Sir purane bachho ka verification prerna portal aur dbt dono par karna hai, prerna portal par karne ke bad bhi dbt par pramarit bacchon ki sankhya 0 dikha raha hai,sir please batayein
Apko kewal Prerna portal par hi karna hai do jagah nhi krna hai. DBT App par 0 show hone se koi mtlb nhi apka Prerna portal par verified hona chahiye bas
जिन छात्रों ने कक्षा-5 गत सत्र में पास करके इस सत्र में दूसरे विद्यालय में प्रवेशित हो गये हैं जिन्हें DBTके माध्यम से पैसे प्राप्त नहीं हुए हैं उन्हें पैसे कैसे प्राप्त हो सकेंगे ? उन्हें DBT का लाभ प्राप्त होगा अथवा नहीं
सरकार ने पहले ही घोषित कर रखा है कि आधार को किसी भी रूप में अनिवार्य दस्तावेज़ नहीं बनाया जाए जिस से की कार्य बाधित हो, तो फिर अब क्यों आधार अनिवार्य किया
Sir dbt par बच्चे का आधार वेरिफिकेशन करने पर नामांकित छात्र संख्य कम नही हो रहा है और प्रमाणित छात्र संख्या प्रमाणित में nahi a रहा है सिंक करने पर सर्वर पर भेजे गए डाटा में आधार से प्रमाणित छात्र दिखाई दे rahe है किन्तु संख्य कम नही हो रही है मैंने 46 बच्चों का आधार वेरिफिकेशन करने दिया है किन्तु प्रमाणित छात्र में नहीं आया न संख्या कम हुईं isake लिए क्या करे pls शीघ्र bataye।
New student ki DBT ki process abhi start nhi hui hai. New student ka prerna portal par addmission kijiye bas.aur bachhe avam mata pita ka aadhaar verify kijiye. Jab new bachho k liye DBT ka aadesh aayega tab kiya jayega.
Aap wait kijiye kuchh din baad fir se option aa jayega tb kr dijiyega us bachhe ka. Sabse pehli baat jb aap verify kre to pehli baar me hi sari details sahi se bhre jo bachhe ke aadhaar pr likhi hai
@@ARnewsNtech Ye new admission nhi hai. Primary se junior me aaya tha aur tc k according hi naam likha gya tha pichle saal. Abhi bachha 7 class me hai.
Waise iska koi solution to nhi hai. Haan aap BRC par information le skte hain. Aur last me ek hi solution hai ki jiska aadhaar galat verify ho gya hai us bachhe ko Prerna portal par jakar delete kr dijiye aur fir se uska registration krke dobara use verify kijiye
पुराने बच्चो को वेरिफाई करते वक्त कुछ बच्चो का डेट ऑफ एडमिशन मांग रहा है, उसमे क्या भरे ?? इस सत्र का डेट डाले जो प्रमोट होकर आए h dusari classes se ??
Agar bachha 5 se 6 me gya hai to junior school me date of addmission wahi bhri jayegi jo primary school me addmission date thi. Aur agar already primary school me hai to apke sr register me hogi wo bhriye
बच्चे के आधार में जन्मतिथि अलग है स्कूल में जो है वो सही है ऐसे में आधार सत्यापित केसे होगा क्या पहले आधार में करेक्शन करना पड़ेगा
Ji bilkul pehle aadhaar me correction karwaiye
Kya parents ki information nahi barni h ....data syn nahi hota h kaise pata chalega k verify hua h
Mere school me 200 students hai..kya is saal dbt me sabhi ka aadhar verify krna hoga....ya sirf prerna per student aadhar not available walo ka.
Not available walo ka
Nice brother
Jin bchcho ka aadhar 5 vrsh tk k liye many h.. Unka kya krna h.. Aaadhar verfy n ho rha unka.. Fr kya.. Aadhar nhi bna h option chooose krna h kya..
Nhi...unka aadhar update karaiye fir verify kijiye
Jin bacchon ke aadhar ke pichhe s/o , c/o kuchh nahi likha hai use kise veryfai kaise hoga .jara bataiye .
Gaurdian se boliye bachhe ka aadhaar sahi kraye
Sir purane bachho ka verification prerna portal aur dbt dono par karna hai, prerna portal par karne ke bad bhi dbt par pramarit bacchon ki sankhya 0 dikha raha hai,sir please batayein
Apko kewal Prerna portal par hi karna hai do jagah nhi krna hai.
DBT App par 0 show hone se koi mtlb nhi apka Prerna portal par verified hona chahiye bas
यदि आधार में S/O ya C/O nhi diya hai to kaise varify karne {jo adhar mumbai ka bana hai usme nhi hai}
Unse kahiye jan sewa Kendra se aadhaar nikalwa ke laaye usme son of diya hoga
Adhaar me s/o hai hi nhi to jansewa Kendra se nikla kar kya hoga
जिन छात्रों ने कक्षा-5 गत सत्र में पास करके इस सत्र में दूसरे विद्यालय में प्रवेशित हो गये हैं जिन्हें DBTके माध्यम से पैसे प्राप्त नहीं हुए हैं उन्हें पैसे कैसे प्राप्त हो सकेंगे ?
उन्हें DBT का लाभ प्राप्त होगा अथवा नहीं
Jinke paise nhi aaye hain unke ab nhi aayenge.
सरकार ने पहले ही घोषित कर रखा है कि आधार को किसी भी रूप में अनिवार्य दस्तावेज़ नहीं बनाया जाए जिस से की कार्य बाधित हो, तो फिर अब क्यों आधार अनिवार्य किया
Education se आधार ko बैन karna chahiye modi yogi ki वजह से हो रहा है सब 🤬
Kya class allotted hone ke bad change krne ka options nhi hi kya is baar.pichli Baar to ho rha Tha chnge
Haan hai.
Neechhe dekhiye likha hoga kaksha ka aavantan radd karne k liye yaha click krein
Kripya btaye verification krne ke baad SR kaise sahi hoga
DBT app se
dbt app se verify ho gya hai
@@RekhaSingh-rw1xl to ab change nhi hoga.
Iske liye aap BRC pr sampark kijiye
नाम टाइप करने पर गायब क्यों होजाता है, तीन अक्षर के बाद खुद ब खुद, क्या कारण है, सॉफ्ट वियर की दिक्कत है या टाइप की
Software problem
सर जिन बच्चों के पास आधार कार्ड नहीं है उनका नहीं का ऑप्शन सिलेक्ट करके वेरीफाई कर दें क्या
Ji kr sijiye
Verify krne ke baad SR Kaise sahi hoga kya abhi prerna dbt pr Sr sahi krne ka phir se option aayega
Verify ke baad nhi ho skta aap BRC pr contact kijiye
Jin bachcho ke paise nahi aaye the unki bank detail show nahi ho rahi. Na hi bharne ke liye aa rahi hai kya kare. Kaise variefy kare
Un guardian ka is baar aadhar change kr dijiye
Mera dbt app par koi bchha parmadit hi nhi ho rha hai
Sir dbt par बच्चे का आधार वेरिफिकेशन करने पर नामांकित छात्र संख्य कम नही हो रहा है और प्रमाणित छात्र संख्या प्रमाणित में nahi a रहा है सिंक करने पर सर्वर पर भेजे गए डाटा में आधार से प्रमाणित छात्र दिखाई दे rahe है किन्तु संख्य कम नही हो रही है मैंने 46 बच्चों का आधार वेरिफिकेशन करने दिया है किन्तु प्रमाणित छात्र में नहीं आया न संख्या कम हुईं isake लिए क्या करे pls शीघ्र bataye।
Same here maine 70 baccho ka varify kar diya jab update hua to show nhi ho rha
Mera bhi same
What to do if i have used 5 attempts to verify Aadhar??
How to get more attempts??
Recently I have already posted the video related to this concern, so please watch that and solve your problem.
Clear profile krke fir se login kre
Sir adiktar bachho ki DOB adhar me alag h uska kya kre
Guardian ko bolo sahi karaye..Yaa to wahi pravesh register me bhi likho jo aadhaar me hai. Aur usi details se aadhaar satyapan kro
Data sync nhi hota hai
Photo upload karna compulsary hai kya mere me to open hi ni ho raha jabki students very fy ho gay sab
Ji photo bhi upload krna hoga
जिसका आधार नहीं बना है, उसका update करना है कि नहीं
Nhi
Sir ji data sync nhi ho rha h kaise kre
Jbki student verify ho gya h
Ho jaega baar baar try kijiye..Qki app me prblm chal rhi hai
Agar kisi bacche me...kisi dusre bache ka adhar verify ho gaya h toh kya kare.. Plz reply
BRC se theek karwaye
Sir veryfy karne se pahle bachhe ka name etc kese sahi karein plz batayen
Name sahi nhi ho skta
@@ARnewsNtech kaise hoga ?
Mere adhar verification ke bad bank information option show nai ho raha ha. New students ke liye DBT kaise karenge phir plz suggest
मेरे में भी
New student ki DBT ki process abhi start nhi hui hai.
New student ka prerna portal par addmission kijiye bas.aur bachhe avam mata pita ka aadhaar verify kijiye.
Jab new bachho k liye DBT ka aadesh aayega tab kiya jayega.
@@ARnewsNtech okk thx a lot Sir 😍😍
@@vaibhavpathak6463 nhi
Student ka adhar available hai lekin verify nahi ho raha hai......
Details sahi se bhriye agr nhi ho rha to aap bachhe ka aadhaar download kijiye
Adhar change krvane me time lgega tb tk dbt app me kya kre
Jin student k adhar or sr ki detail mismatch ho rhi h to adhar card change krvana h lekin tb tk un student ko verify krna h ya pending me dal de
Tb tk pending me hi rkhiye
Sir aadhar varify nahi hua aur 5 attempt ho gaye hai ...ab kya karna chahiye
Aap wait kijiye kuchh din baad fir se option aa jayega tb kr dijiyega us bachhe ka.
Sabse pehli baat jb aap verify kre to pehli baar me hi sari details sahi se bhre jo bachhe ke aadhaar pr likhi hai
Sir bachhe ki sabhi details sahi fill ki hai ...tabhi toh believe nahi ho raha ki aadhar varify nahi hua
@@PoojaSharma-we3tp no prblm ...use aap aise hi chhod dijiye kuchh time ke liye. Aur fir bhi nhi hota hai to aap BRC pr inform kr dijiyega
बच्चे का आधार 5 वर्ष के भीतर का होगा ,अपडेट नही हुआ होगा
Bacche ke adhar ke piche guardian ka name nai h so kya kare pichle bar b paise nahi aye
Gaurdian ko bolo aadhaar sahi kraye
bacche ka aadhar no dalne ke bad verify nahi ho rha hai attempt 0 show ho rha h
It means apke attempts pure ho chuke hain.
Ab wait kijiye kuchh din
Kuch din wait karne ke bad ho jayega kya
Zero attempt hone ke bad bhi verified ho jata hai , fir synchronise ke bad pramanit nahi ho paa rha hai
Sir 5 atempt ho gayebut student adhaar satyapan nahi ho paya kya kisi tarah atempt mil sakta hai
Agar aadhar me naam alag hai toh kya kare
Aap aadhaar wale naam se hi admission kare aur usi naam se aadhaar satyapan kare.
@@ARnewsNtech Ye new admission nhi hai. Primary se junior me aaya tha aur tc k according hi naam likha gya tha pichle saal. Abhi bachha 7 class me hai.
Sir please help me
Sir agr ek hi name k do Bachche h aadhar verify krte waqt aadhar no dusre Bachche ka ho gya to kya kren
Waise iska koi solution to nhi hai.
Haan aap BRC par information le skte hain.
Aur last me ek hi solution hai ki jiska aadhaar galat verify ho gya hai us bachhe ko Prerna portal par jakar delete kr dijiye aur fir se uska registration krke dobara use verify kijiye
Ok sir
Thank u
SR galat hone ka visesh mtlab hai
Ji haan
पुराने बच्चो को वेरिफाई करते वक्त कुछ बच्चो का डेट ऑफ एडमिशन मांग रहा है, उसमे क्या भरे ??
इस सत्र का डेट डाले जो प्रमोट होकर आए h dusari classes se ??
Agar bachha 5 se 6 me gya hai to junior school me date of addmission wahi bhri jayegi jo primary school me addmission date thi.
Aur agar already primary school me hai to apke sr register me hogi wo bhriye