Nahi practice exercise nahi hai ye only notes hai but examples bhut hai notes mai practice ke liye Note: sab chapter ke last mai 2- 3 page blank hai kuch alag se likhne ke liye
Aman sir ka participle, infinitive, gerund aur Jaideep sir ka ek baat yaad rakhna kisi word ka parts of speech uski sentence ka upar depend karta ha....agar English ke rule ratta maro ga toh baat banega nahi....newspaper reading....ye nahi bol raha ki the hindu, asan sa toi ya telegraph wagera....sense develop ho jayega....mugar pehle kisi teacher se starting le lo....phir rocket Singh....gamacsine!!!!!
Nice
Thanks
Bhai ye btao kya 1 chapter complete hone k baad practice exercise bhi hai kya jese nitu Singh volume 1 mai de Rakhi hai
Nahi practice exercise nahi hai ye only notes hai but examples bhut hai notes mai practice ke liye
Note: sab chapter ke last mai 2- 3 page blank hai kuch alag se likhne ke liye
Bhai iska pdf nahi dena kisiko kyun ki ye sir ji mehnat hain aise jaya mat karna
Ha Bhai sahi baat hai
Bhi sir na phela he allready da de ha
Bhaiya aman lucter basic se UA-cam pe nhi hai kyoki tarun ak deep jake batate wase lucter aman sir mil nhi rahe
Ek topic ki pdf milegi???
Bhai 5 se 10 page ki review video he bna de please
Karta hu upload
Aman sir ka participle, infinitive, gerund aur Jaideep sir ka ek baat yaad rakhna kisi word ka parts of speech uski sentence ka upar depend karta ha....agar English ke rule ratta maro ga toh baat banega nahi....newspaper reading....ye nahi bol raha ki the hindu, asan sa toi ya telegraph wagera....sense develop ho jayega....mugar pehle kisi teacher se starting le lo....phir rocket Singh....gamacsine!!!!!
Aman Sir bhi basic se hi padhate hai
Kya ish book mei chapterwise question diye hei practice ke liye??
Kya price pada aapko
339
Bhai 5 -10 page to upload krdo pdf.🙏🙏
Ok next video mai karta hu upload
Hello Bahi app say bhat krhi hi
Telegram
@sourotjaidev
Bhai pdf bna kr upload krde please😊
But kisi teacher ki mehnat hai ye
@@InspectorSourotLekin bhai ...kuch log afford nhi kr paa rhe h
@@prashantsaini7479284 bhi tum afford nahi kar sakte
@@prashantsaini7479aur tum apni phone recharge kaise karte ho
@@prashantsaini7479 kuch to sharam karlo 284 afford nahi kar sakta