Nice information mam nursery se laye hue black thailee ke paudhon ko kitnne dino ke baad gamle me shift karen iska tarika aur plant ke hisaab se gamle ka seize bhi batayen
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad kuchh Dinon pahle hi Maine ek video banai Hai gulab ke paudhe ko nursery se lae paudhe ko shift karna uski detail jankari di hai please aap mere channel per visit karo
Dekhen safed jo hai na vah fungus hai ya chhote se kide hote hain unhen milibhag kahate Hain vah hai, agar fungus hai to aapko fungi site ka spry karna hoga, aur agar chhote se milibhag hai na uske liye aap 1 litre Pani mein panch bunden Neem oil aur Aadhi chammach baking soda aur 5 bunde shampoo ki dal ke spry Karen ek din chhodkar lagatar karen to achcha result milega mere channel per visit karo Maine vahan video Dali Hui Hai
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad dear lemon plant ki video Maine kuchh samay pahle Dali hain aap mere channel per visit karo aur aapko bahut achcha result milega aur Dainik gharelu chijen Maine batai hain aur nai video bhi bahut jaldi lekar aaungi abhi thoda Si mein aapane cal video Dekhi Meri to yah kam chal raha hai na isliye
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aapko nursery mein mitti aur khad sab kuchh mil jaega aur jo seeds wali shop hoti hain usmein kafi sare organic fertilizer mil jaenge nursery mein bhi organic fertilizer mil jaate Hain main mitti bhi nursery se hi lekar aati hun aur khad bhi lati hun
Hybrid seed lagaiye mere channel per 2 mahine pahle video hai seeds kahan se len iske liye pura detail bataen Hai usmein number bhi hai aap vahan pata Karen
Kareeb 2 mahine pahle video Dali Hai Maine seats kahan se liye hain aap channel per visit Karen aapko pata chalega vahan se aap bhi Manga sakte hain number hai ismein
Tomato acche hai lekin leaf choti choti kyu hai madam koi nutrient kam hai apke plant main leaf big size ke liye aur chamak ke liye bhi de kuch ..calcium nitrate aur epsom salt jamin main use kare
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji purani Badi leaves bekar Maine hata Di hain aap iske bad ki video dekhoge na cal ki to aapko reason pata chal jaega Meri chhat per work ho raha hai isliye uska wait thoda kam kara hai aur Baki mere pure organic chijen dalti hun main chemical chij ka istemal nahin karti hun thanks for watching
@Manjugardening1 thanx mem maine bhi abhi chat par lagana suru kiya hai lekin weight Kam rakh kar cocopeat main laga rahe ..tomato nursery ready Hui hai transplant karna hai ab ..aaap sarson Khali Purna gobar aur bail ke fal ka ras dabba main 1saal pack kiya ho uske baad Mila kar ko 3-4din bhigo kar ghol kar daale ..result jabardast aata hai aa raha
Very informative video ❤❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹
Bahut hi useful 👌👌
Thanks for visit 🙏💐💐
Bahutahut badhiya jj
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹🌹💐
Useful video
Thanks a lot
Very nice information 👍 👌
Thanks, video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏
Very useful information
Thanks a lot
Waooooo superb 😊😊
Thanks for liking
Yes ma'am its very useful for us .. next year aap k saath gardening k liye poori taiyari kar k rakhungi....jai shree krishna ma'am
Beautiful tomatoes
Thanks for watching 🙏💐
Very useful vlog 🎉
Glad you liked it
Aapki har video acchi lagti hai
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
Very nice
Thanks
That’s Great 🙏🙏
Thanks
बहुतसुंदर,,,बहुत बहुत धन्यवाद!बहन
Dil Se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹💐💐
Nice super best ❤💝
Dil Se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
Very nice 👍👍
Thanks for visit 🙏💐
Manju ji 🙏 like 73
Nice video
Thanks for the like 🙏🙏
❤❤❤
Thanks for visit 🙏
Nice information mam nursery se laye hue black thailee ke paudhon ko kitnne dino ke baad gamle me shift karen iska tarika aur plant ke hisaab se gamle ka seize bhi batayen
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad kuchh Dinon pahle hi Maine ek video banai Hai gulab ke paudhe ko nursery se lae paudhe ko shift karna uski detail jankari di hai please aap mere channel per visit karo
Iski jagah ham shaash bhi de sakte h kya?
Is time kaun si sabji ke bij lagaya jaaye
Dear friend Aaj hi video Dali Hai 28 December ko aap dekhen bahut helpful Hoga aapke liye
Aanti mere yha lge h lekin lal nhi hue or dhoop nhi aati srdi m
Didi safed fungus phool aur sabjiyon per lag jaate Hain nikalte Nahin Hai uske liye satik upay Kya Karen
Dekhen safed jo hai na vah fungus hai ya chhote se kide hote hain unhen milibhag kahate Hain vah hai, agar fungus hai to aapko fungi site ka spry karna hoga, aur agar chhote se milibhag hai na uske liye aap 1 litre Pani mein panch bunden Neem oil aur Aadhi chammach baking soda aur 5 bunde shampoo ki dal ke spry Karen ek din chhodkar lagatar karen to achcha result milega mere channel per visit karo Maine vahan video Dali Hui Hai
Didi plz ek video lemon p bnae sirf ek bar lemon lge bs koi flower bhi nahi h plz udki care fertilizer or pani p video bnae
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad dear lemon plant ki video Maine kuchh samay pahle Dali hain aap mere channel per visit karo aur aapko bahut achcha result milega aur Dainik gharelu chijen Maine batai hain aur nai video bhi bahut jaldi lekar aaungi abhi thoda Si mein aapane cal video Dekhi Meri to yah kam chal raha hai na isliye
@Manjugardening1 ok didi
Apne apne plant k patte cut kar diye h??
Cal ki video dekhna aapko reason pata chalega purani Badi leaves ko mujhe hatana pada
Maam aapke tamatar ke leaves kaha gaye
Purani aur Badi leaves hatai Hain next video dekhiaega aapko rijan pata chal jaega Jo cal Dali hai
City mai gardening bahot mushkil hai 😢
Pehle khaad nahi mil rahi thi, ab khaad mili to ab mitti nahi hai 😂
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aapko nursery mein mitti aur khad sab kuchh mil jaega aur jo seeds wali shop hoti hain usmein kafi sare organic fertilizer mil jaenge nursery mein bhi organic fertilizer mil jaate Hain main mitti bhi nursery se hi lekar aati hun aur khad bhi lati hun
Aunty maine bajar se lal paki hui mirch lai aaher ke liye ro kya mai use sukha ke beej grow kar Sakti hu
Han
Aunty namaste
Seeds kaise lekar ayu hybrid ya normal
Hybrid seed lagaiye mere channel per 2 mahine pahle video hai seeds kahan se len iske liye pura detail bataen Hai usmein number bhi hai aap vahan pata Karen
Aachar ke liye
Han Achar banao winter mein aur tamatar kaise Lage
Bahut badiya...aap to itni khush najar aa rahi vidio me ...😊😊😊@@Manjugardening1
Mam ya Kaya kali wala Chynna ha.
Yah lagane wala chuna Hai powder wala bhuja hua chuna hota Hai
Kahan milta hai...?@@Manjugardening1
Aapne iska बीज कहा से लिया
Kareeb 2 mahine pahle video Dali Hai Maine seats kahan se liye hain aap channel per visit Karen aapko pata chalega vahan se aap bhi Manga sakte hain number hai ismein
Ye chune ka pawdar kahan milta?
Paint wali shop mein
@Manjugardening1 thanks maju ji....esko chuna pawdar bolkar hi mangna hai kya?
Tomato acche hai lekin leaf choti choti kyu hai madam koi nutrient kam hai apke plant main leaf big size ke liye aur chamak ke liye bhi de kuch ..calcium nitrate aur epsom salt jamin main use kare
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji purani Badi leaves bekar Maine hata Di hain aap iske bad ki video dekhoge na cal ki to aapko reason pata chal jaega Meri chhat per work ho raha hai isliye uska wait thoda kam kara hai aur Baki mere pure organic chijen dalti hun main chemical chij ka istemal nahin karti hun thanks for watching
@Manjugardening1 thanx mem maine bhi abhi chat par lagana suru kiya hai lekin weight Kam rakh kar cocopeat main laga rahe ..tomato nursery ready Hui hai transplant karna hai ab ..aaap sarson Khali Purna gobar aur bail ke fal ka ras dabba main 1saal pack kiya ho uske baad Mila kar ko 3-4din bhigo kar ghol kar daale ..result jabardast aata hai aa raha
Kam bolo imp bat karo
Aapse kisne kaha munh uthakar chale aane ko channel per mat aao
@@Manjugardening1👍😂😂😂😂😂😅👍
Sahi to bol rahi hai vo. 6 minute faltu mai lambi ki video. @@Manjugardening1