Aapne 10 -12 saal practices ki hai tb jaakar aap iss stage pei phonch paye jaha aap observe kr pa rhe ho easily apne thoughts emotions ko , but hamm jaise log ye kaam nhi kr paate jinki consciousness ka level purra girr rakha hai so pls hamare jaise logo ke liye practices wali video bnaye , krishnamurti sirf ek intellectual stimulation hai .
Parth bhai Practices me kuchh nahi rakha hain.. Apne mind (memory) ko question kardo.. Ek dinn esa aaega aap samjh jaoge sabkuchh.. Ye bhi samajh jaoge ki kon hain ye jo practices karna chahta hain.. Ye bhi ek vichaar hain jo bahar se andar aaya hain.. Ye life esi hi hain.. Isko samjho
ye jo tum hos ki baat karte ho ye kab ata h life me kya iske liye koi specific time h ya koii age h mujhe batoo ya ishe shikna padta h ya apne ap a jaata h or apne ise kaise sikha 🫤 mera matlab ye hos kya apke jivan ke liye hi bana h kya mere liye nhi bana kya mai bhi ushi duniya me rehta hu or app bhi i hope app samajh gye ho *my question - koi normal admi* *apna hos kaise saadh sakta h*
QUestioning karke aur ye dekhkar ki tumhare andar se jo dekh raha hain wo sirf senses aur memory se nahi nikla wo ussey bhi alag kuchh hain.. Jiske hone k liye "mai" Ka hona zaruri nahi.
@@bbisht1591 mind ke jis leval par app ho mai bha kaise pahuch sakta hu kya app meri madat karoge mai pehla step kya lu kha se start karu 🤔 app mujhe bataoge please
Bhaiya kyaa aap practices ke bilkul khilaf ho jk ki tarah Mana ki practices apne apme koi goal nahi Magar ek shant peaceful joyful overthinking se mukt mind ke liye practises to achha madhyam hai na magar apke videos dekhne se lok practises chorke bas intellectualy logically philosophically batein karte rahega chahe koi bhi Mahatma ho Rishi patanjali Adi Shankaracharya budhha mahaveer Ramkrishna paramhansa Raman Maharshi Osho sb ne koi practices diye hai mana ki Aaj ke din lok spritual practices ki nam par drama kar Raha hai Magar practices na karna toh koi solution nahi Na
अगर आप ध्यानपूर्वक देखे इन बातो को ये End Point है जहा से ध्यान असल मे शुरू होता है। आप स्वतंतर है कुछ भी करने के लिए लेकिन Technique is not Meditation its absolute Fact.
@@StateOfStillness bhaiya i am not saying techniques is mediation, mediation isn't an act that one do but do be meditative to be joyful peaceful free from compulsion overthinking one should practice some methods but by listening to your videos many people stop doing practices and Just listening with prejudice compulsion overthinking won't help so to be free from these one should practice any techniques then after one reached at certain points then they should listen to jk or other's else if anyone just listening without any Sadhna practices then it won't transformed it May change one's so that's what I'm saying you seems to be against of practises that's why I want to know your thoughts on this
*क्या life सचमे ऐसी है जैसी हम मान बैठे है ?*
Life iske alawa aur bhi hain jaha life ko janne wala exist karta hain bina apne senses aand memory k...
Silence is peace and happiness ☺️ just I can feel it but i can't explain the peace'
Sadar pranam
Amazing 😍
Asal dushman hun main jo maan baitha hun❤
Brother new video kyu ni aayi??
nice ❤❤❤❤
❤❤❤❤❤
Bhai aapki vajah se mai apne man ko samjh gaya hun 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Abhi nahi smjhe brother, ye tumhara Mann hi bol raha hai
@@rahulpegwal4747 bhai aapne bahut kuch sikha Diya hai hame 🙏🙏🙏🙏🙏
@@AvneeshSharma11 kaise bhai??
When we are in deep sleep ( in which we are not conscious or aware of surrounding and also ourself) do we meditate in deep sleep???
Hello sir
How can I talk to you
❤
Me 1 saal se aapki videos dekh raha hu or meri smjh thodi badhati jaa rahi hai dhanywaad bro,, par andar se dukhi sa rehta hu
Dukh ko dekhe wo kaise janam le rha hai apke bhitar.
@@StateOfStillness very thanks,me dekhne ka prayas kruga
I want to ask you some questions
Fear of death pr ek video banao sir
Abhi hosh mein kaise rah ja ye bhi bata do ... Hosh mai aapne aapko kise dekhe ?
jab ye swal puch rhe hai ? kya us smay ap apne vicharo or bhavnao ke prati aware hai ? kya pta hai apka ye swaal kaha se janam le raha hai ?
Aapne 10 -12 saal practices ki hai tb jaakar aap iss stage pei phonch paye jaha aap observe kr pa rhe ho easily apne thoughts emotions ko , but hamm jaise log ye kaam nhi kr paate jinki consciousness ka level purra girr rakha hai so pls hamare jaise logo ke liye practices wali video bnaye , krishnamurti sirf ek intellectual stimulation hai .
Parth bhai Practices me kuchh nahi rakha hain.. Apne mind (memory) ko question kardo.. Ek dinn esa aaega aap samjh jaoge sabkuchh.. Ye bhi samajh jaoge ki kon hain ye jo practices karna chahta hain.. Ye bhi ek vichaar hain jo bahar se andar aaya hain.. Ye life esi hi hain.. Isko samjho
@@bbisht1591 but vichaaro mei dikkat kya hai aap log thoughts ko itna glt kyu declare kr rhe inme kya glt hai...
@@parth-gs2zv कुछ गलत नही हैं विचारो मे। पर जो सत्य विचारो के परे हैं उसे पाना हैं तो विचारो को छोड़ना पड़ता हैं।
Fir ham kyo kabhi kabhi hos kho dete hai
Reply please
Constipation solution gut mind 😢😢
ye jo tum hos ki baat karte ho
ye kab ata h life me
kya iske liye koi specific time h
ya koii age h mujhe batoo ya ishe shikna padta h
ya apne ap a jaata h
or apne ise kaise sikha 🫤 mera matlab ye hos kya apke jivan ke liye hi bana h kya mere liye nhi bana kya mai bhi ushi duniya me rehta hu or app bhi
i hope app samajh gye ho
*my question - koi normal admi* *apna hos kaise saadh sakta h*
QUestioning karke aur ye dekhkar ki tumhare andar se jo dekh raha hain wo sirf senses aur memory se nahi nikla wo ussey bhi alag kuchh hain.. Jiske hone k liye "mai" Ka hona zaruri nahi.
@@bbisht1591 mind ke jis leval par app ho mai bha kaise pahuch sakta hu
kya app meri madat karoge
mai pehla step kya lu kha se start karu 🤔 app mujhe bataoge please