Maine 25 days pehle English rose plant nursery se lakar lagaya hai..plant bahot healthy ha aur size bhi large hai...jab plant lagaya tha usme 5 leaves aur maximum 7 leaves wali branches thi.....new leaves growth bhi ho rhi ha.....lekin usme buds nhi ban rhi hai....uske sath lagaye hue other plants me buds aa rhi hai....kya 7 leaves ki wejeh se Aisa ho rha ? Plz guide.. waiting for your reply
Aaj video aayeg usme details se bataya h n aap jo tip jal gye h unhe cut kar do then pesticide ka spray karo thik ho jayega m is topic par bhi jaldi video laungi
,aap age main toh bahut Kam ho .parantu aapko Experience aur mehnat aapki achchhi hai .apse ek- do experience mujhe bhi sikhne ke liye mile jisse mere rose main improve - ment huye hain.uske liye thanks.parantu mere merigold ke bare main kuchh suggestions bhi dijiye.mere plants ko gilheri kat jati hain woh plants per flowers nahi banne deti koi esa tajurba batayein ki mere merigold safe ho jayein.
Gilahari khane ke liye aati h marigold ke pas khane ki cheez rakh do mungfali ya or kuch tab wo plant ko nhi khayegi m bhi ese hi karti hu ..n thank you so much 🙏🌿
Mam ji good evening mam hame batao ki micro nutrent me takat le sakte h toh kitna le or bone meel ki jageh kya le mam mbon meel use nahi karti kuchh or batao pls reply
Trips ke liye kya use Karen Mere Sare Gulab Mein Nayi pattiyan nikal rahi hai lekin mood rahi hai aur Jal ja rahi hai bahut condition kharab hai mere Gulab ki maine Naye Gulab liye the Sare ke sare aap Logon Ko Dekhkar imidacloprid spray kiya tha but koi Fark Nahin Hai
Wow ap ke gardan me bohut achi rose Flowaring ho rahi he ap ke flowers ke jesa kisi ke yaha nahi dekhe he khilte huye
Thank you n abhi pruning kar di flowering one month bad hogi
Just awesome
Excellent sharing dear friends thanks very useful information thanks good afternoon 🙂
Thank you so much
धन्य धन्य वाद।
Thank you for sharing I'm your new friend ❤❤❤❤❤❤❤❤
Kete dinare thare diaha kuhantu
Mam ye mixer month me ekbar de ya isse jyada or bonmil hm use nhi krna chate to uski jgh kya Dale....
Very beautiful flowers
Thank you
Rose ke liye aese hi Organic fertilizer kya kya dena hoga, pls bataye, Ya fir uska link hai tho iss vdo me usko add kar de
Very informative video thanks 👍
Thank you so much
sahi meti to recharge kerta rehna chye thank for sharing
Wow soo amazing
Thank you so much
Very nicely explained.
Thank you so much
Very good job ma'am g 👍
Thank you
Vinno ji mere gulab ke plant ki Kali sokhi jaisi nikalti hai kya wajah hai?Aur patte bhi mude howe hain please kuch solution bataye
Pesticide ka spray karen thrips ki prblm ho jati h
Thank you vinno ji 👍
Nice information
Very Very nice
Thank you
I am pakistani nice your work
Thank you
bonemeal kaha milthi hai
Aap kaha se liye h rose plant plz address share kre
Kya hum yeh fertilizer exora and hibiscus plants mein use kar saktay hai.
Ha ji de sakte h
Nice video Mam pl advise this mixer can be given to other plants such as hispuscus, chandni, mogra etc.
Suitable for all plants but indoor plants me na den
Ma'am mere pas bade patto wala money plant h uski cutting kr ke abhi lga skte h kya or kis soil me lagana chahiye plz bataeyega....thanks
Abhi na lagayen feb March first week me lagaye tab ache se grow hogi thand m thoda mushkil h pani me grow kar sakte h
Maine 25 days pehle English rose plant nursery se lakar lagaya hai..plant bahot healthy ha aur size bhi large hai...jab plant lagaya tha usme 5 leaves aur maximum 7 leaves wali branches thi.....new leaves growth bhi ho rhi ha.....lekin usme buds nhi ban rhi hai....uske sath lagaye hue other plants me buds aa rhi hai....kya 7 leaves ki wejeh se Aisa ho rha ? Plz guide.. waiting for your reply
7 leaf ko cut kar do
@@Naturelovervinno ma'am sabhi to 7 leaves aur 5 leaves wali branches hain
Hlo di mene gulab 20din pehle lagaya tha uske tip jal gya kya karu
Aaj video aayeg usme details se bataya h n aap jo tip jal gye h unhe cut kar do then pesticide ka spray karo thik ho jayega m is topic par bhi jaldi video laungi
,aap age main toh bahut Kam ho .parantu aapko Experience aur mehnat aapki achchhi hai .apse ek- do experience mujhe bhi sikhne ke liye mile jisse mere rose main improve - ment huye hain.uske liye thanks.parantu mere merigold ke bare main kuchh suggestions bhi dijiye.mere plants ko gilheri kat jati hain woh plants per flowers nahi banne deti koi esa tajurba batayein ki mere merigold safe ho jayein.
Gilahari khane ke liye aati h marigold ke pas khane ki cheez rakh do mungfali ya or kuch tab wo plant ko nhi khayegi m bhi ese hi karti hu ..n thank you so much 🙏🌿
Main glub ki cutting ki thi aab vo branch black ho rehi ae plant sukh reha ha
Sardiyon mein kitna pani dena chahiye rose plant mein or kab dena chahiye or pattiyan mud rhi hain achche se flowering hi nhi hoti 😢
M toh 2 days ke gap me deti hu n aap pesticide ka spray karen jo pattiyan mud rahi h unhe kat den
Mam ji good evening mam hame batao ki micro nutrent me takat le sakte h toh kitna le or bone meel ki jageh kya le mam mbon meel use nahi karti kuchh or batao pls reply
Bonemeal skip kar de ha ji takat le sakte h but quantity adhi kar den
Micro nutren liquid agromin ka kafi koshish ke bad bhi nahi Mila iske badle koi aur tariqa batayen mam
Koi dusra bhi le sakte h
Yeh its right plz tell home micro nutren mam
Nice information new friend ap bhi ana
Thank you so much
Mere rose plants cinder me lage hua ha kitne dino me ye fertilizer de
2 month ke gap
Kitne dino me dena ha ye fertilizer
2 month ke gap me
Trips ke liye kya use Karen Mere Sare Gulab Mein Nayi pattiyan nikal rahi hai lekin mood rahi hai aur Jal ja rahi hai bahut condition kharab hai mere Gulab ki maine Naye Gulab liye the Sare ke sare aap Logon Ko Dekhkar imidacloprid spray kiya tha but koi Fark Nahin Hai
Sabse badhiya jo leaf effected h use hata do plant ko pani se wash kar do then homemade pesticide ka spray karo mne bht bar bataya har teesre din
Yah sab sirf video mein possible hai real mein to Aisa ham log se nahin hoga
Jisko ache flower chahiye wo kar lega
Bolmeel me ni dalskti fully vegetarians h 😢 kuchh or h
Skip kar do koi prblm nhi h
I want to meet you..