Beshaq, pyaaso ko paani pilaana sawaab ka kaam hai aur zarurat-mando ko khaana khilana sawaab ka kaam hai. Par ye dono kaam koi aesa amal nahi jo sirf ek din kiya aur khush ho gaye, ye dono amal to hamaare Nabi sallallahu alaihi wasallam ki sunnat hai. Is amal ko apni daily life me karna chahiye, Aur pyaase ko paani pilaana ke liye sabse behtreen tareeka ye hai ki agar kisi ko Allah ne taufiq ata kiya hai to woh kahin bhi peene ke liye paani ka intezaam kare. Aur jahan tak baat hai bhooke ko khana khilane ki baat hai, hamare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hai, "Ek momin ko kabhi aesa nahi karna chahiye ki woh bhar pet khana kha kar aaram se so Jaye aur uska parosi bhooka ho" Momino par ye farz hai ki saal ke 365/366 din apne rishtedaro aur parosiyo ka khayal rakhe.
Assalamu alaikum Masha Allah beshak bht khoob kha apne sirf ilm na hone ki wjah se ye sari bate hoti h allah sb iman walo ko shi shi myene m deen ki smj ata frmye AmeeeeeeeaN summaameen 💯
Hamare moula Hussain woh the jinhone dushmano ko pani pilaya l imam Husain piyasi nhi the koi kami nhi thi aap ki paas pani ki balki pani khud Tatas rha tha mula Hussain ki liye l sharbat isliye pilati h koi piyassa nhi Rahi Aaj bi Kaye Ghar aisi h jo jante h ki pyas kya hoti h l agar langar si kisi gareeb ka pet bhar Raha h toh wo sahi nhi h aaj agar langar banaya jata h toh Hussain. Ki naam ka aur puri duniya khati h.
Beshaq, pyaaso ko paani pilaana sawaab ka kaam hai aur zarurat-mando ko khaana khilana sawaab ka kaam hai. Par ye dono kaam koi aesa amal nahi jo sirf ek din kiya aur khush ho gaye, ye dono amal to hamaare Nabi sallallahu alaihi wasallam ki sunnat hai. Is amal ko apni daily life me karna chahiye, aur pyaase ko paani pilaana ke liye sabse behtreen tareeka ye hai ki agar kisi ko Allah ne taufiq ata kiya hai to woh kahin bhi peene ke liye paani ka intezaam kare. Aur jahan tak baat hai bhooke ko khana khilane ki baat hai, hamare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hai "Ek momin ko kabhi aesa nahi karna chahiye ki woh bhar pet khana kha kar aaram se so Jaye aur uska parosi bhooka ho" Momino par ye farz hai ki saal ke 365/366 din apne rishtedaro aur parosiyo ka khayal rakhe.
Jahan tak baat sharbat ki hai toh sharbat hum isliye pilate hain Mufti sahab Q KI jannati jawanon ka sardar aur unke khandan ke boht sare log karbala me pyase the yajeed ne unko pani tak nhi diya tha.... toh jo aaj jo sharbat ka virodh yani pani ka virodh kar rhe hain vo unhi me se hain jinhone Husain aur unke khandan valon ko pani nhi diya tha aur jo sharbat pani pilate hain vo yazeed ke khilaf yani Hussain ke sath hain ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@@sabnamjainab3797 ye baat bolne ka toh boht duuuuur aapne soch bhi kese liya ki unko pani naseeb nhi hue wo toh sabr kiya hazrat Husain ne aur khud saheed ho ke apne Nana ke Deen ko bacha liya varna Husain eik ishara kar dete toh samandar vahan chl ke aa jata pani ki kya wisat thi ki husain uske liye tarse pani tarsa tha labe Husain ko
Ahle bait ki aadat e Mubarak thi logo ko paani pilana phir chahe wo dushman hi Q na ho (unki is aadat ki wajah se Sunni musalman sharbat or paani pilata hai) Note .sharbat pilane ko yazidiyo ka tarika na batay....
Assalamu Alaikum Wa rahmtullahi barakatuhu bilkul sahi Kaha bhaijaan Allah Kare Hamare Har musalmanon ko galat Raste Se hifajat farmae farmae aur shrik bidaat se bachakar Qhurana wo Hadis ko padhakar sunkar use per Amal karne ki tofik ata Farmae Aamen
Assalamoalykum mufti sb hmare mashre me shirk bitat bhut fail chuki h bade bade taziye banae jate hn khawateen beparda gair mehramon ke beech ghomti firti hn peer babo ke hath tak choomti hn please app apne videos me in per zaroor tambee karen bhut begad h mashre me
Meto har sal roje rakhti afsos is saal me ak mahine se bimar hu gurde me pathri or lips me reaction pani tak pine ke kabil nahi 😢😢😢😢me roja nahi rakh payi 😢😢😢😢😢
Mufti sahab aap real Islam kya h oo dikhaye h orna bahut logo ne to use use sirf pabndiyo ka mjhab krar diya h lekin aap bahut real btate h hm aap ka h videos dekhti hu or kisi olma ka nahi🙏❤️
Moharram me machli naa khaane ke koi sharai daleel nahi h magar isliye nahi khaate kyonki Imaame Hussain ne imaam Ali Asgar ko machli jaisa tadapta bataaya tha jaise paani ke bagair machli maidane Karbala me
Assalamu Alaikum kya beef Gosht khana sa Aksar bimar rahte hain Huzur Ne yah khane se Mana kiya tha ka isa kha kar fathe ha Kyon Nahin dilana chahie please bataaya
Mere sasural m to saag bhi nhi khate h per m unko samjhati shirk se bachne ko kehti hu per koi meri baat nhi manti h per m sb krti hu .ek saal ur h Sela baddi hota h kuch kalava k tarah jo dhaga gle m bhandha jata h urr dusra kachhe chawal ke bhaat ka fatiha hota h kya ye jayej h m to sirf khichda ur gost ur sharbat deti 10 Muharram ko kya ye thik h
Hazrat aap galat bol gaye Hamare imam Hussain R.A. agar chahte to pani to suraj bhi ugalne lagta leqin wo to ek imtehan tha aur aaj jo hamara deen hamko mila ye imam Hussain A.s.ka eshan h
Apko din dekhne ki zarurat hai mufti sahab.hum peyase ko pani aur sarbat pelate hai. Aur ek baat jo log karbala mai Pani ya sarbat nhi pilaya tha wo log kon the aap behtar jante ho.
Bhai khane ki cheez ko haleem bol sakte hai kya? Log bolte hai ye Allah ka naam hai isliye khaane ki dish ko Allah ka naam bolna theek nahi hai. Please explain
@@Sakiurpathan143 are me apne comment ki bat nahi kr raha hu mufti sahab ne jis comment ka ans diya usme unhone jo reaction kiya me uski bat kar raha hu yrr
Assalamualaikum Sunii Jannati jaiwar me muharram ke masle me saaf saaf likha hai ki muharram ki 1 tarik se lekar 10 tarik tak Khaas 10 tarik ko khichda par, shairni par, Khane par, ar sharbat par fatiha dilana jayez hai ar sawab bhi hai.
Huzur ke zamane main ek waqt ka khana badi mushkail se milta tha, khichde main kitne ingredients hote hai pata hai Jahil INSAAN. ALLAH HIDAYAT Tum jaise jahilo ko
Aap ke samjhane ka tariqa bahut khub hai .Aap dil me bas gaye..Allah tala salamat rakhe aapko.
Ur really honest maulana sahab😊
Walaikum asslaam warahmatullahi wabarkatuhu mufti sahab ❤
Good information sheikh...may Allah guide all of us to the right path...Aameen
Very true,hats off to u maulana
Mere liye dua karo sab ma apni zindagi ma parayshan ho please guzarish ha meri aur exams ma kamyabi de
Insha allah kamyabi jarur milegi
Ji bahut bahut shukriya 👍👍❤️❤️
Sir,,ap ne bahut sahi tarike se explain Kia,,hats off
Good knowledge
Allah. Har mere. Bhi. Ko. 3 din. Ki. Or 40 di.n. Ki zamat me jane ki toufiq dy. Ameen. Taki. Apne Islam ki jankari hoo
😂😂
Beshaq, pyaaso ko paani pilaana sawaab ka kaam hai aur zarurat-mando ko khaana khilana sawaab ka kaam hai.
Par ye dono kaam koi aesa amal nahi jo sirf ek din kiya aur khush ho gaye,
ye dono amal to hamaare Nabi sallallahu alaihi wasallam ki sunnat hai.
Is amal ko apni daily life me karna chahiye,
Aur pyaase ko paani pilaana ke liye sabse behtreen tareeka ye hai ki agar kisi ko Allah ne taufiq ata kiya hai to woh kahin bhi peene ke liye paani ka intezaam kare.
Aur jahan tak baat hai bhooke ko khana khilane ki baat hai, hamare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hai,
"Ek momin ko kabhi aesa nahi karna chahiye ki woh bhar pet khana kha kar aaram se so Jaye aur uska parosi bhooka ho"
Momino par ye farz hai ki saal ke 365/366 din apne rishtedaro aur parosiyo ka khayal rakhe.
Masah Allah. Bahut koohb mufti Sahab. Allah Taala. Tamaam Aalim olama ko Salamat Rakkeh Aameen
🤣🤣🤣🤣 logical log bhot h 😄 well explain mufti sahab
Massallah 👌 jawab
Logon ko Jo Karna chaahiye wo karte nahin Jo nahin Karna chaahiye wo karte h shukriya mufti Sahab Sahi amal batane k liye
JazakAllah hazrat bht acha Aapne explain kiya
Hum 6 sister h bhai nahi h Allah mere papa ko salamat rakhe please hajrat dua kariyega
BAHUT. KHUB
Bht khoob mufti ab
Assalamu alaikum Masha Allah beshak bht khoob kha apne sirf ilm na hone ki wjah se ye sari bate hoti h allah sb iman walo ko shi shi myene m deen ki smj ata frmye AmeeeeeeeaN summaameen 💯
MashAllah
Log Din Ki Baatein Nahi Karte Faaltu Ki Baaton Pe Bada Dhiyan Dete Ho 😢
Astagfirullah
Kisko kah rahi ho aap
Wah hanafi bhai
Sahi kaha aapny
Masha Allah
Hamare moula Hussain woh the jinhone dushmano ko pani pilaya l imam Husain piyasi nhi the koi kami nhi thi aap ki paas pani ki balki pani khud Tatas rha tha mula Hussain ki liye l sharbat isliye pilati h koi piyassa nhi Rahi Aaj bi Kaye Ghar aisi h jo jante h ki pyas kya hoti h l agar langar si kisi gareeb ka pet bhar Raha h toh wo sahi nhi h aaj agar langar banaya jata h toh Hussain. Ki naam ka aur puri duniya khati h.
Beshaq, pyaaso ko paani pilaana sawaab ka kaam hai aur zarurat-mando ko khaana khilana sawaab ka kaam hai.
Par ye dono kaam koi aesa amal nahi jo sirf ek din kiya aur khush ho gaye, ye dono amal to hamaare Nabi sallallahu alaihi wasallam ki sunnat hai.
Is amal ko apni daily life me karna chahiye, aur pyaase ko paani pilaana ke liye sabse behtreen tareeka ye hai ki agar kisi ko Allah ne taufiq ata kiya hai to woh kahin bhi peene ke liye paani ka intezaam kare.
Aur jahan tak baat hai bhooke ko khana khilane ki baat hai, hamare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hai "Ek momin ko kabhi aesa nahi karna chahiye ki woh bhar pet khana kha kar aaram se so Jaye aur uska parosi bhooka ho"
Momino par ye farz hai ki saal ke 365/366 din apne rishtedaro aur parosiyo ka khayal rakhe.
Pata nahin kaise kaise log Hain Har nai baat gumrahi hai Allah Hum Sab Ki hifajat farmaye Ameen
Sahi kaha aapne
Masallah ❤
Mashallha bahut badiya
Jahan tak baat sharbat ki hai toh sharbat hum isliye pilate hain Mufti sahab Q KI jannati jawanon ka sardar aur unke khandan ke boht sare log karbala me pyase the yajeed ne unko pani tak nhi diya tha.... toh jo aaj jo sharbat ka virodh yani pani ka virodh kar rhe hain vo unhi me se hain jinhone Husain aur unke khandan valon ko pani nhi diya tha aur jo sharbat pani pilate hain vo yazeed ke khilaf yani Hussain ke sath hain ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Unlogo ko to pani nasib na huwa aur aap unki yaad me sarbat pilarahe hai pi rahe hai ye kaisi mohobbat hai bhai
@@sabnamjainab3797 ye baat bolne ka toh boht duuuuur aapne soch bhi kese liya ki unko pani naseeb nhi hue wo toh sabr kiya hazrat Husain ne aur khud saheed ho ke apne Nana ke Deen ko bacha liya varna Husain eik ishara kar dete toh samandar vahan chl ke aa jata pani ki kya wisat thi ki husain uske liye tarse pani tarsa tha labe Husain ko
@@mohdsharib3242 aap bilkul sahi bole Bhai 💯 lekin yeh baat inko Kahan samajh me aayegi ...
@@mohdsharib3242beshak pani hi tarsa Imam Hussain aur tamam ahle bait k labo ko chhune
Beshak @@mohdsharib3242
Shukriya Mere Bhai
Beshaaq
Masha Allah subhanallah 💖👌
आपने सही फरमाया खुदा आपको बरकत दे.
😅😅Masha Allah mufti sahab ap bhot hi ache andaz me samjhate h hr ek msle ko
Allah apko jaizai khair ata farmai
Ahle bait ki aadat e Mubarak thi logo ko paani pilana phir chahe wo dushman hi Q na ho (unki is aadat ki wajah se Sunni musalman sharbat or paani pilata hai)
Note .sharbat pilane ko yazidiyo ka tarika na batay....
Thanks
Mufti Salman azhari aur aminul Qadri ke byan mein Maine suna sharbat bant sakte hain pyase Ko Pani pilana to sabaap ka kam hota hai
Beshaq
Bhaijaan ka kya reaction tha 😄😄😄😄😄😄
JazakAllah khair
Bhut acha mashaallla
Assalamualaikum hajrat mere papa ke liye dua kar dijiye tabiyat thik ho jay
Assalamu Alaikum Wa rahmtullahi barakatuhu bilkul sahi Kaha bhaijaan Allah Kare Hamare Har musalmanon ko galat Raste Se hifajat farmae farmae aur shrik bidaat se bachakar Qhurana wo Hadis ko padhakar sunkar use per Amal karne ki tofik ata Farmae Aamen
Assalamualaikum Mufti sahab machli
kha kar Quran sharif ki tilawat kar sakte hai ya nhi or durud sharif padh sakte hai ya nhi
Assalamoalykum mufti sb hmare mashre me shirk bitat bhut fail chuki h bade bade taziye banae jate hn khawateen beparda gair mehramon ke beech ghomti firti hn peer babo ke hath tak choomti hn please app apne videos me in per zaroor tambee karen bhut begad h mashre me
Meto har sal roje rakhti afsos is saal me ak mahine se bimar hu gurde me pathri or lips me reaction pani tak pine ke kabil nahi 😢😢😢😢me roja nahi rakh payi 😢😢😢😢😢
Mashallah bahut khoob
Mufti sahab aap real Islam kya h oo dikhaye h orna bahut logo ne to use use sirf pabndiyo ka mjhab krar diya h lekin aap bahut real btate h hm aap ka h videos dekhti hu or kisi olma ka nahi🙏❤️
Allah aapko iska lambi umar de
Adhure kaa roza sharbat se khol sakte kya bataiye janab
Yazeed or uske chahne walo manne walo par lanat beshumaar lanat✋
Assalamualaikum Mera sawal hai ku shiyah or Sunni kab aur kyu alag hue
Asslamwalekum Mufti sahab hazrat imam Hussain ka Teja karna jayaz hai ya nahi plzz bataye hme iska jawab
Mufti Sahab you should add question mark in your title
Mufti shahab ji har ghar tirnge ke bare jankari de please
Deen itna fail Chuka hai
Fir bhi log jaahilo wali harkat me or bahas me uljhe rahte hai
Bhaijaan ..ilm nahi hone ke wajha se Aisa baate chalta rahta hai
Mai to suni thi ki machhli log bahut roye thy sahid hone par is liy muhrram me machhli nahi khana chahiye kya ye sahi hi
Assalamulaikum Bhai
Assalamualaikum
Kya ham Muharram k mahine me Biryani kha sakte h?
Yajidio ne sharbat pilaya tha ye kaha likha hai please bataye
❤️❤️❤️❤️❤️
Ham ahmad raza wale h
Moharram me machli naa khaane ke koi sharai daleel nahi h magar isliye nahi khaate kyonki Imaame Hussain ne imaam Ali Asgar ko machli jaisa tadapta bataaya tha jaise paani ke bagair machli maidane Karbala me
🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️
Mufti sahab.. Ka moharram ki 10 tareekh ka kamaya hua paisa haram hota hai.. Is pe javaab de dijiye plzzz
Papa ka name ateekurrahman hai achanak tabiyat kharab ho gai hai 21 din se kuch nahi khay h
Assalamu Alaikum kya beef Gosht khana sa Aksar bimar rahte hain Huzur Ne yah khane se Mana kiya tha ka isa kha kar fathe ha Kyon Nahin dilana chahie please bataaya
Maine bukhari ki hadees me padha he jo lahasan pyaz khate he wo hamari masjidon se door rahe , kya ye sahi he
مفتی صاحب حضرت حسین نہیں حضرت امام حسین بولے
Kese kese log hai
Salaam alaikum
Bhai ap ne to sahi se bhi Salam nahi likh paye😏😏🙄🙄 Spelling me gaor karo
@@Sakiurpathan143 bhai sunane se acha use sahi spelling bta do
Assalamo alaikum ye right spelling hai
Video start time 0:38
UA-cam me fishing channel lagana haram ya nahi...?
Please mujhe jawab jarur dijiyega please
Assalamualaikum hazrat .hazrat roje me the .bhool jake thoda khaliyatu . Roja hoga ya nai muftisab
Extra roja rehsakte kya ?
Assalam walikim... Mera ye sawal h kr 10 moharam ko aurate karbala jate h he shi h... Jana chahye ya ni
Aysi bahot sari bate mode ki man ki bat chalpade he pehele se chl ra pade puddo pas se
Ji assalam walekum aapane bahut hi acchi takrir Ki Hai Humne bhi bahut Hansi Aati Hai yah sab baten sunkar
Astagfirullah
Bhai iska mtlb kya hume sharbat nahi pilana chahiye muharram pe
Allah sabko samaj aur hidayet dai
Mere sasural m to saag bhi nhi khate h per m unko samjhati shirk se bachne ko kehti hu per koi meri baat nhi manti h per m sb krti hu .ek saal ur h Sela baddi hota h kuch kalava k tarah jo dhaga gle m bhandha jata h urr dusra kachhe chawal ke bhaat ka fatiha hota h kya ye jayej h m to sirf khichda ur gost ur sharbat deti 10 Muharram ko kya ye thik h
Assalamualaikum.. Muharram me kya kre please bataeye
Kalaam paak ya koi bhi duaa padh kar shahide karbala ko bakshe.....
Mujhe jitni jankari h autna batadiya aap ko..
Mufti sahab tarikh masud byan mein kahate Hain, karbla ke Jung ke dauran imam Husain Pani se vajud banaya karte The. Aapka kya rai hai?
Logic😂😂
Hazrat aap galat bol gaye Hamare imam Hussain R.A. agar chahte to pani to suraj bhi ugalne lagta leqin wo to ek imtehan tha aur aaj jo hamara deen hamko mila ye imam Hussain A.s.ka eshan h
Apko din dekhne ki zarurat hai mufti sahab.hum peyase ko pani aur sarbat pelate hai. Aur ek baat jo log karbala mai Pani ya sarbat nhi pilaya tha wo log kon the aap behtar jante ho.
Bhai khane ki cheez ko haleem bol sakte hai kya? Log bolte hai ye Allah ka naam hai isliye khaane ki dish ko Allah ka naam bolna theek nahi hai. Please explain
Ye sab munafiq hai Sunniyo ko gumrah karte rehte hai bacho in naam neehad moulanawo se apni imaan ki hifazat Karo aise logo se
A M Qasimi 24 hai inko aehlesunnat wal jamat ke log mat shuno.
Kya Muharram ke 8 Tariq ko nahana chahiye sab mana karte h nahi nahana chahiye
Imam husein ne pani nahi piya kyuki unke chahnewwalo ko pani mile aap ka matlab hamko pani bhi nahi pina chahiye
What a reaction on first comment 😂😂😂😂😂😂😂
@@Sakiurpathan143 are me apne comment ki bat nahi kr raha hu mufti sahab ne jis comment ka ans diya usme unhone jo reaction kiya me uski bat kar raha hu yrr
Kya tajiya ko dekhna gunah he
Assalamualaikum
Sunii Jannati jaiwar me muharram ke masle me saaf saaf likha hai ki muharram ki 1 tarik se lekar 10 tarik tak
Khaas 10 tarik ko khichda par, shairni par,
Khane par, ar sharbat par fatiha dilana jayez hai ar sawab bhi hai.
Huzur ke zamane main ek waqt ka khana badi mushkail se milta tha, khichde main kitne ingredients hote hai pata hai Jahil INSAAN. ALLAH HIDAYAT Tum jaise jahilo ko
Nice