शूद्र : मजदूर वैश्य : व्यपारी, मैनेजर..... क्षत्रिय : पोलिस, सैनिक... ब्राह्मण : शिक्षक, जज, नेता... जितना ज्यादा जिम्मेदारी पावर उतना ही कड़क दंड लेकिन हो रहा उलटा सबसे निचले व्यक्ति को तो सजा मिलती है बाकी सब बच जाते है
Kya Dharmaraj ayse hi hote h dost juwadi apni patani bhaiyon ko Dao pr lgane wale.....jai aaj bole ki mai apni patni ko dao pr lga diya hun...mai Dharmraj hun.... public juta se swagat karegi ayse Dharmraj ki....mai bhi sanatani hun...parantu bina tark mai kuch bhi accept nhi krta🙏🏻
@@ashokkashyap5548 koi bhi insaan perfect nahi hota. Is ek galti ke alawa Yudhishthir ka jeevan perfect dharm ke anusaar raha. Isiliye woh dharmraaj kehlate hai ❤🙏🏻 Yudhishthir ki Jay ❤
@@orionstar2945 kai bar Gita Bible or Dharm ki kitabe padh chuka hun...parantu mai koi bhi chij bina tark ke nhi accept krta wahi ek Galati itna bda Mahabharat krwa diya Bhai
@@akshaybhalerao8015 perfect nhi hai to phir Dharmaraj mat bolo Yudh jitne ki liye apne Guru ka wadh karne ke liye bhi to jhut hi bola tha....apka Dharmaraj
Yudhistir Mr yekdam darm ke niyamo ke virudha Anya diya Agr apne koi granth padha hota to aap khud kahate ki yudhisthir ne galat Narnaay diya Yah bas yek drama hai shi Katha nahi
युधिष्ठिर धर्मराज हैं , धर्म के पक्ष में साक्षात श्री कृष्ण है अतः युधिष्ठिर की ही जय जय करनी चाहिए। सुक्ष्म बुद्धि से न्याय किया जाता है । स्थुल बुद्धि नहीं। दृष्टि में समानता होती है व्यवहार में नहीं होती। उदा एक ही मां की चार संतान सर्वाधिक प्रेम कोई एक के प्रति ही।
Chupbe , dharmraj YAM Ko bolte hain. Us murkh yudhishthir ko nahi, jisne jue me ek bevde ki tarah apni parivaar ko BECH DIYA.. Seekho aur. Baat NYAAY ki hai ,to vo authority pe depend karta hai. Bhagwaan sabse upar to hai, lekin vo bevde yudhishthir koi Krishna nahi. Murkh
Aree yar Yudhisthar ka hi uchit hai yaar isme toh Shudra ka soshan nahin Hua aur asal mein sabse jyada dand brahmin ko Mila tha varn ko aaj ke jamane ke profession se relate Karo.
@@HareKrishanaa Brother I am not talking about today Constitution the main thing is that at that time Brahmans, Kshatriya and Vaishya are supposed to maintained proper working of law and order if they do opposite of that then they will get more punishment while Shudras are not supposed to do that read Visudh Manusmriti properly if you want to know about that.
पहली बार युधिष्ठिर ने निराश किया यहाँ दूसरी बार द्यूतक्रीड़ा भवन में तीसरी बार 'अश्वत्थामा हतायति' में चौथी बार 'हम पांचों भाई में से किसी को भी द्वंद्व के लिए चुन लो' तब पांचवी बार जब....
@@HareKrishanaa yes , if someone do crime even when he is aware and educated about it should be punish with more and the one who do it in unknowingly should be punished accordingly. If someone rapes he should be punished with death but if rape done by Relatives should be punished even harsh than death.
कोई इंसान शूद्र cast से जुड़ा हुआ था इसलिए वो अज्ञानी और कोई वैश्य cast से जुड़ा है इसलिए वो शूद्र से ज्यादा ज्ञानी और क्षत्रिय वैश्य से ज्यादा ज्ञानी है और ब्राह्मण अपनी जात से जुड़ा है, उससे पैदा हुआ हैं इसलिए परम ज्ञानी, ज्ञान भी जात देखने लगी की जो जिस जात का होगा वो उतना ही ज्ञानी होगा 😂,अरे शूद्र को पढ़ने लिखने का अवसर ही नही मिलता तो वो कैसे ज्ञानी हो पाएगा। वैसे ज्ञान की कोई मात्रा नही होती, (information) जानकारियों की मात्रा हो सकती है। किसी के पास कम जानकारी है तो किसी के पास ज्यादा। मनुष्य मै या तो ज्ञान होता है या अज्ञान, क्योंकि ज्ञानी कभी किसी की हत्या नहीं कर सकता। अज्ञानी ही किसी की हत्या करने का भाव रख सकता हैं। तो इससे ये साबित होता है की दुर्योधन ने फिल्हाल परंपरा के अंतर्गत ही सही लेकिन उसने न्याय किया है। क्योंकि ज्ञानी कभी हत्या नहीं करता और हत्या अज्ञानी ही करता है तो अज्ञानी को अपराध के आधार पर समान रूप से सजा मिलनी चाहिए ना की जात के आधार पर।
@@Sunil-0_8 Abe usne kaha he , ke Jise pata na ho ke wo Kitna bada crime kiya he , aur usne kaha ke Brahman janta he hatya Kitna bada paap he phir bhi usme samvilit hoke usne ye paap kiya is liye use badi saja milni chahiye. Ise samajh ne ke liye dimag chahiye
@@akkiavasthi8437 kya tum ye kahna chahte tho ki shudar mai ye samjh nhi hai ki hatya paap hai yaa nhi shudar mai bhi utni hi samjh hoti hai jitni ek tathakathit brahman mai hoti hai bs different information ki maatra ka hai ek ne kitabe pad li aur khud ko gyani samjh beta hai aur dusre ne kitabe nhi padi tho bo khud ko agyani samjh beta hai aur log bhi use agyani hi mante hai kyonki usne kitabe nhi padi jbki kitab ka gyan se,samjh se koi lena dena nhi hota ye sirf information daal sakta hai dimag mai samjh peda nhi kar sakta. Kabir bhi anpadh the lekin fir bhi bo gyani kahlaye kyoki chetna,samjh unki pade likhe logo se adhik thi.
युधिष्ठिर ने जो न्याय दिया था। वह महाभारत के समय अनुसार बिल्कुल ठीक था। क्योंकि उस जमाने में उच्च शिक्षा समान रूप से सभी वर्गो को उपलब्ध ही नही था। इसलिए जो ज्यादा शिक्षित और बड़ा पद होने के बावजूद समान गलती करता है तो उसे तुलनात्मक दृष्टि से दंड ज्यादा दिया जाना चाहिए उचित था।
अच्छा हुआ भारत की न्यायव्यवस्था संविधान से चलती है ,जिसमे ना किसी ब्राम्हण पे अत्याचार होता ना किसी शुद्र पे,जिसके सामने सब एक समान है ,जो किसी व्यक्ति किए हुए कर्म के आधार पर न्याय करता है ।
B.R Chopra's Mahabharat is the best Mahabharat ever created and I consider myself truly blessed to have watched this and attained the knowledge and love for Mahabharat! Jai Shri Krishna!
BR Chopra ne sirf nam kamane ke liye Mahabharat banaya. Ekbar comparison karlo Ramanand Sagar ji ke Shree Krishna se pata chalega konsa sahi hai. Jarasandh vadh aur Shishupal vadh, Draupadi swayambhar ka to majak bana diya BR Chopra ne.
@@satishkamtikar958Karna was not lower caste.Karna father adhiratha was royal prince of Anga and close friend to dhritarashtra. Sutputra means son of ksatriya father and brahmins mother
जाति देख कर न्याय करने वाले धर्मराज से लाख गुना बेहतर ,दुर्योधन का न्याय है, जो कि उस काल से कहीं आगे हैं. आज इस दृश्य को देखकर पहली बार एहसास हुआ कि दुर्योधन के साथ भी अन्याय हुआ है.
Duryodhan ke aise bahut se kaam the jinki barabri koi nahi kar sakta, agar dropadi ne apne ghamand me akar duryodhan ka apmaan n kiya hota to n usko sabha me beijjat kiya jata aur n hi mahabharat hota
Bilkul Nahi..... Yudhistar ka nyaaye sahi tha.... Jiske pass sahi aur galat ko samajhne ka gyaan jitna zada ho us se itni hi nyaaye ki umeed kari jaati hai 💯💯💯💯💯, Bharamin ka kaam gyaan dena hai bas usko kisi ki hatya karne ka adhikar nahi.... 💯💯💯💯 Shatriya ka kaam rakhsha karna hai Agar raksak hi bhakshak ban jyenge to aam insaan kha jyega.... Vashya, shudro aur bharamino ko Thayaar uthane ka adhikar hi nahi hai.... Lekin Bharamin Guru hai es leye khud sekhe bena vo shatriyo ko nahi sekha sakte 💯💯💯💯💯 Befkoof hai vo log jo Varn ko janam se jordte hai Bharamin = Teachers & Pandit Kshatriya = Warriors and soliders Vaishya= Business men/women Shudar= Sevak Jab insaan apne baccho ko acchi baate sekhata hai tab vo ek bharamin banta hai, jab apne bache ko aanyae ke khilaf bolna sekhata hai to kshatriya, business karna swkhata hai to Vaishya aur jab apne bacho ke samne apne durdhe maa baap ki seva karta hai to vaishya ban na swkhata hai.... 💯💯💯💯 Ye hai Varn Vibhajan....
@@nishantkumar9747 Aarakshan ki baat nahi hai isme. Gyan ki hai. Uss zamane me ved, shaastra, vidhi, sahi karm, achha aur bura karm etc. ka gyan pandit aur bramhano ko sabse zyada hota tha. That's why gyani hote hue bhi paap karna, bura karm karna matlab bada paap hua. Isliye Brahman ka paap sabse khatarnaak hua. Kshatriya - gyan ke mamle me 2nd rank me aata tha. Isliye purna gyani na sahi lekin gyani hote hue bhi paap karna matlab bhi paap hi hua. Same way, Vaishya (3rd rank), phir Shudra (4th rank) gyan ke mamle me. Iss wajah se inka paap chota hua. That's why aisa nyay kiya Yudhishthir ne aur uchit nyay kiya.
@@saurabhkanhere7033 और हमारी मातृ भाषा याद दिलाने हेतु तूने स्वयं अंग्रेज़ी अक्षरों का प्रयोग किया!! Phir toh Government of India bhi ghulam hai kyoki Hindi ur English dono hi official languages hain hmari ur government bhi dono ka istemal kr rhi hai! Bahar aa iss banawati deshbhakti se! 😂🤣😆
Wahh bete tumne jo name likha hai Saurabh 'ye bhi English me hai English itni nfrt hai to kyu phone use kr rha hai ye bhi koi English ne hi discover kiya hai kyu youtube chla rha hai ye bhi bharat ka nhi hai ,,@@saurabhkanhere7033
@@PK12509 दण्ड देख सबसे ज्यादा किसे ब्राह्मण और राजपूत को sc st को कहा पूरा एपिसोड देखना ब्राह्मण को आजीवन कारावास मिलता है तुम्हे अम्बेडकर ने ऐसा किया sc st हर सुविधा है तब भी गलत करे इन्हें दण्ड भी ज्यादा मिलना चाहिए जबकि राजपुतों के समय पर था
Yudhishthir ka nyaay asal me jaati dekh kar nahi kiya gaya tha, balki un logo k socio-economic status ko dekh kar kiya gaya tha. Yaha ye bataya gaya hai ki jo jitna padha-likha, samridhh aur powerful hai use crime karne par utni hi kadi saza mili hai. Aaj k samay me agar ye laagu kiya jaye to jo aadmi jitna padha likha aur powerful hoga, crime karne par uski saza bhi utni hi kadi hogi. Yaani yudhishthir k nyaay k hisaab se, jitne bhi corrupt bureaucrats aur politicians hain sab k sab maare jayenge.
Apradh padhe likhe se koi matlab nhi balki max. Village aise anpadh rhte h Jo padhe likhe se jyada buddhiman h ar unki buddhi bi vese hi crime krne ki hoti h jo ek padha likha kr hi nhi skta ar is hisab se neta to anapadh ar km padhe likhe hote h vo Bach jayege ,ek insane ko sirf itna Gyan ydi h ki kya galat h ar kya shi apradh krne pe brabar dand diya Jana chahiye na ki brahman hone pe mritu dand nhi diya ja skta .
@@akkiavasthi8437 bhai tune muze kitna galat bola par mane bura nhi mana kyuki shuruaat mne hi kri thi . Bhai me majaak kar rha tha really bhai . Koi hate nhi thi kyuki hate ka koi karan hi ni tha .
Pagalpan ka doura thhik nahi hota, Aaj ke samay mein uchhit nahi hai yudhistar ka nyaya kyoki Aaj varn jati mein badal gaya Par uss kaal mein ye sahi thaa kyoki uss samay varn thaa jati nahi Eg- ke through samjho Aaj koi netaji murder karte hsi aajad rahete hsi ya parol pe nikalte rahte hai par Aam aadmi chooti si chori mein salo tak band rehta hsi ye aanyay hsi
*koi pocket maar rs.100 chori kaare aur bijay maliya 1000 crore chori kare , aparadh toh same hai lakin saja kya same hona chahiye? Duryodhan ko sahi bolne walo ne reply kar na..*
@@jaia508 *ap ka hisab se toh shariyat law murkhta nishani hi hai because shariyat law dharam se hi aye hai..aur shariyat law insaan ke lye nhi hai,shariyat law musolman k lye hai aur musolman aur insaan me bahot difference hai...shariyat Arab dessert culture hai ishi lye me shariyat ya musolman ko le ke kuch nhi bolna chahti hu...mene toh ye simple sawal puch reh the ki..kya 100 rs chori kar ne walo (pocket maar) k saja aur 1000 crore (bijay maliya) chori kar ne walo ko saja same hona chahiye?*
Yudhistir ka naya aaj k samaye se ulta heh yudhisthir neh jo sudra heh arthat jo garib heh jo sramik barga heh uske sajha ko agyani ka sazaye bolkar kam sajaye fi magar aaj so garib heh jo sramik heh ussika sosad hota heh aaur uchhe barga k log ananda lete he udaharan pune porshe accident
Duryodhan ka nyay aaj ke samay ke hisab se sahi hai Kyunki Aaj Anpadh ke pass midiya ki vajah se Itni awareness hai parantu use Samay mein Aisi sthiti Nahin thi Jo likh rahe hain Duryodhan was right to likhane se pahle soche samjhe aur likhen Har chij ko aaj ke najriya se nahin dekhna chahie aaj paristihi alag thi tab alag.
Yes but last m usne gidad vale kaam kr diye the... abhimanyu ko maar kr..kyuki jb 2 ya 2 s jayda log milkr kisi ek masoom or bache ko marte ho h tu un logo ko gidado ki foj kha jata h or jo akela 10 ka smna krta h vo asli mard kehlata h..
महाभारत की यह प्लेलिस्ट देखें
bit.ly/ArjunMahabharatBestScenes
जय माँ भवानी हर हर महादेव जय श्रीराम जय माँ सीता जय हनुमानजी 🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩
शूद्र : मजदूर
वैश्य : व्यपारी, मैनेजर.....
क्षत्रिय : पोलिस, सैनिक...
ब्राह्मण : शिक्षक, जज, नेता...
जितना ज्यादा जिम्मेदारी पावर उतना ही कड़क दंड लेकिन हो रहा उलटा सबसे निचले व्यक्ति को तो सजा मिलती है बाकी सब बच जाते है
Maharishi ved vyas- shudra the
@@jatingoyal318कैसे शूद्र थे???
@@jatingoyal318khsatriya they wo
@@jatingoyal318 Maharishi Valmiki ji the ❤
@@adarshkumarsingh4311वे शुद्र तब तक थे जब तक उन्हें ज्ञान प्राप्त नही हो गया था ज्ञान प्राप्त होने पर वे महर्षि ओर पूज्य हो गए
धर्म की प्रतिमूर्ति धर्मराज युधिष्ठिर की न्यायप्रियता को नमन है।
जय धर्मराज युधिष्ठिर 🙏🙏
Kya Dharmaraj ayse hi hote h dost juwadi apni patani bhaiyon ko Dao pr lgane wale.....jai aaj bole ki mai apni patni ko dao pr lga diya hun...mai Dharmraj hun.... public juta se swagat karegi ayse Dharmraj ki....mai bhi sanatani hun...parantu bina tark mai kuch bhi accept nhi krta🙏🏻
@@ashokkashyap5548 koi bhi insaan perfect nahi hota. Is ek galti ke alawa Yudhishthir ka jeevan perfect dharm ke anusaar raha. Isiliye woh dharmraaj kehlate hai ❤🙏🏻
Yudhishthir ki Jay ❤
@@ashokkashyap5548 कभी महाभारत पढ़ा होता तो ऐसी फालतू बकैती ना कर रहा होता ।
@@orionstar2945 kai bar Gita Bible or Dharm ki kitabe padh chuka hun...parantu mai koi bhi chij bina tark ke nhi accept krta wahi ek Galati itna bda Mahabharat krwa diya Bhai
@@akshaybhalerao8015 perfect nhi hai to phir Dharmaraj mat bolo Yudh jitne ki liye apne Guru ka wadh karne ke liye bhi to jhut hi bola tha....apka Dharmaraj
आज भी रोमांचित हो जाते हैं इस सीरियल को देखकर
युधिष्ठिर ने एकदम सही न्याय किया यही हिंदू धर्म का वास्तविक कांसेप्ट है
Yudhistir Mr yekdam darm ke niyamo ke virudha Anya diya
Agr apne koi granth padha hota to aap khud kahate ki yudhisthir ne galat Narnaay diya
Yah bas yek drama hai shi Katha nahi
Tu gadha hi
एकदम सही
@@samulate7356😂😂😂 bina samjhe tum baat kar rhe ho
Ye nayay galat hai issy to yahi hoga k jo jitna samthwan ussy utni kam saja nayay k samny sub barabar hote hai udhisthir ne to concept hi badal diya
Duryodhan - Article 14
Yudhishtir - Article 14 with reservations
😂😂
😂😂
Duryodhan = Congress.
Yudhister = BJP.
😂❤😂
😄😄😄😄
😂
धर्मराज युधिष्ठिर ने "संसार के सर्वप्रथम संविधान मनुस्मृति के अनुसार निर्णय सुनाया हैं।जय मनुस्मृति जय मनु महाराज🧘📔⛳👑
Magar kya mahabharat khatm ho jane par unhone sabhi ko ek saman adhikar de diye the
😏🙆
Brahman ko koi sja nhi yhi hai mnusmarti ka nayay
Aaj bharat ke savidhan se fti pdi hai mnu ki aulado ki .
Kyoki savidhan ne sabko barabar kar diya .
Nahi us samay bramhan hatya sabse bada paap mana jata tha isliye bramhan ko desh se nikal Diya jaata tha@@naveengurwan4286
Today:
इन्हें रथ पर बैठा कर भेजा जाए
और रास्ते में पल्टा दिया जाए 😂
😂😂😂😂😂 गजब का न्याय है मित्र, योगी आदित्यनाथ युधिष्ठिर की जगह होते तो यही होता
@@sunilsahu-rg9np 🥴
😂😂
हे श्रीमान है वे प्रिया शायद आपके शब्द असमानता पूर्ण है इन्हें समझना थोड़ा कठिन है कि आप समझने की कृपा करेंगे
Shudra ko jamin pe, baishya ko pani wale kue me, khyatriya ko sukhe kue ke ander and brahman ko pahadi se niche gira diya jaye
युधिष्ठिर धर्मराज हैं , धर्म के पक्ष में साक्षात श्री कृष्ण है अतः युधिष्ठिर की ही जय जय करनी चाहिए। सुक्ष्म बुद्धि से न्याय किया जाता है । स्थुल बुद्धि नहीं। दृष्टि में समानता होती है व्यवहार में नहीं होती। उदा एक ही मां की चार संतान सर्वाधिक प्रेम कोई एक के प्रति ही।
Chupbe , dharmraj YAM Ko bolte hain. Us murkh yudhishthir ko nahi, jisne jue me ek bevde ki tarah apni parivaar ko BECH DIYA..
Seekho aur. Baat NYAAY ki hai ,to vo authority pe depend karta hai. Bhagwaan sabse upar to hai, lekin vo bevde yudhishthir koi Krishna nahi. Murkh
Duryodhana पक्षपात नहीं किया दिल जीत लिया ❤❤❤❤❤
Acting of Dhritrastra shocked me.
He never missed even a single shot.
Duryodhan: Equality before law.
Yudhishthir: Equal protection of law.
No protection here.
Equal protection implies that people situated equally must be treated equally
Kid sin and adult sin consequences different..i.e if equal then judge will be like there is no concept of man & women like..
क्या है यह कौन सी भाषा है ये 😏🙂
😮😮😮
वाह धर्मराज वाह 🙏🙏🔥
दुर्योधन का न्याय आज भारत को सुधार देता
Aree yar Yudhisthar ka hi uchit hai yaar isme toh Shudra ka soshan nahin Hua aur asal mein sabse jyada dand brahmin ko Mila tha varn ko aaj ke jamane ke profession se relate Karo.
सही बात
@@tishantchhabra6856 Do you wanna say different punishment for different profession but today's Indian constitution disagree with you mate
@@HareKrishanaa Brother I am not talking about today Constitution the main thing is that at that time Brahmans, Kshatriya and Vaishya are supposed to maintained proper working of law and order if they do opposite of that then they will get more punishment while Shudras are not supposed to do that read Visudh Manusmriti properly if you want to know about that.
Bilkul sahi
पहली बार युधिष्ठिर ने निराश किया यहाँ
दूसरी बार द्यूतक्रीड़ा भवन में
तीसरी बार 'अश्वत्थामा हतायति' में
चौथी बार 'हम पांचों भाई में से किसी को भी द्वंद्व के लिए चुन लो' तब
पांचवी बार जब....
पांचवी बार तो बता दो
पचवी बार kaab kiya पूरी बात लिखी
5 वार कब किया
Aaj ke samay me duryodhan jaise logo ki aavshakta h
जय जय रामकृष्ण हरी
जय श्रीकृष्णाराधेराधे🌹🙏
दुर्योधन का नयाय भारत को सुधार सकता है
दुर्योधन का न्याय बिना परख का न्याय है।
😂
@@killercomedies5051phele investigation karna chaiye
Bilkul sahi kha
Aap dekho sirf aapse rai mangi jayengi
There is a huge difference between justice and equality,
Duryodhana=Equality
Yudhishthir= justice
tHis means We should have different punishment for literate and illetrate
@@HareKrishanaa yes , if someone do crime even when he is aware and educated about it should be punish with more and the one who do it in unknowingly should be punished accordingly. If someone rapes he should be punished with death but if rape done by Relatives should be punished even harsh than death.
कोई इंसान शूद्र cast से जुड़ा हुआ था इसलिए वो अज्ञानी और कोई वैश्य cast से जुड़ा है इसलिए वो शूद्र से ज्यादा ज्ञानी और क्षत्रिय वैश्य से ज्यादा ज्ञानी है और ब्राह्मण अपनी जात से जुड़ा है, उससे पैदा हुआ हैं इसलिए परम ज्ञानी,
ज्ञान भी जात देखने लगी की जो जिस जात का होगा वो उतना ही ज्ञानी होगा 😂,अरे शूद्र को पढ़ने लिखने का अवसर ही नही मिलता तो वो कैसे ज्ञानी हो पाएगा।
वैसे ज्ञान की कोई मात्रा नही होती, (information) जानकारियों की मात्रा हो सकती है। किसी के पास कम जानकारी है तो किसी के पास ज्यादा।
मनुष्य मै या तो ज्ञान होता है या अज्ञान, क्योंकि ज्ञानी कभी किसी की हत्या नहीं कर सकता। अज्ञानी ही किसी की हत्या करने का भाव रख सकता हैं।
तो इससे ये साबित होता है की दुर्योधन ने फिल्हाल परंपरा के अंतर्गत ही सही लेकिन उसने न्याय किया है। क्योंकि ज्ञानी कभी हत्या नहीं करता और हत्या अज्ञानी ही करता है तो अज्ञानी को अपराध के आधार पर समान रूप से सजा मिलनी चाहिए ना की जात के आधार पर।
@@Sunil-0_8 Abe usne kaha he , ke Jise pata na ho ke wo Kitna bada crime kiya he , aur usne kaha ke Brahman janta he hatya Kitna bada paap he phir bhi usme samvilit hoke usne ye paap kiya is liye use badi saja milni chahiye. Ise samajh ne ke liye dimag chahiye
@@akkiavasthi8437 kya tum ye kahna chahte tho ki shudar mai ye samjh nhi hai ki hatya paap hai yaa nhi shudar mai bhi utni hi samjh hoti hai jitni ek tathakathit brahman mai hoti hai bs different information ki maatra ka hai ek ne kitabe pad li aur khud ko gyani samjh beta hai aur dusre ne kitabe nhi padi tho bo khud ko agyani samjh beta hai aur log bhi use agyani hi mante hai kyonki usne kitabe nhi padi jbki kitab ka gyan se,samjh se koi lena dena nhi hota ye sirf information daal sakta hai dimag mai samjh peda nhi kar sakta.
Kabir bhi anpadh the lekin fir bhi bo gyani kahlaye kyoki chetna,samjh unki pade likhe logo se adhik thi.
धर्मराज युधिष्ठिर का न्याय उत्तम ही रहेगा
Ghanat ye sb doglapan hai
B R Chopra ko koti koti naman
Nuv.adku.vrod.estm.led
बीआर चोपड़ा का पूरा नाम तो बताइए😊
सत्यमेव जयते सत्य तो ये है प्राचीन भारत जिसे स्वर्ण युग भी कहा जाता हैं
वहां शूद्र अज्ञानी शिक्षा का अधिकार न देना भी अन्याय हैं
वो शिक्षित नही है इसलिए वो शुद्र है
शुद्र है इसलिए शिक्षा का अधिकार नही ये तथ्य गलत है
dhritrashtra ko dekh kar pakka yakin hota hai
ki kanoon andha hota hai
Duryodhana ka hi nayay ki Aaj aawshyakta hai. Bilkul sahi hai
युधिष्ठिर के न्याय जैसे न्याय आज भी है, बालिग को ज्यादा , नाबालिग को कम सजा दी जाती है ।
लेकिन इसमें चारो बालिग थे।
Completely different
युधिष्ठिर ने जो न्याय दिया था। वह महाभारत के समय अनुसार बिल्कुल ठीक था। क्योंकि उस जमाने में उच्च शिक्षा समान रूप से सभी वर्गो को उपलब्ध ही नही था। इसलिए जो ज्यादा शिक्षित और बड़ा पद होने के बावजूद समान गलती करता है तो उसे तुलनात्मक दृष्टि से दंड ज्यादा दिया जाना चाहिए उचित था।
Shayad tumne dhyan se suna nahi sanivids....fir se suno
Duryodhan judgement was right here in this case
Justice duryodhana ka hi sahi tha
No never 👎 sabko ek Tula main tolna Anyay hai ❤
This is why UNIFORM CIVIL CODE is necessary😂
Exactly uniform education system is very important.....one nation one caste 😂😂😂
अच्छा हुआ भारत की न्यायव्यवस्था संविधान से चलती है ,जिसमे ना किसी ब्राम्हण पे अत्याचार होता ना किसी शुद्र पे,जिसके सामने सब एक समान है ,जो किसी व्यक्ति किए हुए कर्म के आधार पर न्याय करता है ।
What a joke😂
Sapne se bahr aao, Pasiwalo ke ladke ek essay likh kar jail se bahr aa jatebhai.😂😂😂
@@JaqenHegar😂
Jeete raho vanje was epic😂😂😂
😂
B.R Chopra's Mahabharat is the best Mahabharat ever created and I consider myself truly blessed to have watched this and attained the knowledge and love for Mahabharat!
Jai Shri Krishna!
Ek bar Ramanand Sagar wala dekhna aur adhik Mantra mugdh Ho jaoge
BR Chopra ne sirf nam kamane ke liye Mahabharat banaya. Ekbar comparison karlo Ramanand Sagar ji ke Shree Krishna se pata chalega konsa sahi hai. Jarasandh vadh aur Shishupal vadh, Draupadi swayambhar ka to majak bana diya BR Chopra ne.
आज दुर्योधन के लिए इज्जत बढ़ गई😂😂😂😂
Respect for duryodhan
Yudhishthir is correct in that period but in today's scenario Duryadhn is right equality is justice in all case in reservation system also❤
Duryodhan wanted to end casteism. He was right
कौन सी भाषा है यह
@@satishkamtikar958Karna was not lower caste.Karna father adhiratha was royal prince of Anga and close friend to dhritarashtra.
Sutputra means son of ksatriya father and brahmins mother
जाति देख कर न्याय करने वाले धर्मराज से लाख गुना बेहतर ,दुर्योधन का न्याय है, जो कि उस काल से कहीं आगे हैं. आज इस दृश्य को देखकर पहली बार एहसास हुआ कि दुर्योधन के साथ भी अन्याय हुआ है.
Duryodhan ke aise bahut se kaam the jinki barabri koi nahi kar sakta, agar dropadi ne apne ghamand me akar duryodhan ka apmaan n kiya hota to n usko sabha me beijjat kiya jata aur n hi mahabharat hota
Agree
Agree❤
@@sibbootiwari4807accha bhai lakshyagrah kahe hua tha draupadi ki wajah se aur bahut sari ghatnaye SB draupadi ne karvya tha
कितने तेजस्वी लोग हैं हमारे पास कितने शानदार विचार रखते हैं और कुछ लोग मनोरंजन भी करवाते 😂😂😂😂
Duryodhan का निर्णया सही था।। Yudhisther to. Aarakshan पर आ gye.
😅😅😅😅
Bilkul Nahi..... Yudhistar ka nyaaye sahi tha....
Jiske pass sahi aur galat ko samajhne ka gyaan jitna zada ho us se itni hi nyaaye ki umeed kari jaati hai 💯💯💯💯💯,
Bharamin ka kaam gyaan dena hai bas usko kisi ki hatya karne ka adhikar nahi.... 💯💯💯💯
Shatriya ka kaam rakhsha karna hai
Agar raksak hi bhakshak ban jyenge to aam insaan kha jyega....
Vashya, shudro aur bharamino ko
Thayaar uthane ka adhikar hi nahi hai....
Lekin Bharamin Guru hai es leye khud sekhe bena vo shatriyo ko nahi sekha sakte 💯💯💯💯💯
Befkoof hai vo log jo Varn ko janam se jordte hai
Bharamin = Teachers & Pandit
Kshatriya = Warriors and soliders
Vaishya= Business men/women
Shudar= Sevak
Jab insaan apne baccho ko acchi baate sekhata hai tab vo ek bharamin banta hai, jab apne bache ko aanyae ke khilaf bolna sekhata hai to kshatriya, business karna swkhata hai to Vaishya aur jab apne bacho ke samne apne durdhe maa baap ki seva karta hai to vaishya ban na swkhata hai.... 💯💯💯💯
Ye hai Varn Vibhajan....
Bina samjhe tum comment kr diye
Tu bta de to jayga Gyani h tu to
@@nishantkumar9747 Aarakshan ki baat nahi hai isme. Gyan ki hai.
Uss zamane me ved, shaastra, vidhi, sahi karm, achha aur bura karm etc. ka gyan pandit aur bramhano ko sabse zyada hota tha. That's why gyani hote hue bhi paap karna, bura karm karna matlab bada paap hua. Isliye Brahman ka paap sabse khatarnaak hua.
Kshatriya - gyan ke mamle me 2nd rank me aata tha. Isliye purna gyani na sahi lekin gyani hote hue bhi paap karna matlab bhi paap hi hua.
Same way, Vaishya (3rd rank), phir Shudra (4th rank) gyan ke mamle me.
Iss wajah se inka paap chota hua.
That's why aisa nyay kiya Yudhishthir ne aur uchit nyay kiya.
Duryodhana believed in Equality!
Whereas, Yudhishthir believed in Equity!
Are hindi bol, gulaam. DHIKKAR HAI
@@saurabhkanhere7033 और हमारी मातृ भाषा याद दिलाने हेतु तूने स्वयं अंग्रेज़ी अक्षरों का प्रयोग किया!! Phir toh Government of India bhi ghulam hai kyoki Hindi ur English dono hi official languages hain hmari ur government bhi dono ka istemal kr rhi hai! Bahar aa iss banawati deshbhakti se! 😂🤣😆
@@saurabhkanhere7033 wah bhai😂
@@saurabhkanhere7033abe konse nashe kiye h😂😂
Wahh bete tumne jo name likha hai Saurabh 'ye bhi English me hai English itni nfrt hai to kyu phone use kr rha hai ye bhi koi English ne hi discover kiya hai kyu youtube chla rha hai ye bhi bharat ka nhi hai ,,@@saurabhkanhere7033
Jai ho dharm rag ki
मेरे विचार से मामा के विचार सही है ❤
कुछ कलयुगी मूर्ख धर्मराज युधिष्ठिर को जिन्होंने सशरीर स्वर्ग प्राप्त किया था उन्हें न्याय करना सीखा रहे है😂😂😂
यही है मनु महाराज मनुस्मृति का संविधान।🙏
उसी मनुस्मृति को देख कर बाबा साहेब भीम राव अम्बेडकर ने आरक्षण की व्यस्था किये
Vo isliye kyoki angrezi translation padhe the ambedkar ji... billkul ulta seedha....galat Samajh thi unki Manu smirrti ko lekar
@@PK12509 दण्ड देख सबसे ज्यादा किसे ब्राह्मण और राजपूत को sc st को कहा पूरा एपिसोड देखना ब्राह्मण को आजीवन कारावास मिलता है तुम्हे अम्बेडकर ने ऐसा किया sc st हर सुविधा है तब भी गलत करे इन्हें दण्ड भी ज्यादा मिलना चाहिए जबकि राजपुतों के समय पर था
@@Bosco_91सही बात
एक सही सविधान
Duryodhana was correct ❤
युदिष्ठिर का न्याय उत्कृष्ट है और दुर्योधन का न्याय भी कम नहीं आंका जा सकता है
DURYODHAN WAS RIGHT HERE 😊
Gufi Patel is super grate Acter
Gifi Patel nahi pentel hai chutiya
उस समय के कालक्रम के अनुसार धर्मराज युधिस्ठिर जी का न्याय सर्वश्रेष्ठ था
Modern law also support this if a lawyer and police personnel commit a crime, judgement will be more severe than others
आज के समय में भी यही न्याय है
Aur aah angrejo ke chatukar
@@Gautamkumar-ro3cz बुद्धि घुटने में है या है ही नहीं
Justice sabke ke liye saman hona chahi hai
जो न्याय युधिष्ठिर ने दिया है वही न्याय मनुस्मृति में दिया गया है
Duryodhana's justice is like Saudi Arabia
I am with Duryodhan
he is right❤❤❤❤
❤ duryodhan ka nayay sahi hai 🎉🎉
Dharmraj yudistir is great
धर्मराज युधिष्ठिर की जय हो
B. R. Chopra Mahabharat is the best thing shown on any screen ever
सही न्याय दुरुओधन ने किया
Jay Ho🌹🌹❤️❤️🙏🙏
सबको एक ही तुला में तौलना न्याय नहीं हैं ❤
Yudhishthir ka nyaay asal me jaati dekh kar nahi kiya gaya tha, balki un logo k socio-economic status ko dekh kar kiya gaya tha. Yaha ye bataya gaya hai ki jo jitna padha-likha, samridhh aur powerful hai use crime karne par utni hi kadi saza mili hai.
Aaj k samay me agar ye laagu kiya jaye to jo aadmi jitna padha likha aur powerful hoga, crime karne par uski saza bhi utni hi kadi hogi.
Yaani yudhishthir k nyaay k hisaab se, jitne bhi corrupt bureaucrats aur politicians hain sab k sab maare jayenge.
Apradh padhe likhe se koi matlab nhi balki max. Village aise anpadh rhte h Jo padhe likhe se jyada buddhiman h ar unki buddhi bi vese hi crime krne ki hoti h jo ek padha likha kr hi nhi skta ar is hisab se neta to anapadh ar km padhe likhe hote h vo Bach jayege ,ek insane ko sirf itna Gyan ydi h ki kya galat h ar kya shi apradh krne pe brabar dand diya Jana chahiye na ki brahman hone pe mritu dand nhi diya ja skta .
Correct
Correct
Correct
Correct
Vidur jesa mahan koi nahi hai
Jai Shree Radhe Krishna Ji🙏
शकुनि का background music 🙌🙌💪🔥
जय गांधार लास्ट में 😂😂 मरते टाइम
युधिष्ठिर महान है
Yudhisthira 🙏
Kash ye yuddha na hua hota. Bhahwan phir kabhi Esa yudha Bharat varsh me Na hone de. In sabhi mahatma mere purvajo ko Mera Pranam🙏🙏🙏
Phir hoga kyunki shakti se ghamand aata hai aur usse sarvanash
@@Ramputra108 Teri parvarish ka saboot de raha he tu, thoo he esi kok pe jis se tujh jese ne janm liya.
@@Ramputra108 Tune jo likha is topic par esi baat usse teri parvarish ka pata chal gaya he samjha
@@Ramputra108 mene mahabharat ke liye kaha tha, aur tune us par hi majhak banaya ab cover mat kar
@@akkiavasthi8437 bhai tune muze kitna galat bola par mane bura nhi mana kyuki shuruaat mne hi kri thi .
Bhai me majaak kar rha tha really bhai . Koi hate nhi thi kyuki hate ka koi karan hi ni tha .
Jai Duryodhan..Duryodhan thk kehata hai
Pagalpan ka doura thhik nahi hota,
Aaj ke samay mein uchhit nahi hai yudhistar ka nyaya kyoki Aaj varn jati mein badal gaya
Par uss kaal mein ye sahi thaa kyoki uss samay varn thaa jati nahi
Eg- ke through samjho Aaj koi netaji murder karte hsi aajad rahete hsi ya parol pe nikalte rahte hai par
Aam aadmi chooti si chori mein salo tak band rehta hsi ye aanyay hsi
Duryodhana shi tha
Duryodhan sahi tha
*koi pocket maar rs.100 chori kaare aur bijay maliya 1000 crore chori kare , aparadh toh same hai lakin saja kya same hona chahiye? Duryodhan ko sahi bolne walo ne reply kar na..*
@@shrutiganguly4534अपराध अलग है एक जगह 100 चोरी है एक जगह 1000 करोड़ की
अगर दोनो1000 की चोरी करे तब अपराध एक है
पर इतना समझने की कल कहा तुम में
Satisfy with yudhisthir
Mai duryodhana ke pachdhar nahi but duryodhana ke equality decision se khush hu
Youvaj bnne layak wo hai jo jativaad htta kr sbko gyan paane ka saman avsar de hor sbko saman dand bhe de
In today's time duryodhana's decision was correct...
Kyu ki aaj sab gyani hai us wakt sab gyani nahi hote the
@@B_for_Ballia_UP60 nahi bhai. Uss time Varna vyavstha thi jo ki genuine thi aaj jaati vyavstha hai Jo apne matlab ke liye badal di gayi
@@jaia508 *ap ka hisab se toh shariyat law murkhta nishani hi hai because shariyat law dharam se hi aye hai..aur shariyat law insaan ke lye nhi hai,shariyat law musolman k lye hai aur musolman aur insaan me bahot difference hai...shariyat Arab dessert culture hai ishi lye me shariyat ya musolman ko le ke kuch nhi bolna chahti hu...mene toh ye simple sawal puch reh the ki..kya 100 rs chori kar ne walo (pocket maar) k saja aur 1000 crore (bijay maliya) chori kar ne walo ko saja same hona chahiye?*
@@shrutiganguly4534 uske liye samidhan mai saza hai exactly mujhe nahi malum kitni hai .
Not at all .... reservation is prime example of yudhishthir's decision ....
Aaj ke hisaab se duryodhan ka nyaya best h
Lekin uss samay ke hisab se Yudhisthar ka
Aapka haal duryodhan jaise hoo
युधिष्ठिर का न्याय अनन्य है...💐💐💐
Duryodhan ka nyay Aaj ka Samvidhan hai.. Samvidhan sabke liye barabar hona chahiye
Crime ki saza IPC se hoti hai, aur wahan bhi situational condition mention kiya gya hai. Jaise kisi ko lutne ke liye kiya gya murder aur self defense mein kiya gya murder alag alag mana jayega.
Wahi logic yahan Yuddhisthr bhi lga rhe hain, koi agar aware hokar koi crime kre to uska crime jayada bda mana jata hai.
Yudhistir ka naya aaj k samaye se ulta heh yudhisthir neh jo sudra heh arthat jo garib heh jo sramik barga heh uske sajha ko agyani ka sazaye bolkar kam sajaye fi magar aaj so garib heh jo sramik heh ussika sosad hota heh aaur uchhe barga k log ananda lete he udaharan pune porshe accident
Constitution support reservation which is against equality
Vidur was very intelligent
Ek dum sahi decision
Jai shree krishna ❤️.!
Bahut sahi nyaay kiya
Jai jai shri krishna bhagwan ki jai
Radhe Radhe
Adbhut❤❤❤❤
As a human being I support duryadhan❤❤❤
Duryodhan ka निर्णय उचित hai
दुर्योधन का साथी हो भाई इसलिए अपने भाभी को माँ नहीं समझते 😮😮😮😮😢😢😢😢😢😢
Aisa nyay data milna mushkil hai,koi hatya majburi ya agyantawash v kr sakta hai...
अपराध की सजा कम होने में भी आरक्षण देना अधर्म और अन्याय है, इसीलिए दुर्योधन न्यायशील और युधिष्ठिर अधर्मी है ।
ओ राज सिंहासन मुझे मिलनी चाहिए🤣☺️
Duryodhan ka nyay aaj ke samay ke hisab se sahi hai Kyunki Aaj Anpadh ke pass midiya ki vajah se Itni awareness hai parantu use Samay mein Aisi sthiti Nahin thi Jo likh rahe hain Duryodhan was right to likhane se pahle soche samjhe aur likhen Har chij ko aaj ke najriya se nahin dekhna chahie aaj paristihi alag thi tab alag.
दुर्योधन का न्याय सत्य था।
Murder is henious crime which is known to all castes ppl. I support duryodhan this time
दुर्योधन और युधिष्ठिर दोंनो का न्याय उचित है l
मगर न्याय को अन्याय और अन्याय को न्याय भी साबित किया जा सक्ता है, किसी भी प्रकार से.
Todays Yuddhithira Likes -
King - Give Justice
Man - Death Sentence
Nice 👍
Jay shree Krishna
सबको एक तुला में तोला जाता तो शूद्र कभी उन्नति नहीं कर सकते अतः उन्हें अधिक सहायता देता आवश्यक है
Jay ShriShyam❤❤❤❤❤❤
Aaj bhi brahman khud ko bhut kshreth mante ha, brahman hi sabse jyada पाप karte ha
Duryodhan ka nyay uchit laga
karna's character was so well described by Shakuni, what a brilliant warrior and a true hero despite his tragic life and end.
Karna should not have spoken here.
@@pintubhavana True. It was a family matter for Godsake
Yes but last m usne gidad vale kaam kr diye the... abhimanyu ko maar kr..kyuki jb 2 ya 2 s jayda log milkr kisi ek masoom or bache ko marte ho h tu un logo ko gidado ki foj kha jata h or jo akela 10 ka smna krta h vo asli mard kehlata h..
कौन सी भाषा है ये 😏
@@chandipdixit5475 क्या करोगे जान के मित्र, बस अज्ञान में मस्त रहो :)
ଦୁର୍ଯ୍ୟୋଧନ ଉଚିତ କହିଥିଲେ କିନ୍ତୁ ସବୁ କଥାରେ ନୁହେଁ
First time I agree with duryodhana bro
If it is true Maharaj duryodhan ki jai
Aaj ke Angrezo ke system me to nyay ke liye bhi kai janam lena padte hai.
Om Nama Narayan 🙏
India is paying price of yudhishthir's logic