Nope.....risk sirf lithium ion ya fir lithium polymer me hota hei.... Yeh joh lithium battery video mei dikhaya hei wo Lithium Iron Phosphate hei.....Jo extremely safe hei
Sir ap jo batterypak banaya ho ap to is me 4s bms nehi lagahi ase kay chal sakta hi 10sal muje thora jana he ki ea battry bms ne laga ki bhe lacha sakte hu sir thora batana coment ka reply bena or hosake tho apan wp number bhe de na bhot sae ches repair karte time problem hota hai to apse wp me contac t karlunga sir plzz bata na
UPS ka smf battery 7ah se 7.5Ah tak aata hai aur ye 6Ah ka battery hai fir backup kis hisab se jyada dega? Aur ye lithium battery fully charge vi nahi hoga kyu ki isko 14.5 v chahiye charge hone keliye. Ups se is 13.5 v approx milraha hoga😂 to yebatao jyada backup kese dega . Han jyada din chal sakta hai but jyada backup?😂😂
Bms k bina bhai risky hai fire 🔥 shorting hua to koi protection nhi blast kr jayegi.
Nope.....risk sirf lithium ion ya fir lithium polymer me hota hei....
Yeh joh lithium battery video mei dikhaya hei wo Lithium Iron Phosphate hei.....Jo extremely safe hei
Lithium battery Bina BMS ke use karna khatarnak ho sakta hai
Me woi soch raha kii lead acid board see kaisee hoo gaa
Bhai blast bhi ho sakta he
Kuch nai hota hai bina bms ka
Or bms lagaoge to ups load nai nega bar bar band hoga
Sir ki quality bahut achchi hai
Nice video. Sirji , lithium battery bahut sensitive hai jara gadbad hui toh heat hoke fatt sakta hai
Sir mujhe yeh battery kharidna hai kya yeh bina bms ke chalega kya please reply 🙏
सर इसका बीएमएस बीएमसी बहुत महंगा आता है उसका कोई सॉल्यूशन बताइए
6amp wala 100 ke aas pas ata hai bas.
@@deepaknanda1113 bhai hame original chahiye
Battery overcharged ka koi problem to nhi hoga na ??? Cut off ho jayega na sir...
Bhai bms ke bina chlega hi nhi jada time phele hi krb ho jayga
Very nice battery new thankyou sir
original lithium cell ka buy karne ka link description me diya kare sir❤❤
Bhi bms use mast ha use bms .......barna apko Bohat dikkat hoga 😮 battery 🔋 blast ho sakta ha 😲😲
Sir original lithium battery becho na ya Silva do
Lithium phosphate ka leya bms use kro bhaiya
Nehi chahiye 😑
@@cisarvialpando7412 kya nahi chahiyea
BMS Bohat jaruri hai barna battery blast kar sakta ha ....👍👍🏻
@@cisarvialpando7412 nice bhiya 😊🌸
BMS lgana lagana jaruri hai
Nope
Lithium iron phosphate battery is way more safe
Bhai mera induction jub series may lga rehe tub kewal fan continue chal reha. Display aur buzzer may power nahi a reha hai.
Lithium battery Bina bms ke use na kare… aur cell aise ups ke liye jyada use kare ya fir 3c wale
Amplifier ko On aur off karne pe jo khatt-khatt ki sound aati hai us ko band kar sakte hai kya...
Lithium ion battery use kar sakte hai kya
Mahindra ki gadi me bhi lagaya ja sakta h kya , jankari k liye thank you sir
Haa
Bhai 2 1n 1 bulb jisme ek baar jalane par 10 watt, aur doosri baar jalane par .5 watt jalta hai kya technology hoti hai batao
Very very nice Bhai
Sir 8 battery kayse connect hoga?
कितने एंपियर की होती है जल्दी ..बताएं..
Isse bike ka battery keise banaiye wo bateye please
Kya is ko hum bachho ki car main bhi laga sakte hai jarur bataye
BMS Ke bina battery khrab ho jaaye gi
Without bms protection nhi hogi overcharged se khrab ho jayegi. Plus risky v hai fire 🔥.
Sem battery lagakar bike ki battery banaa sakte hain
जो साथ आती है ओ बैटरी 5 सै 7 ए की होती है क्या ये भी उतना लोड लगी
Sir mera computer ka cpu me power button light ek bar jalne ke bad band ho jati h Or fan bhi nhi chal rha
Ser hame ye battery chahiye kis tarah milegi
Thanku sir🙏
Sub data to youtube k add main hi chala jata h
भाई ये लिथिएम बॅटरी कोनसे सेट की है
bhai 12 A tak ja kaise sakta hai, is UPS ka output rating hi 2.6 A max rehta hai
Without bms battery kharab ho jayega
Ok mt lgao
बाइक मोटरसाइकिल पर बैटरी बनाई सर लिथियम बैटरी से जिसमें की सक्सेसफुल हो
Bms use lithium battery long life and save.........I am used ups lithium battery 7 years life............
Inverter ki video banaya karo all fult
New UPS pe 1 yaar guarantee UPS ki aur 2 yaer guarantee batyery ki hoti hai😊
Super
Sir kuch solution btaye
Sir BMS ❤
Nice sir ji
❤❤❤❤❤❤
Ah of the battery?
Bike battery kaise lagaya
Sir aapke pas ye cell hai ya 4 cell AA WALE ka packet hai
Sir me apka bahut bada fen hu
Kis device me se nikala
Sir ap jo batterypak banaya ho ap to is me 4s bms nehi lagahi ase kay chal sakta hi 10sal muje thora jana he ki ea battry bms ne laga ki bhe lacha sakte hu sir thora batana coment ka reply bena or hosake tho apan wp number bhe de na bhot sae ches repair karte time problem hota hai to apse wp me contac t karlunga sir plzz bata na
@@dipalisen1874 charging voltage maximum 14.40 V battery Voltage 3.6v × 4 =14.40 to kaise krab hoga bolo
Lithium Iron Phosphate battery way more safer
Nice
भाई एमप्लीफायर कैपेसिटर अगर फूल जाता है तो आवाज कैसे आती है
How is possible..
Bina BMS ke sar battery kharab nahin hota
Bina bms ke ye bomb ke jaisa hai kabhi bhi fat ya aag lag sakti h
Use bms barna battery blast ho sakta ha 😮😮
Namskar ji
Kitne ampiyer ka hai cell
Battery ka mah to bataya hi nhi???
This is a Lithium ion battery, so please very careful with this....... 😄
Sar mosfet hit kiv hote he or 5 5 second me aavaj karata he
Bhai bms nahi laga ap
Sar bms
Price kya cell ka
Hi
Hello sir
80/- rupees me milta he amre adhar
Hello sir ji
Aisa hota toh R n D wale apko hire karte
Watsup no dijiy mai bhi battrey banata hu led acid mughe bhi lithum sell chahiy
UPS ka smf battery 7ah se 7.5Ah tak aata hai aur ye 6Ah ka battery hai fir backup kis hisab se jyada dega?
Aur ye lithium battery fully charge vi nahi hoga kyu ki isko 14.5 v chahiye charge hone keliye. Ups se is 13.5 v approx milraha hoga😂 to yebatao jyada backup kese dega . Han jyada din chal sakta hai but jyada backup?😂😂
Pwr light jal rhi h
BMS nahi lagaya
2se3sal hi chalti h
hotgun acha hota
Jai Shree Ram
Bhai ji a battery kaha se milega or aap ka number to hai Nehi number do
😂 pickup Kahlo average kah lo ya par 1 liter 10 kilometres kah lo
Hehe he didn't tell the cost
Apna TV Sahi karva do Kahan aaenge
amaron ki lagao meri to 4 saal se chal ri he
Sir number
सर जी आपका नंबर सेंड करो
भाई मुझे चाहीये आपका नंबर