pulsar 220 headlight high beam and low beam adjust | high beam and low beam setup for pulsar 220f |

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 19

  • @yogashakot4575
    @yogashakot4575 Рік тому

    Amrawati passing

  • @sambhavshribhatri7647
    @sambhavshribhatri7647 2 роки тому

    Thank you so much. Mujhe abhi tak low ke bare me pata tha high k bare me nhi ...

  • @alnekhn2389
    @alnekhn2389 Рік тому

    Bro with out wizor khola adjust kr sakta hai. High beam ko

    • @Officialcartraveltips
      @Officialcartraveltips  Рік тому

      Ha Bhai sif apko yeh 2 adjuster ki location ke hisab se unki jagah dekhani padegi Bhai aur Bhai yeh kaam aap Ghar par hi kar sakte ho isme kohi bike ka visor nahi kholna padega bhai, is topic par bhi ek detail me video laaunga Bhai usme ye dino bhi light kaise adjust karte hai bina visor khole vo sabkuch bataunga bhai

    • @alnekhn2389
      @alnekhn2389 Рік тому

      @@Officialcartraveltips okey tq bhai. Mara night eye ka light lagya hai jiska dipper acha work karta hai. Lekin uper v samne he dekhai da raha h.

  • @yogeshbhosale8197
    @yogeshbhosale8197 2 роки тому

    Thanks Bhai muze hibeme pata nhi tha 👍👍

  • @asmobiles9476
    @asmobiles9476 2 роки тому

    Thaks bro

  • @punyadebnath2688
    @punyadebnath2688 2 роки тому

    Thank you

  • @dineshpaudel3590
    @dineshpaudel3590 2 роки тому

    Low beam adjuster sleep hosakta hae ki nai mera kam nahikar raha hae jitnabhi gumaw ghattahinai

    • @Officialcartraveltips
      @Officialcartraveltips  2 роки тому

      Ok toh ek baar bulb proper tarike se set hai ya nahi vo dekh lo bhai Bulb sahi tarike se baitha nahi toh aisi problem aati hai aur bulb ki fitting bhi sahi ho toh apke bike ke headlight assembly check karna padega aur agar vo repair hua toh thik nahi to aapko use hi change karna padega bhai aur bulb fitting ki video bhi channel par updated hai vo bhi aap dekh sakte ho bhai

  • @phanibhusanbarik8466
    @phanibhusanbarik8466 2 роки тому

    Bhai dono light mera left me jaraha hai.adjust karnese ho Jaye ga kya

    • @Officialcartraveltips
      @Officialcartraveltips  2 роки тому

      Bhai ek Baar adjust Karke Dekho agar ho jaye toh thik nahi to fi bulb Sahi se nahi baitha hoga

  • @chandrakesh38
    @chandrakesh38 2 роки тому +1

    Kaam ka bat chhod ke baki ka sab bat bata diya

  • @aryan_enterprise
    @aryan_enterprise 2 роки тому

    yea adjuster 70 % technician ko nehi pta hai

    • @Officialcartraveltips
      @Officialcartraveltips  2 роки тому +1

      Ju Ha Bhai isiliye yeh video you tube par dalna pada Bhai taki logo ko is bare me PATA chale Bhai