Sir Luminous inverter eco Watt 950 ya koi bhi issa ke mosfet ke pas jitne bhi smd component hai jaise resistance, transistor and inki PCB location and value ke saat ek video bana do sir ya muje send kro do ussa ki details
Bhai ye btao mne 1050eco watt k mosfet change kiye drive bhi aa gyi leking jese hi charging do to mosfet heat hote h or transformer magnet banata h koi upay ho to btao
Bhai agar siti bajne ke sath sath overload ki batti bhi jal rahi hai to uski LM358 IC change kr dijiye agar use badalne ke baad bhi problem door nhi hui to bta dena...
Sir mere pass luminous inverter eco watt 1050 banne ayaya the mene mospet Cheng Kar diye 2 mospeton me teeno leg pe 12 volt arahahai please opay batayen
simple hai multimeter ko buzzer mode pr kar dijiye or meter ki black prob ko MOSFET ke drain point pr rakh kr or red prob ko source pr touch kr ke dekhna hai ki meter me velue 350 se 400 tak aani chahiye
Bhut badiya video bnaya hai sir apne 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks sir
Is inverter me one time charging problem pr video bnaye sir
very nice sir
Thanks
Good job
Thanks bro
Very nice 👌
Thanks 😊
🎉😂❤
Sir Luminous inverter eco Watt 950 ya koi bhi issa ke mosfet ke pas jitne bhi smd component hai jaise resistance, transistor and inki PCB location and value ke saat ek video bana do sir ya muje send kro do ussa ki details
ok ab video bana start kruga..
Cost kya mosfet ka luminous zelio 1100 ka?? Aur kya Ic ke sath change hota mosfet??
lagbha50 ... g ha ic bhi change hogi
Assembly plate ko kitna hai?
Sir jee aisee knowledge able video mien music kee zaroorat nahi hotel G
Ok bro inshaallah agli video me music nhi dalunga😊
Thanks sir g so nice of you
Driver transistor ke bare me bhi complete video banaye please
okay friends is bare mein bhi Ham jald se jald video banaenge
Har inverter me alag mospad lagta hai?
G ha sab MOSFET alag alag watt ke hote hai
I love you bro 🥰🥰🥰🥰🥰
same too you mere bhai💐
Luminous zelio 900va inverter me mosfet me capacitor kitne volte aur kitne mf ka lagta hai
4700uf 50v ke
Bhai ye btao mne 1050eco watt k mosfet change kiye drive bhi aa gyi leking jese hi charging do to mosfet heat hote h or transformer magnet banata h koi upay ho to btao
Or enverter pe sahi chalta h bilkul mains pe dikkat h
Ok ye problem Q22 transister se ho sakti ek baar aap ye transister chek kr lo
Bhai ak yahi invatar h jisme masfet badal
ne ke bad siti ar rha h kya kare us me
Bhai agar siti bajne ke sath sath overload ki batti bhi jal rahi hai to uski LM358 IC change kr dijiye agar use badalne ke baad bhi problem door nhi hui
to bta dena...
Sir mere pass luminous inverter eco watt 1050 banne ayaya the mene mospet Cheng Kar diye 2 mospeton me teeno leg pe 12 volt arahahai please opay batayen
positive heat sink ki taraf ya negetive ki taraf
Sir mospet digital meter se Kese check Karen
simple hai multimeter ko buzzer mode pr kar dijiye or meter ki black prob ko MOSFET ke drain point pr rakh kr or red prob ko source pr touch kr ke dekhna hai ki meter me velue 350 se 400 tak aani chahiye
Sir
Aisa music use mat karna jisse copyright aaye ( background main)
Thanks bro but ye copyright music nhi hai
Kina number mospad tha
P80 MOSFET
करना है?
ok
Mosfet Kon sa lagaye
MOSFET ka no toh dekha hi nhi
P80
MOSFET ka no. Nahi bataya
IRFB7545 lagaye hai isme but aap P55, Z44, ke alava koi se bhi lga sakte hai
Mai inverter nahi karta hun
ok
MOSFET ka no kya he
P80
Sir apka number chaiye
sorry sir