 liter pr kille ka sapre kia 200 liter pani me kya result milega
Hanji brother Kon si fasal me use kiya hai...?
@@AgricultureFarmingRanjeet weat kanak pe sir 6 din ho ge Abi to koi nadeen nhi oga
मेंथा में भी इस का उपयोग कर सकते हैं
Ji kar sakte hai ....vo v mentha lagane ke 24 ghante ke anadar.....
Dhaniya ki fhasal me kese use kare
@@MontyTeli Bhai isse kisi bhi fasal me shuru me dalna hota hai
Matlab yeh ghass ko ugne ni deta hai or ugge hue ghass ko nahi marta hai
Surya ful ko chalega ka
Bhaishahb methi me iska spre kese kre Pani dete samay phale spre Kar ke Pani de de ak sath me or
ji pani dene ke bad kre...jab jake apko pura result milega...pani dene se pehele dalenge to iski layer tut jyegi...result ni milega...kyoki yeh zamin pe layer banati hai....
per kaise mangae online Ghar per delivery
App WhatsApp kijiye 7500606088 pe
Sir plz Baru ghas kya hoti h
Dhan me v use kr skte hai kya ?
Nahi bhai...
Bhai dhan main iska use ho sakta hai
भाई आप गलत जानकारी मत दो
फसल काटते वक्त धान झड़ जाता है,,,,जिसके लिए कर सकते हैं क्या,,,ताकि झड़े हुए धान उगे नहीं
Butachlor 50% ec dale ,,Pretilachlor 50% ec ki jagah....
insect trap ke bare me v kuch video banao bade bhai🙏🙏🙏
Apke liye puri gehu ki series banegi..
Or 101% ghas v ni jamega....uske liye v badiya badiya dwa batenge....
भींडी लगाने के बाद 24 घटे मे चलेगा क्या
Ji chlega...
I can use in suger cane also
Yes brother sugar cane lagane ke 24 ghante ke anadar....
Dose 2liter /acer = 250Liter pani ke sath......
Matlab ganne ke ankur niklne se pahele dalna hai......
सर इसे गोभी वर्गी फसल में डाल सकते हैं कि नहीं
Hanji har ek fasal me daal sakte hai
Til ke liye ise kar sakate hai kya?
kar sakte hai magar buwai ke turant bad hi....
@@AgricultureFarmingRanjeet Muze District:Beed , Maharashtra me milega kya?
Urad 4 patti ka ho agya hai galti se penda ka chhidkaav ho gya kya kte
Penda uggi hui fasal ko ni marta..Matlab kuch ni hoga...yeh keval ugne se rogta hai...
Thank ❤sir
@@balbeersingh3839 anytime Brother 👍
Kitne din Tak asar karti hain
Kitne din Tak kharpatvar nahin nikal ne deti
vese to kharpatwar fasal pakte tak ni ate hai or ate v hai to kahi na khai spray acche se nahi hoti ya fir thode bahut ate hi jate hai...baki dubara spray krne ki jarut nahi hoti...
sir hmm ase ghehu ki fasl me kar sakte h.
Hanji kar sakte hai...koi dikkat nahi hai
Ashvgandha ki fasal mein bhi Dal sakte hain kya
Hanji daal sakte hai
क्या इसे हम भेंडी में इस्तेमाल करते हे ? अगर हा तो कितना ml लेना पडेगा.
Brother bhindi lagane ke turant bad ya fir 24 ghante ke anadar hum iska istemal.kr sakte hai....
600ml dwa ko = 100 pani ke liye
Ye dawa chidake ne bad hame turant flood se pani dena hoga kya.
@@someshwar44 nahi bhai bilkul v nahi
To phir ise spary karne ke bad kab pani dena he
@@someshwar44 jab fasal thodi badi ho jaye..
ye gili zamin pe chalega kya
Yes Chlega..
thanku sir aj bij bo rha hu barish bhot hui hai..kal spray kar dunga
@@PianoMobi8055 Hanji bhai Best result milega Dont Worry
thanku boss
सर इसको चने में डाल सकते है
Hanji daal sakte hai
अरंडी की फसल के लिए कोई दवा है क्या
@@dhirendrasingh8744 Buwai ke samay yehi kaam karti hai
Bi ropai vali fsl kese piaaj gobhi pe kb kese spry kre mtlb ropai ke baad paanei li baad ropai se pehle
isse us fasal pe dalna hai jo fasal zamin ke anadar hoti hai....agar kisi fasal pe dal jaye to fasal kharab ho jati hai.....
Sir hamne do din pehle onion lagai h kya hum usme pendamethalin ka paryog kar sakte h
Brother onion ki rupai ki hai yaa onion ka beej dala hai..?
@@AgricultureFarmingRanjeet ropayi ki hai
@@anandmaurya1105 rupai se pahele use kijiye bad me oxyfluorfen 23.5 ec dalega...
कपास की बुआई करने के 24 घंटे केंद्र कपास में प्रयोग कर सकते हैं क्या जी
Ji bhai kr sakte hai best hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet हमारे यहां दान वाली कठोर जमीन है मैं 4 सालों से कपास की खेती कर रहा हूं,, मैं राशि 776 के बिजाई करता आ रहा हूं,,,क्या मैं अब की बार यूएस 81 लगा सकता हूं,, हमारी यह मध्य मिट्टी है क्या यू एस 81 हमारी जमीन के लायक है
Sir kiya iss pesticide ko dhan ki sidhi sukhi bijjayi kr k or pani lagga k khde pani mai use kr skte hai? Agar kr skte hai to kaise or kitni matra mai
Brother yeh Herbicide hai...isse dhan me na dale...
Dhan me Pretilachlor dalta hai...
@@Agropulse505 muje ek baat btao dhan ke liye yeh dwa ka priyog kre
Agar ye pahale ek bar use karne ke bad next 45days ke bad use kare to kya hoga.agar fasal bacha kar jamin par spray kare to.koi side effects hai kya
dekhiye iska priyog fasal ugne se pehele krte hai..agar 45 days ke bad fasal pe use kregneg to fasal mar jyegi....or agar fasal bachha ke use kr sakte hai koi side effect nahi hoga....
Tomato 🍅 me kam ni krega kya ??
ji bhai isse aap kisi bhi fasal me buwai ke pahele daal sakte hai..
Thanks 👍
भाई नमस्कार 🙏
भाई खेत मै लहसुन लगाने के बाद उसमे तुरंत पानी देना पड़ता है तो इसका प्रयोग कैसे करें
जरूर बताएं 🙏
to app bad me ghas wali dwa daal de jabb lehsun thode hare ho jate...
bhai ye dava wheat k ugg jane k bad bhi dal sakte h kya wheat ko koi nukan to nai hoga reply jarur kare !!
Bto wheat ki buwai ke 24-48 hours ke andar dali jati hai....
Matlb ise hum ghas ugne se pahele Dalte hai ....
Sir nutrifeed (Adwanta green fodder) ki bijai k turant bad pendimethalin ka use kar skate h?
Ji jarur kar sakte hai magar fodder jamin ke andar hona chaiye...or jo upper reh jyega vo nahi jmega.....
Turant bad vi daal sakte hai or 24 ghante ke andar vi daal sakte hai....
Ganne m kr sakta hai use ?
बाजरा की बिजाई के बाद कर सकते
Turant bad se 2 din ke anadar tak kr sakte hai
Bhi ganne ma dal sakte hai
Hanji daal sakte hai
Vai osun me ka estemal kara jayegi
Ji kra jyega....
Jamin gili honi chahiye kya
ji nami honi chaiye .....
or agar pani hoga to v chlega magar pani me layer nahi tutni chaiye....
Mirchi me Kitani bar spray kr sakte hai sir
@@amolvaidya883 jabb beej zamin ke anadar ho or buwai ke 24 ghante ke anadar....
Or jovi xamin ke bahar hoga vo jamega nahi iss dwa
So isliye koi v beej zamin me ho tohi spray kre iski
@@AgricultureFarmingRanjeet rope lagate hai to uske ek din pahle spray kr sakte hai na,koi side effect nahi hoga na
गन्ने में कितना डोज होनी चाहिए
58% wali 500ml/acer
Can I use 38percent pedimitalin in ground nut 🥜
Ans me Sir
Sure...
Bhai . Dhaniya methi palak me bone ke 12 ghante ke
baad dabai Kar de ye
Hanji kr sakte hai...24-48 ghante ke andar tak
Bone ka matalab pani dene ke baad ya pahle
But ye dava kaha se milega
Aap yha se order kr lijiye
amzn.to/49tjEeA
E dawai teel(sesame) me daal sakte hai kya.
Gdfi
Sakri patti aur choudi patti dono ko marti hai kya specially gajarghas ko.
kon si fasal ke liye use kroge aap...
सोयाबीन +मक्का की बुवाई में यह चलेगी क्या?
Ji chlega koi dikkat nahi hai...
*Sir bitter gourd aur yard long bean mein koun sa kharpatwar nashak dalna hoga. reply please* 🙏
yehi vi kharpatwar nashak daal sakte ho buwai ke 24 - 48 ghante ke anadar
@@AgricultureFarmingRanjeet reply k liye dhanyawad 🙏 . mitti chadhane nali banane ke baad spray kar sakte hai kya?
Hanji kar sakte hai 😊👍
उरद मे किया जा सकता है
Kiya ja sakta hai magar buwai ke 24 ghante ke anadar...
18 litters panime kitna ml dabai dalenge.. Jaldi batae
Kon si fasal me
Dhaniya
@@prasantasahu4959 100ml dwa ko = 150Liter pani ke liye.....
Ji
Sir ji dhan k fasal me iska use kr skte hai hai kya
Ji kar sakte hai....
Beetroot me upayog kare
ji kr sakte hai...
Pendimethalin 30 EC kya mein loshun mein istemal kar sakta hun
Ji kar sakte hai 48 ghante ke anadar Matlab ghas jamne se pahele
गवार मे चलेगा क्या
Chlnga gaver
Sir, methi me kis time me iska use kare or kaise use kare?
Iski spray kre or methi lagane ke 24-48 ghante ke andar ghas ugne se pahele
18 लीटर पानी में कितना ml डालना चाहिए।
18 liter me 60-70ml daal do
Ye dava mujhe chahiye agar aapke paas h to mujhe dila dijiye please
Hanji sure bhai aap yha se order kr lijiye
amzn.to/49tjEeA
1. Pendimethalin
dir.indiamart.com/impcat/pendimethalin.html?AgricultureFarmingRanjeet&farming
2. Herbicides
dir.indiamart.com/impcat/herbicides.html?AgricultureFarmingRanjeet&farming
3. Agricultural Herbicides
dir.indiamart.com/impcat/agricultural-herbicides.html?AgricultureFarmingRanjeet&farming
3bheege mei kitni padti hai bhai
Kon si fasal hai..?
@@AgricultureFarmingRanjeet sabjiya gobi loki turai karela
Ok 3bigha me 400ml
@@AgricultureFarmingRanjeet dhyanwad
Bhai kitni chahiya 350 me
Brother depends krta hai ki aap kon si company ka le.rahe ho
क्या किसे ने इसे मुले की फसल use करके देखा है क्या.. अगर हा तो कितना ml लेना पड़ता है.
भाई जी अगर इसे आप मुले में डाले तो बुवाई के 24 घंटे के अंदर डाले मतलब उगने से पहेले...
Ok . Thanks
@@someshwar44 750ml= 150Liter pani ke liye
Ok
Kya isko jowar mein bhi daal sakte hai
Hanji daal sakte hai .. 500-700ml/acer
Par jowar mein hmare yhaan buwai ke Baad 20-25 dino tak paani nhi dete hai par hm spray nmi mein kar denge kya ye dwai kaam kregi
@@Shivam18-VIP karegi brother kuch had tak ghas kam ho jyega...
બાજરી મા નિંદામણ માટે નાખી શકાય
Yes
Sikar
Sir merigold ki kheti me kese lagaye
Sir contact no.do
Ji bhai 7500606088