ताजा गोबर का गार्डन में कमाल /जीवामृत बनाने की विधि, जैविक खेती

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 11 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 83

  • @rameshjoshi9155
    @rameshjoshi9155 День тому

    Nice work🎉

  • @antracreations1405
    @antracreations1405 День тому

    Great job 👌👍👏👍

  • @shashi1898
    @shashi1898 День тому

    Wow wonderful bahut acchi jaankari di aap ne fertilizer banane ke

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐🌹🌹💐

  • @kalajoshi1798
    @kalajoshi1798 2 дні тому

    Bahut hi upyogi fertilizer banana bataya aapane bahut bahut dhanyvad

  • @jankidevi9400
    @jankidevi9400 3 дні тому +1

    Aapki mehnat ko bahut bahut dhanyawad ji 🎉🎉🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐

  • @neeturajput5869
    @neeturajput5869 2 дні тому +1

    Very useful fr plants yh banjar mitti ko bhi upyau bna deta j uske liye phle once in week use krna hota fr 1mnth,fir aftr 15days k time intervals pr,fir once in mnth,fir 3mnth baad nd ladt 6mnth baad barran land fertile ho jati h aapne bahut achi jankari di h ❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷🌷🌷🌷

  • @anitapandey113
    @anitapandey113 2 дні тому

    बहुत उपयोगी जानकारी दी है आपने😊

  • @MeenaKedari-xt2xh
    @MeenaKedari-xt2xh 16 годин тому

    🎉❤

  • @neerajdubey9299
    @neerajdubey9299 2 дні тому

    Jai shree Krishna 🙏 ma'am...maine bhi banaya hai ma'am bhut badhiya result de raha hai.ixora mein bhut badhiya growth Hui hai meri.. very nice and useful video

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏, apna update dene ke liye bhi dhanyvad,,💐💐💐💐💐🌹🌹

    • @neerajdubey9299
      @neerajdubey9299 День тому

      @@Manjugardening1 ma'am mere ko ye janana tha ki agar hum bel Wale plants zameen mein lagate hai toh obviously wo roein Wale kide bhi aate Hain Jo patte khate hai...toh ma'am kya aap bhi face karte ho ye sab ...aur is k liye kya upay karte hai aap kyunki itni badi bel mein spray bottle se toh spray nahi kar skte... kyunki ma'am mujhe plants zameen mein lagane ka man karta hai par dar lagta hai ki Ghar mein na ghusane lag jaye ye kide.. kyunki pot mein jo lage hai unhi ko bachane mein bhut mehnat ho gayi is baar... maine aise kide pehli baar face kiye hai

  • @swatimudgal2912
    @swatimudgal2912 2 дні тому +1

    Jabardast khaad ❤❤❤❤🎉🎉 aapko dher saara dhanyaad

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐

  • @desigardensecretwithmom
    @desigardensecretwithmom 2 дні тому

    Bahut acchi jankari ❤❤

  • @HarshitTiwari-br7wi
    @HarshitTiwari-br7wi 2 дні тому

    Didi aapne to kamal kar diya

  • @antracreations1405
    @antracreations1405 День тому

    🎉🎉🎉 nice sharing 😄😊

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden День тому

    Very beautiful information😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐

  • @VijayKumari-x6d
    @VijayKumari-x6d 2 дні тому

    Bahut bahut upyogi 👍👍🙏🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹

  • @deeppandeyvlog3922
    @deeppandeyvlog3922 3 дні тому

    Kya bat h
    Something new 🙏🙏🙏

  • @sangeetaagnihotri8344
    @sangeetaagnihotri8344 3 дні тому

    बहुत उपयोगी जानकारी

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐

  • @kitchenGardenofficalchannel027

    Bahut bahut upcoming 💞👍👍👍 9:02

  • @rpgupta8315
    @rpgupta8315 2 дні тому

    Bahut mehnat karti hai ap manju ji jiska fal bahut hi meetha hota hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐

  • @hadiquadri3346
    @hadiquadri3346 23 години тому

    Mein 1 saal Say use karwa raha hoon apnay kitchen garden mein 15 roz mein 1 baar daalo badhiya kaam karta hai.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  15 годин тому

      Dil se shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 🙏🙏🙏💐💐💐💐

  • @kpurva567
    @kpurva567 3 дні тому

    First like first comment

  • @AnjaliSha-p1r
    @AnjaliSha-p1r 2 дні тому

    Thanks ❤❤❤

  • @vasudeomaind2016
    @vasudeomaind2016 День тому

    आप खात बनाणे का तरीका बहुत अच्छा बताते हो पर आपके पेड की ग्रोथ कीस तरह होती ऐ नही बताते. पेड की ग्रोथ बताया करो.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому +1

      वीडियो देखने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद जो मैं एक खाद बताती हूं ना यह बहुत अच्छी हैं पेड़ की ग्रोथ इन्हीं से होती है मैं इतनी खाने बताती हूं इतनी मेहनत करती हूं आप भी इनको डाला करो आपके पौधे भी अच्छे होंगे खूब फल फूल सब्जियां लगेगी ग्रंओथ भी अच्छी होगी

  • @anas7864
    @anas7864 День тому

    Anty mere brinjals me phol lagte hai lekin phol gir jate hai aur pollination bhi karte hai lekin tab bhi fir jate hai aur anty sab taknik kar chuke hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Video dekhne ke liye dhanyvad aap Pani jyada dal rahe Hain aapke pot mein se Pani sahi se nikalta hai bahar ki nahin yah dekhen aur paudhe Ko dhup mein Rakhna dhup mein nahin hoga tab bhi phool gir jaate Hain jyada Pani daloge hamesha phool girta hai aur fungus bhi lagne ka dar hota hai, aur कभी-कभी dekhna kahin insect to nahin Lage Hain

  • @Gossipwithgardening
    @Gossipwithgardening 2 дні тому

    Ati sundar jankari dear sister 🙏🏻♥️🌹

    • @tejalyagnik1550
      @tejalyagnik1550 2 дні тому

      Manjuji Aap itnasara gardan ka kal karte he acha he Aapke kitne bachelor he sab ke sath kese kar lete he

    • @tejalyagnik1550
      @tejalyagnik1550 2 дні тому

      Sarso ki khali se gandi snell bahot Aati he

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Dil se shukriya thanks 🙏🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji han badbu to aati hai Lekin result to achcha milta hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹🌹💐💐🌹

  • @PradeepKumar-nu5jj
    @PradeepKumar-nu5jj 2 дні тому

    Manju ji apne plants ke liye organics super khad tyar krni sikha di dhnyawad

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐

  • @PradeepKumar-nu5jj
    @PradeepKumar-nu5jj 2 дні тому

    Manju ji 🙏 like 50

  • @sabitamaharana7997
    @sabitamaharana7997 2 дні тому

    Namaskar mam issuko kese use kare bataiy

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji isko use kaise karna hai vah maine video mein samjhaya hai 7 days bad jab bhi yah taiyar hoga main isko dalungi to aap video mein Bane rahana main isko jarur apply karke dikhaungi

  • @PoojaMishra-er1ys
    @PoojaMishra-er1ys 2 дні тому

    Bahut din s soch rhi thi k kya kr skte h taze gobar ka plant k liy bahut dhanyawad kya y garmi me bhi use kr skte h

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐

  • @PradeepKumar-nu5jj
    @PradeepKumar-nu5jj 2 дні тому

    Manju ji mere do questions hn (1) ap ke piche jo red balti ha usme drayecina plant h uske baby plant iss time lga skte hn or hmare to asi balti me plants nhi growth pkdte please suggestion jrur dena 😊🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Ji video dekhne ke liye aapka dhanyvad agar aapke pot mein bahut jyada plant ho gaye hain to aap unko divide karke report kar sakte hain aur is plant Ko Na hamesha Chhaya mein Rakhna hai aur Pani ka Dhyan dhan dena hai iska drainage hole Sahi hona chahie niche se aur mera to yah Kai salon se Laga hai ismein yah plant acchi growth Karta hai kafi plant bhi ismein ban jaate Hain

    • @PradeepKumar-nu5jj
      @PradeepKumar-nu5jj День тому

      @@Manjugardening1 mam 🙏 jwab dene ke liye bhot bhot shukriya mam 1 chiz bhool gya ap asi PAINT ki balti me plants ap kase grow kr lete ho hamare bhi asi balti kafi ho gai plant grow krte hn pr plant growth hi nhi krta pani ka dreinez bhi kr detein hn pr is balti me pani nhi sukta paint ki please suggest 🍃☘

  • @neeturajput5869
    @neeturajput5869 2 дні тому +1

    Maine phle bar suna hai ki kisi ka garden yh use krne se dead ho gya ....😂

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому +1

      Ji aapka बहुत-बहुत dhanyvad han yahi sunkar mujhe bhi Hansi I yah organic chijen Hain yah hamesha ismein aise hi comment hota hai na kuchh negative wale to vahi hai lag rahe hain pahle bhi ek organic potali Jo banai thi Maine kuchh dinon pahle green grassho ki usmein bhi Inka yahi comment aaya tha pata nahin garden hai bhi nahin Khali comment kar diya

    • @neeturajput5869
      @neeturajput5869 День тому +1

      @@Manjugardening1 ji Maine woh video dekhi thi socha woh grass fertilizer banyu but Inka comment read kr k baad mai sach m dar gyi thi ki plants jal na jaye tab maine bhi inki baat ko sach mana tha but Aaj ka video dekhne pr bhi jab same comment dekha toh samajh gyi thi ki koi zaherela Jaan pehchan ka hi insan h jo aapki efforts se jal rha h ...jeevamrit se kab jale plants ...ignore such toxic people aap grow kr rhe ho toh hote h kuch log jinko jalan hoti h fir unko dusero ki tariki dekh kr garden hi nai atma bhi dead ho jati h ..keep growing keep loving nature

  • @mayur4573
    @mayur4573 2 дні тому +1

    taza gobar se fungus hone ka chance jyada rahta hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому +2

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji nahin jis tarike se bataya hai isko 7 din Rakhna hai iska fermentation ho jata hai uske bad koi fungus lagne ka chance nahin rahata hai

  • @seemashukla8737
    @seemashukla8737 2 дні тому

    Kaner ki kalam abhi laga sakte hai kya di

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Han 15 October Tak ya 20 Tak aap kisi bhi chij ki Kalam Laga sakte ho lag jayegi bahut jyada kohra pala jab Thanda hota hai na use samay cutting lagne mein time lagta hai ya cutting nahin lagti hai Lekin abhi to achcha Mausam hai abhi to kafi garmi hai abhi lag jayegi

  • @anas7864
    @anas7864 20 годин тому

    Main aapka video dekh kar dhaniya lagaya tha lekin 5 din mein nahin hua please answers me

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  15 годин тому

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji pahle to dhaniya ka bij acche variety ka ho aur dhaniya purana Na Ho Purana dhaniya hoga to vah to grow hi nahin hoga, aur jis tarike se Maine bataya hai usko kitne din bhigokar Rakhna hai aur kis tarike se lagana hai aur dhup mein rakh dena hai paanchvein din dhaniya aapka Grow ho jaega Mera to ho jata hai

  • @Clutchboy_A
    @Clutchboy_A День тому

    mere plants ke pate khrab horhe he kiya karu 😒

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Ji Apne plant mein fungisite ka aur insecticide ka spry karo

  • @satishgoyal909
    @satishgoyal909 2 дні тому +1

    All my garden dead using this

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дні тому +1

      Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad aapka garden hai bhi ya aap Yun hi Khali roj comment karte Hain ki garden ded Ho Gaya kaise ho gaya yah organic chijen hain aur isko agar aap sahi anupat mein banaoge aur Sahi tarike se apne plant per apply karoge to kuchh bhi nahin hota hai aapane ek pahle video mein bhi likha tha jismein maine organic liquid banaya tha gharelu green grass se usmein bhi aapka yahi comment tha aur Aaj bhi aapane yahi comment Kiya hai kitni bar ded hua aapka garden video dekhne ke liye aapka dhanyvad 🙏🙏

    • @seemashukla8737
      @seemashukla8737 2 дні тому

      Neem tree ki mitti chalegi kya

    • @neeturajput5869
      @neeturajput5869 2 дні тому

      Bilkul aap use kr sakte h yh aur acha bnega​@@seemashukla8737

    • @kpurva567
      @kpurva567 2 дні тому

      Aunty aap aise nigative comment ko ignore Kiya kare kyoki ek nigetive comment se koi fark nahi padta...iska koi garden nahi hai shayad bewajah pareshan kar rahe hai aapko.

  • @ManjuMinigardening
    @ManjuMinigardening 2 дні тому

    Bahut acchi Jankari Di aapane

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  День тому

      Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐