@@imbear981 Yeah i thought it was produced my umair cause he's the most f*cking unique producer ,but i'm falbergasted with the fact that it was produced by superduperfkingsultan ,ngl bro is h*lla underated ...
Ai Khushbo teri ane ka andesha hai Mene pheli bar khushi se ghr sameta hai Tu a rahi hai woh zamana bhar se kheta hai Ek chahane wala tera is taraf bhi rehta hai Na mujh ko neend ati hai na chain parta hai Sene mai ek pathaar khamakha dharakta hai Gannodgi mai likhta ho ma ganne janeman Ab hosh mai to pene wala rang badalta hai Har sheer ke mosaam dekhy humne sath mai Mai tumse dil ki bat khe gaya mazaak mai Meri kitaboo ke woh phool mheke yad mai To aesa noor ke nazar lage nakaab mai Tum hakikat ho fasana ho ya kuch nhi Tum meri akhri muhabbat hoto Dukh nhi Ab to yaad karne pr bhi yaad aye na Bs ek gumaan hai kia who mere bad khush rahi Dhundla dhundla sa paya Zehen mai tu jab jab aya Teri khooj mai kia kia jhela Na dhoop mili na saaya Mehroom raha tha musafir Ghr dhond rahy thy musafir Tone aesa kam dikhaya Manzil bhool gaye thy musafir Bazaaro ma tera sath ghoom Lena Tera routh kar maana phir koi bat bol dena Dil 100 bar tor dena, teri bat our hai na Jo aleda kary tumse woh diwaar tor dena Mayusiyoon mai umer kaid ho jaye Shafa bhi mily dawaiyoon se parhez ho jaye Mai tujh pr tab tak likhta raho jab tak ek ho jaye Jism dhal jaye khai or baal safeed ho jaye Aj phir kisi ki mout ki khabaar suni Ab heraat hoti hai zindagi kitni choti hai Ab mai aksaar is khayaal mai par jata ho Bata de shaks koi udasi kha hoti hai Sawal karna to hum dekh jawab le hi aye Ab isi kashmakash ma lagy kabhi jee na paye Sass to sabhi lete haina zinda rehne ko Shikayaat itni si hai sabko jeena bhi to aye Kia bataun ga zamane ko mai Majbori khedo tere jane ko mai Sabhi lout gaya bazaar mai wafa ke Dil ke halat aya batane ko mai Ab lazim ho gaya kia jana tera ? Kon sone ga ab ye ganna mera Hum dono ke to peshey bhi alag thy Hasana kam mera or roulana tera Ab mai ho or kuch to yaad teri Dekh rahi hai doob raha ho, q nhi hath deri? Khaak ke hai hum ,tu chamakta mehtaab theri Karo na bat aesi lag jaye tan mai agg meri Dafa karo na mujhko, tabha karo na mujhko Udaas ka ghara ho ,to a bharo na mujh ko Aesa karo na ke mai phir se khai ka na rahoo Bulandiyoon pr ho khara pr woh sataa hi khau
[Verse 1] Aayi khushbu teri, aane ka andesha hai Mein ne pehli baar khushi se ghar sameta hai Tu aa rahi hai, woh zamane bhar se kehta hai Aik chahne wala tera iss taraf bhi rehta hai Na mujh ko neend aati hai, naa chain parta hai Seene mein aik pathar khamkha dharakta hai Ghanudgi mein likhta hun mein gaane jaaneman Ab hosh mein to peene wala rang badalta hai Har sheher ke mausam dekhe hum ne saath mein Mein tum se dil ki baatein keh gya mazak mein Meri kitaabon ke woh phool mehke yaad mein Tu aisa noor ke nazar lagay naqaab mein Tum haqeeqat ho, fasana ho, ya kuch nahi Tum meri akhri mohabbat ho to dukh nahi Ab tu yaad karne par bhi yaad aye na Bus aik gumaan hai, kya woh mere baad khush rahi [Bridge] Dhundhala dhundhala sa paaya Zehan mein tu jab jab aaya Teri khoj mein kya kya jhela Na dhoop mili na saaya Mehroom rahe the musaafir Ghar dhoondh rahe the musaafir Tu ne aisa kaam dikhaya Manzil bhool gye the musaafir See upcoming rap shows Get tickets for your favorite artists You might also like can’t take it anymore JANI & Umair shehar mein chaos JANI, AHSAN & Rithmetic love lost Talha Anjum & Umair [Verse 2] Bazaaron mein tera haath chorr dena Mera rooth ke manana, phir koi baat bol dena Dil so baar torr dena, teri baat aur hai na Jo alehda kare tum se, woh diwaar torr dena Mayusion mein umar qaid ho jaye Shifa bhi mile, dawai se parhez ho jaye Mein tujh pe tab tak likhta rahun jab tak aik hojaayen Jism dhal jaye kahin aur baal safaid ho jaayen Aaj phir kisi ki maut ki khabar suni Ab herat hoti hai zindagi kitni choti hai Ab mein aksar is khayal mein parr jata hun Bata de shaks koi udaasi kahan hoti hai Sawaal kar to lena hum jawab bhi to aaye Ab issi kashmakash mein lage kabhi ji na paaye Saans to sabhi lete hain na zinda rehne ko Shikayat itni si hai sub ko jeena bhi to aaye [Interlude: Jaun Elia] Chaarasazon ki chaarasaazi se Dard badnam to nahi hoga Haan dawa do magar yeh batla do Mujhe araam to nahi hoga [Verse 3] Kya bataun ga zamane ko mein Majboori keh dun tere jaane ko mein Sabhi lut gya bazaar mein wafa ki Dil kahan laun ga lagane ko mein Ab laazim hogya kya jaana tera Kon sune ga ab yeh gaana mera Hum dono ke tou peshe bhi alag the Hasana kaam aur rulana tera Ab mein hun, aur kuch to yaad teri Dekh rahi hai doob raha hun, kyun nahi haath de rahi Khaak kahein hum, tu chamakta mehtaab thehri Karo na baat aisi, lag jaaye tan mein aag meri Dafa karo na mujh ko, tabah kro na mujh ko Udaasi ka garha hun, phir aa bharo na mujh ko Aisa karo na ke mein phir se kahin ka na rahun Bulandiyon par hun khara par woh sataah he kahun
"Saans tou sab lete haina zinda rehne ko
Shikayat itni si hai ke sabko jeena bhi tou aye"
Poetry on it's peak 🔥🔥
Bhai production bhi aus ki ha
@@playdates9383 Sultan ki hai bro production
uffffffffff look at this line BOL JANI
:Haan dawa do magar yeh bataladon mujhe aaram to nahi hoga " was personal 💔
-Jaun Elia
Cameo of Jaun's poetry.. Take this song on another level 🥀🖤
Sultan is really underrated the melody the tune the beat damnnnnnnnnn
@@opasfahan2496bro superdupersultan ne produce aur mix master ki hai
Underrated, mereko to ni lagta ki wo underrated hai, har gaane me wahi aata hai
@@AstROxYASH he isn't getting the fame same as umair
@@imbear981 Yeah i thought it was produced my umair cause he's the most f*cking unique producer ,but i'm falbergasted with the fact that it was produced by superduperfkingsultan ,ngl bro is h*lla underated ...
Favt song from this ep 🤌
Ai Khushbo teri ane ka andesha hai
Mene pheli bar khushi se ghr sameta hai
Tu a rahi hai woh zamana bhar se kheta hai
Ek chahane wala tera is taraf bhi rehta hai
Na mujh ko neend ati hai na chain parta hai
Sene mai ek pathaar khamakha dharakta hai
Gannodgi mai likhta ho ma ganne janeman
Ab hosh mai to pene wala rang badalta hai
Har sheer ke mosaam dekhy humne sath mai
Mai tumse dil ki bat khe gaya mazaak mai
Meri kitaboo ke woh phool mheke yad mai
To aesa noor ke nazar lage nakaab mai
Tum hakikat ho fasana ho ya kuch nhi
Tum meri akhri muhabbat hoto Dukh nhi
Ab to yaad karne pr bhi yaad aye na
Bs ek gumaan hai kia who mere bad khush rahi
Dhundla dhundla sa paya
Zehen mai tu jab jab aya
Teri khooj mai kia kia jhela
Na dhoop mili na saaya
Mehroom raha tha musafir
Ghr dhond rahy thy musafir
Tone aesa kam dikhaya
Manzil bhool gaye thy musafir
Bazaaro ma tera sath ghoom Lena
Tera routh kar maana phir koi bat bol dena
Dil 100 bar tor dena, teri bat our hai na
Jo aleda kary tumse woh diwaar tor dena
Mayusiyoon mai umer kaid ho jaye
Shafa bhi mily dawaiyoon se parhez ho jaye
Mai tujh pr tab tak likhta raho jab tak ek ho jaye
Jism dhal jaye khai or baal safeed ho jaye
Aj phir kisi ki mout ki khabaar suni
Ab heraat hoti hai zindagi kitni choti hai
Ab mai aksaar is khayaal mai par jata ho
Bata de shaks koi udasi kha hoti hai
Sawal karna to hum dekh jawab le hi aye
Ab isi kashmakash ma lagy kabhi jee na paye
Sass to sabhi lete haina zinda rehne ko
Shikayaat itni si hai sabko jeena bhi to aye
Kia bataun ga zamane ko mai
Majbori khedo tere jane ko mai
Sabhi lout gaya bazaar mai wafa ke
Dil ke halat aya batane ko mai
Ab lazim ho gaya kia jana tera ?
Kon sone ga ab ye ganna mera
Hum dono ke to peshey bhi alag thy
Hasana kam mera or roulana tera
Ab mai ho or kuch to yaad teri
Dekh rahi hai doob raha ho, q nhi hath deri?
Khaak ke hai hum ,tu chamakta mehtaab theri
Karo na bat aesi lag jaye tan mai agg meri
Dafa karo na mujhko, tabha karo na mujhko
Udaas ka ghara ho ,to a bharo na mujh ko
Aesa karo na ke mai phir se khai ka na rahoo
Bulandiyoon pr ho khara pr woh sataa hi khau
[Verse 1]
Aayi khushbu teri, aane ka andesha hai
Mein ne pehli baar khushi se ghar sameta hai
Tu aa rahi hai, woh zamane bhar se kehta hai
Aik chahne wala tera iss taraf bhi rehta hai
Na mujh ko neend aati hai, naa chain parta hai
Seene mein aik pathar khamkha dharakta hai
Ghanudgi mein likhta hun mein gaane jaaneman
Ab hosh mein to peene wala rang badalta hai
Har sheher ke mausam dekhe hum ne saath mein
Mein tum se dil ki baatein keh gya mazak mein
Meri kitaabon ke woh phool mehke yaad mein
Tu aisa noor ke nazar lagay naqaab mein
Tum haqeeqat ho, fasana ho, ya kuch nahi
Tum meri akhri mohabbat ho to dukh nahi
Ab tu yaad karne par bhi yaad aye na
Bus aik gumaan hai, kya woh mere baad khush rahi
[Bridge]
Dhundhala dhundhala sa paaya
Zehan mein tu jab jab aaya
Teri khoj mein kya kya jhela
Na dhoop mili na saaya
Mehroom rahe the musaafir
Ghar dhoondh rahe the musaafir
Tu ne aisa kaam dikhaya
Manzil bhool gye the musaafir
See upcoming rap shows
Get tickets for your favorite artists
You might also like
can’t take it anymore
JANI & Umair
shehar mein chaos
JANI, AHSAN & Rithmetic
love lost
Talha Anjum & Umair
[Verse 2]
Bazaaron mein tera haath chorr dena
Mera rooth ke manana, phir koi baat bol dena
Dil so baar torr dena, teri baat aur hai na
Jo alehda kare tum se, woh diwaar torr dena
Mayusion mein umar qaid ho jaye
Shifa bhi mile, dawai se parhez ho jaye
Mein tujh pe tab tak likhta rahun jab tak aik hojaayen
Jism dhal jaye kahin aur baal safaid ho jaayen
Aaj phir kisi ki maut ki khabar suni
Ab herat hoti hai zindagi kitni choti hai
Ab mein aksar is khayal mein parr jata hun
Bata de shaks koi udaasi kahan hoti hai
Sawaal kar to lena hum jawab bhi to aaye
Ab issi kashmakash mein lage kabhi ji na paaye
Saans to sabhi lete hain na zinda rehne ko
Shikayat itni si hai sub ko jeena bhi to aaye
[Interlude: Jaun Elia]
Chaarasazon ki chaarasaazi se
Dard badnam to nahi hoga
Haan dawa do magar yeh batla do
Mujhe araam to nahi hoga
[Verse 3]
Kya bataun ga zamane ko mein
Majboori keh dun tere jaane ko mein
Sabhi lut gya bazaar mein wafa ki
Dil kahan laun ga lagane ko mein
Ab laazim hogya kya jaana tera
Kon sune ga ab yeh gaana mera
Hum dono ke tou peshe bhi alag the
Hasana kaam aur rulana tera
Ab mein hun, aur kuch to yaad teri
Dekh rahi hai doob raha hun, kyun nahi haath de rahi
Khaak kahein hum, tu chamakta mehtaab thehri
Karo na baat aisi, lag jaaye tan mein aag meri
Dafa karo na mujh ko, tabah kro na mujh ko
Udaasi ka garha hun, phir aa bharo na mujh ko
Aisa karo na ke mein phir se kahin ka na rahun
Bulandiyon par hun khara par woh sataah he kahun
Beat 🔥
Flow 🔥
Lyrics 🔥
Simply killed it 🔥
2:27 jaun Elia poetry suprided ❤❤
"Tu aisa noor ke nazar lage naqaab mei" omfg what a line!!!
Fff
The violin has melted the heart ❤❤
Indian fans 💯
Nope from bangladesh
Holla❤
❤❤
Love From United State Amarica
@@Travis_Cee good 👍❤
3:01 that vilion sound😭Superdupersultan on some crazy level🥶
2:53 sultan aik hi dil hay kitni bar jeeto gy😭😭 😭😭😭😭3:27 janiiiiiii😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Chalo ek aur jaani kaa song playlist mai add kro yaaro ❤💯
Tu aisa noor ke nazar lagy naqab me, damnn man, jani you killed it man ,,,,,
bhot khoob 🖊️
jani aap ka inteezar thaaa
😂@@shaoibtariq
Everywhere
The boy got the smoothest hard core bars in dhh
" TU ASSA NOOR JO NAZAR LAGEE NAKAB MAIN " ❤️🔥
thankyou for bringing jaun elia to this generation
1. TALHA ANJUM
2. JJ47
3. JANI
JAUN ELiA must be proud on them ❤
😅😊😊😊😊😊😊
Bro forget TY😅
Apne bap ko bhul gaya? TY still on top
TY > TA
@@Rider_0130 Cuz TY proud on Jaun Elia (Shikwa)
Oo Bhai Kya Song Hai Love It Boy Love Hi Love Ha Jani 💗💓🤗
Unexpected feature of jaun elia 😩❣️
Full vibes 💖
One of the finest dhh shayar✍️❤
Jani never disappoint us 😎❤️
Sukun🎵🎧 love you bhai from Bangladesh
Didn’t expect Jaun Elia
Super sab se upar chilling with jani🔥
Sounds like Talha Anjum 😮
Love from India 🔥
Keep it up 💯💪
Jani's poetry is on another level 🥰🙌
Zism dhaljaye Kahin, aur baal safed hojayee🫥..this line..🔥🔥... biggest fan from Nepal jaanii❤️❤️
Beautiful 🔥
1:40 offfffffff ❤🎉🎉🎉🎉
SULTAN PLAYED THE BEAT NEATLY!😭😭😭
Jaun elia part was well placed broo 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Kya likha hai mere bhai I love it ✨✨
Jani is gem 💎🔥❤️
Jani is the picture
Jani's Poetry is Lobe😍
Love from India🫶🩵
Song like
Kabhi main kabhi tum and tu hai kaha
Kamal bemasaal deep shyri 😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
You nailed it brother frrr💫
Seedhe Fav Playlist me jane wala song h ye ❤❤
JANI BRO ❤
Jani bro I love it this song and specialy joun elia poet ❤
what hurts these rapper , that makes em write this stuff bhaiii ... JANI IS LOVE 🗣
Why this song is underrated 💗
The king of melody 🔥 bro your lyrics ❤️🔥 love you. Bro itna pain
full studio in 1 pic
Poetry 💫💔🔥
Waiting for your concert❤️❤️ big fan....
Support him guys , He is a gem ❤️❤️
Jani never disappoint !❤🩹
every line is heart touchin'
Who Else Agree JANI Songs Never Disappoint Us in Any Condition ❤
In my list 💗 Jani in top 5
This song deserve millions of likes
I can feel each and every line❤️.. it’s soo relatable🥲🤌🏻!!
What a Master Piece 💪❤
The most beautiful song with the most beautiful lyrics 😔 every line I can relate to her and her memories 😔💔
bro the vibe got goosebumps🥵🤕
Kya hi pyara gaana hai❤❤
Bro tujhy sunta hun to hamesha goosebumps aty hein 😢
Umair and Jani, next big thing
producer superdupersultan hai
this song was on loop is on loop will be on loop
love bro ❤
Lots of love all the way from India🇮🇳 bruh ❤
Main tumse Dil ki baatein keh gaya mazaak mein🤌✨
Yar bhai feeel ❤
Love brother before listening I'm sure ♥️
That's how I feel ❤
These melodies
And these words deserve 100 milli
Likhayi ❤️🔥
Listening on loop ❤
King of the whole scene 👑❤
TY💝
Jani love you ❤
khoobsurat gaana 😍
JANI DID IT AGAIN❤️🩹
Khaas vo yeh sune aur usko meri yaad aaye 🥀
This song deserves a music video
jani never disappoint
Brilliant Production
Melodic king 👑
Addictive ❤
Straight into playlist💌
Kya likhai hai Bhai...... Jaaani THE GOAT 🐐🐐🐐🐐🐐
Melodies ❤
he is so underrated 😥
Full vibe hai🌹
Going too playlist 🔥⚡
Born poet!
🔥🥀🔥
ONE OF MY FAVS UNREAL UNDERRATED ! ❤
Beautifully potraited 🤧🖤
Now this is the new gem💎
Bohott pyarrr bhaii ❤️🩹🫂🫶🏻
Bro nailed it 🔥🔥
😮😮vi 🔥
Greatness 🙌🏽