Aye sar ko katane Wale, aye ghar ko lutaane Wale, Roye ga tujh ko zamana - × 2 Nana ke Deen ko bachane, aaya tha jaane payambar Ek azme shahadat le kar, aaya tha Ali ka dilbar Aye wada nibhaane Wale Zahra ke goad ke paale, rooye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale, aye ghar ko lutaane Wale Hangaame Bala hai lekin, ye shan dikhaaye ga wo, Laasho se bhare khaimo mein ek shaadi rachaye ga, Dulha ko sajaane Wale Jalwe hai tere niraale Rooye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale Aye ghar ko lutaane Wale Abbas tere laashe par, aaya wo kamar ko thaame Kya guzri thi uski Dil pe, ye baat toh wo hi jaane Bhai se pichdane Wale Iss jahan pe sambhalne Wale Roye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale Aye ghar ko lutaane Wale Jis waqt jawan bete ke seene se nikaali barchi Sar goad mein apni le kar, rootaa tha nabi ka jaani Aye sabr dikhane Wale Laashe ko uthane Wale Rooye ga tumko zamana Aye sar ko kataane Wale, aye ghar ko lutaane wale Kis tarah mazaare Asghar, karbal mein banaya tune ? Apne hi jigar ka tukda, haye kaise litaya tune ? Aye kabr banaane wale Besheer pe rone Wale Roye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale, Aye ghar ko lutaane Wale Jo ashq bhari nazro se padhta tha salaam-e- aakhir Jo ehle haram pe ho ga, uss zulm pe tha wo muztar Ghar chor ke jaane wale, Rann se na palatne Wale Roye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale Aye ghar ko lutaane Wale Dil jiska ghamo se challni aur solah pahar ka pyaasa Koi maarta usko patthar, aur teer kisi ne naiza Maindaan mein aane wale, Har daagh uthaane Wale Roye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale Aye ghar ko lutaane Wale Aalam ko churaane wala, aur jalti zamin par sajda Uss dum bhi dua karta tha, jab shimr ne khanjar phera Khuun apna bahaane Wale Karbal ko sajaane Wale Roye ga tujhko zamana Aye sar ko kataane Wale Aye ghar ko lutaane Wale
Hussain Hussain ya Hussain
Beautiful Nauha.
Ya husain ya husain
Aye sar ko katane Wale, aye ghar ko lutaane Wale,
Roye ga tujh ko zamana - × 2
Nana ke Deen ko bachane, aaya tha jaane payambar
Ek azme shahadat le kar, aaya tha Ali ka dilbar
Aye wada nibhaane Wale
Zahra ke goad ke paale,
rooye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale,
aye ghar ko lutaane Wale
Hangaame Bala hai lekin, ye shan dikhaaye ga wo,
Laasho se bhare khaimo mein ek shaadi rachaye ga,
Dulha ko sajaane Wale
Jalwe hai tere niraale
Rooye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale
Aye ghar ko lutaane Wale
Abbas tere laashe par, aaya wo kamar ko thaame
Kya guzri thi uski Dil pe, ye baat toh wo hi jaane
Bhai se pichdane Wale
Iss jahan pe sambhalne Wale
Roye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale
Aye ghar ko lutaane Wale
Jis waqt jawan bete ke seene se nikaali barchi
Sar goad mein apni le kar, rootaa tha nabi ka jaani
Aye sabr dikhane Wale
Laashe ko uthane Wale
Rooye ga tumko zamana
Aye sar ko kataane Wale,
aye ghar ko lutaane wale
Kis tarah mazaare Asghar, karbal mein banaya tune ?
Apne hi jigar ka tukda, haye kaise litaya tune ?
Aye kabr banaane wale
Besheer pe rone Wale
Roye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale,
Aye ghar ko lutaane Wale
Jo ashq bhari nazro se padhta tha salaam-e- aakhir
Jo ehle haram pe ho ga, uss zulm pe tha wo muztar
Ghar chor ke jaane wale,
Rann se na palatne Wale
Roye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale
Aye ghar ko lutaane Wale
Dil jiska ghamo se challni aur solah pahar ka pyaasa
Koi maarta usko patthar, aur teer kisi ne naiza
Maindaan mein aane wale,
Har daagh uthaane Wale
Roye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale
Aye ghar ko lutaane Wale
Aalam ko churaane wala, aur jalti zamin par sajda
Uss dum bhi dua karta tha, jab shimr ne khanjar phera
Khuun apna bahaane Wale
Karbal ko sajaane Wale
Roye ga tujhko zamana
Aye sar ko kataane Wale
Aye ghar ko lutaane Wale
😭😭🤲🙏
Godbless.allteem.
Lirics.sendme